Mujhe to apka combal box bahut hi asan laga. Aur meri mummy ko bahut hi pasand aaya. Maam aapko 1 aur 2 sheet ki lambai chaudai pahle batana chahiye. Jab kapda fom liya tha. Na ki sab kuchh kat kar 2 sheet bna li. Fir bad mein unki lambai chaudai bata rhi ho. Ye tarika galat h apka. Sath mein ma'am ye bhi bataya karo, in sabhi ko silne ke liye silai machine mein sui kaun se number ki sahi rahegi. Qki humari mummy ji ko iski badi chinta hoti h. Jisse kapda kharab na ho.
Sheet ko quilt karne se pahle jab aap kapda cut kare to ise foam sheet se charo taraf se 1 - 1 inches extra cut kare or quilt karne ke bad Barabar se cut karle. Is bag ko banane mein humne normal needle ( 100 / 16 number) ka use Kiya h jisse hum kapdo ki silai karte hai.
Maine bhi apki video dekh k bnaya bhut acha bag bna h mera thnx di❤
बहुत सुंदर बैग बनाना सिखाया धन्यवाद
V.Nice👌👌👍👍🎉🎉🎉🎉
Very nice video good advice thanks ji 🙏 🙏 🙏 🙏 🙏
Bahut badiya 👌🙏🏻
Mam mene bhi jese apne btaya same vese hi bnaya bhot acha bna h bss foam ki jgh mene chawal ka katta use kia h ,0 cost me bnn gya mera thanku mam❤❤🙏
Measurements kia rkhi?
@@faithfact-vt6nk same vo hi jo video me btai h
Achha hai par zyada achha hota agar aap bata deti ki measurements kaise Lena hai ek specific bag size banane ke liye
Nap ka jyada na soco jab banane lagogi to sab ban jayega bas bag ka siźe same nahi hoga kapde ke hisab se dekh lena
Thanks useful vedio 🎉🎉
Nice 👍
Very beautiful banaya❤ me bhi
Bhut acha di
Bahut sundar maa ban a pugi thanks
Very nice bag.
Thank you! 😊
Thank you for teaching I learn it thank you so much palak di..
Mam aap kis hisaab se measurements leti hai agar hme size bda ya chota bnana hai toh kya changes krne honge, please reply
I love thank's. ❤
Bahut badhiya
Bag Bhut achha hai mam
👍
Nice ❤🎉
बहुत अच्छा
Very nice ji
Foam ke bina aata bag rise bag bhi laga sakte h jo har ghar mai mil jatè h majbut bhi jyada ĥoʻte h❤❤
Yes, laga sakte hai.
Very nice thanks mam
👍👍👍👍😍😍سأصنع منهم للأفرشة فكرة رائعة شكراااااااا
Nice bag 17:16
Very Nice bag
Super andi
Very nice 👍👍
Beautiful super bag tumbane chennagide nice video 👌👌👍👍
Bag bahut aachha bana thanku ji small bag ka messarment bhajo
very good bag.
Very nice easy to make thanks
Thanks for sharing
Very.Beautiful❤Kusum.Lata
Superb
Very
Good
Beautiful organiser
Very helpful video..Mam apki machine kon si hai..Mujhe bhi leni h ..
Usha jenome wonder stitch sewing machine For buy online please click below 👇 link
amzn.to/3XymBbB
@@CreativePalakCreationsOk Thanks mam
Buhat badhiya 👌👍
👌👌👌👌👍👍👍
Very nice
Thanks
It's too good
Mast bana hai
Nice!
Woww ❤nice
Ek number
ਬਹੁਤ ਬਹੁਤ ਬਹੁਤ ਹੀ ਵਧੀਆ ਹੈ ਜੀ 👌👌👌👌
Nyc❤
🎉🎉🎉👍👍👍👍👍 17:31
Superbb
على الرغم أني لا أفهم اللغة الهندية ولكن الفكرة وصلت وفهمت بشكل رائع ....بارك الله فيك ....أنت رائعة ....موفق♥️👍
Very nice ❤❤❤
Nice ... isme maximum kitni sarees aa jayegi
Nice🎉
❤❤
Ay verem oldum çok uzun anlatıyorsunuz yaptığınız iş gerçekten çok güzel ama biraz anlaşılır şekilde cekin lütfen teşekkür ederim
Mast
Beautiful
Super
Kya measurement bataya h ma'am . Thank you 😊😊.
