Bihar Muslim me toh direct Jahez gareeb se gareeb logon me liya diya jaa raha..mujhe toh hairat hui ki wahan ladki wale bhi isko dena bahut zaruri samjhte hain... Bhaijaan Allah SWT aapko Salamat rakhe dono Jahan me izzaton se nawaze ..Aamin🤲🏻 aapne sari baat clear kar diya Respected Bhaijaan
Allah har ladkai koo aap jaisi samajh dai, kuch ladkai aisa bi hain joo interest ka paisa nahi khati lakin sasur majbur hokar intrest ka paisa sai kharch kari too laitai hain, tab kio problem ni
Hamare yaha toh dono ke sardar beth kar puch te hai, kya loge kya doge. Koi kehta hai half furniture ya full furniture kya doge. Usme koi bargain karte hai , toh koi kuch add karme ko bolte hai.. Ye mahul aaj aam ho gaya bhi...
As salam alaikum molana sahab meri shadi hone wali hai mere cousin se ,hamare khandan me beti ki shadi me ladki wale ladke ke rishtedaro ko tohfa dete hai ladke ki khala khalu phupho phupha or bhi kareebi logo ko tohfa dena padta hai kya ye jaiz hai agar ham khushi khushi nahi dere under pressure me akar dere hai toh?
Janaab agr koi baap haisyat mand h aur beti ki shadi m ak rupya b kharch nhi krta kisi ko khushi se dawat b nhi karta lekin apne baitey ki shadi m khushi se pure mohalle ko dawat deta h kyn k use islaam is baat ki izazat deta h ye betyon k traf na insaafi nhi h...
AssalamuAlikum, I have married to my wife 10 years back. I refused to take dowry but my parents demanded for the money. I have used some of money for purchasing furniture. Now i realize my mistake. Can i return back money to my In laws or simply if my wife accept forgiveness is sufficient? Whta is the solution here. Kindly help me.
Kisi ladke ke pass agar koi chiz Ghar me Jo jaroorat ke chiz h agar maujood na ho to kya agr ladki Ka baap chiz de Raha ho to kya ye jaiz he? Le sakte ya nhi?
@Riyan Khan achha ji bdiya hai nhi Latai to pr jo manai dakha jana samjha vhi bola mai ak ladke hu isliye bhut kuch dakh chuki Sharm dhaj magnai valo ko aani chai mujhe nhi manai kuch galt nahi bola samjhe
Meher is to be given to the bride as per koran .If you take it you are not muslim simple . Don't tell lamba stories.there is no ifs and buts.you can't be half Muslim. Either you follow or leave it.
Ye log kya bilkul bhi padhe likhe Nahin Hote Hain gharon Ki Baat Apne maa baap se karne ke Bajaye maulviyon se Panchayat Mein Aakar Puchte Hain Ki Dahej Lena chahie ya nahin Lena chahie
nikha sirf dhaj Ki wajah se kai bar toot the dekhe hai.kab khatam huga ye jaha lath ka waqt kai ladkiya love marriage karne par majboor hugai hai bhag.
Assalamualikum...I'm from Hyderabad n this Is 100% true
exactly #feroz bhai
ALLAH ap ki hifazat farmaye ameen
mashallah ❤
allah hame uske har ahkaam ki pabandi karne ki taufeeqh de
mashaAllah very gud info. BT my mother in law directly told that with out dowry she is not gng to accept marrg. Allah raham kare
kuch log nai bhi maangte but ladki ke ghar wale dete hai or phir ladke wale khushi se lete bhi hai
Bihar Muslim me toh direct Jahez gareeb se gareeb logon me liya diya jaa raha..mujhe toh hairat hui ki wahan ladki wale bhi isko dena bahut zaruri samjhte hain... Bhaijaan Allah SWT aapko Salamat rakhe dono Jahan me izzaton se nawaze ..Aamin🤲🏻 aapne sari baat clear kar diya Respected Bhaijaan
good faiz Bhai
from. Pakistan
Mashallah..👍
Assalamulaikum this is 100%true.
aslkm .va rehmatulla hi .va bar katuhu it's true jazakallahu khaira
Allah har ladkai koo aap jaisi samajh dai, kuch ladkai aisa bi hain joo interest ka paisa nahi khati lakin sasur majbur hokar intrest ka paisa sai kharch kari too laitai hain, tab kio problem ni
Aaj kal sb log jahez hi kyu mangte h jbke unke pass sb cheez hoti h kya unko itni zarurat hoti h
bilkul sahi baat h
Insha Allah amee
maine aise aj tak nahi daikha k koi aisa insan ho jis ne jehaz nahi liya ho sub batain bana rahe hai yanha sub hans rahe hai lekin sub le ge jehaz
Ñådîå Khåñ nahin sister.. Aisa nahin hai bahat se hain dehej nahin lete...main Nikah Kiya hai..dehej nahin Manga.. 4 saal hogaya ek Ladka bhi hai... Aisa nahin hai sister
Maa shaa allah
Northeast Mein jaake Dekho Koi Dahej nahi leta hai
auragabad aake dekhe kai log kuch nahi lete ye sirf baate nahi hai
Aaj kal islami tarika sa shaadi nahi hote dekawa zada hota he
Shadi k la ka sure taha ka wizfe kar skte h ka n
Hamare yaha toh dono ke sardar beth kar puch te hai, kya loge kya doge.
Koi kehta hai half furniture ya full furniture kya doge.
Usme koi bargain karte hai , toh koi kuch add karme ko bolte hai..
