Mam aspke video mai information achhi hai,but mam mine gadinea plant online mangwaye tha two month ho gia hai ,yeh plant jisha ayea tha visha hi hi matlab oshmain na to koi new patti aai hai aur na hi koi kalli aai hai please mam reply soon as soon possible ❤❤
Mere gandhraj me kuchh kuchh kaliya aarhi hai magar oh chhota hi rah ja raha hai baad me geer ja raha hai 3 month se mere pass yeh plant hai magar yek bhi flower nahi huaa
Kali Puri tarah develop nahi ho rahi,iski wajah, insects ho sakta hai, mitti bahut gila na rakhen, lekin bahut sukhana bhi nahi,iski wajah se bhi kali girti he, partial sunlight me rakhe, excessive sunlight bhi kaliyon ko develop hone se pahle gira deti he,
Mam mera to ye paudha grow hi nahi karta mai bhi gardening karti hu but kuch plants bahut hi jayada nakhre karte hai. Aapki sari video best hoti hai love u dear ❤️
Mere gandraj ki pttiya to aati hai lekin brown hoti hai pot ki matti sukti nhi to kya repot karke matti change karu abhi repot karna shi rhega 3bje ke bad ki dup milti hai please suggest me thanku
Mitti ki thodi gudai karen, niche ched se pani niklta hai to repot karne ki jarurat nahi hai, niche ka ched band he to thik karen.agar phir bhi pani rukta hai, mitti gili rehti he to repot karen, repot kar sakte hain Bina root damage kiye.thoda sa dhoop or mile plant ko to ye bhi thik rahega,
Mere bhi plant me growth nahi hai.leaves dark green nahi hai.aur kuch leaves burn bhi hai .mene abhi isko dhup. Me hi rakha hai kiya green net me rakhna chahiye?.
Ye wala fertilizer try karen... Mitti ki gudai bhi karen... Mitti ko acidic banane ke liye 15 din me ek bar koi bhi aisi cheez jarur dalen jisse mitti acidic rahe..jaise fitkari ,sirka, ya coffee powder bhi chalega, lemon peel bhi achha hai iske liye...
नमस्कार । मेरे gardenia के पौधे की growth नहीं हो रही है। खाद भी अच्छी डाली है। पत्ते बहुत छोटे रह जाते हैं और उनके किनारे जले हुए से लगते हैं । कृपया कोई इलाज बताएँ ।
Jadon me samaya he, ekdum se mitti dry nahi honi chahiye,iska dhyan rakhen.pottassium ki kami ki wajah se bhi aisa hota hai, phosphorus ki kami hone se jadon ki growth kam hone se upar growth nahi hai, agar apke pass dap he ya koi bhi aisa fertilizer jisme achhe matra phosphorus ki ho to jarur dalen. Agar nahi hai to aj jo liquid fertilizer bataya he use ap dalen,
The best video about gardenia. Trust me I have watched so many videos on this topic. Thankyou ma'am.
Bahut hi acchi jaankari
Thanks for sharing 👍
Video starts at 1:53
Mere gandhraj ke patte pile hi ar ghana bhi hai to kya hm pruning kr sakte hai
thanks mam for making this video
waiting for more videos on gardenia
Mera gandhraj zameen pe laga hai.Ek mahine se bhi uper ho gaya pr kaliyan nhi khil rahi.kya karu.plant ek dum healthy hai.
Uper se cutting kare soft pruning
Humara dhoop me hi h pr kali nhi aa rehi
Kis month me phool lagte ha
😊😊qqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqq😊
Good job
Super
Great ❤
Thank you for the reply
Very nice video friend ❤❤🎉🎉
Thankyou so much dear
धन्यवाद ❤️🙏 म्याम क्या कफी ग्राउन्ड भी डाल सकतें हैं गंधराज में ?
Dal sakte hain
Beautiful video...mam kya ye fertilizer hibiscus mn bhi de sakte
De sakte hain
@@greenhouse1 thanks 😊
Mere pas npk 19:19:19 hai
kya mei isse de skta hu gardenia mei with seaweed
De sakte hain
@@greenhouse1 OK THANK-YOU 🙏
Thank you
Mis ye fertilizer mogra me dal sakte hai kya?
Dal sakte hain
Mam aspke video mai information achhi hai,but mam mine gadinea plant online mangwaye tha two month ho gia hai ,yeh plant jisha ayea tha visha hi hi matlab oshmain na to koi new patti aai hai aur na hi koi kalli aai hai please mam reply soon as soon possible ❤❤
Mam gudhal ka plant tob shi h pr usme kali kharab hokr gir jaati h flower khilne se phle....
