Sir mere pass maruti 800 hai uska salff ka fues udd jata bar bar or koi nahi uddta or car apne ap band ho jati hai chalty chalty plzzzz help me sir kya kru
Aap bahut achchi video banate ho bro , but aap bahut dur se ho nahi to me apni car aapse hi repair karwata , meri car maruti 800 bar bar jhatke leti he points set karne ke bad ek do din achchi chalti he fir vahi mistake karne lagti he , kuch samajh me nahi aa raha kya kare , hamare yaha dhang ke mechanic bhi nahi he
Bhai abhi baris me hi ye problem huaa ki bandh gadi start aram se ho jati he thoda chalane par jyada garm ho jati he or jatke marke bundh ho jati he Maruti 800 mpfi
Bai meri maruti8 car chalti chalti band ho gai hai.ab usme bilkul b karant nahi hai.jase uske saath battry juri he na ho.gadi ke andr jo hand break or batrry ki light jagti thi vo b nahi jag rahi.ab kya kre.battry abi kuj sameh pehle nai dali hair
Meri car ki battery down ho gai thi, to start karne ke liye dusri battery lagai thi. Par plus minus galat lagane se car ke plus wale cabel se धुंआ nikla, ab car bilkul bhi current nhi bata rahi hai kisi bhi battery se. Horn bhi nahi baj raha hai. Plus point wale wires sahi se lage huye hai. Please bataye mujhe kya karna hoga?
Bai meri maruti800 khadi khadi over ho jati ha.Jo air filter ke niche carbutr ke bilkul niche ek shoti c nali hoti hai jha se gadi start krne par hva niklte hai. Meri gadi main vha se ptrol niklne lg jata hai.Fir har bar carbtr kholna parta hai fir ja kar start hoti hai.
बहुत ही अच्छे से समझाया अपने पुआईंट कंडेन्सर के बारे में आप सुपर हैं
विडियो देखने के लिए आप का शुक्रिया
Bhai distributor ki power supply vostunda??
ignition coil to distbuter
Bhi sahab "katti zeher" yr baatpure yuotube me kisi ne nahi btayiii
Thanks
रहीस भाई के जज्बे को सलाम है
great sir frome pakistan
Bahut khub bahut achchi jankari di bhai aapne , meri maruti 800 vaporiser ke parde dalne ke bad pickup nahi bana rahi he to kya dikkat ho sakti he
Vaporizer ka difrom change kare
Bahoot achha bat batay hai
Thanks bro
Very nice video camera is moving very fast
Very nice information sir 👍 thanks 🙏
Thanks brother
Right information bhai 👍👍
Sir agar aap mera comments pad rahe ho to please mujhe batase maruti suzuki 800 half self problem ke baare me
he is quite knowledgeable !!
Thanks
Thank you so much bro you are doing good job I learnt so many things from you.
Thank you
Both acha see samjaya sir ji
Thanks
Sahi hai bhai 👍👍
Thanks bro
mast bhai
Thanks bro
Sar more 800 ke carboretar mese ag🔥 nikal rahahe carboretar fatke mar raha he please koi upai bataye
sir ur great exolanation
Thank you so much
उस्ताद mpfi के वीडियो डालो maruti 800 के
Okay
thankyou bhai bahot bahot thanyou
Sir mere pass maruti 800 hai uska salff ka fues udd jata bar bar or koi nahi uddta or car apne ap band ho jati hai chalty chalty plzzzz help me sir kya kru
Salf ka fues nahe ignation fues he udta he ignation wiring chak karo
Very nice
Thanks
tipe 3 ka distry buter lagana hai kya lag sakta hai point vali gadi mei
Super bhai
Thanks a lot dear 💖
thanks
Thank you ❤️ sooooooo much
Welcome
You’re welcome 😊
Kya uska distributor ka condemsir short honga
Sir good video. But vaccume se timing advance hoti hai jese jese accelerator speed increase hoti hai. Appriciated for sharing video.
Thanks bro
U r good Mecnic
Thanks
Aap bahut achchi video banate ho bro , but aap bahut dur se ho nahi to me apni car aapse hi repair karwata , meri car maruti 800 bar bar jhatke leti he points set karne ke bad ek do din achchi chalti he fir vahi mistake karne lagti he , kuch samajh me nahi aa raha kya kare , hamare yaha dhang ke mechanic bhi nahi he
Nice video
Meri gaadi petrol bahut zyada khati hai aur missing us Mai Kya problem hai aur kitna kharcha aaye ga
Sir kya ye number se set hota hai agar hota hai to WO bhi bats dijiye sir
Euro one maruti hai wo ek br band ho jati hai fr start ni hoti ky dikt hai
Carburetor repair video pls seen
Shukria sir, Boht kaam ki video ha lekin ye nahin btaya ke contact point ka gap kitna hona chahiye. Kindly ye b bta dein. Thanks.
