Samaj klyan me b koi nhi sunta kitni br b vha jao bs bolte ajaygi wait kro koi b shi se chek krke nhi btate h vha p sbko presan kr rkkha h bs@rahulprintingpress
Npci aur ekyc sab kara liya hai.prayg se hun.bridhha pension ka intjaar hai.tumhare koi hai ya bakwas karne aaye ho.tumhare pas koi jankari nahi hain.sabko pata hai ki paisa kabhi bhi sakta hai.sabko malum.tum kya batane aaye ho.kahani sunte sunte Kan Pak gaye.
Jay Ho 🎉🎉🎉
❤❤❤❤
Sir vikalang pensan ka bevasaid band chal rahi hai kya kyc phir se karna hai
Sir new I mean first time Paisan form fill kiya tha July m abi tk pension nhi aye please rply kiya kro
Status check karlo usme sabhi step वेरीफाइड hai to paisa 15 January Tak aa jayga
Meine bhi Sara proses kra liya h per pension nhi aaya h July se ab tak ka koi pension nhi aaya h
Pfms par approved by agency dikha rha hai kb tk aayega
Sir meri divyang pension Aadhar satyapan September mein kara diya hu par abhi tak pension form me status blank show kar raha hai 90din ho gaya hai
1 week tak wait karlo nahi show karega to apne samaj kalayan office me sampark karna sir
Kai baar ja chuka we kuch bata nahi pa rahe wait karo bas yahi bataya jaata hai
Sir meri maa ka abhi bidhawa pensan nhi aaya h 4 baar se nhi aarha h sab dikhane se bol rahe h ki sab sahi h fir bhi nhi aaya koe idia h kya sir
6000 mere bhi nahin aaya bhaiya paise rs 6000 kab tak a jaenge
Adhar satyapan 18 September Pfms accepted re verification at dpo pension kab tak ayegi vidhva pension
Vidhwa pension kab tak aiyge any idea ⁉️
6
4 महीने हो गए भाई साहब सब कंप्लीट किये हुए फिर भी नहीं आ रहा है?
1 week tak wait karlo nahi show hoga to apne samaj kalayan office me sampark karlena sir
Samaj klyan me b koi nhi sunta kitni br b vha jao bs bolte ajaygi wait kro koi b shi se chek krke nhi btate h vha p sbko presan kr rkkha h bs@rahulprintingpress
M b vha 4. 5 br gyi pr kuch koi nhi sunta bol dete jaayegi jao ab