संदीप जी। आपके माध्यम से रामायण से जुड़े सारे भ्रम और मिथक दूर होते जा रहे हैं। अब किसी भी कथावाचक के पास जाकर समय बर्बाद कर सनातन विरोधी मानसिक विकृति प्राप्त करने की आवश्यकता नहीं रह जाती। आपका धन्यवाद।
राम राम संदीप जी, श्रीराम व सीता माँ से प्रार्थना करती हूँ व आपको शोध ग्रंथ लिखने पर सफलता मिलें, इस जीवन यात्रा मे आप प्रथम मानव है जो बहुत आश्चर्य जनक कार्य करने जा रहे है , पुस्तकें तो बहुत लिखते है , छपती है प्रसिद्धी मिलती है रॉयल्टी मिलती है , पर शोध ग्रंथ ना लिखा हुआ सुना ना पढ़ा मैनें अभी तक। प्रतीक्षा रहेगी। यदि किसी को बुरा लगे या गलत लगे तो माफी चाहूँगी धन्यवाद शोध ग्रंथ लिख रहे है
Rawan ki jo maa thi o to rakksh kul se thi Aur usne jann bujhkar ye kaam kiya taki raksh ka rajy sthapit ho sake, Jaise aaj kal kuchh kalugi maa bhi hai, Aur rawan me jo swbhav aur charitr tha o pura apne maa se hi sikha tha, Is liye narad ji ne bhakt phlad ke maa ko nity hari ji ka puja path karne ke liye bole the. Tab jakar bhakt phlad ka janm hua.
@@TINGTONGPOWERek yug ke baad likha gaya hay Vyas dvara. Kyu Shree Ram ke samakalin rishi ka lekhan jhela nehi jaa raha kya? Pet mei Ting Tong ho raha hay kya?
@nabaruns banmanus ji , aap ka gyan bahut alp lagta hai. Yaha ke katha vachk kah rahe hai ki na jane kitne cheez Valmiki Ji ke Ramayan mein joda gaya hai jiska birodh swem Dharmasamrth Karpatri Maharaj, Puri Shankrachraya Nichalanand Saraswati jaise vidwano ne ki hai. To lagta hai aapke dimag mein ting tong ho raha hai. Samjha kare kya lekha hai. Maryadit rahenge toh samman payenge. Mangal ho aapke aur aapke pariwar ka.
बहुत से शोध प्रक्षिप्त मानते हैं। आप पढ़ेंगे तो आपको भी प्रक्षिप्त का पता चल जाएगा। मैं शोधपूर्वक इस पर ग्रंथ लिख रहा हूं, उसे भी अवश्य पढ़िएगा। धन्यवाद।
@SandeepDeo woh to aap thik kehte hai. Bhabisya Puran, Aalhoupnisad, Uttar Kand aadi. To firr jab Puri Shankrachraya ye prakchit nahi hai kehte hai, toh aapka kya kehna hai ? Saket Lok ka varnan bhi phele Buddhist grantho se aaya hai.
@@TINGTONGPOWERaap pure comment section mei alag alag kaal mei alag alag lekhako dvara likhe gaye alag alag shaili ke "Ram Katha" ko le kar TING TONG kar rahe hay. Iss ka matlab Maharshi Valmiki ke vivaran ke atirikt bhi dusre lekhako ke vivaran bhi grahan yogya hay - yehi aap kehna chahte hay. To fir particularly ek "Uttar kand" ke sandarv mei kisi ka "prakshipt nehi hay" yeh vichar agar aapne grahan kar liya hay to fir kisi aur ka "prakshipt hay" yeh vichar grahan yogya kyu nehi hay?
@@nabaruns yah baat bahut sahi hai. Aap jab Purano ki Sanskrit ki khoj mein jayenge aur sodh karenge kab se ye suru hua tha, aur Vedas mein Som, Maitri aur Indra ko sabse aage rakha gaya- Devtao ko. Toh ye fir aayega ki Vedas kitni purani hai aur kitni change hui hai. Skandha Puran jo abhi mila hai 8th century ka, Nepal mein, woh abhi ki Skhanda Puran se pura farak hai. Allaoupnisad mein Allha ki bhi gun gan hai - aur Shankrachryo ko usse bhi MANNA hota hai. Woh isse prashipt nahi kehnte. Bhabhisya Puran mein English rulers, Aurungzeb, Akbar sabka naam hai. Lekin Shankrachryo ka Peeth se kaha jata hai ki ye sab Ved Vyas ji dwara rachit hai ! Aagam mein aawenge toh Radha Tantra ko bhi Ved Vyas se aaya manna jata hai lekin uski bhasa ko saili aur utpati 14th Century ki hai. To aapka baat sahi hai. Lekin firr, prasna uthta hai ki jaise Sandeep Deo ji kehte hai ki Shankracharya sabse upar hai aur hame unko follow karna chaheye, toh kitna biswas kar sakte hai real mein ?
kathat wachako, Jaya kishori jeso se koi nahi poochta ki aap kon si parampara se aty hein Raam katha kehne ke liye. yaha satya baat bata rahe hein to log prashn pooch rahe hein.
