सर केस डायरी में कितना % सच्चाई लिखा जाता हैं केस I.O के द्वारा ? लगभग सभी केस में रूपया के बल पर गलत- सलत लिखा जाता हैं और I.O पर कोई कार्यवाही नही होता हैं | यही है भारतीय न्याय तंत्र|
Hlo sir mere vakil ne refiling ke dwara high court mai appeal ki hai aur hight court se jawab ane mai kitna time lagega aur mera refiling number a chuka haai to esme kitma time lagega jawab ane mai
Sir compermise lag gaya hai case me dahej or hatya ke arop hai to kitne time lag jayga case me Anticipatory bail file huaa or dayri ki mag ki hai court next heraring 10 din bad hai
Sir , mera friend ka 406, 420 120 b , par fir kr di hai , ab session court ne bail cancel kr di , but uska fir mein kahin koi name ni hai bass accused wale column mein hai , jab sesion courtein unhone uske sign ka page dikhadiya ab high court jaye ya session court mein jaye aaj use 45 days ho gye hai , bail milegi ya nhi 😊
हेलो सर मेरा छोटा भाई 302 केस में अंदर है जब कैसे सेसन कोर्ट में चल रहा था तब हाई कोर्ट से बेल मिला था फिर सेसन कोर्ट ने आजीवन कारावास की सजा दे दी और अब वह फिर से जेल में है और हाई कोर्ट ने भी बेल खारिज कर दिया है अब आगे क्या करे कृपया बताइए
Yaadi high court me appeal pe behas ho rha hai to decision Tak wait karna hoga, yadi appeal hearing Kai date se nhi ho rhi hai to 6 month ya sal bhar k bad fir se high court me application lagaiye...yadi high court ka decision against me ata hai to move supreme court...if need any assistance in high court or supreme court, u can consult.
Sir mere dost ko 376 aur 420 ke case me fasa di hai ek ladki jail gye hue dost ko 3 mahine se jyada din ho gya kya bail mil jayega sir waise mere dost ki Age 18+ hai koi chance hai
Sir nichli adalt ne 304b mai 10 sal ke saja sunae hai pti ko to uske khilap hai court mai apil kiya hai to notis aaya hai to kya hoga sir plz sir btaiye
सर केश डायरी में लिख के वेजा है , की वादी के हाथ में लोहे का rad tha wah इकुष्ट पार्टी को मारने के लिऐ डोडा और ठोकर लगने से वह सुवेम घायम हो गया, तो एक्यूस्ट party ko बेल मिल जाएगा झूठा 307 लगा दिया है, plz सर जी बताए 🙏
Highcourt calling ke bad bhi thanedar dairy pesh nhi kar rha to kya hoga bina case dairy bail me deri ho rhe hai Is par kya kare aur muljim ko bail kaise kraye
Sir 307 ka case hai or ek bar diary mang ho gye the nahi diye Io ne ab reminder hua hai bole raha nahi dy gye sir kya kare kaise bail ly plz help me sir
Sir mere bhai ke uper 307 lg gya hai aur wo custoday me hai . Jisse jhagra huwa hai wo injury report bahut hi serious kra diya hai jisse doctor bol raha hai ki injury report se bail nahi ho payega . To kya sir kewal case dairy se bail mil jayega . Hospital wale bol rhe hai hum injury report nahi bhejenge court me kyoki bail nahi mil payega
सर jee झूठा 307 लगवा दीए है, वह खुद से घायल हुवे है और आरोप हमारे इधर के पार्टी पे लगाए हैं , और कोट में डायरी आ गया है, और वह डायरी में लिखा है वादी पक्ष शुवेम घायल हुवे है, तो हमारे पार्टी सब को बेल मिलेगा plz बताए सर जी
sir 304bi ka jhutha case ka mamla hai 6 month pahle ghatna huaa tha... Antisaptty bail file kiya hua 50days ho chuka haihigh court se call dayri ka mang hai kya bail mil jayega sir ..case informar bhi mere fevar me hai... Kaise bail le.. Sir plz
Sir plz bataya agar police ne case dairy nhi kya to kya kare, manlo ki first date fail ho gya case dairy nhi kya ,dusra date diya fir bhi case dairy nhi kya to kya kare ????🙏🙏🙏 Plz Sir ans me 🙏🙏
Sir Kya bina case diary ke bail mil skta hai??? Ek case me 498(a)/325/34 ipc lga hua tha.....isme husband and total accused ka bail ho gya lower court se hi.... O v bina case diary mangaye... Kya ye possible hai??
