Thank you Prabhuji for the power packed lecture and explanation of Guru Ashtakam along with the Leelas of Srila Gopal Krishna Goswami Maharaj.... Special thanks Prabhuji for adding his Leela in the perspective of service with you too ... Thank you very much again Prabhuji for the divine lecture 🙌🙇♂️
Hare Krishna Pranam Prabhuji thank you prabhuji for showering mercy on us by sharing personal experiences of Guru Maharaj 💐💐 Hari Hari Booooool Jai Jai Guru Maharaj Jai Jai Prashant Mukund Prabhuji 🙏🙇
Hare Krsna prabhuji pranam, bhot sundar katha on Glorification of HH Gopal Krishna Goswami Maharaj. Some points are: 1) 1896 mei Srila Bhakativinod Thakurji ne Life and Precepts of Caitanya Mahaprabhu pustak likhi angrezi mei, aur usko bahar bhej jab logo ne pucha ki bahar iska prachar kon karega, tab unhone kaha ki isko prachar karne wala kahi na kahi janm le chuka h, aur 1896 mei hee Srila Prabhupadaji ka prakatya hua, aur issi sequence mei jab 1944 mei Srila Prabhupada ne BackToGodhead ki shuruat kari, ussi varsha Bhaudo, Krsna paksha ki Ekadashi ko HH Gopal Krishna Goswami Maharajji ka prakatya hua jinhone aage Srila Prabhupada ji ke grantho ka atyadhik prachar kia. 2) Jaisa Davanal jo hoti hai, vo artificial means se nahi bujhti keval aur keval Baarishj ke madhyam se, aise hee ye samsaar Davanal hai jisse bachne ka aur koi upaya nahi hai, keval Sri Gurudev ki karuna se hee hum isse paar paa skte hai. 3) Pranam hridaya ka vishaya hai, hum Guruji tak ko keval jab dekhlein tab pranam karte hai, Maharaj har baar Gayatri ke samay Guru-ashtakam bhi gaate the aur hamesha apne Guru ko unki physical anupasthiti mei bhi dandavat pranam karte the.1 4) Maharajji temple ke vigraha ki aarti karne ka baad almost 1 hour apne personal deities ki seva karte the, jinme Ekachakra gram se HH BHakti Ashraya Vaishnava Swami Maharaj dwara laaye gaye Gaura-Nitai, Shaligram Shilaein, Prahlad-Nrsimha the. Aur Maharajji Hari-Katha shravan karte hue Vigraha-seva karte the. 5) Maharajji pratidin Bhagavan ke Naam(Japa ke Madhyam se), Rupa(Deity Worship), Guna(Prachar ke Madhyam se) aur Lila(Hari-Katha Shravan ke Madhyam se) inn Chaaron ango ko poora karte the. Maharajji ko kabhi bhi koi problem aayi(Related to Iskcon and devotees) hamesha Maharajji turant sabse pehle japa karte the, aur humari problem aane par sabse pehle Mala hee chhoot jaati h. 6) Teen log Hatt(Zidd) Karte hai, pehle Balak, dusra stree aur teesra Sadhu. Sadhu hatt karte hai ki mujhe Prachar karya ko kisi bhi paristhiti mei rukne nahi dena hai.
