बच्चों में बड़े हुए लिम्फ़ नोड्ज़: कारण और निदान I डॉ अंकित पारख, बाल एलर्जी और छाती विशेषज्
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 4 ก.พ. 2025
- लिम्फ नोड्स छोटी ग्रंथियां होती हैं जो सामान्य रूप से पूरे शरीर में पाई जाती हैं। ये लिम्फ नोड्स संक्रमण से लड़ने का काम करते हैं और बच्चे को स्वस्थ रखते हैं। जब ये ग्रंथियां आकार में बढ़ जाती हैं या सूज जाती हैं तो उन्हें लिम्फैडेनोपैथी या "सूजन ग्रंथियां" के रूप में वर्णित किया जाता है। इस वीडियो में डॉ अंकित पारेख बच्चों में बढ़े हुए लिम्फ नोड्स के कारणों और निदान के लिए आवश्यक जांच के बारे में बात करते हैं। डॉ. पारख RED FLAG संकेतों के बारे में भी बात करते हैं जो अंतर्निहित गंभीर बीमारी का सुझाव देते हैं। यदि आपके बच्चे में बढ़े हुए ग्रीवा लिम्फ नोड्स हैं, तो विस्तृत जांच, उचित जांच और उपचार के लिए बाल रोग विशेषज्ञ से परामर्श करें।
.........................................................................................................................................................................
For more about lymph nodes www.ankitparak...
........................................................................................................................................................................ Dr Ankit Parakh, Senior Consultant Pediatric Pulmonology, Allergy & Sleep Medicine
For more information www.ankitparakh.com, www.childrenschestclinic.com, kidsleep.in
Follow us on Facebook: / childrenschestclinic
Ye bachho me normal hai,mere bachhe ko hua tha , ganth kafi badi ho gayi thi,kafi medicine lene ke bad bhi Aram nhi ho rha tha.phir ek Dr sahab ko dikhaya test bhi huye lekin unki medicine se 100% ganth khatm ho gayi.
Bachho me time lag sakta hai theek hone me lekin theek ho jata hai, kisi achhe doctor ko dikhana chahiye.
Mera v hai kaise thik hoga bhaiya
@@oyetushar2.27
Theek ho jayga , agar swelling h to kisi senior doctor ko dikhaao, local ya kam experience vale doctor Kai bar achhe se problem identify nahi kar pate Hain.
@@Raunak_1
Bro mera baby 1 years 6 manth ka uske bhi kaan ke piche dino tarf bhot choti ghat ho rahi he or uske niche bhi andar ki tarf kya karu bro tention ho rahi he .kis doctor dikhaya he apne plss suggestion karo kuch
@@nickykhedia88 bachhe ko fever / cold ye sab to nahi hai, feed sahi le raha hai?
Waise ye bachho me normal hota hai kuch time me apne aap sahi ho jata hai, lekin fever / cold ho raha ho ya ya swelling badh rahi ho to doctor ko dikhana chahiye.
@@Raunak_1 nahi bro na could he na fiver lekin ha fiver hulka chda tha utar gya nd head par kuch accne bhi rahe (funci ) typ fungal lug rha he .wese Aap kha se ho bro delhi se ho to btao doctor konsa he
Nfac report me CYTOMORPHOLOGICAL features are suggestive of reactive hyperplasia of lymph nodes..eska matlb kya h mujhe kya krna hoga doctor ne koi medicine nai diya h... Plz help
Sir mere bete ko bhi neck mei nodes hua hai kaphi samay se hai antibiotic ke baad bhi thik nahi hus kya kare age 3 saal 4 month ka hai
Aap ka beta sahi h
Kitne time se h
Ma'am btaiye apka beta thik hai..meri beti ko bhi hai..bahot Dr lg rha h meri beti k liye
Mere bete ko bhi sem problem he ak sal ka he vo usko char mahine se huva he
Msg me..same mere bache saath bi jhi hai..apke bache k thik hue
Nice
Sir mere bete ko kareeb 7 sal pahle piche gardan pe limf nodes hue the ...Dr ne montax test karaya tha jo report me possitive aaya uske bad Dr ne 6 month tb ka treatment diya .or bola ye apne aap sahi honge treatment ke bad ...phir jab treatment khatam ho gya to ye limf nodes kam hue lekin covid hone ke bad vo dubara se vese he ho gye or uske satha 1 or chota limf node ho rha he
Mere bete ko 2 node h tb ki report negative aati h pr node km ya bdd jti h jati n h
Sir mere bachche ke a ultrasound report mein 1.9 cm says hai dr. ne 15 days ki medicine di hai kya wo theek ho jayega? Sir pet mein hain aur age 7 years hai.please reply me sir.
Ab kesa hai apka beta
@@riyarawat933 पहले से ठीक है ।पर परहेज पर है
@@chitchatwithankita8369 ...abhi tk parhej par hai kya..
@@chitchatwithankita8369 meri beti k bhi 1.6 cm hai...dctr ne dwai di hai abhi 4th day hai ek din me ek bar abhi bta hi rhi hai...apka bete ko kb tk frk pda...or use kya kya symptoms the plz btaie
Can u reply please kitne din ki medicines se thk hua
Sir mere beti ko lymph node pet ma hogaya ha 3 months se treatment chal raha ha par pain Kam nahi horaha ha or bigar raha ha sir please kuch suggest kijiye imidately.
Abhi aapka beta kaisa hai
Kis dr se consultant krna chaiye
Few mesenteric nodes 9-11 hai to kya Doctor sahab size badha hai.
Abdomen me sir age 7 yer old
9-11 mm hai sir
@@ranjeetkumargautam5584 theek hua aapka beta
Sir son have on neck from more than 2 years. Size seems same not increasing.
Ye aabi tk theek nhi hua h aapke bacche ka plz reply mere bacche ko b hai bhut tension mein hu kb tak rhega ye node dar lgta h bhut bachche k liye.
Sar mere bete ko multiple Nek lips nod hue hain aur uski fanc biopsy block review bhi karaya hai lekin report infection normal aaya hai lekin lips not abhi Kam Nahin Hui Hai use bahon mein bhi hai
Kitne dino se hai lymph nodes
Meri baby ko born k 20 days se hi main dekh rhi hu uske neck me chote chote lymph nodes hue the... Avwo 4 years ki h uske neck k dono side me 4 , 5 kr k lymph nodes hue h 1.86 cm ho gaye h...
Aapki baby ab theek h
Baby thik h pr uske node waise hi h...
Kuch chakup kraya
Multiple subcentimeter lymph nodes in paraumbilical region.likely reactive otherwise narmol finding
Kya kaha hai
Sir meri baby ke kan ke piche ganth hai.ek sal ho gya hai .kabhi theek ho jate h lekin fir ho jata h
Sir mere beta 9 years ka hai uske gale mein choti ganth hai aur zabde Mai Sujan bhe aa Rahi hai aur uska wait bhe Kam ho gaya hai aur wo khana bhe thik se nahi khata please help me bataye ki ab mai kya karu
Fnac karao
Very good video dr sahab kuchh sikhne ko mila h
@@vickyyaduvanshi8671 thanks😍
Sir mere ko Few enlarged (upto -15mm) mesenteric lymph nodes are noted hai me kitne din me thik ho jauga
Theek hua kya hua to homeopathy se hua ya aloyopathy dawai se mujhe bhi hai same problem😢
Hello Bhai sahi h kya