Paan ke patte bht hi shape less aa rahe hai kya kare pls bataye
Mere gandhraj me kuchh kuchh kaliya aarhi hai magar oh chhota hi rah ja raha hai baad me geer ja raha hai
3 month se mere pass yeh plant hai magar yek bhi flower nahi huaa
Kali Puri tarah develop nahi ho rahi,iski wajah, insects ho sakta hai, mitti bahut gila na rakhen, lekin bahut sukhana bhi nahi,iski wajah se bhi kali girti he, partial sunlight me rakhe, excessive sunlight bhi kaliyon ko develop hone se pahle gira deti he,
@@greenhouse1 mere pass vegmor khad hai ise Pani me milakar de sakta hu
Mera plant bushi ho raha hai par kaliya nahi aa rahi
Mera gandharaj me kede hone ke karan mene pestiside use keya par sara ke sara kaliya gir jata hay kripay saution bataya❤
Mam mera to ye paudha grow hi nahi karta mai bhi gardening karti hu but kuch plants bahut hi jayada nakhre karte hai. Aapki sari video best hoti hai love u dear ❤️
Phosphorus rich fertilizer dalen...
Thanks a lot but mai sab kuch kar chuki hun ❤
Mere gandraj ki pttiya to aati hai lekin brown hoti hai pot ki matti sukti nhi to kya repot karke matti change karu abhi repot karna shi rhega 3bje ke bad ki dup milti hai please suggest me thanku
Mitti ki thodi gudai karen, niche ched se pani niklta hai to repot karne ki jarurat nahi hai, niche ka ched band he to thik karen.agar phir bhi pani rukta hai, mitti gili rehti he to repot karen, repot kar sakte hain Bina root damage kiye.thoda sa dhoop or mile plant ko to ye bhi thik rahega,
@@greenhouse1 ok thanku
Kisi bhi plant k patte pile ho to kiya krey sane procedure
Yes.
फसपोरस के लिए क्या सरसो की खाली या माचिस की तीली प्रयोग कर सकते हैं कृपया बताए।
तीन साल का हो गया एक भी फुल नहीं आया
Agar poudha Jamin me laga hoto barsat me Pani keise bachaye
Jamine me laga poudhe me ye samsya nahi ati,pot me jab ched se pani niklne ka rasta band ho jata hai,tabhi plant khrab hota hai,
Didi...mere gardenia plant pe der saari kaliya aai hui hai but...voh bahit dino se khili nhi hai ... please bataiye ki kerna chahiye
Dhoop me rakhe, mitti moist rakhen,15 se 20 din lag jata hai kali ko khilne me,
I have planted this in a pot. If i place this plant on a stand and put it in ground floor...does this attract snakes?
No..it is not true.
Mam mera plant ek saal purana hai but leaves aa hinhi rhe hai ek phool aya tha but leaf nhi hai please reply kya kru
Is fertilizer ko ap dalon,ane Lagenge
How to check if water is less or more
Check the soil, don't add water until soil looks slightly dry.
Soil should be well drained.
@@greenhouse1 agar mutthi ban jaye
Mere bhi plant me growth nahi hai.leaves dark green nahi hai.aur kuch leaves burn bhi hai .mene abhi isko dhup. Me hi rakha hai kiya green net me rakhna chahiye?.
Pure din ki dhoop me na rakhe,3 se 4 ghante ki dhoop kafi he, phosphorus rich fertilizer ka use karen...
Ye wala fertilizer try karen...
Mitti ki gudai bhi karen...
Mitti ko acidic banane ke liye 15 din me ek bar koi bhi aisi cheez jarur dalen jisse mitti acidic rahe..jaise fitkari ,sirka, ya coffee powder bhi chalega, lemon peel bhi achha hai iske liye...
Leaves getting brown at tip and sides
Add some dried banana peel powder and keep soil moist not very dry not very wet.
कविता लागती है /पर चिंटिंया लागती है/
इतना लांबा व्हिडिओ, बहोत बोअरिंग
नमस्कार । मेरे gardenia के पौधे की growth नहीं हो रही है। खाद भी अच्छी डाली है। पत्ते बहुत छोटे रह जाते हैं और उनके किनारे जले हुए से लगते हैं । कृपया कोई इलाज बताएँ ।
Jadon me samaya he, ekdum se mitti dry nahi honi chahiye,iska dhyan rakhen.pottassium ki kami ki wajah se bhi aisa hota hai, phosphorus ki kami hone se jadon ki growth kam hone se upar growth nahi hai, agar apke pass dap he ya koi bhi aisa fertilizer jisme achhe matra phosphorus ki ho to jarur dalen.
Agar nahi hai to aj jo liquid fertilizer bataya he use ap dalen,
@@greenhouse1 thank you
Kuch din pehle meine new plant lgaya hai par wo stress se nh nikal rha plz gv mein suggestion wot shud i do
Plant ko shade me rakhe, mitti moist rakhen, banana peel fertilizer dalen
मेरा प्लांट अभी तक एक्टिव नही हुआ है
Why can you not finish a point about acidic soil before jumping to other points like plant stress, not flowering, pruning etc.? So silly!