Ring ring likhne par koi sa bhi app show nhi hota h. Jo tumne bataya h. Uska icon bhi tumne apne kisi bhi video mein show nhi kiya h. Itni kya privacy? Camera Ring ke bare mein bta rhe ho to khul kar sahi batao. Adha adhura q bata rhe ho? Pehli bat tumne ring ring app ka icon hi show nhi kiya h. Jo 1st number par show karta h. Wo bhi full ring nhi h. 75% ring hi show hoti h. 25% ring gayab hi rehti h. Ab tum batao. Tumne kaun si app download ki h?
@@Ap95-v9f brother I purchased but my battery backup is good enough .. I pay Pubg .. is good for .. I charged morning 💯 and after use normally battery remaining 60% at 8 PM
Maine bhi vivo t3 5g ka smartphone kharida h. Lekin iska camera bahut hi bakwas laga. Front Potrait mode ki photo to ekdum bakwas hi dikhti h. Maine rear camere se photo khinchi thi. To kisi bhi photo par double clik karne par photo ki details saaf nhi aati h. Photo fat jati hai aur blur aati h. Isse pahle mere pass Realme 3 Pro tha. Aur aaj bhi h. Usme rear camere se khinchi gayi kisi bhi photo par double clik karne par photo ki detailing bilkul clear aur saaf dikhti h. Chahe aap jitni bhi joom karte h to.
Jo Vivo t3 5g mein camera problem thi. Wo 1 August 2024 ke patch update mein solve ho gyi.....Qki camere par aur kuchh mobile setting par update aaya tha. Ab mera camera lajwaab ho gya h. Ab photo khinchne par photos ki detailing badhiya aati h. Raat mein bhi lajwab aati hai. Isliye kahte hai, jab bhi new mobile lo, to usme jo bhi aapko problems lage, uska reviews humesha company ko mail karna chahiye. Jisse agle update mein wo solv ho sake.
Kon kon Vivo t3 se video dekh raha hai
Bhai dhek ra ha hu
😢😢
bhai please ek baari bataoge shutter speed ki kya range hai t3 mein? urgent batado please
@@satyam4606 camera ma shutter speed ?? Bhai me nepal sa hu but India se I bought it
Me esi phone se video dekhra hu 🫶🫶🫶🫶
Battery drain bahut juldi ho Rahi hs
Me bhi
Sem
😂😂
Me bhi😂
mujhe buy karna hai ye mobile iske battery backup kitna hoga 1din toh chalega na😢
@@soufiyanali4836 nah 8 hr
@@soufiyanali4836 Ha ekdam.. Maine ye phone 1 bar charge karke 7 - 8 hour chalati hu 1 din mein
Hnn m bhi Vivo t3 se hi video dekh raha hu Bhai 😊
Ring ring likhne par koi sa bhi app show nhi hota h. Jo tumne bataya h.
Uska icon bhi tumne apne kisi bhi video mein show nhi kiya h. Itni kya privacy?
Camera Ring ke bare mein bta rhe ho to khul kar sahi batao. Adha adhura q bata rhe ho?
Pehli bat tumne ring ring app ka icon hi show nhi kiya h. Jo 1st number par show karta h. Wo bhi full ring nhi h. 75% ring hi show hoti h. 25% ring gayab hi rehti h.
Ab tum batao. Tumne kaun si app download ki h?
Dosto pahile main poco x5pro use karta tha,, aj vivo t3 leke fhas gaya.... Camera quality bad,bad,bad,,,, baki sab thik thak😢😢
@@savantamali6023 Bhai badiya
Bhai mere m hold the device steady ka option aata h or 2 3 sec bd pic click hota h ise turn off kese kre
Bhai thoda dekhna to ye ....calling speaker half packed h....thoda sa hi part open h...mere Wale mein......kya aapke mein bhi same h ?
Ghar k light mein visible nhi hoga ....torch mar kr dekhiyega.
Bro dabane se sound a Raha kya
@@MohitVerma-89 Charing port mai
I'm watching vivo t3😁
Bro kya isme object remover he kya ?
Bhai theam kon sa hai 🙂
Thanks bhai
Portrait cartoon ai ka btao sahi kaise kre selfie photo
Sab thik hai but Battery backup is very poor and ads too, isko kharid kar fas gaya
@@Ap95-v9f esa k7ch ni h bhai mere ko aarm ae 8 ghnta ka screen time milta h game khelo ya movie dheko
@@Ap95-v9f brother I purchased but my battery backup is good enough .. I pay Pubg .. is good for .. I charged morning 💯 and after use normally battery remaining 60% at 8 PM
@@Ap95-v9f battery backup bahut hi accha hai pura din chalaoge to battery khatam to hoga na Bhai..😂
Battery backup Kam hai thoda
Maine aaj hi liya mst phone hai 💪💪💪💪💪
thanks for feedback
Bhai kitne ghante chl jati h battery? Plzz reply
@@vermagaming7696 8 hours 23 minutes
@@vermagaming7696 7-8 hrs lagatar gaming kare go toh
Me la buy karhu ha 9 days ho Chuka ha
Bro iske sirf 1 chlta hai cmera 2nd wala maine hath rkh ker try kiya 1 kr 3rd ka use hai hai batao koi bhai
Ye notch ka colour green kaise Kiya
Mai ise phone se video dekh raha hu bhai 😢
Wide angle nahi hai
bhai iske under 0.5 x nhi h kiya ???
Nahi hai Bhai but camera bahut accha hai ma 1 month se use ker Raha hu
@@a12417 Hmm me bhi
Nhi isme ultra wide camera nhi hai
App ko bhejiy bhai
Vivo t3 5g me ai eraser hai kya
@@lolxyz2706 yeah 👍
Bide nhi wide 😂😂😂
Maine bhi vivo t3 5g ka smartphone kharida h. Lekin iska camera bahut hi bakwas laga. Front Potrait mode ki photo to ekdum bakwas hi dikhti h.
Maine rear camere se photo khinchi thi. To kisi bhi photo par double clik karne par photo ki details saaf nhi aati h. Photo fat jati hai aur blur aati h.
Isse pahle mere pass Realme 3 Pro tha. Aur aaj bhi h. Usme rear camere se khinchi gayi kisi bhi photo par double clik karne par photo ki detailing bilkul clear aur saaf dikhti h. Chahe aap jitni bhi joom karte h to.
Same issue
Abhi bhi same issue hai??
Jo Vivo t3 5g mein camera problem thi. Wo 1 August 2024 ke patch update mein solve ho gyi.....Qki camere par aur kuchh mobile setting par update aaya tha.
Ab mera camera lajwaab ho gya h. Ab photo khinchne par photos ki detailing badhiya aati h. Raat mein bhi lajwab aati hai.
Isliye kahte hai, jab bhi new mobile lo, to usme jo bhi aapko problems lage, uska reviews humesha company ko mail karna chahiye. Jisse agle update mein wo solv ho sake.