MUSLMANO KO MUSHIRK KARAR DENE WALO QUR'AN ME ZARA SA TO GUOR KARO, GALAT TARJUMA KARKE APNI HI JIHALAT SE MUSLMANO KO MUSHIRK BOLNA YE TUMKO HAMESHA HAMESHA KE LIYE BARBAD SAKTA HAI KYU KYUKI ALLAH KI HI MADAD,,,HAI JO NABI ALAEHISALAM AUR FARISHTO AUR JITNE BHI NEK BANDO KI TARF SE JO BHI MADAD MILTI,HAI, WO SAB KI SABHI MADAD ALLAH KI HI MADAD HAI,, WARNA TUM LOG KYA,ALLAH KE BANDO KO KISI AUR SE TAKAT O KUDART PANE WALA MANTE HO KYA,,, AB MUJHE YE BATAO KI UNKO MUOJZA BARKTE AUR KARAMTE KISNE DIYA HAI AAP KAHOGE KI ALLAH NE DIYA HAI TO UNKE ZARIYE SE ALLAH KI MADAD AAM LOGO KO MILTI HAI ,, ISKO KYU NAHI MANTE HO YAAR,, AUR QURAN KA YE TARIKA HAI KI AEK AAYT SE DUSRI AAYTO KI QUR'AN KHUD HI TASHRIH KARTA RAHTA HAI,, AB AAO QUR'AN KI IS AAYAT PE JISKA TUMHE TARJUMA HI SAHI NAHI BATAYA GAYA,, HAI, JAESE KI PEHLE HI SURAH FATIHAA ME HAI,, IYYAK,NA,ABUDU W IYYAK,NASTIIN HAM TERI HI IBADAT KARTE HAI AUR TUJHI SE MADAD MANGTE HAI,, YAHA PE YE TARJUMA KAESE KIYA HUAA HAI,,, KI HAM TERI HI IBADAT KARTE HAI AUR TUJHI SE MADAD MAGTE HAI,, YAHA PE YE IYYAAKA, KA YE LAFZ DONO TARAF MUOJUD HAI,, LEKIN AEK TARF IYYAKA,KA TARJUMA YE KIYA HUAA HAI, KI HAM TERI HI IBADAT KARTE HAI,,, AUR DUSRE TARAF USI AAYAT KA YE TARJUMA HAI KI IYYAKA KA TARJUMA TERI KI BAJAYE TUJHI SE KIYA HUAA HAI,, JABKI ALLAH NE QUR'AN ME DONO TARF IYYAKA KA LAFZ NAZIL KIYA HUAA HAI,,QUR'AN ME YANI SAHI TARJUMA YE BANTA HAI,, KI HAM TERI HI IBADAT KARTE HAI AUR TERI HI MADAD CHAHTE HAI,, JISKI WAJAH SE DUSRI,AAYTO,,SE,, ALLAH KE NEK BANDO KI MADAD LENA HALAL KAAM SABIT HOTA HAI,, YANI KE ANBIYA FARISHTO WALLIYON AUR DUSRE NEK BANDO KI MADAD LENA HALAL KAAM SABIT HOTA HAI,,, KYU KYUKI ALLAH,,NE KHUD HI TO QUR'AN ME KAHA HAI KI BADR WALE DIN ALLAH NE FARISHTO KO BHEJ KE TUMHARI MADAD KIYA HAI,, KISNE MADAD KIYA THA,, ALLAH NE FARISHTO KO BHEJA HAI,,, YANI ALLAH KE BANDO KO MADAD KARNE KE LIYE ALLAH NE UNKO TAKAT O KUDART DIYA HUAA HAI,,,, LEKIN ALLAH USKO BHI APNI HI MADAD KARAR DE RAHA HAI QUR'AN ME,, KI BADR WALE DIN HAMNE FARISHTO KO BHEJ KAR TUMHARI MADAD KI HAI, JAB TUM LOG TADAD ME BAHUT THODE SE THE,, US WAKT TUMHARI HIMMAT BHADHANE KE LIYE FARISHTO KO HAMNE BHEJA,HAI,, YANI INHI QUR'AN KI AAYTO SE PATA CHALA KI ALLAH KE GAEBI BANDO KE MADAD KARNE KE BAAD BHI,, USKO ALLAH KI MADAD SABIT,,KIYA GAYA HAI, ALLAH KE QUR'AN SE US MADAD KO,,, JAKE ZARA QUR'AN ME GUOR SE DEKHO KI FARISHTO KI MADAD BHI ALLAH KI HI MADAD SABIT