Here are 6 conditions 1. Razamandi se hona chahiye 2. Halaal hona chahiye 3. Bechne aur kharidhne ki istedaat honi chahiye. 4. Jo bechra hai ya kharid raha vo malik ho ya maalik ke taraf se ho 5. Vo item ka posession hamare paas hona chahiye 6. Item vaazeh (clear) hona chahiye.
🌹 *Tijarat (Business 6 Basic Condition)* 🌹 1. Rajamandi (There should be consent in what you are buying and selling). 2. Halal (Permissible) 3. Istidad (Ability, Capacity, Intelligent, Scholar) The one who is selling or buying must have istidad. 4. The one who is selling should be the owner or on behalf of the owner. 5. Possession (The possession of whatever is being sold or bought should go to us) 6. What are you selling and what are you buying should be clear. Uparwala aapki kamayi me Barkat de....Haram ki kamayi na khaye...Halal ki kamayi me sukun h.... Thanks zaid sir
Assalamualaikum wrwb, Bhai digar logo ki case studies TH-cam par bahot aa rahi hai, aise motivational speaker hamari community mein hone chahiya jo islamic heroes ki Life per based case study banni chahiye.
Mashaallah barakallau shek aap ne jo bhi bate kehe hai alla subhanahu talah saare ummat ke Musalmano ko us per amal ki taufiq ata farmaye ameen sum aameen 🎉
1. Deal me Razamandi ho 2. Halal samaan ho 3. Buyer/seller should be either owner/ on behalf of owner 4. Samaan possession me ho 5. Samaan/ service ka specification clear ho 6. Buyer/seller should be mentally fit
Assalamu alaikum Mashallah bhut ache se clear kare aap Is hisab se forever halal hai q ke wo products phele hum khud use karte hain alhamdulillah and uske bad usko forever ke owner se side hum hum khud owner hote hain and usko share karte hain alhamdulillah ❤❤
Shukriya zaid bhai, masha Allah aap bohot accha kaam kar rahe hai, Allah aapke darjaat buland kare, aapko acchi sehat de. Agar koi aapke sath Milker aapke kaam me contribute karna chahe to kya kare?? Please zara bataiye..
Assalamualaikum bhai ....aap ek vedio share market pe banayen jis men future and options ke bare men ho....sahi se koy mera doubts clear nahi kar pa rahen h....
MashaAllah, bahut achha byan kiya. Allah ki farz ki cheezo ke baad kya kre, ye kre jo halal hai, ya kam se km jaan to le ki deen kitna aasa hai. Allah S A T Quraan me kahta ki hamne deen ko assan banya. bhaieeyo deen asaani hai. jazaq Allah khair
Assalaamualaikum, Zaid Sahab aap ke bayaan suna Masha Allah bahot achcha laga. Dil ko sukuun mila. Chand bataein puchni hain. Please is ka jawab dein bahot mehebani hogi. Recently ham me vestige company ko join kiya hai as a distributor. Ham sirf abhi akele hain. Kisi ko bhi apne under join nahin kiya hai. Company kehti hai dukaan badlo. Badal di. Ok. Company kehti ham 4 mahine tak Rs. 3500/- ka jo roz marra ke istemaal ka saamaan jo kharide ga us ko 5th month ka saamaan free milega. Agar ham aisa karte hain to yeh haram hai ya halal hai. Please advise. Thank you. Khuha hafiz.
1. trade with mutual agreement. 2. selling and buying or being broker of things which is haraaam( forbidden in islamic shariyah) 3. buying or selling person should be qualified on this condition.( see vedio for reference). 4. a person selling or doing bussiness should be owner or employee of that bussiness. ( thats why stolen gooods are forbidden to sell .and also if u know its stolen item its haraam to buy it.). 5. only things whom someone possess would be legal to bussiness with. it will be present physically or in form of documents.( also this possession should qualify all other five terms of legal bussiness). 6. selling and buying things without proper knowing of goods i.e gamble... insurence.... stock market...closed parcels . as anyone do not know about these outcoms thats why it is forbidden. .( see vedio for full refference
Ex Muslim sahil se debate ke baad aapse tarruf hua *Allah ne aapko zabardast ilm ata kiya hai aur behtareen Communication skills bhi*
