Mujhe ye novel bilkul bhi pasand nhi aaya hai baccha nahi dena chahiye tha asif ne rubi ke sath bura kiya aur baad mein aaya bhi bacha ke liyeus ki saza ye hi hoti vah apni aulad Se dur rahata mujhe iske novel ke and per bahut gussa aaya
hamane unake lie jaan ke badale jaan, aankh ke badale aankh, naak ke badale naak, kaan ke badale kaan, daant ke badale daant aur zakhm ke badale saza muqarrar kar dee hai. lekin jo shakhs apana haq khairaat ke taur par chhod de, usake lie yah kaffaara hai. aur jo shakhs allaah kee naajil ke mutaabik faisala na kare, to vahee zaalim hain. soora al-maida 5:45 Ye bhi haddith hai...Kispe amal karna hai dekh le
Aoa miss excellent topic
Such men novel ki story bohat achi lagi
Aoa miss
Please upload tumhare angana mein by rahat jabeen
Is larki n ghalat kiya...maaf kar deti lkn apna bacha ni deti....bacha q diya isne
Mujhe ye novel bilkul bhi pasand nhi aaya hai baccha nahi dena chahiye tha asif ne rubi ke sath bura kiya aur baad mein aaya bhi bacha ke liyeus ki saza ye hi hoti vah apni aulad Se dur rahata mujhe iske novel ke and per bahut gussa aaya
hamane unake lie jaan ke badale jaan, aankh ke badale aankh, naak ke badale naak, kaan ke badale kaan, daant ke badale daant aur zakhm ke badale saza muqarrar kar dee hai. lekin jo shakhs apana haq khairaat ke taur par chhod de, usake lie yah kaffaara hai. aur jo shakhs allaah kee naajil ke mutaabik faisala na kare, to vahee zaalim hain. soora al-maida 5:45
Ye bhi haddith hai...Kispe amal karna hai dekh le