Didi we are travelling from Kolkata to Phuket with 1 hour 50 mins layover at Bangkok Suvarnabhumi airport…. So immigration kahan karna h?? Suvarnabhumi airport or directly at Phuket airport ?
Mera suggestion hai ki aap apne airline s contact kre aur transfer desk pr jaye , kyunki bangkok p immigration aur baggage claim m time lgega to apki flight miss ho skti h next wali.
Mdm hum Ghar ka food like Paratha flight me le sakte he kya
Aapke aawaz aur boli se lagta hai ek dum thet gao ya village se ho.
Kya burai h gao s ya village s hone m ? Tum london america s ho bahut achhi bat h
Mam covid vaccination and rtpcr report keliye puchte hain??
Ab nhi puchhte
Itni khushi... Ma'am 😂
Didi we are travelling from Kolkata to Phuket with 1 hour 50 mins layover at Bangkok Suvarnabhumi airport…. So immigration kahan karna h?? Suvarnabhumi airport or directly at Phuket airport ?
Mera suggestion hai ki aap apne airline s contact kre aur transfer desk pr jaye , kyunki bangkok p immigration aur baggage claim m time lgega to apki flight miss ho skti h next wali.
Thailand Immigration pe fingerprint dena compulsory hai? Agar kisiko fingerprint ka problem hota hai match nahi hota hai phir kya karna?
Compulsory h
Ma'am immigration me thai baht 10,000 per person show karna parta hai? aur thailand ki advance hotel booking v dikhana hota hai?
Not compulsory nowadays kyunki Indian k lie visa free kr diya
Kya Bankok or Kolkata immigration ke samay officer fund ya cash ke baare mein poochha ki aapake paas kitana cash hai??
Hmlogon s nhi puchha gya
দিদি বলছি কি আপনারা অনারেবল গিয়েছেন থাইল্যান্ড ইমিগ্রেশন এর আগে ফরম ফিলাপ করতে হয়েছে একটু জানাবেন
Mai February 2024 m gyi thi
Thailand ke liye Kuch naya banao sab ek hi jaisi video banate ho
Bilkul shi. Me pichle 1 month se kuch useful dhoond rha hu but sari videos ek jaisi.
😂😂😂😂 the way you speak