HAI,,QUR'AN KI AAYAT SE ,, ISI SE SAMJHO KE TAMMAM NEK BANDO KI MADAD BHI ALLAH KI HI MADAD HAI,, UNKI APNI KOI ZATTI TAKT O KUDART NAHI HOTI HAI,, UNKE PAAS ALLAH KI HI DI HUYI TAKT O KUDART AUR MADAD HOTI HAI,, UNKO ALLAH HI NE MUOJZA AUR KARAMTE,AUR BARKTE DIYA HUAA HAI,, KINKO,UN NEK BANDO KO AB NEK BANDO KI MADAD BHI ALLAH HI KI MADAD HAI TO FIR HAMKO YAHI WALA TARJUMA SURAH FATIHAA ME KARNA PADEGA KI, HAM TERI HI IBADAT KARTE HAI AUR TERI HI,,MADAD CHAHTE HAI,, FIR ALLAH KI MADAD HAMKO FARISHTO ANBIYA AUOLIYA KISI KE BHI ZARIYE SE MIL SAKTI HAI,,, YE SAB NEK BANDO KI MADAD ALLAH HI KI MADAD HAI,, AB YAHA PE TARJUMA YE NAHI BANTA HAI,, KI AE ALLAH HAM TUJH,HI KI IBADAT KARTE HAI AUR TUJHI SE MADAD MANGTE HAI NAHI NAHI BALKI TARJUMA IS TARAH SE QUR'AN SE MILTA HAI,,, KI HAM TERI HI IBADAT KARTE HAI AUR HAM TERI HI MADAD CHAHTE HAI,,,, FIR HAR NEK BANDO KI MADAD ALLAH KI HI MADAD HAMKO MIL SAKTI HAI,,UNKE ZARIYE SE,, ISI TARAH KE TARJUMA SE BAKI DUSRI AAYTO SE QUR'AN KI YE AAYAT JAKE MILTI HAI,,, WARNA AESA KUON SA WO BANDA HAI,,, JO QUR'AN PE PURI TARAH SE AMAL KARKE DIKHAYE,,,,, KI SIRF AUR SIRF ALLAH KI MADAD LE AUR KISI BHI BANDE KI MADAD NA LE, AGAR TUM YE KEHNA CHAHTE HO ki BANDO ki MADAD LENE KI MANAHI HAI,,,IS SURAH FATIHAA KI AAYTO SE TO FIR ISKA HAME JAWAB DEDO KI QABR ME AZAB HOTE HUYE DO GAEBI BANDO KI MADAD MERE NABI ALAEHISALAM NE KYU KIYE THE,,,, QABR PE HARI HARI TEHNI LAGA KE ,, JINKO PESHAB KE CHITO AUR CHUGLI KARNE KI WAJAH SE AZAB HO RAHA THA,,TAB,, JAB ALLAH APNA AZAB KISIKO DETA HAI,, TO FIR BHI UNKI HI MADAD KARNA ,,, YE MERE NABI ALAEHISALAM KI GAEBI BANDO KO MADAD KARNE SE TUMKO KYA PATA CHALA HAI,,, Ki ALLAH KI HI MADAD HAMKO NEK BANDO KE ZARIYE SE MILTI HAI,,, NABI ALAEHISALAM AUR FARISHTE AUR WALIULLAH KE ZARIYE SE BHI,,AAM LOGO KO ALLAH KI,HI,MADAD MILTI HAI,,,,, AUR GAEBI BANDO KI MADAD NABI ALAEHISALAM PEHLE BHI KARTE THE,,AUR AAJBHI KARTE HAI,, AUR NABI ALAEHISALAM AUR FARISHTE AUR WALIULLAH KI MADAD BHI,,ALLAH,,KI,HI,MADAD LENA HAI,, ISKO GAERO SE MADAD LENA KYU MANTE HO TUM LOG,,, AGAR UN NEK BANDO KI MADAD GAERULLAH KI MADAD LENA HAI, TO FIR BADR KE DIN FARISHTO NE MUSLMANO KO MADAD KARKE ALLAH KI NAFRMANI KI THI KYA,,, JO TUMKO BANDO KO HAMARA MADADGAR MANNE ME DIKKAT AATI,HAI,, ARE YAAR HAM KARZ ME DABE HUYE HO TO FIR USKO KISI NEK BANDE KI MADAD SE UTARNA YE SAHABA SE BHI SABIT HAI JAESE KI MERE NABI ALAEHISALAM NE AEK SAHABI KA KARZ AESE UTARA HAI