Here are 6 conditions
1. Razamandi se hona chahiye
2. Halaal hona chahiye
3. Bechne aur kharidhne ki istedaat honi chahiye.
4. Jo bechra hai ya kharid raha vo malik ho ya maalik ke taraf se ho
5. Vo item ka posession hamare paas hona chahiye
6. Item vaazeh (clear) hona chahiye.
🌹 *Tijarat (Business 6 Basic Condition)* 🌹
1. Rajamandi (There should be consent in what you are buying and selling).
2. Halal (Permissible)
3. Istidad (Ability, Capacity, Intelligent, Scholar) The one who is selling or buying must have istidad.
4. The one who is selling should be the owner or on behalf of the owner.
5. Possession (The possession of whatever is being sold or bought should go to us)
6. What are you selling and what are you buying should be clear.
Uparwala aapki kamayi me Barkat de....Haram ki kamayi na khaye...Halal ki kamayi me sukun h.... Thanks zaid sir
Arey bhai ye jo istidad hai. Isme kis cheez ki ability ya capacity ya intelligence ya scholar.
Main samjha nahi aap ka 3rd point.
Allahumma barik 😍
Subhanallah zaid bhai aap ka bayan Sun ke dill ko sukoon mehsoos huwa Allah swt hum sab Muslim bhai bhenon ko halal rizq aur sabar aata kare ameen
Aameen summa Aameen
Rehaan Shaikh Plz write Allah in capitl letter
Assalamualaikum wrwb,
Bhai digar logo ki case studies TH-cam par bahot aa rahi hai, aise motivational speaker hamari community mein hone chahiya jo islamic heroes ki Life per based case study banni chahiye.
May ALLAH SUBHANAWA TAA'LA bless you shaikh aameen
Masha Allah ☺📚
Allah aap ki hifazat kare
Jazakallahu khairan kaseera Aai mere ustad e mukarram
Masha Allah Masha Allah .....jazakallah
Jazakallah eye opening lecture
J8
maashaallah allah aap ke ilm me barkat dewe
Do you want to start online work? Direct selling?
Molana AP ne bhut asan kar ke samjaya.jazakallah.
جزاکم اللہ خیرا
Masha allah kitna shandaar tariqa he samjhane ka
جزاک اللہ خیراً کثیرا فی الدنیا والآخرہ
Maashaallah kya baat hai. Kya andaaz hai aapka,
Jazakallah khair
Subhanallah subhanallah kitna vazeh bayan kiya alhamdulillah bht khoooob bayan👍👍👍
Boht khob... Allah pak jaza e khair ata farmaye
Vestiges/ winfinth ,
Jaise network marketing business Karna Kaisa hai details se Janna hai
Brother halal hai
Mashaallah barakallau shek aap ne jo bhi bate kehe hai alla subhanahu talah saare ummat ke Musalmano ko us per amal ki taufiq ata farmaye ameen sum aameen 🎉
*JAZAKALLAHU KHAIRAN W AHSAN ALJAZA BROTHER ZAID SAHAB*
*RABBI ZIDNI ILMA*
Subhan Allah
Bahut sahi tarah se samjhaya aapne.
Masha Allah
ماشاءاللہ جزاک اللّہ خیر بھائی
JazakAllahu khair
1. Deal me Razamandi ho
2. Halal samaan ho
3. Buyer/seller should be either owner/ on behalf of owner
4. Samaan possession me ho
5. Samaan/ service ka specification clear ho
6. Buyer/seller should be mentally fit
Jazakallahu-khaira
Assalamu alaikum
Mashallah bhut ache se clear kare aap
Is hisab se forever halal hai q ke wo products phele hum khud use karte hain alhamdulillah and uske bad usko forever ke owner se side hum hum khud owner hote hain and usko share karte hain alhamdulillah ❤❤
जाजाकाआल्लाह खाइरान।।
جزاک اللہ خیرا
Sir network marketing ke business per video upload kro na pls....
th-cam.com/video/Hh482ENqxzA/w-d-xo.html
Thank you so much
Shukreya aapka
ALLAH AAPKE MAAL JAAN ME BARQAT DE.
Jazak Allha
Masha Allah shaikh...
Jazakallahu kherun
Shukriya zaid bhai, masha Allah aap bohot accha kaam kar rahe hai, Allah aapke darjaat buland kare, aapko acchi sehat de. Agar koi aapke sath Milker aapke kaam me contribute karna chahe to kya kare?? Please zara bataiye..
Wah wah zaid sahab...
Kya baat hi
Zabardast 👌🏻
Subhanallah.insha allah.hum halal rashte me hi chalenge.
Ameen jazakAllah
Jajakallahu khair
Behtreeeeen😳😳
Jazakallahu khairan brother for such an important lecture
Nailah Shaikh
😊
Aap ne bohot achhi hadees batayi
Zazakallah Khair
Zabardast hai
Masha allah nice topic
Masha allah ya shaikh
) “And Allah would not punish them while they seek forgiveness” [Quran
masha allah nice tapic
Syednasir Pasha plz write Allah.in capitl letter
Nice video sir
Assalamualaikum bhai ....aap ek vedio share market pe banayen jis men future and options ke bare men ho....sahi se koy mera doubts clear nahi kar pa rahen h....