Ye mahul aaj aam ho gaya bhi...
As salam alaikum molana sahab meri shadi hone wali hai mere cousin se ,hamare khandan me beti ki shadi me ladki wale ladke ke rishtedaro ko tohfa dete hai ladke ki khala khalu phupho phupha or bhi kareebi logo ko tohfa dena padta hai kya ye jaiz hai agar ham khushi khushi nahi dere under pressure me akar dere hai toh?
Agar koi qurbani kre aur uska hissa ahlo ayal ko na de aur sab jagah baat de aur woh aisa kaam gusse me kren to woh qurbani jayaz hai ki nhi
Kahi na kahi dahez liye aap hi log zimme dar hain jo log le rahe hai dahez
Janaab agr koi baap haisyat mand h aur beti ki shadi m ak rupya b kharch nhi krta kisi ko khushi se dawat b nhi karta lekin apne baitey ki shadi m khushi se pure mohalle ko dawat deta h kyn k use islaam is baat ki izazat deta h ye betyon k traf na insaafi nhi h...
Good
Aslm wlkm bhayr ap hame bataye ki hath dekh k paisangoyiya krna kaise hai
Jayeznahi
Mashallah
Assalamuwalikum
Ye jode ki raqam kya hai faiz syed bhai sab .
Kya dahez lekar behen ki shadi krwa sakte hai ya nhi
agar ladka deendaar hai aur uske baap ne dahej ki maang kr li to kya uske ghar rishta karna jayaz hai
mere bhaiun ki biviun se humlog ek chamcha bhi nai liye sur meher ada kare hum qudh palang bistarpoora farnitur lsliye
Shaadi Mein Kya Lena kya Nahin Lena yah jayaj Hai Ya Na jayaj Hai Sabse pahle yah Dekho ke apan Khud jayaj Hai Ya Na jayaj Hai
right sir
Faiz bhai ap ne jehaz liya tha kiya apni shadi mai such such bataiye
अस्सलामु अलैकुम कोई भाई बताएगा के अगर शादी में निकाह से पहले सुसराल वाले दहेज की डिमांड करे तो उस समय क्या करे plz🙏 अपनी राय दे जल्द से जल्द ।
AssalamuAlikum,
I have married to my wife 10 years back. I refused to take dowry but my parents demanded for the money.
I have used some of money for purchasing furniture. Now i realize my mistake. Can i return back money to my In laws or simply if my wife accept forgiveness is sufficient?
Whta is the solution here. Kindly help me.
Return them that money immediately
Kya jahaz wali shaadi attend karsakte hai?
Math karo Shaadi attained tabhi loogo ko sharm aayegi.aur yaqeenan mahul sudhre ga
Kisi ladke ke pass agar koi chiz Ghar me Jo jaroorat ke chiz h agar maujood na ho to kya agr ladki Ka baap chiz de Raha ho to kya ye jaiz he? Le sakte ya nhi?
Aur agar larki k maa baap apny marzi sy apni khushi sy apni beti ko kuch dein to yeh to thek hai na?
Nahi koy bhi maa bap. Apni khushi se nahi deta uski kahi na kahi majburi hoti hain
Kuch thik nhi hai dusro ki shadi hona mushkil bna diya hai😭
Nikhe asaan karo pz
farnitur laliye
👍👍👍
shadi bina dhaj kai kha
ladke khubsurat ho
pasai vali ho
sb ko chahiye dhaj
@Riyan Khan khandan hahaha hahaha
Aap nai apni shadi mein dhaj nhi liya
Kuch batai sirf bolne mein thek lagti hai
@Riyan Khan achha ji bdiya hai nhi
Latai to pr jo manai dakha jana samjha vhi bola mai ak ladke hu isliye bhut kuch dakh chuki
Sharm dhaj magnai valo ko aani chai mujhe nhi manai kuch galt nahi bola samjhe
@Riyan Khan valaikum assalam
ham hyderabad ke hai laikin hamaare paas to aisa nahi hai
Maja aa gya
Meher is to be given to the bride as per koran .If you take it you are not muslim simple .
Don't tell lamba stories.there is no ifs and buts.you can't be half Muslim. Either you follow or leave it.
Assalam alekum
Ham shamat nahi hai aap ki toufa wale bat bole is liye
মাজেট ইসলামিক চ্যানেল সাত ভাই মুঝে আপ সে এক জরুরি সভায় প্রশ্ন হে আপকা পার্সোনাল নাম্বার দিজিয়ে
Ha I belong Andrea Pradesh mybhi liya
Chi
sharam nahi aayi bheek magne me
Cash lena chahiye
Paint Shirt phen na allow hai apke firqe Mai
Ache batein seekho
Yaha firqe ki baat nhi ho rhi hai yaha Sunnat or Hadees ki baat ho rhi hai
najayaz hai sabit kardo fir
Ye log kya bilkul bhi padhe likhe Nahin Hote Hain gharon Ki Baat Apne maa baap se karne ke Bajaye maulviyon se Panchayat Mein Aakar Puchte Hain Ki Dahej Lena chahie ya nahin Lena chahie
nikha sirf dhaj Ki wajah se kai bar toot the dekhe hai.kab khatam huga ye jaha lath ka waqt kai ladkiya love marriage karne par majboor hugai hai bhag.
Aur jo ladki wale khud de to
Jaban ko thoda sambhal k samajhao aaram se jaldi me galat lafj nikal jata h
Kya aapni jarurat apni sasural se puri Kare.