Hi sir main nabalik umra mein love marriage ki thi apni marji se aur mere man baap ladke ke upar FIR darj karva diye ab meri umra bhi Puri ho gai hai aur mere do bacche hain aur mere husband ko 3 manth Ho Gaye jail mein gaye hue kya unki BEL ab aasani se ho sakti hai aur maine gavahi bhi de di hai ki main apni marji se shaadi ki hun sir please please aap meri help kijiye mujhe bahut jaruri hai
Sir case dairy ke liye 3-4 hearing ho gya par abhi tak case dairy nhi aaya Plz bataye kya kare Sir main ek student hu muje hamesha future ki tension hoti rehti. Case ki wajah se job hoga ya nhi hamesha yahi sochta
Agr cll for diary ho gya h date kitno dino me mil jata h ..mera 28 feb ko cll for diary judge ne sunaya...but avi tk koi date nhii mila h ki kb tk submit hoga...
Nhi...fir new date diya jayega I.o ko jama karne k liye....ya court I.o ko so cause kar sakti hai k reason k sath appear hoiye court me k q nhi de rahe hai
Agar police ne case dairy nhi kya to kya kar sakte manlo ki ak date fail ho gya dusra date diya fir bhi case dairy nhi kya to kya kare..Sir Plz bataye 🙏🙏
@@gurpalsingh4622 ask your advocate...it he is not supporting better to open concerned court and find there online status...if you count not find, consult any local advocate he/she can help u
सर मेरे भाई के बेटा के छथियार था हर्ष फायरिंग कोई ओर किया ओर गोली कोई ओर चलाया है एक आदमी को लग गया है उसकी मृत्यु हो गयी जबकि वीडियो जो किया है पिस्टल के साथ उसका वीडियो viral है लेकिन उसमे मेरे भाई को ओर पुरे परिवार को माँ को ग्रामीण राजनीतीक के तौर पर फसा दिया गया है ओर जिसका वीडियो viral हुआ है जो. गोली चलाया है fir मे उसका नाम नहीं तो क्या करें
Sir mere advocate ka bolna hai ki case dairy 90 din Tak ka time hota hai court me Dene ke liye Sir Aisa bhi hota hai kya Or sir yeh no coercive se kya hota hai... Bina no coercive se police kabhi bhi thane le jaa sakta hau kya 🙏🙏🙏
Hello sir. ... High court me bail ke liye Case dairy kese milta h or kahanse milta h. .. or high court me hum kese pahncha sakte h case dairy. ...???? Plz ans me Sir. ...
Isme aap kuchh nhi kar skte...h.c case dairy ka call lower court se karti hai, lower court I.o se le k use h.c send karta hai...as a client you have to depend upon your advocate.
Sir lekin humari lawyer to kahe ki h.c se direct police station pe letter aaya hoga case dairy Dene ki fir police officer ko Jake h.c me case dairy submit krna hoga. ... Aap plz bataie kya sahi h. ...
हाई कोर्ट कॉल डायरी का ऑर्डर उस थाने में करता है जहां घटना घटी है और वहां से एक पुलिस कर्मी लेकर जाता है और सुनवाई के बाद वापिस उसी थाने में पुलिस कर्मी लेकर जाता है....उस डायरी को वकील भी नहीं देख सकता उसे सिर्फ जज ही देखता है.....