आप तो सन्त हैं अपने रामायण के अमृत से सबको पवित्र करने की अनुकंपा करें दानवों को चिल्लाने दो। समय ने आप को ही इस पुरुषार्थ के लिए चुना है। अज्ञानी दास रूपबास भरतपुर राजस्थान
@@SandeepDeo woh mujhe malum hai. Lekin Puri ke Shankrachraya, Govardhan Math wale aur Akhndanand Swami, Karpatri Maharaj sab Ravan ko Brahaman hei kehte hai
@@SandeepDeo sayad aapne ache se padha nahi. Maine 3 naam leye hai....Puri Ke Shankrachraya (Nischlananda Ji ), Swami Akhandanand Ji aur Nigrahachraya Ji ka.
@@TINGTONGPOWERpuri ke shankaracharya, akhandanand, nigrahacharya in teeno ka Maharshi Valmiki ke sath kiye gaye shastarth ka likhit sankalan ya audio ya video ka sandarv hay to usse prastut kijiye.
महर्षि वाल्मीकि रामायण का बहुत सुंदर वर्णन किया है । संदीप देव जी को हार्दिक धन्यवाद 🙏🙏
संदीप जी। आपके माध्यम से रामायण से जुड़े सारे भ्रम और मिथक दूर होते जा रहे हैं। अब किसी भी कथावाचक के पास जाकर समय बर्बाद कर सनातन विरोधी मानसिक विकृति प्राप्त करने की आवश्यकता नहीं रह जाती।
आपका धन्यवाद।
धन्यवाद अजय जी 🙏
आदरणीय आपका रामायण विश्लेषण अप्रतिम है।आज के काल में भी उत्तम है। मैं सभी एपिसोड निशांत सुनता हूं और समझ भी रहा हूं।
राम राम संदीप जी,
धन्य है सीता माँ।
धन्यवाद
राम राम संदीप जी,
श्रीराम व सीता माँ से प्रार्थना करती हूँ व आपको शोध ग्रंथ लिखने पर सफलता मिलें,
इस जीवन यात्रा मे आप प्रथम मानव है जो बहुत आश्चर्य जनक कार्य करने जा रहे है , पुस्तकें तो बहुत लिखते है , छपती है प्रसिद्धी मिलती है रॉयल्टी मिलती है , पर शोध ग्रंथ ना लिखा हुआ सुना ना पढ़ा मैनें अभी तक।
प्रतीक्षा रहेगी।
यदि किसी को बुरा लगे या गलत लगे तो माफी चाहूँगी
धन्यवाद
शोध ग्रंथ लिख रहे है
राम राम संदीप जी,
आपका सबका बहुत-बहुत स्वागत है ।
धन्यवाद
राम राम संदीप जी,
आपका बहुत-बहुत धन्यवाद।
जय सियाराम हर हर महादेव ऊँ नमः भगवते बासुदेवाय
जय श्री राम धन्यवाद संदीप जी🙏🚩🕉️
राम राम संदीप जी,
सत्य है।
Jaisri.ram
🙏 Jai shree sita ram 🙏 Jai shree hanuman 🙏
Om Namah Shiwaye 🔱
Bahut sunder 🙏🙏
Jai siyaram🙏
Nitin Verma Rajini Verma or Prerna verma jai Siya Ram ❤🔱🙏🚩
🙏
Jay siyaram
जय सियाराम!
Rawan ki jo maa thi o to rakksh kul se thi
Aur usne jann bujhkar ye kaam kiya taki raksh ka rajy sthapit ho sake,
Jaise aaj kal kuchh kalugi maa bhi hai,
Aur rawan me jo swbhav aur charitr tha o pura apne maa se hi sikha tha,
Is liye narad ji ne bhakt phlad ke maa ko nity hari ji ka puja path karne ke liye bole the.
Tab jakar bhakt phlad ka janm hua.
संदीप जी जटायु का वध नहीं हत्या की थी का पुरुष रावण ने जय श्रीराम 🙏🌹
Valmiki Ji ne Anand Ramayan aur au bhi Ramayan ki rachana ki hai. Usme se ek mein Laxman Rekha ka charcha kiya gaya hai. Ek baar dekh lejeyega.
आनंद रामायण वाल्मीकि जी ने नहीं, रामदास जी ने लिखी है। पहले सही जानकारी तो रखिए।
@SandeepDeo Adhyatma Ramayan by Vyas....
@@TINGTONGPOWERek yug ke baad likha gaya hay Vyas dvara. Kyu Shree Ram ke samakalin rishi ka lekhan jhela nehi jaa raha kya? Pet mei Ting Tong ho raha hay kya?
