Sir bahut hi badhiya se bataya hai aapne. Ye doubt mere dimag me kayi mahino se tha. Ye air spring coil spring dono me behtar kisko maana jata hai sir?
Agr ferrule joint nikal gya to phle use lagane ki kosis karenge. Agr lg gya to thik hai but nahi lga to hmm T JOINT Par DUMMY (Internal dia 25 mm or 28 mm) kar denge aur jis side ka ferrule nikla hai uska fiba ka testing kock band kr denge aur gadi ko normal speed se jane ke liye bol denge
Phle ke coach me coil spring tha isliye fiba ki jrurat nhi thi. Ab ki coach me air spring hai to fiba device ki jrurat hai. Jisse air spring blast hone par indicate kr sake
Thank you dada
verriy good, sarji
Sir bahut hi badhiya se bataya hai aapne. Ye doubt mere dimag me kayi mahino se tha.
Ye air spring coil spring dono me behtar kisko maana jata hai sir?
Jb modify ho gya to air spring ko hi behtar manenge
FIBA ek coach me Defect kewal ek coach me gi braj lagega kya
Bhai kitna air drop hoga to FIBA activate hoga
Jb air spring me 1 kg pressure Rah jaega to fiba operat hoga
Sar aapane best video banaya hai main railway mein Kam nahin karta hun railway interest hai
Thanks for supporting sir
Sir fiba operate hone per pura gari brake lageaga or ek trolley me to please mera Confuse dur kar digea Sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🏻🙏🏻🙏🏻🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Fiba operate hone par direst BP ka pressure drop hoga to Puri gadi me break lagega
Thanks sir
Poori gadi main break lgta h..chahe kisi coach ki trolly ka fiba operate ho
❤❤nice
Washing peat alag hona chahiye
Kya bat hai kedar bhai aap to cha gaye
Achha bataya bhai. But jo coc dikhaye uss ko locate karna confuse hota hai. Pls next video coc ko jara focus jada kijiye
good job kedar bhai
Good information
Thanks for supporting sir 🙏
Sir down load link bejiye
Muh m gutka h k
AR to 125 litre ka hota hai or dusra 75ka
125 ka nhi 150 ltr ka
Sir ferrule joint nikal gya ho to kya karna chahiye.
Agr ferrule joint nikal gya to phle use lagane ki kosis karenge. Agr lg gya to thik hai but nahi lga to hmm T JOINT Par DUMMY (Internal dia 25 mm or 28 mm) kar denge aur jis side ka ferrule nikla hai uska fiba ka testing kock band kr denge aur gadi ko normal speed se jane ke liye bol denge
Thanks for supporting sir
Bahut khoob sir ji
Bahut badiya but gutka khaye Bina bhi bata sakte the
बहुत सुन्दर
Bahut barhiya
Bahutvachha
sir, DV से BC का प्रेसर कैसे एडजस्ट करते है नोर, फैवली एस्कॉर्ट तीनों कंपनियों का वीडियो से बताए thanks।
Knorr Bremse brake system equipped.
Very nice bhaiya
Sir fiba full parts name or class
Peasd
Inroute brakebinding
Toilet and water or dv panel ke codes meaning or solution par video bnaye
Rnx
Good
Good...
Railway guard loco pilot ke liye useful video he ...
Thanks for supporting sir
Yeh FIBA kyu lagaya gya hai pehle rajdhani rake ke coach hi lhb hote the usme bhi fiba nhi hota tha
Phle ke coach me coil spring tha isliye fiba ki jrurat nhi thi. Ab ki coach me air spring hai to fiba device ki jrurat hai. Jisse air spring blast hone par indicate kr sake
@@raillifeunboxed to ab bhi duranto mai FIBA nhi hai kyu
Usme coil spring hoga isliye fiba nhi hai. Agar air spring hota to fiba lga hota
Sir aap ka mobile no. Mil sakta hai
Very good job 👍👍
good information 👌
Air Spring height 294 mm +0/-5 होता है।
किस पोस्ट पर रेल सेवा दे रहे हैं?
292 -5
Good