Arad kalam : Guru of Lord buddha
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 10 ก.พ. 2025
- अराद कलाम, महात्मा बुद्ध के योग गुरु, की अनकही कहानी में आपका स्वागत है! इस वीडियो में हम जानेंगे कि कैसे अराद कलाम ने सिद्धार्थ को ध्यान और साधना के रहस्यों से परिचित कराया। उनके विचार, शिक्षाएं और जीवन की गहराई में उतरकर, हम यह समझेंगे कि उन्होंने बौद्ध धर्म की नींव में किस प्रकार का योगदान दिया। क्या आप जानते हैं कि अराद कलाम के अद्वितीय अनुभवों ने बुद्ध को enlightenment की ओर कैसे अग्रसर किया? इस दिलचस्प सफर में हमारे साथ चलें और इतिहास के इस अनमोल पन्ने को जानें। अगर आपको यह वीडियो पसंद आए, तो इसे लाइक करें और अपने दोस्तों के साथ शेयर करें!
#aradkalam , #buddha ,#mahatma ,#bahujanmission #history ,#dalitnews ,#Dalit Dastak, #motivation ,#amazingfacts #facts ,#song
See Less
Arad kalam kis religion ko follow karte the aur arad kalam ne gautam buddha ko konsa marg sikhaya tha atmagyan ke liye please bataye
Koi gyan nahi sikhaya budha ne khud kaha he mera koi guru nahi he budha ko study karo buss unhe meditation kaise karna he yeh sikhaya hoga lekin marg nikalne wale only budha swayam they
@spacetravel1643 bhai mein wohi kaha raha hu gyan koi kisi ko sikha nahi sakta gyan swayam ke anubhav se ata hai mein ne yehe nahi pucha ki kon sa gyan diya mein ne yehe pucha ki kon sa marg sikhaya aap ne kaha ki meditation sikhaya hoga likin konsa aur mein budh ko study kaise karu please bataye
@@sagarsportandstudy5021 budha ko study karne ke liye prachin granth khangalo orr bhart ke hi nahi pure duniya me jaha budhism faila he vaha ke sab culture orr history khangalo tab jake 19-20 ka fark karna
Background music नहीं होना चाहिए था यह डिस्टर्ब कर रहा है
Budha ne khud kaha he mera koi guru nahi he
Aapko khud kya lagta hai ?
@@ReaanTimes mujhe 100% lagta he bcz agar koi guru hota to uska naam bhi hota isiliye budha ne bataya he mera koi guru nahi bcz jo unko aata tha unhone apne 7-8 saal barbaad kiye orr uske baad asli sidharth se budha ki kahani start hoti he unhone dridh nishchay kiya orr sadhna ko ek alag charm avastha me le gaye jo har kisi ke bas ki baat nahi hogi buss vahi shan tha jo budha ko budhatva prapt huva orr baad me vo budha bane