Hera Krishna prabhu ji. 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🌹🌷⚘️🌷🌷🌹🌹🌷🌷⚘️🌷🌷🌹🌷⚘️🌷🌷🌷🌹🌹🌷⚘️⚘️🌷🌹🌹🌷🌷🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️
Hare Krishna prabhu ji pranam ❤❤
Hari bol ❤❤
Hare Krishna Prabhuji🙏
Hare krishna prabhu ji Appke sri charanon me meri koti Koti nam🙏👏🌹🙇♂️Hari bol🌹🙌🌹
Hare krishna🙏🙏🙏
Thank you Prabhuji for the power packed lecture and explanation of Guru Ashtakam along with the Leelas of Srila Gopal Krishna Goswami Maharaj.... Special thanks Prabhuji for adding his Leela in the perspective of service with you too ... Thank you very much again Prabhuji for the divine lecture 🙌🙇♂️
Hare Krishna prabhuji panchang pranam 🙌 🙏🙏🙏🙏 HH Gopal Krishna Goswami Maharaj ki Jai
Hare Krishna prabhuji. Bht hi acha lecture tha. Thank you
Hare Krishna prabhuji pranam 🙏🙏🙏
Hare Krishna prabhuji dandwat prnam from NOIDA
Hare Krishna prabhuji koti koti pranam 🙏🙏
Hare Krishna prabhuji pranam 🙇♂️ 🙏
Thank you Prabhu ji for sharing important information about Guru Maharaj 🙏
Hare Krishna Prabhu ji dandvat pranam🙏🙇♂️❤️
Hare Krishna prabhuji dandwat pranam
Very inspiring leature 🙏🙇
Pyare Prabhujii hare Krishna prabhuji 🙏🙏🤗🥰
Radhe Radhe 🙌🙌🙌
Hare Krishna Pranam Prabhuji thank you prabhuji for showering mercy on us by sharing personal experiences of Guru Maharaj 💐💐 Hari Hari Booooool Jai Jai Guru Maharaj
Jai Jai Prashant Mukund Prabhuji 🙏🙇
Hare krishna prabhuji koti koti sader pranam thank you prabhuji
HG Prashant Mukund Prabhuji ki jai 🙏 Prabhu ji Dandvat Pranam to you 🙏
Aapko to guru sewa ki
Hare Krishna prabhuji
🙏🙏Guruji
Hare krishna Prabhu Ji dandvat pranam 🙏🏻🙏🏻🌹🙌🏻❤️
Hare Krishna Prabhu ji 🪷 💐 🙏🪷
Je lagrja tha Sril@ prbhupfhto ehke nahi thebut yehhume ne miss kr diyabut mot they always remain in you 🙏🙏
Hare Krsna prabhuji pranam, bhot sundar katha on Glorification of HH Gopal Krishna Goswami Maharaj. Some points are:
1) 1896 mei Srila Bhakativinod Thakurji ne Life and Precepts of Caitanya Mahaprabhu pustak likhi angrezi mei, aur usko bahar bhej jab logo ne pucha ki bahar iska prachar kon karega, tab unhone kaha ki isko prachar karne wala kahi na kahi janm le chuka h, aur 1896 mei hee Srila Prabhupadaji ka prakatya hua, aur issi sequence mei jab 1944 mei Srila Prabhupada ne BackToGodhead ki shuruat kari, ussi varsha Bhaudo, Krsna paksha ki Ekadashi ko HH Gopal Krishna Goswami Maharajji ka prakatya hua jinhone aage Srila Prabhupada ji ke grantho ka atyadhik prachar kia.
2) Jaisa Davanal jo hoti hai, vo artificial means se nahi bujhti keval aur keval Baarishj ke madhyam se, aise hee ye samsaar Davanal hai jisse bachne ka aur koi upaya nahi hai, keval Sri Gurudev ki karuna se hee hum isse paar paa skte hai.
3) Pranam hridaya ka vishaya hai, hum Guruji tak ko keval jab dekhlein tab pranam karte hai, Maharaj har baar Gayatri ke samay Guru-ashtakam bhi gaate the aur hamesha apne Guru ko unki physical anupasthiti mei bhi dandavat pranam karte the.1
4) Maharajji temple ke vigraha ki aarti karne ka baad almost 1 hour apne personal deities ki seva karte the, jinme Ekachakra gram se HH BHakti Ashraya Vaishnava Swami Maharaj dwara laaye gaye Gaura-Nitai, Shaligram Shilaein, Prahlad-Nrsimha the. Aur Maharajji Hari-Katha shravan karte hue Vigraha-seva karte the.
5) Maharajji pratidin Bhagavan ke Naam(Japa ke Madhyam se), Rupa(Deity Worship), Guna(Prachar ke Madhyam se) aur Lila(Hari-Katha Shravan ke Madhyam se) inn Chaaron ango ko poora karte the. Maharajji ko kabhi bhi koi problem aayi(Related to Iskcon and devotees) hamesha Maharajji turant sabse pehle japa karte the, aur humari problem aane par sabse pehle Mala hee chhoot jaati h.
6) Teen log Hatt(Zidd) Karte hai, pehle Balak, dusra stree aur teesra Sadhu. Sadhu hatt karte hai ki mujhe Prachar karya ko kisi bhi paristhiti mei rukne nahi dena hai.
As it it realized puram pujay Gopa krsn swamiaaki preeching me jinda hai 🙏🙏
Jai Shree l Prabhupada Maharaj ji ki jai 🙏🙏🙏
Srila prabhupadh books me jinda hai
Jaise A.c. bhaktivadent
.me apne guru ko pa liya