Sir mai bihar se bolta hu sir let session par vi video banaiye Sir ham 2020 me admission liya tha abhi tak first semester ka hi exam huaa hai please sir let session video banaiye 😂😂😂😂😂😂😂
Mari d pharmacy exam result October 2022 me pass ho gaya hu . Me pehle fel ho gaya tha . Mene pehle hi training Puri ki hai.mera ek question hai ki muze 3 mahine ki traing ki hai kal me pass ho gaya hu me maharastra pharmacy concil me registration kar sakte hu kya .jab mera result kal laga hai . pehle me phel ho gaya tha to tabhi mene 3 month ki medical training Puri ki thi.me kitne dino ke baad registration kar sakta hu
Sir mene b pharma kar Liya or Habari university ko pci approved nahi he ugc ki list me aata he to license kese le milega ya nahi mene 2018-19 me kiya tha
Sar humne Di pharmacy ka exam Diya 2020 ke andar October November mein abhi tak hamara result nahin aaya hai aur ham college mein baat karte hain to hamare ko batate Hain ki aapka result a jaega sar 2022 mein second year ke exam hone wale Hain abhi tak hamara first year ka result nahin aaya hai please sar hamare ko kuchh bataen aap ki ham kya Karen
Hi Dear,sir Agar humara college pci aproved nahi to kya pci me form bhar sakta hai kya i mean ye jo process hota documents verification yahan tak process ho sakta hai kya ?
Sir mene 2013_2015me Karnataka open university se d. Pharma kiya tha mere pass uski marksheet hi aai h abhi tak uska diplima nhi mila mujhe btaye kya vo pci se approved h or mujhe diploma kase mil sakta h vha se
Sir mai b pharm 3rd year ka student hu, Sir mere college me kuch nhi hota na lab chalti hai aur na hi chemicals hai na hi faculty hai aur college Wale pharmacy ki hi dusri building bhi open karne wale hai purani building ki library aur faculties aur jo chemicals hai wo sab new building me shift karke PCI walo ko dikha diya. Aur sir registration fees per year 1100 rupee lete hai, 500 rupee lab charge per year aur year ke pahle semester me hi Full fees submit kar wate hai agar kisi problem se na kar pao to starting me 100 per fine lagate hai uske 1 mahine baad 2500 aur jyada fine lagate hai Kya karu sir please help
Sir ji ek problem ka solution kar dijiye plzz.... ! Mere ko ye jaanna hai ki mein jharkhand mein rehta hu or jharkhand mein ek University hai jiska naam #sai nath University.ormanjhi kuchu road . Ye univercity d pharma ke liye approve hai ya nhi ap mere ko ye bata dijiye sir plzzz
I read m.pharmacy in a college which are not approved by PCI. Approved with AICTE, So mey i face any problem with the time of additional registration in WBPC...? Please help me with suggestions
Sar humne 2021 ke andar na October November mein exam diye the Di pharmacy abhi tak hamara result nahin aaya hai to sar bataiye ham ab kya Karen college wale se baat karte hain to vah bolate Hain ki court ke andar case chal raha hai aapka result a jaega sar 2022 October November mein second year ke exam hone wale Hain aur abhi tak hamara result first year ka result nahin aaya sar please comment karke bataiye ham kya Karen
Pci Inspection me kaam karne ke liye qualification kya honi chahiye or kon sa course hona chahiye form kon sa aata hai
Sir mai bihar se bolta hu sir let session par vi video banaiye
Sir ham 2020 me admission liya tha abhi tak first semester ka hi exam huaa hai please sir let session video banaiye 😂😂😂😂😂😂😂
Sir mera college 2021-2022 ka approval h to 2022 me admission lena kya college approval h admission le ya nhi
I want to start new farmacy college in up... Please give details
Hello sir,
Diploma institutions only conduct ke under jo college aate hai us college me admission lena chahiye ya nhi.
Sir jii hamko kense pta chalega hamara collage pci se approved he ki nhi
Mari d pharmacy exam result October 2022 me pass ho gaya hu . Me pehle fel ho gaya tha . Mene pehle hi training Puri ki hai.mera ek question hai ki muze 3 mahine ki traing ki hai kal me pass ho gaya hu me maharastra pharmacy concil me registration kar sakte hu kya .jab mera result kal laga hai . pehle me phel ho gaya tha to tabhi mene 3 month ki medical training Puri ki thi.me kitne dino ke baad registration kar sakta hu
Sir bilkul jarur banana is par video
Sir mene b pharma kar Liya or Habari university ko pci approved nahi he ugc ki list me aata he to license kese le milega ya nahi mene 2018-19 me kiya tha
Sir mujhe ye batao ki RUHS se afflicted hona chahiye B Farma k liye
Good information
Sir agr faculty har subject ki na ho or pharmacology ka sir HAP padhye to kia shi hai
Sar humne Di pharmacy ka exam Diya 2020 ke andar October November mein abhi tak hamara result nahin aaya hai aur ham college mein baat karte hain to hamare ko batate Hain ki aapka result a jaega sar 2022 mein second year ke exam hone wale Hain abhi tak hamara first year ka result nahin aaya hai please sar hamare ko kuchh bataen aap ki ham kya Karen
Kounsa college se hy aap?
