Bhai Maine Ray z liya hai same engine hai or 58 ka milage k sath super pickup with control.. super smooth engine...ntorq k bad sab se bada tyre... silent start ...long route thoda heat hota hai or scooty ki terha... Test ride k baad mujhe comment mein galt sabit kar do... I m using it at Himachal Pradesh
REAR 10" का टायर thick diya gaya hai 110mm ka jiski wajah se gaadi mein stability acchi milti hai aur isi karan ye scooter barish mein geeli sadakon par bhi slip nahin hota
I drive jupiter new and yamaha Fascino but driving is very comfortable in Fasino...only one drawback fuel cap indide sheet otherwise Build quality is unmatched
It happens because Yamaha Fascino comes with thicker rear tyre at 110mm which provides better grip especially on wet roads plus mileage is best in it's class
Piche 12 inch tyre Dena chahie tha. 2) external fuel cap Dena chahie tha. 3) front side mein 2 glow Box with charging socket Dena chahie the. 4) 110cc Jupiter ka naya model aur Hero ka 125 destiny model se Yamaha ne yah gadi ko sudharna chahie.
Feb m zr li thi or sab thik h pr 1 break shoe bahut jaldi problem ati h 2 piche tyer bilkul bekar h 3 month 7000km pr hi change krna pad gaya daily panchar ho jata tha company vale kuch nhi sunte bs shoorroom pr lene jate h na scooty ya bike to bahut bolte h kuch bhi problem ho to ye kr denge
@@SandeepKumar-st3zh bhaai ham log Yamaha ko feedback dete hain na launch karne ko waise agar scooter Lena ho normal height ke liye toh yahi scooter Lena aap , mileage best hai segment mein aur stability bahut acchi hai rear tyre 110mm ka hai jiski wajah se gaadi slip nahin hoti bheege रास्तों पर भी , reliable भी बहुत है ।
REAR 10" का टायर thick diya gaya hai 110mm ka jiski wajah se gaadi mein stability acchi milti hai aur isi karan ye scooter barish mein geeli sadakon par bhi slip nahin hota
Bakvas h ,bhai ye gaddi pichhla wheel chhota ka chhota hi rh gya piddi si , usme to kuchh bhi cheg nhi ki Yamaha walo ne, dusri baat esko lene k bad sarvis aur eske parts jldi hr jgh nhi milta esko thik kren Yamaha vale tb n, bakvas h
Design is a personal choicw but i can surely say that Indian didnt likw its design deapite of good yamah quality
Bhai Maine Ray z liya hai same engine hai or 58 ka milage k sath super pickup with control.. super smooth engine...ntorq k bad sab se bada tyre... silent start ...long route thoda heat hota hai or scooty ki terha... Test ride k baad mujhe comment mein galt sabit kar do... I m using it at Himachal Pradesh
Seat storage?
Milage?
What is hybrid???
Pls explain....
Long ride ke liye kya sahi rahegi?
ek smart motor hey usme. jo start ke time aur traffic Mein idle ke baad throttle dene pe wahi motor se hi start hogaa petrol bachayega
REAR 10" का टायर thick diya gaya hai 110mm ka jiski wajah se gaadi mein stability acchi milti hai aur isi karan ye scooter barish mein geeli sadakon par bhi slip nahin hota
I own a yamaha FZX, fully satisfied. The company is pretty underrated in indian market. They make fascinating products.
I drive jupiter new and yamaha Fascino but driving is very comfortable in Fasino...only one drawback fuel cap indide sheet otherwise Build quality is unmatched
It happens because Yamaha Fascino comes with thicker rear tyre at 110mm which provides better grip especially on wet roads plus mileage is best in it's class
Suspension not good
What about long term usage of fascino.. ride comfort and engine smoothness.. I am thinking to buy
@@karthikeyannb9697 Go for Yamaha unmatched quality and the Hybrid engine is superb Milenge is also good
@@karthikeyannb9697if you drive on good roads then fascino is excellent, in poor roads it's a waste.