Means I.o se us case se related dairy ko send karne k liye kha jata hai jisme us case se related till date investigation ka update rahta hai..usi k आधार pe bail grant or reject hota hai
High Court ki side se agar case dairy police station ki io se manga gaya I.O dega ya Court ko late kara sakta Agar late karaya v to kitna din kara sakta
IO mentioned 376 in case dairy post arrest and in 164 it is missing -To whom i should complaint ? and he introduced 376 after his complaint to commissioner .
Dairy likhne se bail ka koi relation nhi hota hai....case dairy likha I.O (investigating Officer) ka kam hota hai Jo daily basis pe investigation k dauran likhta hai...usi dairy ko dekh k judge sab decide karte hai k bail Dena hai k reject karna hai...
D.M / DCSL office se notice ayega...tabhi form bhar k insurance value ka 50% le k concerned documents k sath jaiyega...if find problem consult any good advocate
सर केस डायरी में कितना % सच्चाई लिखा जाता हैं केस I.O के द्वारा ? लगभग सभी केस में रूपया के बल पर गलत- सलत लिखा जाता हैं और I.O पर कोई कार्यवाही नही होता हैं | यही है भारतीय न्याय तंत्र|
Ek dam shi bat lekin iska koi upay h kya reply kre
Bilkul sahi bol rahe hy aap
Thank you Sir best off blog
Nice information 👌
Hlo sir mere vakil ne refiling ke dwara high court mai appeal ki hai aur hight court se jawab ane mai kitna time lagega aur mera refiling number a chuka haai to esme kitma time lagega jawab ane mai
Engaged advocate can tell you everything reason being he has all information regarding your file
Sir compermise lag gaya hai case me dahej or hatya ke arop hai to kitne time lag jayga case me
Anticipatory bail file huaa or dayri ki mag ki hai court next heraring 10 din bad hai
Plz sir reply 🙏
Sir , mera friend ka 406, 420 120 b , par fir kr di hai , ab session court ne bail cancel kr di , but uska fir mein kahin koi name ni hai bass accused wale column mein hai , jab sesion courtein unhone uske sign ka page dikhadiya ab high court jaye ya session court mein jaye aaj use 45 days ho gye hai , bail milegi ya nhi 😊
हेलो सर मेरा छोटा भाई 302 केस में अंदर है जब कैसे सेसन कोर्ट में चल रहा था तब हाई कोर्ट से बेल मिला था फिर सेसन कोर्ट ने आजीवन कारावास की सजा दे दी और अब वह फिर से जेल में है और हाई कोर्ट ने भी बेल खारिज कर दिया है अब आगे क्या करे कृपया बताइए
Yaadi high court me appeal pe behas ho rha hai to decision Tak wait karna hoga, yadi appeal hearing Kai date se nhi ho rhi hai to 6 month ya sal bhar k bad fir se high court me application lagaiye...yadi high court ka decision against me ata hai to move supreme court...if need any assistance in high court or supreme court, u can consult.
2:52 call dairy ka matalab kya hota hai
Dairy means case dairy maintained by investigating officer of that case.
