Bhai mare pas RS ka automatic hetter hwo only 28 or usa jada degree C me kam karta h usa kam karte h to Thora der bad apne band ho jata h please reply ❤️(ap ka ya video bahut acha tha❤️❤️)
Sandeep bhai new tank m purane tank se fish b water add karna h to new tank ko 24 h pani ko filter hote h ho gaye h or usme anti.ich ,general add use ki h ,to an fish add kar sakta hu kya
Sir meri 1 goldfish ke poop hole band ho gaya h isliye poop nahi kar rahi h aur khana bhi kam le rahi h aur jada swim bhi nahi kar rahi h kya karu sir please reply back 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Bro mere pass 3 small shark or 2 carp hai. Mera jo aquarium hai wo plastic ka 1.25 foot hai usme 25 litre water ata hai. Mere ko fish daale 10 din ho gaya hai. Usme whit spoot a gaya hai. aquarium mein kal ko heater laga diya hai. rid add ki 4 bottle ki medicine hai alg alg wo. Mene sab ki 5 ml aquarium mein daal di hai. Or kitne din mein frak padega. Mere yaha thanda mausam hai. Kya heater ko chalne du. Mene power filter lagaya hua hai. Uska pressure kam kiya hua hai koi problem to nahi hoga fish ko
Or sir ye bataye water change karne se pehele heater 1 hours band karde . 30% water change karne ke baad heater ik dum on kar sakte hai. Gap to nahi chiye.
Sir me Aaj 4pics parrot fish 2.5 inch ki laya hu, Or Yha temprechar 15 ka h. mene glass wala hetar 30 Pr sets kr diya h Kya Thik h. ya nhi. or fish ke thoda sa black spot h.
Mere pass 25 litter ka tank he or usme 150 watt ka heater lagaya he to koi problem nhi aayega na? 1 feet tank me jyada capacity ka heater lagane se kya problem hota he bataye sir ji..
Main pichle 1 month se apki continue video deakh rahi hu kynki main aquarium plan kar rahi hu rakhne k thanks for knowledge dena k liya pr fir bhi dar lagta h kynki aksar log bolte h fish mar jati h to aap koi suggestion dea sakte h
Sandeep Bhai mery gurami fish ek dusre ko died karde ayse fight Karti hai plz make video to how to stop them plz all fishes fight care plz Bhai plz bhai
बहुत अच्छी जानकारी, धन्यवाद्
Thanks from Pakistan
Bhai bahut khoob bhai apka info zabardast Aaj 1 year baad may watch kara nice but need some voice clear for video like video
Thanks
Thanks for Great information 👍
Sir you give a some give-way like fish food and some more thing
Bhut good information bro thanks
Thanks
Thanks for video
Very helpful vedio
Thanks
Sandeep bahi jo aapne normel therameter baatya uase fever v nnaap sakte h aur wahi aquarium may use kar sakte please reply
No
Mene Dekha Woh Video Jisme Heater Apne Filter Ke Side Me Lgaya Jisse Pani Cirulate Hota Rahe Aur Equally Pani Garam Ho..👍
bhai do i need a heater for ember tetra, herquline rasbora, cherry shrimp tank and our winter temperature is 15 degree
Sir plzz 1 video again how to make top filter plzz
Good information Sandip bhai👌😍
Thanks brother
Sir achi hai video Jan kari dete rahia ga
Ok
Information to bahut achchi hai
Par aapki aawaj ni aayi sahi se
Please ek mic ka use karo
Ok dear
Shukriya bade bhai
Welcome
Very nice video 👍👍
Good video
Thanks
@@freedomaquarium FARHAD AHMAD
@@freedomaquarium FARHAD AHMAD
Thanks for great information
Welcome
10inch ke bowl me kon sa heater kitne watt ka lagaye .. plz bataye
Nice video #aquariumneeds
First view
Hii free fire Wale ho me bhi 😃
Hai bhai free fire
Good video 👌
First view bhai
Bro mere aquarium heater kam to kar raha hai per automatic on off nahin ho rha band karna pad raha hai repair Karen ya change
New lelo
Bhai mere pass 3 subhakini,1gold fish,2black gl fish,1shark or 1angel hai isme (fiter) fish rakh sakta hun.