खुप सुंदर
nice
Zip ki length bhi bta dati appi to zyada Best tha 😊
Jitni us rectangle ki length h utna hi..
👌👌👌
Maam main jb foam sheet lgati hun to kapda upr niche hoke chota ho jata hia jbki cutting k time same size ki cutting krti hun
Cutting karte samye aap kapda foam sheet se 2 se 3 inch extra cut kare or silai lagane ke baad me extra kapde ko foam sheet ke barabar cut kar le.
@@CreativePalakCreations ohk thank you soo much for heling me 🙂
Agr vdde wale kpde ka size L= 46 or w=24 li h to side wali ptti ka size kya lena hoga
Beautiful ❤️
Thank you! 😊
Mam kya aapne rubbersheet use ki hai plzz reply mam plzzz
दुकानदार ने फोम शीट बोलकर ही दी थी और कहा था बैग बनाने में इसी फोम शीट का इस्तेमाल होता है
Mujhe to apka combal box bahut hi asan laga. Aur meri mummy ko bahut hi pasand aaya.
Maam aapko 1 aur 2 sheet ki lambai chaudai pahle batana chahiye. Jab kapda fom liya tha. Na ki sab kuchh kat kar 2 sheet bna li. Fir bad mein unki lambai chaudai bata rhi ho. Ye tarika galat h apka.
Sath mein ma'am ye bhi bataya karo, in sabhi ko silne ke liye silai machine mein sui kaun se number ki sahi rahegi. Qki humari mummy ji ko iski badi chinta hoti h. Jisse kapda kharab na ho.
Sheet ko quilt karne se pahle jab aap kapda cut kare to ise foam sheet se charo taraf se 1 - 1 inches extra cut kare or quilt karne ke bad Barabar se cut karle. Is bag ko banane mein humne normal needle ( 100 / 16 number) ka use Kiya h jisse hum kapdo ki silai karte hai.
Fom st h yea raber set ye
@@JyotiUpadhyay-c6t ye foam sheet hai lekin kuch log ise rubber sheet bhi kahte hai, ye aapko stitching material shop par mil jayegi.
Nice bag mam,I want make it in small size so plz give mi perfect megerment, thank you 🙏
Ķyaaap banakar bhi deti hai.
Very beautiful 👌👌
Mem pttaki codsi kitne li hey aapne
Amezing
❤🎉
Megerment batao vedeo banane se pahale megerment bàtana hota h
Price
👌👌👌👌
Video jara jaldi jaldi bataye.bahot dhire dhire bolke video bada kar diya.boar hota hai Na fir.age ka vidio jara jaldi jaldi bataye 😂
Ye btaye ke bdi shet ke hessb se choti shet rakhni hai
Thanks 👍😊
Nice
Size ky gaychi
Fome sids kitne ka mipega
Mezrment btaiye
Mam chain kitni leni hai?meter me bataiye
135 cm.
Mujhe sem aapse 4 back banvane hain please contact kaise karen please reply and price bata do
Measurements?
Mam साईज क्या है
Zip ke sath attached pillow cover bnana sikhya please ❤
साईज कितने ईंच है
21/44
Kya e organizer purchase ke liye milega??😊
Isko washing machine me dho sakte hai
Yes.
Measure ment kaise lene hai uske bare be btayee
Mam issue bada storage banane ka h toh plz aap uska fixed measurement bataye na plz mam
Maine bada banane k liye try ki banane m problem ho rahi h isliye plz aap bade size measurement bataye na plz
12/52
Dono sent ki lambai choosing kis hisab se Rapha hi batye
Di. Eh wali machine ka price kya hai or kaha milegi
Usha janome wonder stitch sewing machine For buy online please click here 👇
amzn.to/3Urzlgv