Bhai iski koi settings nahi hai Kiyo ki jab 100+ log apke number ko report karte hai to tab uske baad koi number spam me jata hai Or ha aap bass yahi kar sakte hai ki Aap apna truecaller account ko delete karke chek kar sakte hai Agar ho jaye to apke liye behatar hai
Bhai jo bhi video hai usme besak ye bataya gya hai ki spam report kaise hata sakte hai Lekin apke truecaller app me kisi or ke number par spam dikha raha hai to aap uske number me not spam wale option par click kare us number kewal aap apne mobile me hi spam list se bahar nakal sakte hai . Adhi hamari ke liye ye video dekh le th-cam.com/video/rJVf0paz0-Q/w-d-xo.html
Very nice information 🎉
Thank you bro mujhe bhi pata chala
Spam report agr likha hua aata h to wo user froud h sahi nhi h usse koi km krwana ? Ya log bina kisi dekha k b block kr dete h?
जी हां भाई जिस नंबर पर स्पैम दिखा रहा है वह नंबर फ्रॉड नंबर है क्योंकि जब kisi नंबर पर 100 से अधिक लोग रिपोर्ट करते हैं तभी कोई नंबर spam में जाता है
@@minitg Did u means...?Aise bnde pr belive nhi krna chahiye...
जी हां भाई
@@minitgmere dost ke number par truecaller main 12 spam reports hai, kya mera dost fraud hai?
47 spam report arha h kya mtlb fake h bnda
Vere nice
Thank you🙏💕
Tq bhai
Bhai mere mobile ek phone unknown number se but Truecaller pe 73 spam report dikha rha h o kya karte h sab ??
Mujhe bhi yhi janna h
@@divyajyoti9364 matlab bahut log block kiye us no. Ko mujhe pata chal gya tha
Muje bhi
Thanks
Thankyou so much 🙂
Hlo ji bhaiya
Bhae spam ya espm
Tp bhai meri problem sol kr di ap ne
Mera janna hai kitne log mereko block karneke baad mera number spam report show korega?
Bhai mere phone me ek number h spam report likh kar aa raha h maine use block bhi nhi kiya h
Bhai mere personal number pr spam likha hua arha hai to m kya kru use kese hatAu
Please reply
Bhai mera Number Spam me chala gya hai to kya mai premium le lunga to mera Number Unspam Ho jayenga
ये फालतू का विडिओ हमारे नंबर पर नहीं आना चाहिए इसकेलिए हम केया करे
Muje 358 spam report dikha rha
Apne number se spam kaise hatay...??
Bhai iski koi settings nahi hai
Kiyo ki jab 100+ log apke number ko report karte hai to tab uske baad koi number spam me jata hai
Or ha aap bass yahi kar sakte hai ki
Aap apna truecaller account ko delete karke chek kar sakte hai
Agar ho jaye to apke liye behatar hai
@@minitg kaafi channel wale to batate hai... Hatane ka upay.... Kripya aap bhi pata kariye...koi upay ho to
Bhai jo bhi video hai usme besak ye bataya gya hai ki spam report kaise hata sakte hai
Lekin apke truecaller app me kisi or ke number par spam dikha raha hai to aap uske number me not spam wale option par click kare us number kewal aap apne mobile me hi spam list se bahar nakal sakte hai .
Adhi hamari ke liye ye video dekh le
th-cam.com/video/rJVf0paz0-Q/w-d-xo.html
@@minitg.thanks but comment kaise hatey jo us par aaya h