Ek sal ke bacche ke liye aap ek Kan se dusre Kan Tak ka measurement len aur jitna inch fabric aata Hai uska lambai chaudai mein fabric cut kar le aur video mein bataye Gaye method ke anusar banaa len
Thank you so much aap jarur bataye ga banake Aap chahe toh mujhe Instagram par tag karke apni topi ki photo share kar sakte hai Aap ko koi bhi doubt ho toh comment mein poch sakte ho
Aapke baby ke ek Kan se dusre Kan Tak ka jitna measurement hai utani lambai chaudai ka fabric lekar circle cut kar lijiye aur FIR is tarah Ki topi banaa lijiye aage Ki Jo cap style hai usmein jo total measurement aapne Liya hai ek Kan se dusre Kan Tak usmein 3 inch minus karke front mein jo Patti hai usko Laga lijiye uski Patti ki jo chaudai hai 3 inch aap rakh sakte hain
4 month ke bacche ke liye aap 12/12 inch ka fabric cut karke circle cutting karke Jaise video mein bataya gaya hai use tarike se banaa lijiye 12 Bai 12 standard measurement hai aap jaisa video mein bataya Gaya hai uske according bhi Apne bacche ka measurement le lijiye
Mere according 8 sal ke bacche ke liye aap 16 Bai 16 ka fabric lete hue circle cut karke aur aage ke bonnet ke liye 8 se 9 inch fabric lete hue banaa lijiye
Aap measuring tape ko ek Kan se rakhte hue dusre Kan tak le jaaiye aur usmein aapka jitna measurement aata hai utani lambai chaudai ka fabric cut karke topi banaa lijiye
Didi Maine yah aapka Cape wala video Dekha Tha iske hisab Se Maine Banai thi meri Gudiya ke liye usko ekadam perfect Aaya Hai ab Mujhe yah bataiye Mera 4 Sal Ka Beta hai uske Ek Kan se dusre Kan Tak ka measurement hai 16 inch aur round me 10 inch usmein aap mujhe bataiye Kapda Kitna chahie
Video mein dikhaye Gaye measurement ke according aap apni beti ka measurement lekar is tarah Ki topi banaa lijiye standard measurement ke according 13/13 ka fabric lete hue aap topi banaa lijiye
अतिशय सुंदर म्याडम
Thanks 🙏🏻
Bahut badhiya banaya h aapne ...m bhi apne 6saal k bete ka banaugi
Thank you sister for your comment 😊
Who didi so beautiful 🎉😊
Really u r too good
Bahut acche se samjhaya 🎉
Thank you so much for your comment 🙏🙏❤️
Ek saal bchee ka kitna measurement le mam
Ek sal ke bacche ke liye aap ek Kan se dusre Kan Tak ka measurement len aur jitna inch fabric aata Hai uska lambai chaudai mein fabric cut kar le aur video mein bataye Gaye method ke anusar banaa len
Nice 🎉🎉
Thanks 🤗
Are. Wha apne to kmal kr. Diya m bhi bnati but abhi mere ghr m koi chhota. Bchcha nhi h
Thanks 🙏
apke tarike m banai hu bhut achchha bana h thanks ❤
Thank u 🙏🏻
राम राम बहन बहुत ही सुन्दर टोपी बनाई ❤❤❤❤❤❤❤ फुल वाच जय श्री कृष्णा राधे राधे कृष्णा
राम राम बहन आपने वीडियो देखा आपको अच्छा लगा इसके लिए आपको दिल से बहुत-बहुत धन्यवाद जय श्री कृष्णा
Bhoot sundr cap .. m bhi bnaungi .. fr btaungi aapko ❤❤
Thank you so much aap jarur bataye ga banake Aap chahe toh mujhe Instagram par tag karke apni topi ki photo share kar sakte hai
Aap ko koi bhi doubt ho toh comment mein poch sakte ho
@@PoojaDesignsAndStitching okk .. 😘😘
@@PoojaDesignsAndStitching Instagram ki id
Bahut beautiful cap banane bataiye aapane dhanyvad ji
Thank you so much pari ji for your nice comment
Mam kya gol topi bana ke hi uske aage sidha chajja nahi lag sakta kya😮😮
Han Laga sakte hain
बहुत अच्छा तरीका बताया आप ने परंतु ये आपजैसी मसीन कहा मीलेगी
Thank you so much for comment aap aisi silai machine kisi bhi Usha Store se le sakte hain
Aapane bahut Acha dikhaya thanq u
Welcome koi bhi doubt ho Toh puch Lena
very nice ❤❤aap ka tarika acha laga btaneka ❤❤
Thank you so much for your comment n support
12years baby ke liye kaise banaye
th-cam.com/video/oNIK_TL44HY/w-d-xo.htmlsi=jP8QffE1ng2Gx1f1
Nice ji ❤❤❤❤
Aapki machine bahut acchi hai kitne ki I hai aur kitni badi
Thnx
It's Usha janome You can search for it !!