KI KHAJURO PE APNE HAATH MUBARAK KO RAKHA HAI,, TO UN KHAJURO ME ITNI BARKTE HUYI HAI,,, KI UN SAHABI PE JITNE LOGO KA KARZA THA WO SABKA KARZA UTAR DIYA HAI MERE NABI,ALAEHISALAM KI MADAD SE,, AB ISKA HAME JAWAB DEDO KI UN KHAJURO ME BARKTE KISNE DIYA,HAI,, AAP KAHOGE ALLAH NE LEKIN ALLAH KE BANDE SE US SAHABI NE MADAD KARNE KE LIYE KAHA,,HAI,, LEKIN BARKTE ALLAH NE UNKO DIYA HUAA HAI,, TO FIR ISI SE SAMJHO KI INASN KO NEK BANDO KI MADAD LENA SHIRK NAHI HAI,, AB AAP KAHOGE KI NABI ALAEHISALAM US WAKT ANKHO KE SAMNE THE TO US SAHABI NE UNKI BARKTE PALI,,THI LEKIN AB WO HAMARE PAAS HAZIR NAHI HAI,, TO FIR MADAD NAHI LE SAKTE HAI,,,, TO FIR MUJHE YE BATAO KYA WO DO LOG JINKI QABR ME AZAB HO RAHA THA,, PESHAB KE CHINTO AUR CHUGLI KARNE KI WAJAH SE, WO MERE NABI ALAEHISALAM KE PAAS HAZIR THE,,,KYA,,, WO QABR WALE NABI ALAEHISALAM KE PAAS HAZIR NAHI THE,, LEKIN FIR BHI UNKI MADAD KIYE THE,,.MERE NABI ALAEHISALAM NE,, ISI SE SAMJHO KI NEK BANDO KI MADAD GAEBI BANDO TAK BHI PAHUCH JATI HAI,,,, AGRCHE WO GAEB ME MUOJUD HO FIR BHI UN NEK BANDO KI MADAD AAM LOGO YANI,HAM INASNO KO MIL JATI HAI,, WARNA MERENABI ALAEHISALAM KO KYA ZARURAT THI,, AZAB ME TADAP RAHE BANDO KI MADAD KARNE KI, AGAR GAEBI BANDO KI MADAD MERE NABI ALAEHISALAM NAHI KAR SAKTE HAI TO,,JaWAB DEDO HAME ISKA AUR ALLAH KE NEK BANDO KI MADAD LENA ISI SAHI HADIS SE HALAL KAAM SABIT HAI,,, WARNA SAHABA KE LIYE RAHMTUL LIL AALMIN KI MADAD BARKTO KI SHAKL ME ALLAH NAHI DETA THA,,, YE BARKTO KI SHAKL ME SAHABA KA KARZ UTARNE ME ALLAH KI MADAD NAHI AATI THI,, AGAR SAHABA KO GAEBI BARKTE MIL SAKTI HAI,,, TO FIR HAMKO KYU NAHI MIL SAKTI HAI,,, AUR NEK BANDO KE ZARIYE SE AEK GAEBI MADAD QUR'AN KE HAWALE SE AAJ TAK HAMKO BHI MIL RAHI HAI,, WO KUON SI GAEBI MADAD HAMKO BHI MIL RAHI HAI TO USKE LIYE AAP ZULKRNAEN RAZIALLAHU TAALA ANHU KA WAKIA QUR'AN ME DEKHO KI UNKI BANAYI HUYI DIWARO KO YAJUZ W MAJUZ ROZANA TODNE KI KOSHISH KARTE RAHTE HAI LEKIN LEKIN LEKIN ALLAH US DIWAR KO GIRNE NAHI DE RAHA HAI,, KYU KYUKI ALLAH KE NEK BANDO KI MADAD SE WO DIWAR BANAYI HUYI HAI,,, AB MERE RAB RAB KO JAB UNKO NIKALNA HOGA TAB HI US DIWAR KO GIRNE DEGA,,, YANI ALLAH KE NEK BANDO KI MADAD ALLAH HI KI MADAD HAI USKO PEHCHAN LO,, SHIRK KA MASLA SAMJH JAOGE,, KI NEK BANDO ki MADAD LENA,,SHIRK NAHI HAI,, HALAL KAAM SABIT HAI AB BOLO KYA KEHNA HAI TUMHE IS MERE DAWE,,PE,,USKA JAWAB DIYA JAYEGA INSHA ALLAHU AKBAR,, SHIRK KA MATALB SAMJHO KI ALLAH ki SHAAN jaesi