Bhai ji. Himalayan 450 mey. Tappet set nhi hota kyuki ismey rocker nhi hota ismey shim laga hota hai jisko adjust kiya jata hai agar jyada noise hai aur bike 1000km chal chuki hai toh service centre jakar dikha lijiye 👍
Bro aap bol rahe ho nahi leni hai but agr unko humne payment kiya hai and agar scratches and koi aur issue hai to vo pura bike nhi change krke denge na, kyunki mai jo bike book kiya tha unhone ek unka bhot din se bike hai showroom pe vo diya hai, jo mene chassis no se check kiya to mene bola mujhe vo bike nahi chahiye to vo bol rahe hai ke abhi change nhi kr sakte bike.
Bro actually maine ek mahine pehle bike book kiya tha, to udhr ek bike unhone rakha tha jo packed tha lekin fuel tank pe bhot dhul nd all gira tha, to mene unko bola vo bike nhi chahiye mujhe lekin unhone vohi bike diya, aaj pata chala jab mene chassis no check kiya tab, so agr pdi mai mujhe kuch issues milta hai to mai reject kr skta hu? Agr possible hai to vo dusra bike denge ya fir same bike ke parts change krke denge??
Very nice information.... Can we clearly reject bike during PDI and ask for another new one if any fault found in bike... PDI ka actuall mein kyu karte hai kindly let me know....
Great job! Highly informative!
Thanks sir 🙏
Top information regarding Himalaya
Thanks sir🙏
Fantastic information 🎉
Thanks 🌹
Rohit bhai tappet ka noise apke bike mein bhi aagaya h shayad😢 tight kewalijiye
Bhai ji. Himalayan 450 mey. Tappet set nhi hota kyuki ismey rocker nhi hota ismey shim laga hota hai jisko adjust kiya jata hai agar jyada noise hai aur bike 1000km chal chuki hai toh service centre jakar dikha lijiye 👍
Mere mey thik sound hai 😊👍
Bro aap bol rahe ho nahi leni hai but agr unko humne payment kiya hai and agar scratches and koi aur issue hai to vo pura bike nhi change krke denge na, kyunki mai jo bike book kiya tha unhone ek unka bhot din se bike hai showroom pe vo diya hai, jo mene chassis no se check kiya to mene bola mujhe vo bike nahi chahiye to vo bol rahe hai ke abhi change nhi kr sakte bike.
Bro actually maine ek mahine pehle bike book kiya tha, to udhr ek bike unhone rakha tha jo packed tha lekin fuel tank pe bhot dhul nd all gira tha, to mene unko bola vo bike nhi chahiye mujhe lekin unhone vohi bike diya, aaj pata chala jab mene chassis no check kiya tab, so agr pdi mai mujhe kuch issues milta hai to mai reject kr skta hu? Agr possible hai to vo dusra bike denge ya fir same bike ke parts change krke denge??
Mene check kiya, uska making 2024 ka hi hai
Aapne delivery le li hai kya?
@@Rohitcurvevlogs nhi bro 23rd ko lena hai
Toh dikkat kya hai agar aapko nhi cahiye toh aap bolo mai wait karunga jab dusri available hogi tab mai lunga
@@Rohitcurvevlogs ok
Bhai top box ka kya seen h …. Mujhe b chahiye… kon sa le
Wait bro 😎 bahut jald🤞
Extream off road test please
Sure 👍👍
Very nice information.... Can we clearly reject bike during PDI and ask for another new one if any fault found in bike... PDI ka actuall mein kyu karte hai kindly let me know....
Yes, absolutely! If there is a problem in a bike, how can you buy that bike? This is what PDI means. You should absolutely reject it.
@@Rohitcurvevlogs Thank you so much brother....
No offence but that engine sound like auto
😂😂😂😂👍