Well explained.. garib ka Haqq bhi itna hi hai jitna rishtedaron ka. Zyada na khila sako toh 2 ya 5 hi garib ko khila do per pehle unko khilao fir dost ya RISTEDARON ko. Garib se matlab hai aise log jo achcha khana pakane k haalat nahi rakhte. Agar apne ghar k paas kahi aise koi ghar ho toh unko khilao. Kuch fakiron ko bhi do. Mere daddy ka intekal hogaya hai hum sirf ghar k members ka khana pakate hai aur usme se 5 logon ka khana t alag gharon me bhijwa dete hai
Hamarey yahan sab moulbi/hafeez khaatey hain kya unka dil v siya hogiya.. Chaliswan ho yaa saadi ho jisku bhuk lagta hai wahi khaata hai.. Bhukey ku khaana khilana sawab hai.. Agar koi sirf amir ku khilaye aur garib ku naa khilaye oh fir alag baat ho sakta hai..
Agar aise sochoge na ki khana khilana sawab h to haram ki kamai se khilao wo v sawab h kisi mandari me Pooja krwa k wo khana khilao wo v sawab h . Kalim Khan ji Aisa nahi hota h smjha me aai bt ya nahi
Jab humare paas Rasool Allah ki sunnah hai to kyon log kisi aur ki baat ya fatwa maante hain. Agar Rasool Allah ne kaha hai ke तीजा, 10वाँ, 40वाँ manana chhaiye to manao. But mere aaka Rasool Allah S.A.W. ne kabhi nhi kaha ke ye sab manana chahiye. Aur agar kahi hai to please mujhe quran aur hadith se saabit karein, mai bhi manaunga phir
@@Taimur09654tum hadith se 10वाँ , 40वाँ manaana sabit Karo ke kaha likha hai ke teeja, 10वाँ, 40वाँ mannaaa chahiye Manane ki daleel hoti hai, nhi manane ki nahi. Jo kaam Rasool Allah ki sunnat se saabit na ho to uski daleel tum do ke tum kis daleel se ye sab kar rhe ho
Karne ke liye Saboot nahi chahiye balke Na karna ki Saboot Pesh karo jaise. Koofi mei likha hua Quran parhna kaha se Saabit hai Teen Din, Dass Din, Bees Din, Tees Din, Chalees Din JAMAAT mei Nikalna Kaha se Saabit hai. Har Saal Raewind me IJTIMA karna kaha se Saabit hai Bistar Lota Party kaha se Saabit hai
Beshak
Subha Allah bahut badhiya soch h apki..... amin
Well explained.. garib ka Haqq bhi itna hi hai jitna rishtedaron ka. Zyada na khila sako toh 2 ya 5 hi garib ko khila do per pehle unko khilao fir dost ya RISTEDARON ko. Garib se matlab hai aise log jo achcha khana pakane k haalat nahi rakhte. Agar apne ghar k paas kahi aise koi ghar ho toh unko khilao. Kuch fakiron ko bhi do. Mere daddy ka intekal hogaya hai hum sirf ghar k members ka khana pakate hai aur usme se 5 logon ka khana t alag gharon me bhijwa dete hai
Sahi kaha Aapne
Mashallah
❤❤
Yes
Bahut khub
Masa allah bahot khud
Masaallah
Massha allha
Hamarey yahan sab moulbi/hafeez khaatey hain kya unka dil v siya hogiya..
Chaliswan ho yaa saadi ho jisku bhuk lagta hai wahi khaata hai..
Bhukey ku khaana khilana sawab hai..
Agar koi sirf amir ku khilaye aur garib ku naa khilaye oh fir alag baat ho sakta hai..
Nahi unhe khilane m to zyada sawab h
Agar aise sochoge na ki khana khilana sawab h to haram ki kamai se khilao wo v sawab h kisi mandari me Pooja krwa k wo khana khilao wo v sawab h . Kalim Khan ji Aisa nahi hota h smjha me aai bt ya nahi
subhan allah
Sahi bad🙂🙂
Allama sayed. Turabulhaq
Ab toh naya system ijaat hua hai chaliswe ka ek deg chadta hai garibo ke liye aur dusra deg Garib Nawaz ke naam se giwarwi ki di jaati hai
❤️💚❤️
Jab humare paas Rasool Allah ki sunnah hai to kyon log kisi aur ki baat ya fatwa maante hain.
Agar Rasool Allah ne kaha hai ke तीजा, 10वाँ, 40वाँ manana chhaiye to manao.
But mere aaka Rasool Allah S.A.W. ne kabhi nhi kaha ke ye sab manana chahiye.
Aur agar kahi hai to please mujhe quran aur hadith se saabit karein, mai bhi manaunga phir
Kya tija or 40 ma karna zaruri hai
Bilkul nahi
Koi jaiez batate he to koi najaiez batate he
Asal aala hazarat ka fatava he kya?
Aisa nhi hai bhai pehle ibadat fr garibo ko khana khilate hain
Bashak
Agar koi kha liya to tab kya hoga
Aala hazrat ka fatwa hamey nahi chahiye, hamaarey saamney Huzoor S. A. W .ki hadees pesh kiya kariye. Jazakallah.
Asraf Ali thanvi jhnmi ka ftwa dhond leo
To tu hadees se sabit karde 10va 20va
@@Taimur09654tum hadith se 10वाँ , 40वाँ manaana sabit Karo ke kaha likha hai ke teeja, 10वाँ, 40वाँ mannaaa chahiye
Manane ki daleel hoti hai, nhi manane ki nahi. Jo kaam Rasool Allah ki sunnat se saabit na ho to uski daleel tum do ke tum kis daleel se ye sab kar rhe ho
Right 👍
Karne ke liye Saboot nahi chahiye balke Na karna ki Saboot Pesh karo jaise.
Koofi mei likha hua Quran parhna kaha se Saabit hai
Teen Din, Dass Din, Bees Din, Tees Din, Chalees Din JAMAAT mei Nikalna Kaha se Saabit hai.
Har Saal Raewind me IJTIMA karna kaha se Saabit hai
Bistar Lota Party kaha se Saabit hai
kis kitab me h ye masla
Tumhe koi shak h
Fatawaye Razviya
Agar barsi ki dawat di hai to kaisa kare
Dawat khubool krna to sunnat hai na
Fatawa razwiya me hai
@@mustafaiazharinetwork108 😂😂😂😂😂
یہ وائیس کن کی ہے
SYED TURABUL HAQ QADARI RAHMATULLAHI ALAIH
Ap ki batai hui b@t ap ki man mani he ap ne apni tar@f se mix kiya .q ke shiyam ke chne khane k@ mn@ nhi kiya ...
Ala hazrat fatwa is not that kind of.
Are you alim e deen?
@@mohammadshadan2001
No need for me to be Alim e Din when what I am saying is factual