HAI wasei hi SHAN KISI BHI MAKHLUK ME man,na ye Shirk KARAR PATA HAI,, BAKI NABI WALI AUR Nek BANDO KO MADAD KARNE WALA MAN,NE,SE KOI BHI Shirk KARAR Nahi PATA HAI,,, KYU KYUKI ALLAH NE JINKO KARMATE AUR MUOJZA AUR BARKTE DIYA HUAA HAI WO AAM LOGO KI MADAD KARNE KE LIYE HI TO Diya HUAA HAI,,UNKO,, Jinke ZARIYE SE WO KHAS BANDE AAM LOGO ke KAAM BANA jate HAI,,, UNKO HAMARA MADADGAR BANAYA HUAA HAI QUR'AN ME BAYAN KIYA HUAA HAI Ki WO ANBIYA AUOLIYA FARISHTE YE TUMHARE MADADGAR HAI,, SURAH TEHRIM AAYAT NO 4 Para 28 me Jake PEHLE QUR'AN KO TO SAMJHO FIR TUMHE PATA CHALEGA KI NEK BANDO ki MADAD LENE PE Shirk Nahi HOTA HAI BALKI ALLAH KI JO SHAAN HAI WOHI SHAN KISI BHI MAKHLUK ME MANOGE TO FIR YE SHIRK KARAR PATA HAI,, AUR MUSLMANO KO BAHUT ZYADA ACHE SE PATA HAI KI NABIYO RASULO WALLIYON FARISHTO AUR TAMMAM NEK BANDO KO ALLAH NE HI TAKAT O KUDART DIYA HUAA HAI AAM LOGO KI MADAD KARNE KE LIYE ISILYE JAB HAM YE MANTE HAI KI NABIYO RASULO WALLIYON FARISHTO AUR TAMMAM NEK BANDO KO ALLAH NE TAKAT O KUDART DIYA HUAA HAI TO FIR YE ALLAH KI JAESI SHAN KAHA SE KARAR PATI HAI,,JAWAB DEDO KYU KYUKI ALLAH KO KISI NE BHI KOI TAKT O KUDART NAHI DIYA HAI,, LEKIN NABIYO RASULO WALLIYON FARISHTO AUR TAMMAM NEK BANDO KO MADAD KARNE KE LIYE ALLAH NE HI TAKAT O KUDART DIYA HUAA HAI,,, YANI ALLAH KISI SE LETA NAHI HAI BALKI ALLAH KI AATA SE NEK BANDO KO TAKAT O KUDART MILA HUAA HAI,,,, AB HAM JAB TAMMAM MAKHLUK KO LENE WALE MANTE HAI AUR ALLAH KO SABKO DENE WALA MANTE HAI,, TO KYA LENE WALE DENE WALE KE BARABAR HO SAKTE HAI,, JAWAB DEDO HAME ISKA,, HAME ISI SE SAMJHO KI ALLAH KI JAESI SHAN MAKHLUK ME NAHI MANTE HAI HAM LOG AUR ALLAH KI ATAA SE HI NABIYO RASULO WALLIYON FARISHTO AUR TAMMAM NEK BANDO KO MADAD KARNE KI TAKT O KUDART DIYA HUAA HAI,, MERE RAB NE UNKO MUOJZA BARKTE AUR KARAMTO SE NAWAZA HAI,, TAKI AAM LOGO KO BHI ALLAH KI MADAD MILTI RAHE,, NEK BANDO KE ZARIYE SE ISILYE NEK BANDO KI MADAD HAMKO LENA FARZ HAI,,, KYUKI ALLAH NE TAKAT O KUDART DIYA HUAA HAI UNKO HAMARI MADAD KARNE KE LIYE UNKO ALLAH NE HI MUOJZA BARKTE KARAMTO KO DIYA HUAA HAI WARNA YE AAYTE QUR'AN ME KYU BAYAN KIYA,HAI, RAB NE, KI AE IMAAN WALO AAPAS ME AEK DUSRE KI MADAD KARO,,NEKIYO AUR PARHEZGARI KE KAAMO ME, JAB ALLAH NE KHUD HI KEH DIYA HAI KI AE IMAN WALO TUM LOG AAPAS ME AEK DUSRE KI MADAD KARO TO FIR NEK BANDO KI MADAD LENA SHIRK KARAR KAHA SE PATA HAI JABKI ALLAH KI AATA SE WO BANDE MADAD KARNE WALE HAI,TO,,,🎉😢😢😢😢
Mashalia