@nabaruns banmanus ji , aap ka gyan bahut alp lagta hai. Yaha ke katha vachk kah rahe hai ki na jane kitne cheez Valmiki Ji ke Ramayan mein joda gaya hai jiska birodh swem Dharmasamrth Karpatri Maharaj, Puri Shankrachraya Nichalanand Saraswati jaise vidwano ne ki hai. To lagta hai aapke dimag mein ting tong ho raha hai. Samjha kare kya lekha hai. Maryadit rahenge toh samman payenge. Mangal ho aapke aur aapke pariwar ka.
acha Ravan 32 carore Rakshaso ka Raja ha to Modi ji kitne carore Rakshaso kr Raja hein, 20 carore?!!
Puri Ke Shankrachraya aur Karpatri Ji Uttarkand ko prakcheta nahi mante.
बहुत से शोध प्रक्षिप्त मानते हैं। आप पढ़ेंगे तो आपको भी प्रक्षिप्त का पता चल जाएगा। मैं शोधपूर्वक इस पर ग्रंथ लिख रहा हूं, उसे भी अवश्य पढ़िएगा। धन्यवाद।
@SandeepDeo woh to aap thik kehte hai. Bhabisya Puran, Aalhoupnisad, Uttar Kand aadi.
To firr jab Puri Shankrachraya ye prakchit nahi hai kehte hai, toh aapka kya kehna hai ?
Saket Lok ka varnan bhi phele Buddhist grantho se aaya hai.
@@TINGTONGPOWERaap pure comment section mei alag alag kaal mei alag alag lekhako dvara likhe gaye alag alag shaili ke "Ram Katha" ko le kar TING TONG kar rahe hay. Iss ka matlab Maharshi Valmiki ke vivaran ke atirikt bhi dusre lekhako ke vivaran bhi grahan yogya hay - yehi aap kehna chahte hay. To fir particularly ek "Uttar kand" ke sandarv mei kisi ka "prakshipt nehi hay" yeh vichar agar aapne grahan kar liya hay to fir kisi aur ka "prakshipt hay" yeh vichar grahan yogya kyu nehi hay?
@@nabaruns yah baat bahut sahi hai. Aap jab Purano ki Sanskrit ki khoj mein jayenge aur sodh karenge kab se ye suru hua tha, aur Vedas mein Som, Maitri aur Indra ko sabse aage rakha gaya- Devtao ko. Toh ye fir aayega ki Vedas kitni purani hai aur kitni change hui hai.
Skandha Puran jo abhi mila hai 8th century ka, Nepal mein, woh abhi ki Skhanda Puran se pura farak hai.
Allaoupnisad mein Allha ki bhi gun gan hai - aur Shankrachryo ko usse bhi MANNA hota hai. Woh isse prashipt nahi kehnte.
Bhabhisya Puran mein English rulers, Aurungzeb, Akbar sabka naam hai.
Lekin Shankrachryo ka Peeth se kaha jata hai ki ye sab Ved Vyas ji dwara rachit hai !
Aagam mein aawenge toh Radha Tantra ko bhi Ved Vyas se aaya manna jata hai lekin uski bhasa ko saili aur utpati 14th Century ki hai.
To aapka baat sahi hai.
Lekin firr, prasna uthta hai ki jaise Sandeep Deo ji kehte hai ki Shankracharya sabse upar hai aur hame unko follow karna chaheye, toh kitna biswas kar sakte hai real mein ?
kathat wachako, Jaya kishori jeso se koi nahi poochta ki aap kon si parampara se aty hein Raam katha kehne ke liye. yaha satya baat bata rahe hein to log prashn pooch rahe hein.
आप तो सन्त हैं अपने रामायण के अमृत से सबको पवित्र करने की अनुकंपा करें दानवों को चिल्लाने दो। समय ने आप को ही इस पुरुषार्थ के लिए चुना है।
अज्ञानी दास रूपबास भरतपुर राजस्थान
आभार 🙏
Puri ke Shankrachraya, Swami Akhandanand aur Nigrahachraya sabb Ravan ko Brahaman kehte hai. Aap to kuch bhi....
पुरी के शंकराचार्य जी का नाम अखंडानंद नहीं, निश्चलानंद सरस्वती जी महाराज है। पहले उनका नाम तो आप शुद्ध लीजिए।
@@SandeepDeo woh mujhe malum hai. Lekin Puri ke Shankrachraya, Govardhan Math wale aur Akhndanand Swami, Karpatri Maharaj sab Ravan ko Brahaman hei kehte hai
@@SandeepDeo sayad aapne ache se padha nahi. Maine 3 naam leye hai....Puri Ke Shankrachraya (Nischlananda Ji ), Swami Akhandanand Ji aur Nigrahachraya Ji ka.
@@TINGTONGPOWERpuri ke shankaracharya, akhandanand, nigrahacharya in teeno ka Maharshi Valmiki ke sath kiye gaye shastarth ka likhit sankalan ya audio ya video ka sandarv hay to usse prastut kijiye.
Jai shree Ram
जय श्री राम
Jay Siyaram
Jai shree Ram