Nice byaan
Mashallah jajakallah
Mashaallah
Bilkul sahee
MashaAllah, bahut achha byan kiya. Allah ki farz ki cheezo ke baad kya kre, ye kre jo halal hai, ya kam se km jaan to le ki deen kitna aasa hai. Allah S A T Quraan me kahta ki hamne deen ko assan banya. bhaieeyo deen asaani hai. jazaq Allah khair
Subhan Allah
Assalaamualaikum, Zaid Sahab aap ke bayaan suna Masha Allah bahot achcha laga. Dil ko sukuun mila. Chand bataein puchni hain. Please is ka jawab dein bahot mehebani hogi. Recently ham me vestige company ko join kiya hai as a distributor. Ham sirf abhi akele hain. Kisi ko bhi apne under join nahin kiya hai. Company kehti hai dukaan badlo. Badal di. Ok. Company kehti ham 4 mahine tak Rs. 3500/- ka jo roz marra ke istemaal ka saamaan jo kharide ga us ko 5th month ka saamaan free milega. Agar ham aisa karte hain to yeh haram hai ya halal hai. Please advise. Thank you. Khuha hafiz.
Lucky draw k bare me kya ijazat hai..kya ye 6th rule se takra raha hai.. uncertainty ya garar se?
Bahot bahot sukriya ..
Ase hi halal rozi ki video banate rahiye..
AoA
Kia Udar mal ly kr usy agy kisi ko profit ma sale kr skty hn
Aameen
Sir out off country jana pary tu wahan zaroori hy insurance....?
Jazaak Allah
nice
Ameen
Bhai Bank k mutual fund me sip kerna kaisa hai
Vestige organic company ke bare me direct marketing ka business kaisa hai Moulana...
MashaAllah❤️❤️❤️❤️
Mera TV led lcd ka karobar hai ye kaisa hai
Masaallha very good, sir plz coprate
Nice lecture, thanks.
good knowledge
assalaam alaikum agar koi bank ya sanstha kam interest ko maintenace bolkar de kyun ke expences unko bhi hai to kya aisa loan lena jayes hai?
Plz jarur bataye
Mashallah
Share market ka uper or thoda jada explain karni chahi thi...as Salam u alikum.......
But how hum kaise soche kaha se sikhe koi hadees ka nam batao
Bilkul haq aur sach hai
Kindly reply only vehicle 3rd party insurance saleing is haram or halal
What about gelatin capsules used in medicines sold in pharmacy ?
Dawa k bare me bataye kaise beche aur kharid sakte hai
Assalamualaikum
Kya Online bechna khareedna durust hai. ? Kaise
Online me b Insan hi involve hote H
Assalamualaikum warahmatullah kya ham cosmetics products bech sakte hai
Share market m trading jaiz h 🤔 ??
Good
1. trade with mutual agreement.
2. selling and buying or being broker of things which is haraaam( forbidden in islamic shariyah)
3. buying or selling person should be qualified on this condition.( see vedio for reference).
4. a person selling or doing bussiness should be owner or employee of that bussiness. ( thats why stolen gooods are forbidden to sell .and also if u know its stolen item its haraam to buy it.).
5. only things whom someone possess would be legal to bussiness with. it will be present physically or in form of documents.( also this possession should qualify all other five terms of legal bussiness).
6. selling and buying things without proper knowing of goods i.e gamble... insurence.... stock market...closed parcels . as anyone do not know about these outcoms thats why it is forbidden. .( see vedio for full refference
Sir mlm halal kisy hoga waja batao islam king lo sy April batao is k asul plz
i have a question online businesses ma chezzo ka possession humry pass nhi hota tu kiya is tarha kiya ye haram ho jy ga
Digital marketing KY bary ma btay hram ha ya halal
Assalamualaikum janab...I want to know whethe the tent house business is halam are not......kindly reply please.......
ماشاءاللہ
Dropshipping ke baare me bataye
Halal or Haram ?
Zaid bhai aap sabr karne ke liye Allah se kaise dua kare
Zaid bhai mein agar 5000 kahe pe invest karu aur wo mujhe daily 500 de to kya yeh halal ya haram hai please answer
Assalamu alaikum wa rahamatullahi wa barakatuhu
Molana aap se ye puchna hai k fish ki campani hai gsa is me invest karny par profet de rahi hai to keya wo halal hai