جزاک اللہ خیرا ❤❤
MUSLMANO KO MUSHIRK KARAR DENE WALO QUR'AN ME ZARA SA TO
GUOR KARO,
GALAT TARJUMA KARKE APNI HI JIHALAT SE MUSLMANO KO MUSHIRK BOLNA YE TUMKO HAMESHA HAMESHA KE LIYE BARBAD SAKTA HAI
KYU KYUKI ALLAH KI HI MADAD,,,HAI
JO NABI ALAEHISALAM AUR FARISHTO AUR JITNE BHI NEK BANDO KI TARF SE JO BHI MADAD MILTI,HAI,
WO SAB KI SABHI MADAD ALLAH KI HI MADAD HAI,,
WARNA TUM LOG KYA,ALLAH KE BANDO KO KISI AUR SE TAKAT O KUDART PANE WALA
MANTE HO KYA,,,
AB MUJHE YE BATAO KI UNKO MUOJZA BARKTE AUR KARAMTE KISNE DIYA HAI
AAP KAHOGE KI ALLAH NE DIYA HAI
TO UNKE ZARIYE SE ALLAH KI MADAD AAM LOGO KO MILTI HAI ,,
ISKO KYU NAHI MANTE HO YAAR,,
AUR QURAN KA YE TARIKA HAI
KI AEK AAYT SE DUSRI AAYTO KI QUR'AN KHUD HI TASHRIH KARTA RAHTA HAI,,
AB AAO QUR'AN KI IS AAYAT PE JISKA TUMHE TARJUMA HI SAHI NAHI BATAYA GAYA,, HAI,
JAESE KI PEHLE HI SURAH
FATIHAA ME HAI,,
IYYAK,NA,ABUDU W IYYAK,NASTIIN
HAM TERI HI IBADAT KARTE HAI
AUR TUJHI SE MADAD MANGTE HAI,,
YAHA PE YE TARJUMA KAESE KIYA HUAA HAI,,,
KI HAM TERI HI IBADAT KARTE HAI AUR TUJHI SE MADAD MAGTE HAI,,
YAHA PE YE IYYAAKA, KA
YE LAFZ DONO TARAF MUOJUD HAI,,
LEKIN AEK TARF IYYAKA,KA TARJUMA YE KIYA HUAA HAI,
KI HAM TERI HI
IBADAT KARTE HAI,,,
AUR DUSRE TARAF USI AAYAT KA YE TARJUMA HAI KI
IYYAKA KA TARJUMA
TERI KI BAJAYE TUJHI SE KIYA
HUAA HAI,,
JABKI ALLAH NE QUR'AN ME DONO TARF IYYAKA KA LAFZ NAZIL KIYA HUAA HAI,,QUR'AN ME
YANI SAHI TARJUMA YE BANTA HAI,,
KI HAM TERI HI IBADAT KARTE HAI AUR TERI HI MADAD CHAHTE HAI,,
JISKI WAJAH SE DUSRI,AAYTO,,SE,,
ALLAH KE NEK BANDO KI MADAD LENA HALAL KAAM SABIT HOTA HAI,,
YANI KE ANBIYA FARISHTO WALLIYON AUR DUSRE NEK BANDO KI MADAD LENA HALAL KAAM SABIT HOTA HAI,,,
KYU KYUKI ALLAH,,NE KHUD HI TO QUR'AN ME KAHA HAI
KI BADR WALE DIN ALLAH NE FARISHTO KO BHEJ KE TUMHARI MADAD KIYA HAI,,
KISNE MADAD KIYA THA,,
ALLAH NE FARISHTO KO BHEJA HAI,,,
YANI ALLAH KE BANDO KO MADAD KARNE KE LIYE ALLAH NE UNKO TAKAT O KUDART DIYA HUAA HAI,,,,
LEKIN ALLAH USKO BHI APNI HI MADAD KARAR DE RAHA HAI
QUR'AN ME,,
KI BADR WALE DIN HAMNE FARISHTO KO BHEJ KAR TUMHARI MADAD KI HAI,
JAB TUM LOG TADAD ME BAHUT THODE SE THE,,
US WAKT TUMHARI HIMMAT BHADHANE KE LIYE FARISHTO KO HAMNE BHEJA,HAI,,
YANI INHI QUR'AN KI AAYTO SE PATA CHALA
KI ALLAH KE GAEBI BANDO KE MADAD KARNE KE BAAD BHI,,
USKO ALLAH KI MADAD SABIT,,KIYA GAYA HAI,
ALLAH KE QUR'AN SE US MADAD KO,,,
JAKE ZARA QUR'AN ME GUOR SE DEKHO KI FARISHTO KI MADAD BHI
