Sabse pehle permit dekhna chahiye .uske baad yaha scaffolding bnana hai waha ka aera hard barricade karna chahiye phir ground laval check karna chahiye sand wala hai ya concrete wala hai .sand area hai toh saul borad use karna chahiye concrete wala area hai toh braceplate use karna chahiye
Pahle sol palet lagta hai. Uske upr bes palet lagta hai. Kya bata rhe ho yr Aur ye. Jisko TBT de rhe ho wo. Scaffolder nhi. Hai. To. Kya bol rhe ho. Usse
Arreh bhai itna technical knowledge dene ka koi matlab nhi hai, unhe bas basic batao ki green tag laga hoga toh use karna hai, barrication karke kam karna hai, Line of fire ka dyan rakhna hai, jaha bhi kam chal raha hai uske agey piche, niche koi nhi rahega, Safety belt kese phen na hai, kaha hook karna hai, 3 point of contact ka dyan rakhna hai ladder ke time, jaha platform pe kam karogey udher mid rail, upper rail, toe guard hona chaiye, material girna nhi chaiye, koi material fekega nahi, ppe sab check karke phenegey, agar kharab hai toh nhi phenegey, report karenget supervisor ko, aur sabse main phone lelo sabse phela niyam, kisi ka phone allowed nhi hoga, bas itna bata do bhaut hai workers ke liye, l * B * w unke sab upper se jayega. 😂
Bahut badhiya bhai
Zabardast yarr
👍👍 great
Best tbt sir
Sabse pehle permit dekhna chahiye .uske baad yaha scaffolding bnana hai waha ka aera hard barricade karna chahiye phir ground laval check karna chahiye sand wala hai ya concrete wala hai .sand area hai toh saul borad use karna chahiye concrete wala area hai toh braceplate use karna chahiye
Ooo worker ka kam nahi usko safety officer ka kam hai dekhna
Best plate dalne ke bad stand khada kar sakte hain aap
Sole plate pahle lagta hai uska dimension 300x300x6mm
Uske baad base plat lagta hai uska dimension 150x150x6mm
Sir mujhe bhi job chahiye safety officer ka
سر فرش میں ہی جاکے اسسٹنٹ میں سلیکٹ ہوسکتے ہیں کام سیکھنے کے کے
Pahle jameen barabar hona chahie
Sir pahle solo plate hota hai uske baad base plate 😊
😂
Pahle jameen barabar hona chahie SOL board dalna chahie FIR base plate dalna chahie FIR aap stand khada kar
Ladder 65' degree me laga hona chahiye
AAbe phahale sol plate auske ba nes plate
FIR solved hona chahie
FIR best let hona chahie
भाई सबसे पहले पूरी जानकारी प्राप्त करिए 😂
Galt jankari mat do bro😮pahle sole Fir base PTW ka dheyan do
Bilkul galat bta rha hai
Pahle sol palet lagta hai. Uske upr bes palet lagta hai. Kya bata rhe ho yr
Aur ye. Jisko TBT de rhe ho wo. Scaffolder nhi. Hai. To. Kya bol rhe ho. Usse
Sir g aap ko b maloom nahi
Again i found in your video that you give wrong & incomplete information to workers.
Jab scaffolding k bare me Pata na ho to nahi bolna chaiye

Nahi ata tumhe