Plz plz 🙏 Ripley dijiya.
Mera heater ka sucker achhe sehh chipak nahi Raha hain.kya karuu bhaiyaa?????please help
10×8 tank me Kitane valt ka hitar lagana cahiye
Hight 1.50 fit side 3 fit ke aquarium mai kitne watt ka heater lagta hai
100w
Nice
Nice effort keep it up
Thanks
Bhai mare pas RS ka automatic hetter hwo only 28 or usa jada degree C me kam karta h usa kam karte h to Thora der bad apne band ho jata h please reply ❤️(ap ka ya video bahut acha tha❤️❤️)
Sir winter me long power cut ke douran tank ka temperature mention kaise kare
🙏🙏🙏🙏🙏🙏 Reply
Battery air pump se
Bhaiya goldfish pai ek video bnaiye full information plz
Ok
Kitna time lagta hai heater ko pani warm karne me ????
2ft tank mey kitna wt.ki hitter lagiya ??
Sir , Why aquarium heater broken?? How to prevent this??
Nice video sir ♥️
Sir molded aquarium me internal filter use kar sakte hai kya
Top filltar m agar motar ko tank k bahut niche lagaye to motar pe jyda dikkat to nahi hoga na bhiya
Improve sound quality
sir shubunkin.. red cap oranda..black mor..in Tino fish ko 2Ft tank mai sath rakh sakte hai..
Winter mai kitna temperature rakhe tiger barb and glo fish k liye
28.
Sandeep bhai new tank m purane tank se fish b water add karna h to new tank ko 24 h pani ko filter hote h ho gaye h or usme anti.ich ,general add use ki h ,to an fish add kar sakta hu kya
Purane tank ka pani bhi dalo
Bhai heater ko kitni der chalu rakhna hoga aur temperature 24' ho to
Mein laga sakte hain yah sab
Sir agar oranda gold fish food nhi kha rahi hai to Kay treatment karey plz tell me sir
Kya main 12inch bowl main laga sakta hoon heater
No
Digital therometer kaise order kre aapse kaise mngwaye??
Bhai blue akara jabalpur me deliver krva sakte ho kya
Yes
Kya bowl me Heater laga sakte hain
Ha
Can I work heater for 24 hours ? Yes or No
Yes
Maine ek plastic ke cuntener ko hospital tank banaya h to kya mai usme heater laga sakti hu
Nhi
jai hind
Jai Hind
Bhai agr temperature 32 ho to
Sir bahar ka temperature agar 25 se niche ho to tab hum heater laga sakte hai kya ??
Sir mere pass xilong ka heater hai vo kaam nai kar raha hai uska temp kya rakhu
30
Sir meri 1 goldfish ke poop hole band ho gaya h isliye poop nahi kar rahi h aur khana bhi kam le rahi h aur jada swim bhi nahi kar rahi h kya karu sir please reply back 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Shop ka fish bare me video banaoooo
Ok
Sir tank me sound less air filter milta hai kya
Yes
Bhai mere pass milky koi and angel fish saath mein he, heater temp. Kitne rakhein
28
Goldfish tank ma heater laga na zaruri ha?
No
Wido fish tank me hiter dena hoga ?
Yes
Good bhaya
Bhai 70 wala thermometer aquarium shops me miljaayega
Yes
Sir hi i am 16 mai confused hoon dawaiyan kab kaunsi daalte hain paani kab badalte hain aapji vedio bhi dhekin hai pr aapse baat karna hai
Bhaiya hame 2.5feet moulded tank lena hai
Konsa lu
Kaha se lu jabalpur mein
Plzzzzzzzz help
Molded mat lo
Kyu
Moulded mein finishing rehti hai
Bro mere pass 3 small shark or 2 carp hai. Mera jo aquarium hai wo plastic ka 1.25 foot hai usme 25 litre water ata hai. Mere ko fish daale 10 din ho gaya hai. Usme whit spoot a gaya hai. aquarium mein kal ko heater laga diya hai. rid add ki 4 bottle ki medicine hai alg alg wo. Mene sab ki 5 ml aquarium mein daal di hai. Or kitne din mein frak padega. Mere yaha thanda mausam hai. Kya heater ko chalne du. Mene power filter lagaya hua hai. Uska pressure kam kiya hua hai koi problem to nahi hoga fish ko
24 hour me 30 % change kar dena 3 baar yesa karna
@@freedomaquarium ok sir
Or sir ye bataye water change karne se pehele heater 1 hours band karde . 30% water change karne ke baad heater ik dum on kar sakte hai. Gap to nahi chiye.
