Passion x-tech 110 bandh karke isme x-tech feature laya jay to iski sale 10 guna badh jayga kyonki passion fan walo isme aur 110cc x-trch variant ko lekar confuse rhte hai. X-tech gaadi sahi rehte huye bhi utni sale nahi hoti. Isiliye usko band karke isme x+tech laya jay to yeah just uncontrollable ban jayga.
Ankit, main bhi ye motorcycle own karta hoon. Ye motorcycle pehle Passion Pro naam se aata tha. Ye motorcycle upgraded model hai Passion Pro 2012 model ka. Mere paas Passion pro ka 2012 model hai BS3 emission norms ka. Usme tyre Profile 2.75-18 front mein mil jata tha aur rear mein 3.00-18 milta tha. Dono tube wale tyre milta tha. Usne maine last year MRF ke tubeless tyres lagaya bas front wale tyre ki Profile change kardi 80/100-18 ki kyunki 2.75-18 Profile ka tubeless tyre available nahi tha.
kitna kms chal chuka he bhai or engine kitni bar khula he apka? mera bhi 2011 ka hi model he abhi tak mast chal rha h mera bike to soch rha hu bechne ka per beech nahi rha hu .
@@saurabhpandey4442 old bike bs4 kharid le kyunki bs 6 engine bikes ayi hain bina carborater ke ek dumm kachra engine mein dumm nahi pick up nahi hain aisa lagta hain khilona chala rahe ho aur passion plus ki to bahut buri condition hain bheed mein Rone lagti hain gaadi baar baar bund ho jati hain koi kumm chali hui old model bike kharid new bikes sensor se chalti hain jaise computer laptop jaisa nazuk saman chala rahe ho aisa lagta hain
Mai ne le liya hai bahi ek damh bakwaj gadi hai bahi 20 te 30 kilometer Jane ke baad gadi ka eingin bhot hi garm ho raha aor gadi fairing Puri change hone lagi hai
Mein new passion plus kharid ke laya to raha tha itni Zayda ghatiya bike thi magar mere mechanic ne tvs Apache 160 clich plate daalke sensor ka asar kumm kar diya ab to bs4 jaise ho gayi powerful helicopter hi bana diya 😂😂😂😂😂
4 colour mil rahahe puchh lijiye
ha ek pura black me avi launch kara hai bhai👍
@@bikesreviewpointbhai is bike ki meter itna hilta kyo h
@@RashidKhan-mq3bosame problem bhai
@@shubhamchauhan6817 bhai maine to li nahi isliye, splendor plus le aya m to black edition
Bhai ye lu ya sp125 ?...
Passion x-tech 110 bandh karke isme x-tech feature laya jay to iski sale 10 guna badh jayga kyonki passion fan walo isme aur 110cc x-trch variant ko lekar confuse rhte hai. X-tech gaadi sahi rehte huye bhi utni sale nahi hoti. Isiliye usko band karke isme x+tech laya jay to yeah just uncontrollable ban jayga.
Hero ki koy bhi 110 cc bike success nahi he bhai
Bechara hero, lakh koshish kare apne andar ke honda ko khatam kare lekin khatam hi nahi hota. 🤣🤣🤣
Apko khuchli kiu ate hai? 😅😅
Mujhe nahi shayad apko hoti hogi 😅😅@@user-cn5dd7if9f
Bat to sahi he
Good review👍 ji
Best video❤
Ankit, main bhi ye motorcycle own karta hoon. Ye motorcycle pehle Passion Pro naam se aata tha. Ye motorcycle upgraded model hai Passion Pro 2012 model ka. Mere paas Passion pro ka 2012 model hai BS3 emission norms ka. Usme tyre Profile 2.75-18 front mein mil jata tha aur rear mein 3.00-18 milta tha. Dono tube wale tyre milta tha. Usne maine last year MRF ke tubeless tyres lagaya bas front wale tyre ki Profile change kardi 80/100-18 ki kyunki 2.75-18 Profile ka tubeless tyre available nahi tha.
kitna kms chal chuka he bhai or engine kitni bar khula he apka?
mera bhi 2011 ka hi model he abhi tak mast chal rha h mera bike to soch rha hu bechne ka per beech nahi rha hu .
@@ПрасунПрасун Meri motorcycle 45,000 kms chal chuki hai aur time par service karvate hain aur ek nhi baar engine khulwane ki zaroorat nahi hui hai.
Hamko lena hai bro 🎉🎉🎉
Bro HF 100 vs HF Deluxe competition video ❤❤❤
Bhai bhatero kon sa color hai
Nice 🎉
Kese reserve karoo fuel
Bhai iska onwer review karo plzzzz
Hn hn baat to sahi h
Bhai ji shine 100 ki gadi jyada load utha sakti hai ya nahin
Woh to helicopter bike hai😅
Hero ka dalal ho lagata hai kamiya to batate nahi jab 5 kami hai ish paraz par
Sir mileage test karo 🙏🏻
Milage test karo
Splendor का engine, HFdeluxe का comfort. यह है passion plus.
Gadi ka engine 110 cc hona chahie kyunki chalate samay thodi kamzor pad jati hai
Bail gadi hain bhai mere 93 hajar dub gaye aisa lagta hain 50 saal ki khatara chala raha hoon
@@underworldevolution4321q kya hua bhai , Mai lene ki soch rha tha
@@saurabhpandey4442 old bike bs4 kharid le kyunki bs 6 engine bikes ayi hain bina carborater ke ek dumm kachra engine mein dumm nahi pick up nahi hain aisa lagta hain khilona chala rahe ho aur passion plus ki to bahut buri condition hain bheed mein Rone lagti hain gaadi baar baar bund ho jati hain koi kumm chali hui old model bike kharid new bikes sensor se chalti hain jaise computer laptop jaisa nazuk saman chala rahe ho aisa lagta hain
@@underworldevolution4321to pehale test drive to karna tha...wah re wah😅
Maine li hai chalatr samay lagta hai 110 hona chahie
Bike dekhne bara hi engine chhota hi
Mai ne le liya hai bahi ek damh bakwaj gadi hai bahi 20 te 30 kilometer Jane ke baad gadi ka eingin bhot hi garm ho raha aor gadi fairing Puri change hone lagi hai
Lekin kyaa yrr!! 🙄 kahin bhi video bna k dal de rhe ho, thoda achche location m शान्त me bnaya kro
😂
Engine reliable hai but fi ke bareme kuch kahe nahi sakte😅
Gear lever
98000 ki hai
Kya bakwas adami ho bhai aap khud bolte ho suspension kharab he our aap khud acha bhi bolte ho
bhai iska suspension mast hai apka dimag kharab hai iske suspension ke bare me burai nhi kiya maine kabhi
Average
Katara mariyal bike hai , vo cheez nahi Jo pahle aati hai
Mein new passion plus kharid ke laya to raha tha itni Zayda ghatiya bike thi magar mere mechanic ne tvs Apache 160 clich plate daalke sensor ka asar kumm kar diya ab to bs4 jaise ho gayi powerful helicopter hi bana diya 😂😂😂😂😂
Reseve nai hai
Abe tum honda ki taarif kiyon karta hai
बेकार है मैं लिया हु