Sir mai card level pe repairing sikha hu 2014 me hi lekin jo sikha tha waisa kaam mai kar nahi paya kyuki mujhe laga ki mere saath scam hua hai tabse mai demotivate hoke wo kaam chhod chuka tha atleast mujhe realise hua ki maine galati ki ab is galati ko sudharna chahta hu to ab mai fir sikhunga wo bhi acche se aap se
Bhai ek question tha aapse..... Mere laptop me display nai aa rahi thi baaki sab kuch kaam kar raha tha ,external moniter se connect karke sab chal raha tha, jab repair waale ko dikhaya to ushne kaha graphic card jal gaya hai.... motherboard change karni padegi.... 7000rs le liye..... Kya aisa hota hai...????
Laptop repairing mechanic kilo ke bhao me milte hai aaj kaal, usme paisa to kamana to chodo samay barbad karna hai. pahele kamai tha. aaj kal 200 300 me laptop repair karte hai mechanic log. bhaio apana saisa ua sama barbad mat karo.. dusara kuch socho aur invest karo. isme khali training institute wale malamal hote hai. bas.
Sir market me trainer itna ho chuka hai jo 200/500 me laptop repair karna padta hai 20% bhi jankari hota hai bas repairing karne baith jata hai jisase hota ye hai ki bord me full RND kar ke soc shourt karke return kar deta hai
Sir, Main Hyderabad se hu, mere laptop me battery suden drain ka problem aaya tha, kabhi bhi 100 to 0 ho jati thi or fir charge nhi hoti thi. Battery change bhi krwai but still problem is same. Repair k liye diya tha but person was unable to find out. Aap repair kr skte ho ? If yes than adress btado.
except him , his employees don't know how to repair laptop motherboard. One thing to note that his employees can't even open and store screws of the laptop.. Every time customers come to their shop they always loose their screws..
Sir mujhe aap se traning lena hai lekin abhi paise nahi hai mai kuchh saal baad aap se jarur milunga ek baar mai aapko phon bhi kiya but aap baad me baat karne ke liye bole fir mai ye soch ke dobara call nahi kiya ki abhi jab paise hi nahi to kya fayda but 2 saal baad mai aaunga jaroor abhi saudi jaunga 😊
Student, congratulations on your success, but please sit with respect in front of your teacher. You are sitting in front of your teacher and shaking your chair...
Dinesh ji bahut accha sikhate he , me inse sikhana chah raha tha 2013,14 se par peso k karan nahi kar paya, ab to sambhav hi nahi , Pahle ,, mastar dinesh channel nahi tha , tresing maniya tha , al time solution kuchh naam tha , mera sapana rahega Dinesh ji se sikhane ka 😢
Salute sir. Appreciated. Want to enroll. But ab business aur family me itna fas gaye hain ki possible nhi rehta.
Very motivational video!
thank you sir for coolmitra ka laptop theek karne ke liye
Sir ki video bahut helpful hoti h thank you sir hme knowledge dene ke liye dil see thank you guru ka sathan sadev utcha rhta h or rahega
Sir mera laptop dell latitude e6410 power wali switch on hota hai lekin... display nehi aa rha hai... kiya problem ho sakta hai sir?...plz reply me
Laptop repairing best hai jisko knowledge achhi hai hw/sw ka bahut achhi bat hai
sir apka institute address boliye
Sir thank you apki bideos or team ki wajah se aaj mera laptop dead se thik ho gaya hai
Aapke Setup Pe Kaun Sa Microscope Hai Dinesh Ji 🙏🏻
sir mere pass apple macbook pro laptop hi bornio country ka hi usme password laga hi kya wo password tut sakta hi
I just wanted to ask that, what are your thoughts on the new colorful evol p15? If you want, I can share you it's motherboard's pictures.