Sir conduct list par agar college ka name hai to uss college par addmission hona chahiye ya nahi
Hi Sir Mera college pci se link to hai but aicte se approved nhi hai to koi problem nahi na hoga sir please help 😢😢😢😢
Sir hum d pharma ke liye puchhe to bol rahe Diploma board of technical(BTE) education se approved hota h kya kre vaha se kre y nahi
Sir D pharma college kholne approved ke liye kitna kharch aa jata h
Without building kharch ke batao
Sir pci site me college name show nahi ho raha hai but onke pass PCI approved letter ha so d pharm ke liye admission lena chahiye pls response.
Same problem
Sir 11 mai konsa subject mai focus krna hoga bpharma k lea
Hi
Dear,sir
Agar humara college pci aproved nahi to kya pci me form bhar sakta hai kya i mean ye jo process hota documents verification yahan tak process ho sakta hai kya ?
Sir NIPR University Alwar (Rajasthan) pci se approved h ya nahi please bata sakte ho
Sir mene 2013_2015me Karnataka open university se d. Pharma kiya tha mere pass uski marksheet hi aai h abhi tak uska diplima nhi mila mujhe btaye kya vo pci se approved h or mujhe diploma kase mil sakta h vha se
Pharma D Course ke Details video banaya Sir
New college open ka procidure aur land riqwirement kya h
Sir hame admission karna h d pharma me kaise check kare college approved h ki nhi
Jamia Hamdard D Pharmacy ke liye kaisa rahega sir
PCI approval licence Pharmacy course ke liye kya karna hota hai
Sir mai b pharm 3rd year ka student hu, Sir mere college me kuch nhi hota na lab chalti hai aur na hi chemicals hai na hi faculty hai aur college Wale pharmacy ki hi dusri building bhi open karne wale hai purani building ki library aur faculties aur jo chemicals hai wo sab new building me shift karke PCI walo ko dikha diya.
Aur sir registration fees per year 1100 rupee lete hai, 500 rupee lab charge per year aur year ke pahle semester me hi Full fees submit kar wate hai agar kisi problem se na kar pao to starting me 100 per fine lagate hai uske 1 mahine baad 2500 aur jyada fine lagate hai
Kya karu sir please help
Kaha se kar rahe ho bhai?mumbai se?
Kon sa college h
Rkdf college k bare me bataiye sir wo approved hai ki nahi betch karna hai
Sir PCI me registration krte time college approval latter pr college ka stamp aur director ka signature jaruri hai kya
Sir ji ek problem ka solution kar dijiye plzz.... ! Mere ko ye jaanna hai ki mein jharkhand mein rehta hu or jharkhand mein ek University hai jiska naam #sai nath University.ormanjhi kuchu road . Ye univercity d pharma ke liye approve hai ya nhi ap mere ko ye bata dijiye sir plzzz
PCI se approval milne k baad kya kre
I read m.pharmacy in a college which are not approved by PCI. Approved with AICTE, So mey i face any problem with the time of additional registration in WBPC...? Please help me with suggestions
Yes
PCI approved collage ke bare me kaise chek kare vidio
Sir d pharmacy karne ke bad kya hum medicine distribut kar sakte hai?
PCI approved collage ke bare me kaise jane
Sar humne 2021 ke andar na October November mein exam diye the Di pharmacy abhi tak hamara result nahin aaya hai to sar bataiye ham ab kya Karen college wale se baat karte hain to vah bolate Hain ki court ke andar case chal raha hai aapka result a jaega sar 2022 October November mein second year ke exam hone wale Hain aur abhi tak hamara result first year ka result nahin aaya sar please comment karke bataiye ham kya Karen
Case number btao and area Jahan case chal Raha hai
Hello sir aap mere comment par video nai bana rahe hai mai vivek yada aap prayagraj me kitane college pci register hai
D pharmacy ka liye sir cet dena jaruri hai
Tit collage ke bare batayiye sir d pharma ke.liye sahi hai ki nahi bhopal.
Sir pharmacy homeopathic per video
Shaheed bhagat singh college of pharmacy Palampur PCI approved hi sir
Homopathic career m entry kese kre
Agar collage pci affiliate nahi ho tyo sir
I want to open a d pharmacy college plz guide me
Jo college ki seat ghat gyi kya wah pci badaiyega
Sir hamare college meain 2nd year ka approval nahi aya hai kay hum logo ka kuch problem hai kay
Pharm d meain
Kaun sa college hai?
नेपाली स्टूडेंट इंडिया में रजिस्ट्रेशन केसे कराए
D pharmacy gwalior mai kon se college h pci se
Sir diploma in homeopathic pharmacy bhi pci aproved hota hai
Nagendra Kumar
Mai up purwanchal me
Farmecy collej kholna hai
Sir ch chaudhary charan singh university pci approved he kia
Other state se d Pharma karna chahte h to pci hona chahiye
AMLT Ke bare me bataiye sir PLEASE
D farma ke liye video
Shaitan Singh
Ajmer Rajasthan se
D pharmacy ki clg open karna chahta hu
Ybn university ranchi me... b.harma me admission le sakte hai
Nhi lena
Sir d pharmacy k liye
Sir aap.apna no.d sakte ho kya aap.s kuch bat krni h
Sir help me
Hi