@@AdvocatePrabhakarJha thankyou sir
Sir mere dost ko 376 aur 420 ke case me fasa di hai ek ladki jail gye hue dost ko 3 mahine se jyada din ho gya kya bail mil jayega sir waise mere dost ki Age 18+ hai koi chance hai
Sir I.O ne diary bana k lawyer k pass bhejne k baad v mobile check hota h ??? Ya mobile pack hota h please 😢 tell me sir
Bihar excise act me 41 a kya matalab hota hain sir
Sir Aaj meri behan k hearing tha High court m judge n dairy mangi h dairy kb tk aati h or uske baad bail milega ki nhi plzz help me sir 😔😔🥺🥺
Dairy call for k 21/28 din bad next date diya jata hai....patna high court
Sir nichli adalt ne 304b mai 10 sal ke saja sunae hai pti ko to uske khilap hai court mai apil kiya hai to notis aaya hai to kya hoga sir plz sir btaiye
Notice isliye ata hai taki aapko v moka hai apna advocate ingage karne ka jo husband k against me apna paksh rakhega court me
सर केश डायरी में लिख के वेजा है , की वादी के हाथ में लोहे का rad tha wah इकुष्ट पार्टी को मारने के लिऐ डोडा और ठोकर लगने से वह सुवेम घायम हो गया, तो एक्यूस्ट party ko बेल मिल जाएगा झूठा 307 लगा दिया है, plz सर जी बताए 🙏
Mil jayegi lekin jyada chance hai high court se mile, chargsheet ko high court me challenge karna padega
Sir IO ne Case Diary or Chargesheet court ko submit kar diya main court se kaise hasil karon kitna fees dena hoga
Apne advocate ko boliye, wo nikalwa k de denge aapko
Highcourt calling ke bad bhi thanedar dairy pesh nhi kar rha to kya hoga bina case dairy bail me deri ho rhe hai
Is par kya kare aur muljim ko bail kaise kraye
Advocate ko boliye court se pray kre k i.o ko so cause kre ya bail de
Sir syber crime me high court sa kitna din me bail hota hai
Advocate k hath me bas filing karna hota hai, wo jitna jaldi kar de...baki file movement kisi k control me nhi rahta, except filing section....
Sir 307 ka case hai or ek bar diary mang ho gye the nahi diye Io ne ab reminder hua hai bole raha nahi dy gye sir kya kare kaise bail ly plz help me sir
Reminder k bad diary bhej dega...don't worry..but injury yadi grievous hua to bail milna muskil hoga..
Thanks sir
Sir mere bhai ke uper 307 lg gya hai aur wo custoday me hai . Jisse jhagra huwa hai wo injury report bahut hi serious kra diya hai jisse doctor bol raha hai ki injury report se bail nahi ho payega . To kya sir kewal case dairy se bail mil jayega . Hospital wale bol rhe hai hum injury report nahi bhejenge court me kyoki bail nahi mil payega
Session court se bail application dalo nahi hoga to high court se confirm ho jayegi
सर jee झूठा 307 लगवा दीए है, वह खुद से घायल हुवे है और आरोप हमारे इधर के पार्टी पे लगाए हैं , और कोट में डायरी आ गया है, और वह डायरी में लिखा है वादी पक्ष शुवेम घायल हुवे है, तो हमारे पार्टी सब को बेल मिलेगा plz बताए सर जी
Yadi aisa likha hai to bail mil jana chahiye...
sir 304bi ka jhutha case ka mamla hai 6 month pahle ghatna huaa tha... Antisaptty bail file kiya hua 50days ho chuka haihigh court se call dayri ka mang hai kya bail mil jayega sir ..case informar bhi mere fevar me hai... Kaise bail le.. Sir plz
Jo advocate case deal kar rhe hai, unko is case ki jankari hoti hai... Wo aapko achha suggest kar sakte hai...
Case diary court mein aane ke baad accused or prosecutor dono tab iski copy le sakte hai kya? Pls answer I am new advocate
P.P ka to right hota hai ispe, but accused ko tab tak nhi mil sakta jab tak chargesheet jama na ho jay.
@@AdvocatePrabhakarJhasir aapka contact number chahiye sir
Sir agar co-accused ko bail mil gaya h to petitioner ko bail mil jayegi na ?
Mil sakta hai....but jaruri nhi k milega hi...
Sir antiseptric bail me dayri tarikh par Nahi diya kya kare
Next date milega....bar bar Aisa karta hai to advocate sab ko boliye request kre
Sir mere upr 376 lga hua h nabalik bahar se bail milega dairy mere paksh me likha huaa h
Yadi aap nabalik (juvenile) hai to iska bail process different hai...
