You may definitely find traffic in peak hours due to construction and single roads. But usually the traffic keeps moving and your trip can be covered in 3-4 hours.
bro i need some information me ujjain 1 January 9bje pauchanga fir next to meri 5bje train ha indore se to mujhe kaise chaiye krna hoga time table yea wapas ujjain hi aana hoga aisa hua to mujhe broding point change krna hoga phle hi i confuse please some information to me thanks
Agar same 1 Jan ko hi vapas nikalna he indore se yaa ujjain se to possible nhi he ki aap Omkareshwar ke darshan kar paaoge. Jyada se jyada aap Mahakaleshwar ke darshan krke ujjain se train pakad skte he same day. Omkareshwar ke liye aapko pura 1 din chaiye hoga
@@anilrajput8013 nhi bro next day jana ha omkareshwar 2 jan ko but train 2 jan ko indore se hai 5bje pm ab me 2 jan ko kitne bje bus mil sakta hai taki me 5 bje indore pauch sakhu
@@LifeandLiving1918 Then to bindas aap darshan karke train pakad sakte ho Indore se. Omkareshwar mandir ke vaha se hi aapko cab, buses vagera mil jaaegi Jo aapko indore startion chod dege. Vaha Indore station se bohot log aate he Jo mandir ke paas ke bus stop pr utarte he. Aap bas 3 hrs pehle nikal jaana train ke liye kyuki Mandir aur station ke bich 80 km ka difference he.
Bus ke liye aapko ujjain Mahakaleshwar mandir ke paas me bohot saare travel agencies mil jaaegi. Vaha subah 8 baje se lekr shamke 6 baje tk koi bhi bus ki seat book kr sakte ho. Per person 250 se 400 rs charge hota he.
1 no..
Good information
Thanks for appreciation ❤
Khup khup aabhar mla yatun khup mahiti milali
Dhanyawad..🚩
Please hit like and do subscribe if you haven't yet ♥️
❤😊
❤❤❤🎉🎉
❤❤🔥🔥🔥
Intro😍😍😍
Informative 👍👍
Glad you like it
keb का prize क्या था
3000 AC Cab
2800 Non-AC Cab
Very informative video...did you find any jam in ghat section while going to Omkareshwar?
You may definitely find traffic in peak hours due to construction and single roads. But usually the traffic keeps moving and your trip can be covered in 3-4 hours.
Bhai Agar Delhi Ujjain Mahakal & Aunkaeshwar Mandir Jana Ho To Konsi Ttain Best Hai & Aunkehwar Se Return Delhi Kaise Aaya Jaye
Ye to mujhe bhi nahi pata bhai.....do watch HY Vlogs
Bhai travel agency ka contacg no hoga kyaa
Best hoga ki aap ujjain me jaakr hi travel agencies se deal kare. Kyuki aapko usse best deal mil jaaegi according to seats required.
bro i need some information me ujjain 1 January 9bje pauchanga fir next to meri 5bje train ha indore se to mujhe kaise chaiye krna hoga time table yea wapas ujjain hi aana hoga aisa hua to mujhe broding point change krna hoga phle hi i confuse please some information to me thanks
Agar same 1 Jan ko hi vapas nikalna he indore se yaa ujjain se to possible nhi he ki aap Omkareshwar ke darshan kar paaoge.
Jyada se jyada aap Mahakaleshwar ke darshan krke ujjain se train pakad skte he same day. Omkareshwar ke liye aapko pura 1 din chaiye hoga
@@anilrajput8013 nhi bro next day jana ha omkareshwar 2 jan ko but train 2 jan ko indore se hai 5bje pm ab me 2 jan ko kitne bje bus mil sakta hai taki me 5 bje indore pauch sakhu
@@LifeandLiving1918 Then to bindas aap darshan karke train pakad sakte ho Indore se. Omkareshwar mandir ke vaha se hi aapko cab, buses vagera mil jaaegi Jo aapko indore startion chod dege. Vaha Indore station se bohot log aate he Jo mandir ke paas ke bus stop pr utarte he. Aap bas 3 hrs pehle nikal jaana train ke liye kyuki Mandir aur station ke bich 80 km ka difference he.
bhai Dubai cha vlog kadhi yenar
2024😂
Asa support rahila tr lavkarach plan Karu ❤
Hello
Gadi se aana jana kitna coast hoga
3000rs
Marathi
आम आदमियों के लिए बस की जानकारी आपने नहीं दी

❤❤❤