Classic, evergreen, intense, soulful song. Love the movie and ❤ Ash's performance in this one. Legendary and flawless singing n dancing👌👌🎼🎼🎼🎸🎸, a very young shahid kapoor can be spotted in this song.Ash played a very powerful character "Manasi = Manav Si".
"Par pyar Bina tanhai hai" Bhaav:- yu to is sansaar mein kitne bhi sukhi aur sampann ho jaao aur kitne hi kareeb ke rishte naate bhi ho magar phir bhi ishwar ke bina tanhai hi rahegi. Kyuki samay aane par rishtey naate sab jawaab de jaate hain. Samay samay ki baat hai. Sacha nasta to ishwar se hi hai aur ishwar ke bina sab ke beech mein bhi tanhai hai.
Jaaye jaan.......kuch yaad magar aata hai". Is sansaar mein jaha dukh aur dard aur swarthi log hain yaha jeena behaal hai. Dukh, after death jab hamesha ke liye chala jaata hai, aur bhi jo sukh dukh hai wo pal beet jaate hain par unse juda ek dard hamesha reh jaata hai aur kuch questions baar baar aatein hain ki marityu ke paschaat sab kaha jaate hain. Kaya hota hai unke saath, kaha hota hai unka thikaana. Bohat kissey jinka dard bana rehta hai.
"Khushiyan isi ke gum.......dum se". Jeev ki khushiyan is sansaar se hi hai. Is mein gum, ronak, sukh, dukh, Janam marityu jaise Rog lage huay hain. Jiska koi yatan koi ilaaz nahi. Prakriti ne moh maaya mein jeev ko bandh rakha hai. Uljha hua hai insaan. Agar ye moh maaya ke rog na ho to log is se viyog le kar parmatma mein leen ho jaaye. Par moh Maya ka jaal hai Jo sansaar ko bandhey huay hai.
"Dil mat dena......Dil dete rehte hain" Bhaav:- gyani aur sant pursh kehte Hain ki sansaar mein moh mat rakhna par phir bhi moh ho hi jaata hai. "Jab need ........maz dete hain". Is moh maaya mein need aur chai gavaa baithte hai. Bhakti nahi moh maaya mein jeev dooba hua hai. Jaise pushp par se madhu chakhne ke liye bhavra apne praan kho deta hai aise shuru se ant tak jeev bhi isi koshish mein laga hua hai.
"Ye pyar bada harjai h" Harjaai ka matlab jis ka koi thikana na ho bhi hai. Matlab ishwar ke prati jo abhi tadap hai uska koi thikana nahi. Bhaav abhi bhi parmatma ki tadap mein hain abhi ishwar se saakshatkar nahi hua hai.aur swarg lok mein ishwar se abhi koso dour hain.
"Kahi aag lage....... Peed sahi jaaye". Kalpana, is pankti mein-: Paanch chakra jaagrit ho ya na ho. Chahe aag lage (Aag:- Agni tatav, gagan (akash tatav) girna jhaa parithi tatav. Naag ( body mein jo kundalini shakti hai. Gyaani pursh kehte Hain kundalini se parmatma ke saakshar karo. Par ek tadap rahi aatma ko inse kuch matlab nahi. Wo parmatma ko yog se nahi balki bhakti bhaav aur Prem se paana chahti hai. Tadap aur pukaar sirf saakshatkar hi hai. Wo aatma parmatma se sirf yehi keh rahi hai ab aur yehi peeda sahi nahi Jaa Rahi (Janam ,Maran , dukh , gum ). "Aavo saiyon". He parmatma aa jaao.
"Jis ped ko Bel ye lipti" Bhaav:- ped se bhaav sansaar. Bel ka matalab ( jeev aatma ) hai. Wo jeev aatma Bel ke phal ki tarha ulta latka hua hai, death ka kuch pata nahi kab) Janam Maran ke chakra mein sab.
Lofi pe jada dhyaan do tips waalo hume lofi chahiye lyrical video ka kya achaar daale,, abe hindi me gana bana hai humlogo ko bhi hindi aati hai or lyrics bhi hindi me likhte ho tum log😅koi sense hai is baat ka😂
Classic, evergreen, intense, soulful song. Love the movie and ❤ Ash's performance in this one. Legendary and flawless singing n dancing👌👌🎼🎼🎼🎸🎸, a very young shahid kapoor can be spotted in this song.Ash played a very powerful character "Manasi = Manav Si".
😊
❤❤❤Very Best Song ❤❤ Music of A.R. REHMAN...& what a Lyrics of Anand Bakshi...