ALLAH KI HI MADAD SABIT HAI,,QUR'AN KI AAYAT SE ,,
ISI SE SAMJHO KE TAMMAM NEK BANDO KI MADAD BHI
ALLAH KI HI MADAD HAI,,
UNKI APNI KOI ZATTI
TAKT O KUDART NAHI HOTI HAI,,
UNKE PAAS ALLAH KI HI DI HUYI TAKT O KUDART AUR MADAD HOTI HAI,,
UNKO ALLAH HI NE MUOJZA AUR KARAMTE,AUR BARKTE DIYA HUAA HAI,,
KINKO,UN NEK BANDO KO
AB NEK BANDO KI MADAD BHI ALLAH HI KI MADAD HAI
TO FIR HAMKO YAHI WALA TARJUMA SURAH FATIHAA ME KARNA
PADEGA KI,
HAM TERI HI IBADAT KARTE HAI
AUR TERI HI,,MADAD CHAHTE HAI,,
FIR ALLAH KI MADAD HAMKO FARISHTO ANBIYA AUOLIYA KISI KE BHI ZARIYE SE MIL SAKTI HAI,,,
YE SAB NEK BANDO KI MADAD ALLAH HI KI MADAD HAI,,
AB YAHA PE TARJUMA YE NAHI BANTA HAI,,
KI AE ALLAH HAM TUJH,HI KI IBADAT KARTE HAI
AUR TUJHI SE MADAD MANGTE HAI
NAHI NAHI
BALKI TARJUMA IS TARAH SE QUR'AN SE MILTA HAI,,,
KI HAM TERI HI IBADAT KARTE HAI AUR HAM TERI HI MADAD
CHAHTE HAI,,,,
FIR HAR NEK BANDO KI MADAD ALLAH KI HI MADAD HAMKO MIL SAKTI HAI,,UNKE ZARIYE SE,,
ISI TARAH KE TARJUMA SE BAKI DUSRI AAYTO SE QUR'AN KI YE AAYAT JAKE MILTI HAI,,,
WARNA AESA KUON SA
WO BANDA HAI,,,
JO QUR'AN PE PURI TARAH SE AMAL KARKE DIKHAYE,,,,,
KI SIRF AUR SIRF ALLAH KI MADAD LE AUR KISI BHI BANDE KI MADAD NA LE,
AGAR TUM YE KEHNA CHAHTE HO
ki BANDO ki MADAD LENE KI MANAHI HAI,,,IS SURAH FATIHAA KI AAYTO SE
TO FIR ISKA HAME JAWAB DEDO KI QABR ME AZAB HOTE HUYE
DO GAEBI BANDO KI MADAD MERE NABI ALAEHISALAM NE
KYU KIYE THE,,,,
QABR PE HARI HARI TEHNI LAGA KE ,,
JINKO PESHAB KE CHITO
AUR CHUGLI KARNE KI WAJAH SE AZAB HO RAHA THA,,TAB,,
JAB ALLAH APNA
AZAB KISIKO DETA HAI,,
TO FIR BHI UNKI HI MADAD KARNA ,,,
YE MERE NABI ALAEHISALAM KI GAEBI BANDO KO MADAD KARNE SE
TUMKO KYA PATA CHALA HAI,,,
Ki ALLAH KI HI MADAD HAMKO
NEK BANDO KE ZARIYE SE MILTI HAI,,,
NABI ALAEHISALAM AUR FARISHTE AUR WALIULLAH KE ZARIYE SE BHI,,AAM LOGO KO ALLAH KI,HI,MADAD MILTI HAI,,,,,
AUR GAEBI BANDO KI MADAD
NABI ALAEHISALAM PEHLE BHI KARTE THE,,AUR AAJBHI KARTE HAI,,
AUR NABI ALAEHISALAM AUR FARISHTE AUR WALIULLAH KI MADAD BHI,,ALLAH,,KI,HI,MADAD LENA HAI,,
ISKO GAERO SE MADAD LENA KYU MANTE HO TUM LOG,,,
AGAR UN NEK BANDO KI MADAD GAERULLAH KI MADAD LENA HAI,
TO FIR BADR KE DIN FARISHTO NE MUSLMANO KO MADAD KARKE ALLAH KI NAFRMANI KI THI KYA,,,
JO TUMKO BANDO KO HAMARA MADADGAR MANNE ME DIKKAT AATI,HAI,,
ARE YAAR HAM KARZ ME DABE
HUYE HO
TO FIR USKO KISI NEK BANDE KI MADAD SE UTARNA
YE SAHABA SE BHI SABIT HAI
JAESE KI MERE
NABI ALAEHISALAM NE
AEK SAHABI KA