Sir is ka pahla wale video ma jo steel wala million bubbles maker ka price ketna ha
30 rs
Sandeep bhaya gold fish tank ma shark rak sakta ki nahi
Agar shark gold fish se choti hai to
Awesome bro
Thanks for information
Sir fighter fish ko Kanch ke gilas ma rak sakta hai keya
No
@@freedomaquarium q sir
Sir is time per heater laga la kya October mai sir btaoo
Ha
Bhai app delivery karte ho all india ?
No
sticker thermometer me agar thora sa pani gir jai to ye kharab ho jata hai kaya?
Ha bhai
Mera to 300 gya
3fit ke tank me 6inch ke 8 parrot fish hai ketnne watt ka heater lagaye
100
Heater pani mein cerrent to ni deta ha agr ye leak ho jy to pir pani mein current to ni hota ha
Ho skta hai
Bowl mei kaise care kare gold fish ko
Thand main kya top fhilter laga saktye hai ? Kya.
Sir maine new heater lagaya 28 par rakha hai uski light on hi rehti hai aisa q
Kam w. Ka hoga ya kharab hai
150wt ka hai maine tempreture 26 par rakha hai to okkk chal raha hai kya karu sir 26better hai ya 28 degree
2 fit tank me 150 heater best hai ya nahi
Bhai mic thoda duur rakho...thoda samaj ny aara beech video meo
Sorry
Best
Mera heter 150w da but 26par set karti hu to on nahi hota bt 28sey on hota hay
Ha yese bahut sare heater karte hai
Bhai mai noida se bol rha hu mujhe apki help chahiye thi ki 2ft k aquarium ka price Kya padta hai aur apki shop kaha hai plz help me..
Sir me Aaj 4pics parrot fish 2.5 inch ki laya hu, Or Yha temprechar 15 ka h. mene glass wala hetar 30 Pr sets kr diya h Kya Thik h. ya nhi. or fish ke thoda sa black spot h.
sir yeh local rid all bhi kam karte hain kya jo aapne bengal wale batai thi ??
Yes
Mere pass 25 litter ka tank he or usme 150 watt ka heater lagaya he to koi problem nhi aayega na?
1 feet tank me jyada capacity ka heater lagane se kya problem hota he bataye sir ji..
Sir you make a video on guppy fish breeding and some more information and how to make green water at home for guppy at
Ok
Sir flower horn full size fish srd Ka kya price hai
Mast info
Sir mere heater ka number niche chla gya jise number nhi dikhte usko kaise theek kru sir plz video bnaooo
Maine iska video banaya hai
Hamara pass 4 parrot fish he but 1 parrot fish growth nahi ho raha he baki 3 fish ka growth thikthak he kya karu? ? ?
Kya betta fish or Molly fishes talab mae paiejati hai ?
Yes
Kya ap ispae video bana saktae ho ki talab mae kaesae milti hai yae fish please
Betta in Thailand
Sir 2 ft ki aquarium h..kitna watt ka heater lena h?
100
Main pichle 1 month se apki continue video deakh rahi hu kynki main aquarium plan kar rahi hu rakhne k thanks for knowledge dena k liya pr fir bhi dar lagta h kynki aksar log bolte h fish mar jati h to aap koi suggestion dea sakte h
Kis size ka aquarium lu minimum
24×12
Sandeep Bhai mery gurami fish ek dusre ko died karde ayse fight Karti hai plz make video to how to stop them plz all fishes fight care plz Bhai plz bhai
Rs la aquarium 2.5 feet ka h isme kitna watt heater lagaye
Rock salt & sendha namak ek hi hai kya ?
Yes
Bhai November,december Ke months me heater ka temperature kitne digree par kare
29
@@freedomaquarium bhai 2 fut ka tank hai