Sir plz bataya agar police ne case dairy nhi kya to kya kare, manlo ki first date fail ho gya case dairy nhi kya ,dusra date diya fir bhi case dairy nhi kya to kya kare ????🙏🙏🙏 Plz Sir ans me 🙏🙏
Vakil sab ko boliye judge sab se bole k I.o ko so cause kre....2 date me dairy nhi bhejne ka matlab hai jan bujh k nhi de rha
Sir 352.354.376. muljibhai High court pahunch gaya hai to sar Bhaskar yani ki kase Karta ko ab kya karne ki jarurat
FIR and GD mein same date and time hota hai?
Bilkul..
Sir meri do aadmi ndps case mai fas gya hai patna high court me hai bail ke liye call dairy manga hai
Dairy Ane k bad final behas ho jayega...diary yadi favour me rha to bail mil jayega...all d best
Thank you sir
Sir IO ne case diary main crime location galat daali hai, Fir main crime location kuch or thi to kiya iska fayda milega, pls reply sir
Bail application k discussion me raise karna chahiye, edge jarur milega
Case dairy false hone par bhi antiseptic bell apply karna hoga kya
Question is not clear
Sir jis ko ek bar saja suna Diya hai 10 sal ka to us ke ab hai court saja nhi na sunaye ka
Ni...bas appeal me Jane pe ya to bari hoga ya wahi sja barkarar hoga
Sir us saja ke agent notice aaya hai to hai court ab saja nhi na bdha skta hai plz sir btaiye
Sir
Kya bina case diary ke bail mil skta hai???
Ek case me 498(a)/325/34 ipc lga hua tha.....isme husband and total accused ka bail ho gya lower court se hi....
O v bina case diary mangaye...
Kya ye possible hai??
Ha...ho sakta hai ..case diary call krna na krna judge sab ka discretionary power hai
@@AdvocatePrabhakarJha
Pr maximum case me to mangi hi jati hai....
Fir kuchh me aisa kyo...
498a me lower court bail diya????
@@dr.kumarvivekanand8398 ha
Aap se contact kaise kre sir Patna highcourt se bail order lena tha
Kal pH kijiyega, ho jayega
Hi sir main nabalik umra mein love marriage ki thi apni marji se aur mere man baap ladke ke upar FIR darj karva diye ab meri umra bhi Puri ho gai hai aur mere do bacche hain aur mere husband ko 3 manth Ho Gaye jail mein gaye hue kya unki BEL ab aasani se ho sakti hai aur maine gavahi bhi de di hai ki main apni marji se shaadi ki hun sir please please aap meri help kijiye mujhe bahut jaruri hai
District court se call dairy karne p kitan din baad next hearing hoti h
Koi fixed rule nhi hai...it varies court to court
Sir mere bhai ka BLAPLNO 7945 hai bail kyu nahi milrahe hai please reply me
Is question ka ans aapke advocate sab de paynge...
Sir case dairy ke liye 3-4 hearing ho gya par abhi tak case dairy nhi aaya
Plz bataye kya kare
Sir main ek student hu muje hamesha future ki tension hoti rehti.
Case ki wajah se job hoga ya nhi hamesha yahi sochta
Apne advocate ko boliye same bat court me bole
Agr cll for diary ho gya h date kitno dino me mil jata h ..mera 28 feb ko cll for diary judge ne sunaya...but avi tk koi date nhii mila h ki kb tk submit hoga...
Call for dairy k bad 21/28 din bad...
@@AdvocatePrabhakarJha ok thank you
Sir ipc 306, me bail milta hai ya nhi
Ha
Sir...Bail reject hone ke bad dobara se sulah naama lagane pe bail mil skti h ya nhi
Non-compoundable case me sulah nhi hota hai....but statement on affiliate pe samnewale ka statement le k lagane pe bail mil sakta hai...
Sir anjane me chori ka saman kharidne ki Dhara 457/ 380 lgi h ..kya non- compoundable h ya compoundable ...plz btaiye
@@rbkhan8914 non-compoundable, non-bailable.....but court me dhang se behas ho to bail mil sakta hai....be positive
Sir bhut bhut sukriya batane ke liye 🙏🙏
Sir 392 case me district court se bail mail sakti h kya?
