Unicorn le lo, headlight ka issue chorkar sab sahi hai Sp160 mein plastic, bhild quality accha nahi laga. Unicorn ka handle ke height jyada hai ye hi sabse bada plus point hai.
@@samandargoatfarm306 bhai shine 125 fule pump tank ke bhar he ya andar kyu ki me shine karidne ka socha Raha hu, usme petrol maintain karna padega ya nahi Please reply 🙏
@@samandargoatfarm306 brother agar unicorn ho ya koi bhi gaadi but usme thoda petrol rakhna compulsory hota hi hai bs6 gaadiyo me because of fuel injector 👍
@@SonuChauhan-mx5zw isiliye to maine unicorn liya bhai because look bhi ek dum classy hai and engine built quality is awesome and pickup power is also powerful 👍👍
Bus isi karan se mein unicorn liya, 2 din pahele 12/10/2024, Gixxer split seat ke karan nahi liya nahi to gixxer naked best hai. Kamal ka engine hai unicorn ka
Walekum Salam
Zabardast mera bhai what a riding 🔥🔥
Thanks❤
Do a tank to tank mileage test??
Waise abi kitni mileage mil rhi hai...city & highway???
@@RajatSingh-sj8yr City me 45 and highway pe 50 to 55 aaram se mil jaati hai
i am confused between sp 160 and unicorn. My purpous is daily ride+ little long ride, what should i buy?
Agar feature chahiye to sp 160 aur sirf ride karna hai to unicorn wase bhi bike me feature ka kya kaam
Unicorn le lo, headlight ka issue chorkar sab sahi hai
Sp160 mein plastic, bhild quality accha nahi laga.
Unicorn ka handle ke height jyada hai ye hi sabse bada plus point hai.
@@modytgaming8377 i suggest Unicorn Because it is most demanded bike in indian market and with honda's good quality engine 👍
🙌🙌🙌
@@mrspartangaming502 🫶🫶
Bhai unicorn me minimum Kitana petrol maintain karke rakhna padta hai, fule injector ke bajese please reply sir
@@BlackFace_0 1 se 2 litre petrol maintain kariye isse Fuel Injector ki life badh jaaygi zyaada time tak 👍
@@Thunder02riderisme jarurat nahi . Iska fuel pump tank se bahar he .
@@samandargoatfarm306 bhai shine 125 fule pump tank ke bhar he ya andar kyu ki me shine karidne ka socha Raha hu, usme petrol maintain karna padega ya nahi
Please reply 🙏
@@BlackFace_0 wo aap showroom pe puch lijiye, mere pas unicorn he Isliye muje pata tha .
@@samandargoatfarm306 brother agar unicorn ho ya koi bhi gaadi but usme thoda petrol rakhna compulsory hota hi hai bs6 gaadiyo me because of fuel injector 👍
Sahi bhai analog meter accha lagta h mere pass unicorn 2013 or milege 50 tkl ka milta h
@@SonuChauhan-mx5zw isiliye to maine unicorn liya bhai because look bhi ek dum classy hai and engine built quality is awesome and pickup power is also powerful 👍👍
Bhai apache 2v kaisi hai
Acchi hai bro sab ki pasand alag alag hoti hai 👍@@jaibalodi4344
N250 le ya unicorn mujhe ek bike kharidni hai Kaun si Lun bhai
@@Heartbeat-2012 if you want Milage + Power then purchase unicorn and if you want only Power + sporty look then you go with N250🤞👍
Brother, what is the milage of the bike in congested city ride?
In city about 50
Highway around 60
@@mranonymous4120 45 to 50..... It depends on your riding style bro but still you can get 45 easily👍
HELLO ISKHA HEADLIGHT KASHE HAI
@@suvrat936 headlight Unicorn me Halogen milta hai uper dipper ke saath acchi visibility deta hai but Led Headlights se zyaada acchi nahi deta
Bbai apache kyu nahi ki aapne
@@jaibalodi4344 Because Apache ka Maintenance zyada hai Unicorn se
@@Thunder02rider Apache ka power jyada hai
@@jaibalodi4344 if you comfortable with Aparche then purchase it👍
Unicorn aur apnache mein kitna maintenance cost hai aapko pata hai toh bata dijiye lenne mein bike aasani hogi
@@jaibalodi4344 unicorn me 4000 tak and aparche me 5000 to 6000 rupees tak maintainence cost jaayga
Mere ghar ana
@@BGMIPLAYER1230 aata hu😂
Bus isi karan se mein unicorn liya, 2 din pahele 12/10/2024,
Gixxer split seat ke karan nahi liya nahi to gixxer naked best hai.
Kamal ka engine hai unicorn ka
@@anshulv6 koi baat nahi bro Unicorn leke aapne bohot accha kiye Aapko enough power milage and pickup bhi milgaya 👍
Average kitna ha bro ?
@@Mohitthakur-ke9wy 50 to 55 Highway pe and 45 city me 👍