A.R rahman sir great
That's really amazing 😍😍
Great Lyrics Writer Anand Bakshi Sahab ✍️✍️❤️❤️
Thanks Tips Official ❤
Very interesting song 😍
Waiaa jagal bole Koko you 🤗🥰 NAIC Soong 👏👏💯👍👌
Nice dance, voice , music and lyrics
Excellent song ❤
"Par pyar Bina tanhai hai"
Bhaav:- yu to is sansaar mein kitne bhi sukhi aur sampann ho jaao aur kitne hi kareeb ke rishte naate bhi ho magar phir bhi ishwar ke bina tanhai hi rahegi. Kyuki samay aane par rishtey naate sab jawaab de jaate hain. Samay samay ki baat hai. Sacha nasta to ishwar se hi hai aur ishwar ke bina sab ke beech mein bhi tanhai hai.
Jaaye jaan.......kuch yaad magar aata hai".
Is sansaar mein jaha dukh aur dard aur swarthi log hain yaha jeena behaal hai. Dukh, after death jab hamesha ke liye chala jaata hai, aur bhi jo sukh dukh hai wo pal beet jaate hain par unse juda ek dard hamesha reh jaata hai aur kuch questions baar baar aatein hain ki marityu ke paschaat sab kaha jaate hain. Kaya hota hai unke saath, kaha hota hai unka thikaana. Bohat kissey jinka dard bana rehta hai.
"Khushiyan isi ke gum.......dum se".
Jeev ki khushiyan is sansaar se hi hai. Is mein gum, ronak, sukh, dukh, Janam marityu jaise Rog lage huay hain. Jiska koi yatan koi ilaaz nahi.
Prakriti ne moh maaya mein jeev ko bandh rakha hai. Uljha hua hai insaan. Agar ye moh maaya ke rog na ho to log is se viyog le kar parmatma mein leen ho jaaye. Par moh Maya ka jaal hai Jo sansaar ko bandhey huay hai.
Superb song
💙💕💙💕💙
"Dil mat dena......Dil dete rehte hain"
Bhaav:- gyani aur sant pursh kehte Hain ki sansaar mein moh mat rakhna par phir bhi moh ho hi jaata hai.
"Jab need ........maz dete hain".
Is moh maaya mein need aur chai gavaa baithte hai. Bhakti nahi moh maaya mein jeev dooba hua hai. Jaise pushp par se madhu chakhne ke liye bhavra apne praan kho deta hai aise shuru se ant tak jeev bhi isi koshish mein laga hua hai.
Awesome Song 💙❤️💛
"Ye pyar bada harjai h"
Harjaai ka matlab jis ka koi thikana na ho bhi hai.
Matlab ishwar ke prati jo abhi tadap hai uska koi thikana nahi. Bhaav abhi bhi parmatma ki tadap mein hain abhi ishwar se saakshatkar nahi hua hai.aur swarg lok mein ishwar se abhi koso dour hain.
"Kahi aag lage....... Peed sahi jaaye".
Kalpana, is pankti mein-:
Paanch chakra jaagrit ho ya na ho. Chahe aag lage
(Aag:- Agni tatav, gagan (akash tatav) girna jhaa parithi tatav. Naag ( body mein jo kundalini shakti hai.
Gyaani pursh kehte Hain kundalini se parmatma ke saakshar karo. Par ek tadap rahi aatma ko inse kuch matlab nahi. Wo parmatma ko yog se nahi balki bhakti bhaav aur Prem se paana chahti hai. Tadap aur pukaar sirf saakshatkar hi hai. Wo aatma parmatma se sirf yehi keh rahi hai ab aur yehi peeda sahi nahi Jaa Rahi (Janam ,Maran , dukh , gum ).
"Aavo saiyon".
He parmatma aa jaao.
क्या बात है
🥀👍🇮🇳👍🥀
Nice
❤❤❤❤
❣️❣️
Wow
🙏🙏🙏
😂❤😂❤😂❤😂❤😂❤❤😂
"Jis ped ko Bel ye lipti"
Bhaav:- ped se bhaav sansaar.
Bel ka matalab ( jeev aatma ) hai. Wo jeev aatma Bel ke phal ki tarha ulta latka hua hai, death ka kuch pata nahi kab) Janam Maran ke chakra mein sab.
🤨🤨👌
😢😢
Guter is closed last...Whispering
Shahid kapoor dikha kya.....
Haa 🤣
I am not getting married arohhnage
Laxmi came to earth pluto
😤🫣☕🍮
I is hemelata hemlata only offical❤❤❤😂😂🎉😢😢😮😮😅😅😅
Ismeee to Shahid Kapoor hai😮 😅 2:18 kya chomu lag raha haii
Lofi pe jada dhyaan do tips waalo hume lofi chahiye lyrical video ka kya achaar daale,, abe hindi me gana bana hai humlogo ko bhi hindi aati hai or lyrics bhi hindi me likhte ho tum log😅koi sense hai is baat ka😂
Qeen awrd k also-ran awrd
💔❤️🩹❤️🩹.. healing is a very difficult process