Jyada time pakane se cylinder garam ho jaata hai ..maagie, chai ke liye thik hai .. otherwise pipe connector Wale bhi compact stove milte hai, woh try Karo
@@funboxingofficialnahi sir a ghar me toda bahot mehenga padega isliye maine 1 kg ka gas stove aata haina wahi liya hai choda b hai or kuch b khana bana lo 15 din tak chalega 70 rupees me 1 kg bhar ke dete hai 😅😊
Metro mein allow nhi hai bhai Wanha machines se check hota hai delhi me mujhe kanha gya ki aag la sakti bole return kara diye fir mai bus se chala gya reilway station baki rel me to koi dikkat nhi hui hai mere sath @@rrb7568
Mainain agar sirf ek baar issay chaaye banaya aur gas can ko 2 maheenay bina istemal kare rakh diya.....Kya 2 mahinay baad wapas ye can istemal ho payega....l
Bekar hai lagbhag 1000 rupees lag jayega Chupchap jaha tour par jate ho vahi par 1 leter ka gas cylinder 250 rupees ka aur 100 ka gas stove lelo 1 leter 90 rupees ka gas bhara lo 500 rupees me kaam ho jayega 7 din aaram se kuch bhi bana sakte ho
Ha lekin jab hm trecking k liye jate hai to khane k paise to kharch ho hi jate hai hazar rupaye 2 hazar rupaye esse accha to yahi hai khid bnao khud khao😅
@@sonamgita mera bhi bahut man karta hai tracking par Jane ka ..lekin afsoos mujhe kabhi koi sath. Nahi Mila ....koi friend bhi nahi hain ki mai sath me ja saku
Is this product safety for home? Because can and stove are closely
Its safe
Exactly my concern
Keep a wet cloth on the can
Ye to badiya hai such me😮
😱😱😱
Bro aap be
Plz ap ye bata do k ek bar khana bana ke hum log cylinder ko nikal k rakh sakte hain? Ya fir pura use hone tak lagaye rakhna hoga ?
Bilkul nikal k rakh sakte ho
Chahe 5min use karo ya 2 Hours nikal k rakh sakte ho or firse laga k use kar sakte ho kitni bi bar
@@funboxingofficial Thanku so much❤️🥰
🙏🏻
Nikal ke rakh sakte h
@@funboxingofficialbhai ek cylinder kitna tym nikal laita ha, ek kg chicken bann jata hai kya
Camping stove information vala Ek matra video hain sir aap ki ye to.. bahut badiya..❤
Thank you so much for appreciating.
Keep supporting ❤️
Iski can har baar new leni hogi ya fir refill ho sakti hai
Har bar new
Ise Flight me le jaa sakte hai kya? Please reply
Nahi
continuously how much time we can use , Is there any heat absorption to gas cane
Can we use this stove in a moving train ?? Is it safe and allowed ???
Use to kar sakte hai bhot chota hai size me par shayad train authority allow na kare
train mein kyo use karega ajeeb log ho tum yr
Isme jo gas can use hoga uska naam kya hai? Kaha se kharide gas can ko? Pls reply🙏
Gas LPG hi hai par cans wali lagti hai ise Butain Gas Can Bolte hai
Aap online bi manga sakte ho mane link 🔗 discription me diya hai
Thank you🙏
can i refill that gas bottle? with LPG gas
No. But replace LPG mini Cylinder
Ye jo cane he isme fir se gas dalva sakte he kya
Nahi new leni padti hai
Bahat badhiya bheya.....
Stove ke upar kitna weight tak rakh sakte he
Is it okay to take it on hill stations (high altitude) like Manali ? Is it safe ?
I also took it on a high altitude road like Khardungla Pass
No problem. Flame 🔥 thodi low ho jayegi par overall safe hai
Thanks 🙏
Hello firoj kaisi gas system hai❤❤❤❤
Motton bann jayega kya ek kg ek can me
Chicken to aaram se ban jayega 1kg
Motton try nahi kiya
i need a seperate pipe with hose for this can anybody help me from where i can puchase that putting the cylinder this close is risky
Ok you try This type of stove
amzn.to/3VWkjBH
Gas Cylinder saath mei aata h ya alag se purchase karna padega
Sath me bi aata hai alag se bi le sakte hai
Gas ki dukan pe mil skta h kya ye cylinder
@@yeshnagwanshi5718 nahi
Jaha camping ka saman milta hoga waha mil jayega
Ya fir online Amazon pe
Link discription me dala hai
Yeh stove kaun se company ka hai ?
Train me allow he kiya?plz bataiye
Le ja sakte hai
Mai camping k liye gya hu train me leke
Delhi to Shimla
Perfect jankari dijiye plz kedarnath lejana chata hu mai
Stove or butane ko alag alag rakh k le Jana koi problem nahi hogi attach kar k mat lejana
@@funboxingofficial pakka na Bhai koi problem nahi hogi ?