Very nice 👍
Thank you 😊
Didi Ham aapse jud gaye aap bhi Humse jud Jana
Ham bhi aapse jud gaye hain
Very nice di m bi bnaugi apni beti ke liye😊
Thank you so much himani for your comment
Mam 1 month baby ka mejerment kya le
One month ke bacche ke liye aap ek kam se dusre Kan Tak uska measurement lijiye aur video mein dikhaye Gaye method ke anusar banaa lijiye
Standard measurement ke according 9/9 ka fabric cut karke banaa sakte hain
@@PoojaDesignsAndStitchingaage ki tarf se nap Lena h ya piche se
Beautiful mam thanks ❤❤❤👍👍👍
Thanks
Beautiful baby cap in easy steps 🎉🎉nice tutorial sister 🎉🎉
Stay connected genious sister ❤❤ subscribe done 🎉🎉
Okay 👍🏻 thank you sister 💕
Very beautiful
Thanks
Bot Acha samjhaya thank uuu
Vgood🎉❤
Thank you 🙏🏻
Ati sundar
Thank you 😊🙏🏻
Nice cap Video fast banaya apane didi
Thank you brother
. 😊
Nice ji ❤❤❤
Thank you sister 💕
😊😊
Very nice ❤❤❤❤
Ek saal ke baby ke ll iye kitna faibric le
Aapke baby ke ek Kan se dusre Kan Tak ka jitna measurement hai utani lambai chaudai ka fabric lekar circle cut kar lijiye aur FIR is tarah Ki topi banaa lijiye aage Ki Jo cap style hai usmein jo total measurement aapne Liya hai ek Kan se dusre Kan Tak usmein 3 inch minus karke front mein jo Patti hai usko Laga lijiye uski Patti ki jo chaudai hai 3 inch aap rakh sakte hain
Thank you ☺️
Very
Good
☺️
Mam aapne kitte saal k bache ki bnai h
Video ko pura dekho video mein bataya gaya hai ki kitne sal ke bacche ke liye banaya
4 year baby ke liye kitna kapda le
sistr do month ky baby ky lye kitna rkhy
Apna question wapas se repeat karo
Mam 4 mahine ke bacche ka topa kaise banaen
4 month ke bacche ke liye aap 12/12 inch ka fabric cut karke circle cutting karke Jaise video mein bataya gaya hai use tarike se banaa lijiye 12 Bai 12 standard measurement hai aap jaisa video mein bataya Gaya hai uske according bhi Apne bacche ka measurement le lijiye
Superb se bhi upar dii❤
Thank you so much for comment
14 inch patti uska width kitna Bobby
Video ko Dhyan se dekho length aur width donon acche se explain ki gai hai
Nice
Hlo
8 years ki girl ke liye kitna kapra le didi
Mere according 8 sal ke bacche ke liye aap 16 Bai 16 ka fabric lete hue circle cut karke aur aage ke bonnet ke liye 8 se 9 inch fabric lete hue banaa lijiye
Aap measuring tape ko ek Kan se rakhte hue dusre Kan tak le jaaiye aur usmein aapka jitna measurement aata hai utani lambai chaudai ka fabric cut karke topi banaa lijiye
Por fabor puede esplicar en español grcias
I will try to provide subtitle of Spanish of this video
Aapne aage wali patti ki chodaai nhi batayi
Maine aage wali Patti ki chaudai 3.5 inch rakhiye aap apne according kam jyada bhi kar sakte hain
Thank u so much
Hat ki chauri kitani rakhani hai
Chaudai total measurement Jo ham ek Kan se lekar dusre kam Tak lete hain usmein 2.5 se 3 inch mines karte hue le lijiye
Aur is video mein bhi acche se explain kiya hai ki kis tarike se hat ki chaudai leni hai to video wapas se Dhyan se dekh lijiye
Nice ❤
Thanks
Uske liye kese banaye
Didi Ek Dedh sal ke bacche ke liye Kitna Kapda lena hai ismein
Please reply kariyega
Bacche ke ek Kan se lekar dusre Kan Tak ke round ka measurement bhej dijiye tabhi Bata paungi ki aapko exact Kitna kapda lena hai
Didi Maine yah aapka Cape wala video Dekha Tha iske hisab Se Maine Banai thi meri Gudiya ke liye usko ekadam perfect Aaya Hai ab Mujhe yah bataiye Mera 4 Sal Ka Beta hai uske Ek Kan se dusre Kan Tak ka measurement hai 16 inch aur round me 10 inch usmein aap mujhe bataiye Kapda Kitna chahie
Bonnet ke liye 10 inch le lein aur main fabric ke liye 16 by 16 inch le lein aur video dhyan se dekh lein aur problem ho toh comment karke puch lein
Thank u mam
6 months ki girl k liy
Video mein dikhaye Gaye measurement ke according aap apni beti ka measurement lekar is tarah Ki topi banaa lijiye standard measurement ke according 13/13 ka fabric lete hue aap topi banaa lijiye
❤😊
3month ki beti h
Mam bache ka nap le ke dikhao hme ase samjh nhi aata ki aap Kan ka nap pichhe se lete ho aage se
Thank for your comment l will try
Kan se
Nice 👌
Aage se
🥰❤️
Thank you
Nice
Thanks
Very nice 😊
Thanks 😊
Nice
Thanks