KARZ AESE UTARA HAI
KI KHAJURO PE APNE HAATH MUBARAK KO RAKHA HAI,,
TO UN KHAJURO ME ITNI BARKTE HUYI HAI,,,
KI UN SAHABI PE JITNE LOGO KA KARZA THA
WO SABKA KARZA UTAR DIYA HAI MERE NABI,ALAEHISALAM KI
MADAD SE,,
AB ISKA HAME JAWAB DEDO
KI UN KHAJURO ME BARKTE KISNE DIYA,HAI,,
AAP KAHOGE ALLAH NE
LEKIN ALLAH KE BANDE SE US SAHABI NE MADAD KARNE KE LIYE KAHA,,HAI,,
LEKIN BARKTE ALLAH NE UNKO DIYA
HUAA HAI,,
TO FIR ISI SE SAMJHO KI
INASN KO NEK BANDO KI MADAD LENA SHIRK NAHI HAI,,
AB AAP KAHOGE KI
NABI ALAEHISALAM US WAKT ANKHO KE SAMNE THE
TO US SAHABI NE UNKI BARKTE PALI,,THI
LEKIN AB WO HAMARE PAAS
HAZIR NAHI HAI,,
TO FIR MADAD NAHI LE
SAKTE HAI,,,,
TO FIR MUJHE YE BATAO
KYA WO DO LOG JINKI QABR ME AZAB HO RAHA THA,,
PESHAB KE CHINTO AUR CHUGLI KARNE KI WAJAH SE,
WO MERE NABI ALAEHISALAM KE PAAS HAZIR THE,,,KYA,,,
WO QABR WALE NABI ALAEHISALAM KE PAAS HAZIR NAHI THE,,
LEKIN FIR BHI UNKI MADAD KIYE THE,,.MERE NABI ALAEHISALAM NE,,
ISI SE SAMJHO KI NEK BANDO KI MADAD GAEBI BANDO TAK BHI PAHUCH JATI HAI,,,,
AGRCHE WO GAEB ME MUOJUD HO
FIR BHI UN NEK BANDO KI MADAD AAM LOGO YANI,HAM INASNO KO MIL JATI HAI,,
WARNA MERENABI ALAEHISALAM KO
KYA ZARURAT THI,,
AZAB ME TADAP RAHE BANDO KI MADAD KARNE KI,
AGAR GAEBI BANDO KI MADAD MERE
NABI ALAEHISALAM NAHI KAR SAKTE HAI TO,,JaWAB DEDO HAME ISKA
AUR ALLAH KE NEK BANDO KI MADAD LENA ISI SAHI HADIS SE HALAL KAAM SABIT HAI,,,
WARNA SAHABA KE LIYE RAHMTUL LIL AALMIN KI MADAD BARKTO KI SHAKL ME ALLAH NAHI DETA THA,,,
YE BARKTO KI SHAKL ME SAHABA KA KARZ UTARNE ME ALLAH KI MADAD
NAHI AATI THI,,
AGAR SAHABA KO GAEBI BARKTE MIL SAKTI HAI,,,
TO FIR HAMKO KYU NAHI MIL
SAKTI HAI,,,
AUR NEK BANDO KE ZARIYE SE AEK GAEBI MADAD QUR'AN KE HAWALE SE AAJ TAK HAMKO BHI MIL RAHI HAI,,
WO KUON SI GAEBI MADAD HAMKO BHI MIL RAHI HAI
TO USKE LIYE AAP ZULKRNAEN RAZIALLAHU TAALA ANHU KA WAKIA QUR'AN ME DEKHO KI
UNKI BANAYI HUYI DIWARO KO
YAJUZ W MAJUZ ROZANA TODNE KI KOSHISH KARTE RAHTE HAI
LEKIN LEKIN LEKIN ALLAH US DIWAR KO GIRNE NAHI DE RAHA HAI,,
KYU KYUKI ALLAH KE NEK BANDO KI MADAD SE WO DIWAR BANAYI HUYI HAI,,,
AB MERE RAB RAB KO JAB UNKO NIKALNA HOGA TAB HI US DIWAR KO GIRNE DEGA,,,
YANI ALLAH KE NEK BANDO KI MADAD ALLAH HI KI MADAD HAI USKO PEHCHAN LO,,
SHIRK KA MASLA SAMJH JAOGE,,
KI NEK BANDO ki MADAD LENA,,SHIRK NAHI HAI,, HALAL KAAM SABIT HAI
AB BOLO KYA KEHNA HAI TUMHE IS MERE DAWE,,PE,,USKA JAWAB DIYA JAYEGA INSHA ALLAHU AKBAR,,
SHIRK KA MATALB SAMJHO KI ALLAH ki SHAAN jaesi HAI
