@@raiturcaraditya Aapko kayse pata solar se 30 amp aah rahatha? or shayed aapko patanaho is inverter ke app main 2 settings hai jisme aap maximum charge setting kar sakte hai grid se or solar se alag or combined alag...
@@Subhajyoti29feb Bhai calculation karo 1400w panel se 130w house load 1400-130=1270w bacha battery charge 50.9v ho rahi thi 1270/50.9= 25Amps tumari battery to 20A se charge ho rahe thi toh baki 5 Amps kidhar gaya??
Maine buy kia h gootu 10.2kw inverter or utl 72000 ki battery. Apse inspired hokar
Inverter kitneka pada
@@_user_k5030 62k
How did you fix your wifi dongle problem?????
@@ankitdey2560 The support team from Gootu fixed the problem online
Inverter ka kya ? price h
@@pardeepyadav1079 38500/-
Apka Jo generation ho raha hai woh waist ho raha hai battery charge setting 30A kar do 1400w-130/48 calculation
@@raiturcaraditya main battery ko kam ampere se charge karta hu. But maximum charge 30 ampere hinkiya hua hai
@@Subhajyoti29feb agar 30A kiya hai toh inverter efficiency bahut kam hai apka battery 20A se charge ho raha hai solar se 30A ka power a Raha hai
@@raiturcaraditya Aapko kayse pata solar se 30 amp aah rahatha? or shayed aapko patanaho is inverter ke app main 2 settings hai jisme aap maximum charge setting kar sakte hai grid se or solar se alag or combined alag...
@@Subhajyoti29feb Bhai calculation karo 1400w panel se 130w house load 1400-130=1270w bacha battery charge 50.9v ho rahi thi 1270/50.9= 25Amps tumari battery to 20A se charge ho rahe thi toh baki 5 Amps kidhar gaya??
Sir gootu inverter me utl battery communicate karti hai please reply me
@@jkmetalcraft5454 Yes. But protocol theek se set karna padta hai or sahi RS485 cable use karna hai
has english title but speaks unknown language srsly?
ITS HINDI
Sir utl ki battery leni chayiye ya nahi
Life cycle kitne h
Dekhiye maine liya hai. aour Life cycle to jab use karenge theek se tab patachalega. wayse 5 years ki warranty bola gayahai.
@@Subhajyoti29feb thank you sir