In topics par video bana kar aap logo ne achcha kam kiya hai. Shiksha jagat me kranti si aa gyi hai.. 👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍 Bahut logo ka bhala ho rha hai. Jaldi sikh jate hain Time bachta hai. Aaplogo ke is karya ke liye bahoot bahoot dhyabad. Thank you very much. 😊
Wow ... Aisa comment BHI aayenga socha Nahi tha.... By the way sabse pehli baat channel par apko topic samjhaya jata hai..HM as a teacher aap logo ko topic ko acche SE Accha explain krne ki koshish krte hai ... And koi BHI teacher koi BHI topic padhaye Uske liye vo Kisi na Kisi book Ka reference lete hai aur HM BHI book and Google SE search krke Jo best lgta hai uska ref. Lete hai . Teachers padhane SE pehle khud book Nahi likhte hai.. aur na hi likh sakte hai ... Channel Ka motive B.Ed students ki unki preparation mei. Help Karna hai Jo kafi logo ko mil Rahi hai jis baat ki mujhe khusi hai ... And Rahi baat kamayi ki bilkul sahi kaha aap BHI try kare ... Aur itni kamai hai ki raato Raat Aamir ban jaonge ...apni Soch ko thoda positive rakho brother.. Aapne apna keemti waqt nikalkr comment Kiya Uske liye hum apke aabhari rahenge .. dhnyawad 🙏🙏
Medam ji 3rd point kaise anishchit hoga? Mughe dr. Bnna hai ye mera AIM hai (lakshya) hai. Ye kaise anishchit aur aaspast huwa? Mera lakshya toa nishchit hai usko pane k liye maine jo jo kary kiye tarika apna vo mera uddeshy hai. Uddeshy nishchit nahi hota pr AIM lakshya nishchit hota hai?
Mam kuch videos to ped. Of commerce nd social science subject k hum b dekh skte h apke..dusre subject me b ye topic common hi to hai dekha jae to 🤩🤩🤩🤩..
Dear ma'am, aapse ek nivedan hai ki jin pdf ko aap video mei use krti hai inko description mei bhi provide kra diya kre taki uska print nikal kar pdh ske hum.. thanks
Already link discription mein Diya hua hai .. Jo bi videos upload ki jati hai unse related pdfs telegram channel pr upload kr Di jati hai aap vaha se one click mein download kr sakte hai ... Join telegram channel
In topics par video bana kar aap logo ne achcha kam kiya hai. Shiksha jagat me kranti si aa gyi hai..
👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Bahut logo ka bhala ho rha hai.
Jaldi sikh jate hain
Time bachta hai.
Aaplogo ke is karya ke liye bahoot bahoot dhyabad.
Thank you very much. 😊
सभी के लिए उपयोगी जानकारी हैं इसमें
Your 15 minutes are better than other's 40 minutes.
Exam centered classes.
Good
Mam book me aims ko uddeshya and objectives ko lakshya bataya gaya hai
Useful clsses❤❤❤
Crystal clear
Video starts from 1:06.
Seriously mam mind blowing topic
Mam maths pedagogy k Aur bhi videos upload kijiye plz
Good explanation
Aim lakshya fix hote hai .objective may be changable
Waah, S.P kulshrestha and Gaya Singh ka poora chaapa gya,
mehnat kisi ka... Kamaai kisi ka
Wow ... Aisa comment BHI aayenga socha Nahi tha....
By the way sabse pehli baat channel par apko topic samjhaya jata hai..HM as a teacher aap logo ko topic ko acche SE Accha explain krne ki koshish krte hai ... And koi BHI teacher koi BHI topic padhaye Uske liye vo Kisi na Kisi book Ka reference lete hai aur HM BHI book and Google SE search krke Jo best lgta hai uska ref. Lete hai . Teachers padhane SE pehle khud book Nahi likhte hai.. aur na hi likh sakte hai ...
Channel Ka motive B.Ed students ki unki preparation mei. Help Karna hai Jo kafi logo ko mil Rahi hai jis baat ki mujhe khusi hai ...
And Rahi baat kamayi ki bilkul sahi kaha aap BHI try kare ... Aur itni kamai hai ki raato Raat Aamir ban jaonge ...apni Soch ko thoda positive rakho brother..
Aapne apna keemti waqt nikalkr comment Kiya Uske liye hum apke aabhari rahenge .. dhnyawad 🙏🙏
Osmmm mam😘🙏🙏
Medam ji 3rd point kaise anishchit hoga? Mughe dr. Bnna hai ye mera AIM hai (lakshya) hai. Ye kaise anishchit aur aaspast huwa? Mera lakshya toa nishchit hai usko pane k liye maine jo jo kary kiye tarika apna vo mera uddeshy hai. Uddeshy nishchit nahi hota pr AIM lakshya nishchit hota hai?
Wow mind-blowing.my dear .the way unspeaking is matchless.thanks for making such nice n usefull video .may u live long
Mam..
Bhut achachi tarah se samjh mein aaya ..
Thank u so lot
Thanks a lot
Thank you very much mam
Plz bed 1year ke saare topics pr vedio bna do mujhe apki vedio baaki vedios ke according bhut achi lgti....thanku so much
U r crystal clear saviour for me✨️🙏
Some important physical scientist ki video bnaye
Mam video achhi thi 👌 next video bhi upload krdo English pedagogy ki please mam ..
Vdo started at 2:38
Very good dear
👌👌👌👌👌 excellent way of teaching
Mem ka favourite topic Gravitation
Mera bed ka paper h plss topic or btaye..
Can i keep this as notes for exam
Eek video me aims को सीमित Area btaya Gya ह or आप aims को विस्तृत छेत्र bta rhi h kon sa shi j
Ye to galat padha rahi hai
Value of teaching commerce me Kya aayga mam
First
Have a good day
Mam ,what is subject and aim of subject kya plz bataee plzzz
Mam kuch videos to ped. Of commerce nd social science subject k hum b dekh skte h apke..dusre subject me b ye topic common hi to hai dekha jae to 🤩🤩🤩🤩..
Bilkul kafi same topic hai ... Unme apko help ho jayengi
Ha ji
Mam iska pdf mil jayega plz bta dijiye
Mam scientist ki Hindi version KB milega
Jald hi
Mam bloom taxonomy ak और vidio बना दीजिये
Ccsu ki date sheet aagyi h
Yes we'll discuss about this
It's so effective 💪✌👌 video ma'am..... 👍💐
Dear ma'am, aapse ek nivedan hai ki jin pdf ko aap video mei use krti hai inko description mei bhi provide kra diya kre taki uska print nikal kar pdh ske hum.. thanks
Already link discription mein Diya hua hai .. Jo bi videos upload ki jati hai unse related pdfs telegram channel pr upload kr Di jati hai aap vaha se one click mein download kr sakte hai ...
Join telegram channel
@@sparshclasses i have already joined 😄
Thn y where u asking ?
@@sparshclasses i couldn't find this pdf file that's why
Mam telegram link is not working,plz check it......AAP also
Sorry app also
You have to download telegram app first .. after that link will be work
Prayay uddesh kya h ? 😟😟Plzz bta de mam
वीडियो में objective ही प्राप्य उद्देश्य है.... 🙂
I think aim and objective topic ko apne ulta padhaya hai...i think please confrm its
Pedogagy English k imp que Bata dijiye
Complete playlist mein Important topic hi cover karaye gye hai
Use English more while explaining