wasei hi SHAN KISI BHI MAKHLUK ME man,na ye Shirk KARAR PATA HAI,,
BAKI NABI WALI AUR Nek BANDO KO MADAD KARNE WALA MAN,NE,SE KOI BHI Shirk KARAR Nahi PATA HAI,,,
KYU KYUKI ALLAH NE JINKO KARMATE AUR MUOJZA AUR BARKTE DIYA HUAA HAI
WO AAM LOGO KI MADAD KARNE KE LIYE HI TO Diya HUAA HAI,,UNKO,,
Jinke ZARIYE SE WO KHAS BANDE AAM LOGO ke KAAM BANA jate HAI,,,
UNKO HAMARA MADADGAR BANAYA HUAA HAI QUR'AN ME BAYAN KIYA HUAA HAI
Ki WO ANBIYA AUOLIYA FARISHTE YE TUMHARE MADADGAR HAI,,
SURAH TEHRIM AAYAT NO 4 Para 28 me Jake PEHLE QUR'AN KO TO SAMJHO
FIR TUMHE PATA CHALEGA KI NEK BANDO
ki MADAD LENE PE Shirk Nahi HOTA HAI
BALKI ALLAH KI JO SHAAN HAI WOHI SHAN KISI BHI MAKHLUK ME MANOGE
TO FIR YE SHIRK KARAR PATA HAI,,
AUR MUSLMANO KO BAHUT ZYADA ACHE SE PATA HAI
KI NABIYO RASULO WALLIYON FARISHTO AUR TAMMAM NEK BANDO KO
ALLAH NE HI TAKAT O KUDART DIYA HUAA HAI AAM LOGO KI MADAD KARNE KE LIYE
ISILYE JAB HAM YE MANTE HAI
KI NABIYO RASULO WALLIYON FARISHTO AUR TAMMAM NEK BANDO KO
ALLAH NE TAKAT O KUDART DIYA HUAA HAI
TO FIR YE ALLAH KI JAESI SHAN
KAHA SE KARAR PATI HAI,,JAWAB DEDO
KYU KYUKI ALLAH KO KISI NE BHI KOI TAKT O KUDART NAHI DIYA HAI,,
LEKIN NABIYO RASULO WALLIYON FARISHTO AUR TAMMAM NEK BANDO KO MADAD KARNE KE LIYE ALLAH NE HI TAKAT O KUDART DIYA HUAA HAI,,,
YANI ALLAH KISI SE LETA NAHI HAI
BALKI ALLAH KI AATA SE NEK BANDO KO TAKAT O KUDART MILA HUAA HAI,,,,
AB HAM JAB TAMMAM MAKHLUK KO LENE WALE MANTE HAI AUR ALLAH KO SABKO DENE WALA MANTE HAI,,
TO KYA LENE WALE DENE WALE KE BARABAR HO SAKTE HAI,,
JAWAB DEDO HAME ISKA,, HAME
ISI SE SAMJHO KI ALLAH KI JAESI SHAN MAKHLUK ME NAHI MANTE HAI HAM LOG
AUR ALLAH KI ATAA SE HI
NABIYO RASULO WALLIYON FARISHTO AUR TAMMAM NEK BANDO KO MADAD KARNE KI TAKT O KUDART DIYA HUAA HAI,,
MERE RAB NE UNKO MUOJZA BARKTE AUR KARAMTO SE NAWAZA HAI,,
TAKI AAM LOGO KO BHI ALLAH KI MADAD MILTI RAHE,, NEK BANDO KE ZARIYE SE
ISILYE NEK BANDO KI MADAD HAMKO LENA FARZ HAI,,,
KYUKI ALLAH NE TAKAT O KUDART DIYA HUAA HAI UNKO HAMARI
MADAD KARNE KE LIYE
UNKO ALLAH NE HI MUOJZA BARKTE KARAMTO KO DIYA HUAA HAI
WARNA YE AAYTE QUR'AN ME KYU BAYAN KIYA,HAI, RAB NE,
KI AE IMAAN WALO AAPAS ME AEK DUSRE KI MADAD KARO,,NEKIYO AUR PARHEZGARI KE KAAMO ME,
JAB ALLAH NE KHUD HI KEH DIYA HAI
KI AE IMAN WALO TUM LOG AAPAS ME AEK DUSRE KI MADAD KARO
TO FIR NEK BANDO KI MADAD LENA SHIRK KARAR KAHA SE PATA HAI
JABKI ALLAH KI AATA SE WO BANDE MADAD KARNE WALE HAI,TO,,,🎉😢😢😢😢