आप का भी शुक्रिया
Plug gap 0.8 and cb point gap 0.4 mm
Nice,
Sir point k niche andar jo plet hai uske andar jo steel ball hote hai o kaha milenge
Unka size kya hota hai
Sir mere car ky Ignation coil say hi current nahi aa rahaa mainy coil bhi change ki per kuch nahi huwa
Bhai abhi baris me hi ye problem huaa ki bandh gadi start aram se ho jati he thoda chalane par jyada garm ho jati he or jatke marke bundh ho jati he
Maruti 800 mpfi
Dalco cap cleani please
@@RDMProduction
Ha
Mpfi model.
Cap cheng kar li
Turat condensar kaha milega raste m
Part's stor
Good
Kis city me aap
Jaipur
Brother maruti 800 , model 2000 me Wagnor k rear shoker lug sakte h kya ?
Yes
Kya aese baar baar point chipakne par starting coil bahot zyada garm hoti hai ?
Bai meri maruti8 car chalti chalti band ho gai hai.ab usme bilkul b karant nahi hai.jase uske saath battry juri he na ho.gadi ke andr jo hand break or batrry ki light jagti thi vo b nahi jag rahi.ab kya kre.battry abi kuj sameh pehle nai dali hair
Chaking ignition fues
And battery fues link
Wagunr and Zen Estilo 2007 model engine and spare part same hai kya
Aprox
Bhai ye btao ki meri gadi lamba self leti h. Or average bhi kam deti h. Eska kiya Karan hoga.
Fuel over Flo corbrater severs need
Bhaiya meri maruti 800 key lagane ke bad self lene par self nhi le rhi kuch bhi response nhi he self ka baki sab chalu he kya kre batao bhai
Mere car bhi 800 hai
Sir meri maruti 800 .. 80+ nhi ja rhi or 80 PR aate hi jhatke le rhi h
Bhai meri Omni van hai old. bhai meri gadi traffic me ya slow me jhatka leti hai kuch batao bhai mai kya karu
Please replace clutch plates..
Ignition coil not getting 12 v what is issue
Ignition coil ht voltage generat
Bhai gadi garam hone ke bad gadi thoda time leke start hoti haai ignition coil shii haai to kya condenser point ki problem ho skti haai
मेरे भी ये ही प्रॉब्लम है प्लीज हेल्प करो
Gas kit problem ....
Aapki shop kahan hai.?
jaipur near paras cinema
Where is your garrage bhai
India Rajasthan Jaipur
Meri car ki battery down ho gai thi, to start karne ke liye dusri battery lagai thi. Par plus minus galat lagane se car ke plus wale cabel se धुंआ nikla, ab car bilkul bhi current nhi bata rahi hai kisi bhi battery se. Horn bhi nahi baj raha hai. Plus point wale wires sahi se lage huye hai. Please bataye mujhe kya karna hoga?
Bro you should avoid background music, because of it we cannot hear properly what you are saying
oky bro
Or point wagera bhi set kiya huwa hai per current hi nahi hai
GOOD
Bai meri maruti800 khadi khadi over ho jati ha.Jo air filter ke niche carbutr ke bilkul niche ek shoti c nali hoti hai jha se gadi start krne par hva niklte hai. Meri gadi main vha se ptrol niklne lg jata hai.Fir har bar carbtr kholna parta hai fir ja kar start hoti hai.
Good tips
-thanks
Right
OK
👍👍👍
How to change hade gasket?
Sir aapki shop kaha par h mughe aapse milna h
Mujh apni gadi thik karani h ense koi dhang ka mistari ni mil ra
Jaipur amer Road JORAWAR SINGH GATE NEAR PARAS CINEMA
वाह सर 😇👍
Hello gadi start hone ke bad Maruti 800 gear lever mein
Galileo mein sound matlab ek do din din din mar gai hai na uthenge na use time mein Vada agar gadi thodi der chalne ke bad
Petrol pe khari halat me jhatke zyada leti he or khabi khabi band bhi hojati he
fuel mexer seat kro
Good✅
Sir your great thank🙏💕
Thank you so much
Sir alto 800 ka batao
आल्टो 800 में आप को क्या देखना है
Mere gadi me bhi yahi broblam hota 3ya4 km jane pr band ho jati presan ho gya hu
proper sating for cb poent ke kro
@@RDMProduction thanks bhai ji
Hamari gadime vahi problem hie
Oky
Baar baar distributor ke andar chota sa Joker wala hai woh Toot Jata Hai bhaiya
What
Kya aap bataa sakte ho q
Gadi bnani nhi hai start krni h
Sir please mi bahot hi jaada paresaan ho
Koi problem thodi ho sktee hai agre khud kre too tabhii
no
Thks 2 u
Hi
HI HOW are you
Why such back ground music. Embarrasing.
Thanks
Fake information..
Gadi start nh ho rhi ye bi nh dikhaya..
Aor gadi start krte bi nh dikhaya...
Next time
Sir meri maruti over ho jati h
Carburetor repair video your solution
Good
Good