It needs to be change like Jupitor
Isme cylinder rakh sakte hai kya aage ??
No.. place is quite narrow
Bro top speed kya hai
Piche 12 inch tyre Dena chahie tha.
2) external fuel cap Dena chahie tha.
3) front side mein 2 glow Box with charging socket Dena chahie the.
4) 110cc Jupiter ka naya model aur
Hero ka 125 destiny model se Yamaha ne yah gadi ko sudharna chahie.
Acha he model❤❤
Bhai keeway sr 125cc ka 1 video bana ae kon kon se new badlav aaya he
Feb m zr li thi or sab thik h pr
1 break shoe bahut jaldi problem ati h
2 piche tyer bilkul bekar h 3 month 7000km pr hi change krna pad gaya daily panchar ho jata tha company vale kuch nhi sunte bs shoorroom pr lene jate h na scooty ya bike to bahut bolte h kuch bhi problem ho to ye kr denge
road ki spelling kaise galat likh diye bhai??
hum Pune se lucknow aaye ?
Nice video bhai kya hal hai bhai
Mintu Bhai kya gpx demon india mein launch hogi or CBR 150r🏍️🙏
Mai use kr rha hu bhai isme jo smoothness hy n kisi v scooty me nhi milega easily aap 80,90 v cruse kr shakte hy
Bhai average kitna h iska ?
Price Kitna me mila
@@Limetless21 abhi li nahi h
@@mahendravashishth7723 average accha hy acche se chalane pe 55 -60 tk deti hy or rough use me v 45 tk easily de deta hy
Bhai is mai electric bhi hai
Back of fascino looks like Nora Fatehi 😂
Wah ! Kya observation hai aapki 👏 😂
Hd deluxe ki review banaooooo please
Gazab to hai . Hai na Jupiter or Destiny 125 se achha 🎉
Bhai mate red colour ka ek video banao...
Bhai new pulser 220 me new engine update Aaya ek video uski bnao confuse dur ho jaye
अॅव्हरेज बताना चाहिए, ये गाडी 35/40km/liका देती है .बाकी माहिती की जरूरत नही .avrage बताओ ओभी सहि हायब्रिड हो कर भी अॅव्हरेज नही है
Old men ke liye ye scooty accha h😂😂😂....
TVS new Jupiter ka video bnao
Iske silent start 2month baad hi....kharab hogaya.....and is showroom k service waale bhi.....jahil h......faltu fault bata k....kharab kerte h ...
Beauty ❤❤❤❤
Mera 45 mileage deta hain after first service
Under seat storage v dikhaiye ji
how can be get from bangladesh??
Bhaiya ji kaise hai ji yahama walu se pucho ki yahama xsr 125 cc bike kab Lunch huga IND me please batao sir please
Please please batao sir
@@SandeepKumar-st3zh bhaai ham log Yamaha ko feedback dete hain na launch karne ko waise agar scooter Lena ho normal height ke liye toh yahi scooter Lena aap , mileage best hai segment mein aur stability bahut acchi hai rear tyre 110mm ka hai jiski wajah se gaadi slip nahin hoti bheege रास्तों पर भी , reliable भी बहुत है ।
Es bike se kuch log 105 kmpl nikal rahe hai 😮
Destini ka milenge test Aur Destini Mai dua lock Dekho
TVS best scooter company hai
😂😂
boot space, mileage, hybrid Technology kuch vi to nahi bataya yaar!😮
Company need to do changes in scooty design
Tyre ko grip barabr nahi hey gadi slip hoti hey
Holesale rate kitna hoga is ka iss se to purana bajaj super scoter thik hain 😅😅😂😂😂😊😊😊😊
Paise kitna Mila hai bhai...😅😅😅😅
1 करोड़ 😂❤
Back side ko design bakwas hai. sirf circus pey achha lagega aisa hai.
