2 kw faalthu hai . Company production stop kardena teekh hai. 5 kw variant launch karen s1x pe tho thabaayi hogi yaar. Ab bhi waqth hai customers ke request pe ola S1 x 5 kw ka ek variant bhi launch kardo yaar badiya hoga. Saare ke saare ola S1 x 3 kw reserve kar chuke hai. Agar isko 5 kw pe merge bhi Karlene ke option dede tho achaa hai. Company koshish karen tho mumkin hai 5 kw pe ola waale 260 thak ka range normal mode pe cover kar sakthe hai. Customers ka suggestion hai. Baaki sabh badiya hai ola ke tharaf se.
@@bigapple5842 Aapke liye sahi hai tho Lelo. Lekin aise bhi loag hai din 350 km ke aaspas 2 wheeler chalaa kar kamaathe hai. Swiggy, Zomato aur blinkit etc se din ka 16 ghanta 2 wheeler chalaathe hai subscription pe. aaptho lazzath ke liye lukma moo pe Lethe ho yaar . Bhook ke maare paise ke liye aur rozi roti ke liye kamaane vaale bhi hai. Agar ola 5kw ka battery ke saath ek aur ola S1 x 5 kw waala launch Kiya tho achaa hai.
Correction: S1 x plus will get cruise control. but normal s1x will not get it.
S1x 3kWh @90k is the ultimate value for money variant.
I'm booked this
@@Kaushikgor5 on road price kya hogi?
@@AbuSannan-z4ydepends on registration state
I booked the s1x 3kw battery scooter. I thik this is the value for money varient.
how much did u buy for?
@@pubgcontainersam6831 999 main reserve kiya . It'll cost me 89999 ex showroom
Yes afcoz I also this booked 90k
@@Kaushikgor5 Bro servicing k bare main kuch batao. Kay hum ghar me bulaka service kara sakte hai?
Ab tho saare negatives ka solution ho Chuka hai upgrade ho chuka performance aur range bhi enhance kar chuke hai.
2 kw faalthu hai . Company production stop kardena teekh hai.
5 kw variant launch karen s1x pe tho thabaayi hogi yaar.
Ab bhi waqth hai customers ke request pe ola S1 x 5 kw ka ek variant bhi launch kardo yaar badiya hoga.
Saare ke saare ola S1 x 3 kw reserve kar chuke hai.
Agar isko 5 kw pe merge bhi Karlene ke option dede tho achaa hai.
Company koshish karen tho mumkin hai 5 kw pe ola waale 260 thak ka range normal mode pe cover kar sakthe hai.
Customers ka suggestion hai. Baaki sabh badiya hai ola ke tharaf se.
Jiska running 5 to 10 kms hi hai daily to 2kwh sahi hai uske liye.
@@bigapple5842
Aapke liye sahi hai tho Lelo.
Lekin aise bhi loag hai din 350 km ke aaspas 2 wheeler chalaa kar kamaathe hai. Swiggy, Zomato aur blinkit etc se din ka 16 ghanta 2 wheeler chalaathe hai subscription pe. aaptho lazzath ke liye lukma moo pe Lethe ho yaar . Bhook ke maare paise ke liye aur rozi roti ke liye kamaane vaale bhi hai.
Agar ola 5kw ka battery ke saath ek aur ola S1 x 5 kw waala launch Kiya tho achaa hai.
At least 4kwh karna to chahiye
Good review. Very honest ! ❤❤😊😊
Thank you 😊
What about regen?
Cruse control hai
Original value 25000 hai
Design is not pro of ola... It doesn't look good
TVS I qube is best
charging time...?EV👎👎👎👎👎petrol scooters are best🛵