If case diary support then possible to grant bail otherwise not
judge yadi case dairy call karta hai to next date tak yadi IO dairy nahi bheje to kya bail ho sakta hai
Nhi...fir new date diya jayega I.o ko jama karne k liye....ya court I.o ko so cause kar sakti hai k reason k sath appear hoiye court me k q nhi de rahe hai
Agar police ne case dairy nhi kya to kya kar sakte manlo ki ak date fail ho gya dusra date diya fir bhi case dairy nhi kya to kya kare..Sir Plz bataye 🙏🙏
Apne advocate ko boliye court se pary kre k so cause kare I.O ko....ya with reason appear ho court me...
Sir aapse kaise baat hogi
सर पटना हाई कोर्ट में डेयरी की अपील की गई हैं कितने दिन में डायरी कोर्ट में पहुंच जायेगी
21 to 28 din...but it can extend if dairy does not come
Sir bail kasa check kara without CNR number. I have only diary number
Aap kya check karna chahte hai, bail mila ya nhi??
@@AdvocatePrabhakarJha bail ki next date ?
@@gurpalsingh4622 ask your advocate...it he is not supporting better to open concerned court and find there online status...if you count not find, consult any local advocate he/she can help u
@@AdvocatePrabhakarJha thx sir ji
सर मेरे भाई के बेटा के छथियार था हर्ष फायरिंग कोई ओर किया ओर गोली कोई ओर चलाया है एक आदमी को लग गया है उसकी मृत्यु हो गयी जबकि वीडियो जो किया है पिस्टल के साथ उसका वीडियो viral है लेकिन उसमे मेरे भाई को ओर पुरे परिवार को माँ को ग्रामीण राजनीतीक के तौर पर फसा दिया गया है ओर जिसका वीडियो viral हुआ है जो. गोली चलाया है fir मे उसका नाम नहीं तो क्या करें
Us vedio ko apne thana me speed post kar dijiye, yadi thana nhi sun rha hai to apne s.p ko speed post kar k awedan lagaiye
Sir mere advocate ka bolna hai ki case dairy 90 din Tak ka time hota hai court me Dene ke liye
Sir Aisa bhi hota hai kya
Or sir yeh no coercive se kya hota hai... Bina no coercive se police kabhi bhi thane le jaa sakta hau kya
🙏🙏🙏
No coercive action means till next order of the court police will not arrest or unnecessarily harass
Hello sir. ... High court me bail ke liye Case dairy kese milta h or kahanse milta h. .. or high court me hum kese pahncha sakte h case dairy. ...???? Plz ans me Sir. ...
Isme aap kuchh nhi kar skte...h.c case dairy ka call lower court se karti hai, lower court I.o se le k use h.c send karta hai...as a client you have to depend upon your advocate.
Sir lekin humari lawyer to kahe ki h.c se direct police station pe letter aaya hoga case dairy Dene ki fir police officer ko Jake h.c me case dairy submit krna hoga. ... Aap plz bataie kya sahi h. ...
हाई कोर्ट कॉल डायरी का ऑर्डर उस थाने में करता है जहां घटना घटी है और वहां से एक पुलिस कर्मी लेकर जाता है और सुनवाई के बाद वापिस उसी थाने में पुलिस कर्मी लेकर जाता है....उस डायरी को वकील भी नहीं देख सकता उसे सिर्फ जज ही देखता है.....
Sir uska exam v h abhi 14 april ko ...kya iska admit card s urgent bail mill skta h High court se plz help me sir
Depends on court....ask your advocate to try
@@AdvocatePrabhakarJha ok sir thank you
Sir, Case diary ke liye notice aa gya hai,
Case diary post ke through bheje jate hai ya fir Email ke through
Please Reply sir🙏
Case diary court k aadmi ya police dwara serve karaya jata hai
Sar main aapse hath jodkar request Karti hun please mere question ka answer jarur dijiye mujhe bahut jarurat hai
High court me call diary ka matalab keya hota hai
Means I.o se us case se related dairy ko send karne k liye kha jata hai jisme us case se related till date investigation ka update rahta hai..usi k आधार pe bail grant or reject hota hai
@@AdvocatePrabhakarJha thank u sir ji
Diary file hone k bad.... dusra sunbai kb hoti hai...