Achcha
Kitna bhi tech add karlo ye scooter biknewala nahi he. Kyun ki iska gatiya ganda design....it is sad to see this design from yamaha
Yamaha ab tak update nahi huva he petrol seat under dalna hoga 😂
Jupiter Jindabaad ❤
ये जनाना स्कूटी लगती है😂
Bekar design, before facelift it was very good, that's why fascino sales are going down rapidly
भाई मीटर मे सीट बेल्ट का साइन नहीं आ रहा है 😌
Paid promotion hai yeh,real description nhi .😊
Yamaha facino ki sheet choti hai, a singal rider ke liye vest hai
Pata nhi kya pi ke iske piche ka hissa banaya hai Yamaha ne
सुलोचन😂
❤❤❤❤❤
isss scooter ko koi mudh k dekhta b ni saach bolu tou aur na glovebox hein na sahi se helmet aatta hein yamaha k scooter mein
औरतों के लिए खास पेटेंट हे, लड़को के लिए अरोक्ष हे
Kitna Ganda lagta hai ye scooty bhaiya iska pichhe ka tyre kitna Chhota hai aur back bina wazah itni lambi hai
Bhai ankhe dholo lag gaya hoga 😂
मुझे भी बहुत गंदा लग रहा ये स्कूटर्र 👍👍
Engine bahut ghatiya hai iska ek do sal ke bad engine ka satyanash ho jata hai aur repair bhi dhang se nahin hota
@@HARMINDER2775-hb7so engine behtareen hai aapne khud ne chalaya nahin hai isiliye aisa keh rahe ho 😂😂😂
Kabhi tu kharida h ye scooter@@HARMINDER2775-hb7so
Front 12 inch, back 10inch,🤬 3rd class engineering
REAR 10" का टायर thick diya gaya hai 110mm ka jiski wajah se gaadi mein stability acchi milti hai aur isi karan ye scooter barish mein geeli sadakon par bhi slip nahin hota
Ground clearness is not comfortable
No glove box why people buy this!
The most sexiest looking scooter ❤️❤️❤️
Isse achha Bajaj Chetak ev ❤
इससे Achcha 😂😂
@@LifeIsGame1993😂😂😂😂
Bakvas h ,bhai ye gaddi pichhla wheel chhota ka chhota hi rh gya piddi si , usme to kuchh bhi cheg nhi ki Yamaha walo ne, dusri baat esko lene k bad sarvis aur eske parts jldi hr jgh nhi milta esko thik kren Yamaha vale tb n, bakvas h
पता नहीं ओवरआल look, डिज़ाइन बहुत बकवास लग रहा मुझे इसका.. 😂😂
इसका चक्का छोटा ह कंम्पनी बड देता तो अच्छा होता कि चड । मे नही चलता
Ninja jesa legta hai 😂😂kya
design Bekar hai old wala achha tha
Peeche se bakwas lag rahi hai
Back side se sab se bakwas lagta ha
Sabka apna apna choice hai bahi mere ko bhut badiya lagta hai ❤❤
12 ɪɴᴄʜ ꜱᴇ ᴊyᴀᴅᴀ ʜᴏɴᴀ ᴄʜᴀyᴇ ᴛyʀᴇ.
Free de dega, fir bhi nehe lunga
Worst looking scooty ..fascino and burgman 🤮🤮🤮
Different nhi bakwaas lgta hai
Isse achhi design me bana deta rat ko 3 baje uthke bhi.😅
Dalal
अधूरा review
Flop hai.........Mumbai jaisi city me nahi bik raha hai
Goa mein best selling hai.
@@virtualmaza513 part's available rahta hai
More expensive
Design 🙄
Bakvas
Yeh chua hai
Entire plastic body scooter. Gaddi gir jaye to bhi tut jaata hai. Don't buy, save money.
Bahot bakwas