Bhai mane Delhi se train me travel kiya tha leke koi problem nahi hui.
Ab apke waha kesa rule hai ek bar aap jake confirm kar sakte ho platform pe...
Ye kitne din chal kaayega agr normal mini kitchen k liye use kiya jaaye to daily bas 30 mint k to kitna din chal sakta h
Daily 30Min use karne par 4 hours k hisab se 8 Day but kitni flame 🔥 pe use karte ho us par depend karta hai
@@funboxingofficial Bhai Roti banane k liye kitni flame lagegi aur kitna chalegi !?!
@@epicx6188 1 ghante me bna sakte ho to approx 4 bar bna sakte ho 1 can se
Hello Firoz kya ya ghar mein use nahin kar sakte 🥰🥰🌹❤️😁😁🤭🤭👍
Hanji kar sakte hai
Jyada time pakane se cylinder garam ho jaata hai ..maagie, chai ke liye thik hai .. otherwise pipe connector Wale bhi compact stove milte hai, woh try Karo
@@funboxingofficialnahi sir a ghar me toda bahot mehenga padega isliye maine 1 kg ka gas stove aata haina wahi liya hai choda b hai or kuch b khana bana lo 15 din tak chalega 70 rupees me 1 kg bhar ke dete hai 😅😊
@@arahadkurne6417 jiski unboxing mane ki hai Bro vo ghar me use karne k liye nahi hai Camping, Trekking k liye hai
Gas cylinder kaise order karenge?
Discription me link hai wahi se ho jayenge
Ise Railway station me le Jaa sakte hai kya?
Delhi Railway station se to mai leke gya tha koi issue nahi hua
Par aap ek bar station jake pta kar sakte hai
Nahi allowed hai par log le k jaate Hain 😅
Aap pata kiye ki railway me le ja sakte hai kya
Reply me
Metro mein allow nhi hai bhai
Wanha machines se check hota hai delhi me mujhe kanha gya ki aag la sakti bole return kara diye fir mai bus se chala gya reilway station baki rel me to koi dikkat nhi hui hai mere sath @@rrb7568
Gas cylinder ya phir kisi bhi aag lagne wali cheez train m le kr Jana kanooni apraad hai aap logo ke wajeh se kahi masoom Jaane jaa sakhti hai
Ye butane kene kite ka ata hai.
Alag alag rate hai Amazon pe 500₹ ke 6pcs hai
Thank you brother
❤
❤️Appreciate bro keep supporting ❤️
Thanks for information bro😊😊😊
Wlcm
Very Good infomation bro
Very nice👍👌
Nice video 👍
Thank you
Mainain agar sirf ek baar issay chaaye banaya aur gas can ko 2 maheenay bina istemal kare rakh diya.....Kya 2 mahinay baad wapas ye can istemal ho payega....l
6 mahine baad bi istemal ho payega koi problem nahi hai
Nice 👍
Wo toh thk hai bhai but dar darke ku bnare ho dur se risk ration kitna hai iska😂😂😂
Garam oil se darr lag raha tha😂
Pura set kitne ka milega
amzn.to/3TLsEaG
550/-
Isse poha bn skata hai kya
Jo aap gas pe paka sakte ho vo sab ispe pak sakta hai
- STove Toh ChaL JaTa Hai LeKin Gas BoTTLe HeaT HoTa Hai Toh Kuch Dangerous Toh Nahi Hai -
Nahi
Very nice😊😊
Ye hostel ke liye safe rhega ?
Bilkul camping or hostel k liye hi bna hai
एक बार लगाया हुआ कॅन निकाल के दोबारा लगा सकते हैं या एक बार लगाया तो खतम करना पडेगा?
Bar bar nikal k laga sakte hai
Wow😮
Koi bataye railway me allowed hai kya
Reply please
Local me koi problem nahi hai baki station se pta karna padega
@@funboxingofficial thank you
Wow 😮😮😮
🎉🎉
Can it be refill?
No, it needs to be replaced
Ye gas khatam hone k baad wapas kaha se laaye
Market se ya online
Kitne din chalta h ye
Video me sab bataya hai approx 4 hours
On off ka direction batado???
Right side on
Left side off is model me
Yar video tu achi lagi but teri surat bi dekhnay ko mann kar raha hy😅🇵🇰♥️🙏🏼
सिलेंडर कहाँ और कितने का मिलता हैं?
Local market me bi mil jaye hai or amazon se bi le sakte hai link 🔗 discription me hai waha se buy kar sakte hai
😋❤️👌
Mast🎉🎉🎉😮😮😮
Keep supporting
Motton paka sakta hu iss main ???