@@shaluraj7396 depends on court...diary file nhi hota hai, I.O k dwara court me submit kiya jata hai
Sir call diary k bad dusri sunbai kb hoti hai high court me
Dairy call k time hi next date de diya jata hai 21-28 din k bad ka....yadi dairy aa jay to behas ho jata hai, yadi na ya hoto again next date...
Sir, goli chali but goli lagi nhi hai samne wale ko....but police 307 laga diya hai kya anticipitry bail milegi
Ha bail mil sakta hai...
@@AdvocatePrabhakarJha sir , bina medical certificate ka 307 valid hoga court me ..... Please reply me sir
@@AdvocatePrabhakarJha sir, session court se bail mil jayega?
Please reply me sir?
@@santoshrex4539 depends on Case Dairy
High Court ki side se agar case dairy police station ki io se manga gaya
I.O dega ya Court ko late kara sakta
Agar late karaya v to kitna din kara sakta
Din koi fixed nhi hota...court reminder notice karti hai I.O ko
Sair Mera bhi bike dhara Gaya hai
Our wah bike mere bhae ke name par hai
Fir mai sirf gadi number likha Gaya hai
Bhae ka bhi bell karnwa padega
Gari pakrane k bad malik ko Lena parta hai bail
Sir chori ki 8 case padne par bail kese milegi
Question is not clear...
Sir dairy call ka matlab
Wait kijiye,bahut jald ispe v vedio dal dunga...
If IO failed to enter section details in 164 ,Orders than case dairy ? whom to complaint
Question is confusing....plz make it clear
IO mentioned 376 in case dairy post arrest and in 164 it is missing -To whom i should complaint ? and he introduced 376 after his complaint to commissioner .
Sir mere bhai dahej case me fasa diya h Ladki wala wo Jail me h judge diary ka maang kiye h to diry jama joga to bail mil jayega
Ya gadi kesse chhodwaye
Ispe vedio dala hua hai dekh k samjh jayiyega
Sir plz help mera bhai ke sath bhut galat kiya gya h kya kare hmlog av plz boliye
Kya galat hua?
Sir dairy likhane ke bad bell kab ho jata hai sir
Dairy likhne se bail ka koi relation nhi hota hai....case dairy likha I.O (investigating Officer) ka kam hota hai Jo daily basis pe investigation k dauran likhta hai...usi dairy ko dekh k judge sab decide karte hai k bail Dena hai k reject karna hai...
Dairy Jane ke kitne din me next date milta hai sir please reply me sir🙏
Patna high court-21/28 din
@@AdvocatePrabhakarJha Jii nahi sir Ranchi highcourt
@@kumarRupesh-3260 almost same time...3 to 4 weeks
Aap kha ..se ho bhaiya ji
Purina district, Bihar... practicing at Patna High court
धन्यवाद सर
Case diary की जानकारी मिली अब चार्ज शीट , अंतिम प्रपत्र क्या होता है ,इसकी तैयारी ,उपयोग करने का समय इत्यादि detail में बताने का कृपा करे 🙏
Already uploaded hai...vedio list me check kijiye
Bel kese hoga bike 🚲 ka
D.M / DCSL office se notice ayega...tabhi form bhar k insurance value ka 50% le k concerned documents k sath jaiyega...if find problem consult any good advocate
Sir 307 laga hua hai log hamko jhuth me bagi bana diye
Case dairy dekhne k baad next hearing m bail mil jaata h
Depends on content of case dairy
Bail Mila
Case dairy agr koi police adhikari na de to kese shikayat kare
Apne advocate ko boliye court me mention kre
Diary ka mang kaise kre sir
Wo court karti hai...ya aapke advocate request krnge judge sab fir judge sab krenge
Sir aap Ka contact no please
99991 55143