Sir mai card level pe repairing sikha hu 2014 me hi lekin jo sikha tha waisa kaam mai kar nahi paya kyuki mujhe laga ki mere saath scam hua hai tabse mai demotivate hoke wo kaam chhod chuka tha atleast mujhe realise hua ki maine galati ki ab is galati ko sudharna chahta hu to ab mai fir sikhunga wo bhi acche se aap se
Ab Jake doob jao naale m....gadhe the jo band kr Diya tha
Kaha se sikha tha
@@shivamtiwari6374 apne hi Gorakhpur se
Kaha Sikh tha
Bablu bhai ❤
Nice video
me pune me rehta hu aur mujhe apna laptop apko bhejna tha kese bheju sir ji mujhe kai shops me bataya gaya motherboard change karneko
Thank you sir ji and I love you my lovely sir
bahut mehnga charge karte hein MacBook 2017 air market main motherboard repairing 2000 se start h inka 4000 se 5000 bad experience
Sir mere laptop me motherboard issue hai, aapki shop par repair karwana hai
Please apna shop address bata dijiye..
Bhai ek question tha aapse..... Mere laptop me display nai aa rahi thi baaki sab kuch kaam kar raha tha ,external moniter se connect karke sab chal raha tha, jab repair waale ko dikhaya to ushne kaha graphic card jal gaya hai.... motherboard change karni padegi.... 7000rs le liye..... Kya aisa hota hai...????
Bios update karo software se jo model hai laptop ka
Sir aap se desktop repairing aur laptop repairing sikhna hai to kya karna hoga?
❤❤❤❤❤
Sir repairing ka kam mil sakta hai aapke pass se mai bga level ka repair karta hu
Laptop repairing mechanic kilo ke bhao me milte hai aaj kaal, usme paisa to kamana to chodo samay barbad karna hai. pahele kamai tha. aaj kal 200 300 me laptop repair karte hai mechanic log. bhaio apana saisa ua sama barbad mat karo.. dusara kuch socho aur invest karo. isme khali training institute wale malamal hote hai. bas.
Phir to MLM karana chahiye.😊
Ye MLM kya hai sirji😊@@masterdinesh
kuch aap hi soch ke batao bhai.
Multilevel marketing?
Bheed har profession mai hai tumhare liye sabse acha hai tum so jao
Sir market me trainer itna ho chuka hai jo 200/500 me laptop repair karna padta hai
20% bhi jankari hota hai bas repairing karne baith jata hai jisase hota ye hai ki bord me full RND kar ke soc shourt karke return kar deta hai
Nice sir ❤🎉🎉🎉😂
Dinesh bhai kaise hai. Very nice
good
@@masterdinesh Sir g bohat hi ache Tara guide Kiya
Sir, Main Hyderabad se hu, mere laptop me battery suden drain ka problem aaya tha, kabhi bhi 100 to 0 ho jati thi or fir charge nhi hoti thi. Battery change bhi krwai but still problem is same. Repair k liye diya tha but person was unable to find out. Aap repair kr skte ho ? If yes than adress btado.
except him , his employees don't know how to repair laptop motherboard. One thing to note that his employees can't even open and store screws of the laptop.. Every time customers come to their shop they always loose their screws..
Sir mujhe aap se traning lena hai lekin abhi paise nahi hai mai kuchh saal baad aap se jarur milunga ek baar mai aapko phon bhi kiya but aap baad me baat karne ke liye bole fir mai ye soch ke dobara call nahi kiya ki abhi jab paise hi nahi to kya fayda but 2 saal baad mai aaunga jaroor abhi saudi jaunga 😊
Student, congratulations on your success, but please sit with respect in front of your teacher. You are sitting in front of your teacher and shaking your chair...
aapka course ka price bahut jyada hai
Lal Babu ka 1,80000 hai
Ha jyada hai
Sir mai uon main ek hu
Who came there from coolmitra 😀
कितना कमाता हैं यह सर.. साफ - साफ बताइये न...
5Lkh per month
Dinesh ji bahut accha sikhate he , me inse sikhana chah raha tha 2013,14 se par peso k karan nahi kar paya, ab to sambhav hi nahi ,
Pahle ,, mastar dinesh channel nahi tha , tresing maniya tha , al time solution kuchh naam tha , mera sapana rahega Dinesh ji se sikhane ka 😢
th-cam.com/video/U7y05a64UFA/w-d-xo.htmlsi=4JNAlaMOuIHTl7aI