Yes, par emergency k liye ek Cylinder extra lelena
Bhai gas khatam hune ke bad dubara var sakte hai kya
Nahi bro new purchase karna padega isi liye cheap hai
Phadomei to lakdi jlakebhi karsakte hai😅😅
Bulkul
Order kaise kren ?
Link 🔗 in discription
Kitne logo ka khana banta hai isme
Normal ghar k bartan me jitna banta hai utna
@@funboxingofficial matlab kuch bhi bana sakte 10 15 ka bhi Banta hai kya
@jayashreekhule6396 yes
How much it's price
Approx 650-700₹
Kitni ki ahemgi gas
4 cane ₹635
Thankyou bro❤❤❤❤
Vree good
8:49
Nice
Thank you ❤️
Thank you
Wlcm bro
शौख बड़ी चीज है महंगी सस्ती कुछ नही
Bekar hai lagbhag 1000 rupees lag jayega
Chupchap jaha tour par jate ho vahi par 1 leter ka gas cylinder 250 rupees ka aur 100 ka gas stove lelo 1 leter 90 rupees ka gas bhara lo 500 rupees me kaam ho jayega 7 din aaram se kuch bhi bana sakte ho
1000 ka cylinder lo mahina bhr tention nhi😂😂
Camping m cylinder apne pith p bandh k le jana
@gorillaffedit8121 hahahah 😂
Khatam hone ke baad भराएगा kaise gas isme
Isme bhar nahi sakte wapas ye single use k liye hote hai
Very nice
Gas ही महंगे हैं
Nice..
Thank you 👍
Thank you bro
🥳🥳👍
1 can = 4 hours tk chlta h bro
Baguna😂😂😂
🤣
Badiya h ye to👍
तुम्ही स्टोव्हपेक्षा जास्त शिजवले आहे
Bhai tuje loot liya butane walo ne
😂
Market m 800 ki milti h
Fir to online lene me fayda hai
Online sasti hai
Mane bhi mangvaya he hostel me use karne ke liye
Kitne m?
@@vishakhahada850 600 amazon se
Duniame meggi ke siva bohot kus ha bananeko
Bilkul hai par 7-8 min ki video me Maggi hi bna sakta tha😀
Maine aaj khati toffie kayi hai
Hahahaha nice one
Esme gaish bhara jata to sahi rahta
Hmm.
Ek can market me 60rs m.milta h😂😂😂😂
Link gas ka dal do aap
Discription me dala hua hai
आग लग जाएगी तो
Direct Cylinder ko alag kardo
Mujhe kab tak chula MIL jayga
Jab order kardoge uske bad mil jayega apki location k hisab se
Car me leke jane me koi risk to nahi na
Koi risk nahi.
Car or bike k liye hi hai
aur sara khana bn jata h
30 din ke safar me kaisa rahega
Badiya rahega bas butane cane extra le lena sath me
Mummy maregi 900 me to ek month ka cylinder aa jaega bhaiya 😂😂....
Hahaha par camping pe us cylinder ko leke to nahi ja sakte na
Ha lekin jab hm trecking k liye jate hai to khane k paise to kharch ho hi jate hai hazar rupaye 2 hazar rupaye esse accha to yahi hai khid bnao khud khao😅
@@sonamgita mera bhi bahut man karta hai tracking par Jane ka ..lekin afsoos mujhe kabhi koi sath. Nahi Mila ....koi friend bhi nahi hain ki mai sath me ja saku
@@MamtaMishravlogs aap mere sath chalengi
@@sonamgitabilkul chalungi agar aap girl ho to ...ache friends ki company kaun nahi chahta,..isse achi baat aur kya ho sakti hai ,...
Pp
अच्छा अगर सिलेंडर ब्लास्ट हो तो कितने लोग उड़ जायेंगे।धमाका कैसा होता है।😈😈
Iska koi idea nahi hai bro hua nahi abi tak esa
Aava DhanDha na karay...
Is gais m
Khana pakanese pehele tum hi jyada pakate ho
Try karunga kam pakane ki👍
Aap beay bbolo
Mahina main bohot Jada ho gaya is se acha gas hai ek mahina chalta hai 1000 main
Ye mainly camping k liye hai ya kabi kabar outdoors me kuch cook karne k liye
Tu bewafakoof hai kya Bhai ye camping k liye bro ... camping pe bada bala cylinder leke jaogi kya 😂
Isse Acha 1000 Rupey Me Bhara Bharaya Gas 5kg Ka Cylinder Lekar Jayenge With Self Stowe
Gadi me leja sakte hai par
Par bike pe lejane me thoda muskil ho jata hai Tant or saman k sath
Bhai wo to thik h ye hicking, camping ke liye hai,5kg ka gas me weight jada hoga aur jungle me carry karne me dikkat hogi....
@@RASKAJIBONVLOGS exactly 💯
Kitna bakwas karta hai