Zberdst go job . Mein bhi dekhi thi bairoon country ki video jism wo liquid srf dish wash bar, bathroom.with sink and marble tiles cleaner bna ke dekhata hai .I hope ap ne bhi Wohi dekhi ho gi . Good job but ingredient quantity zrur btaya krein . Kun ke phir manege krny mein asaani rehti hai
Dear Sister, Weight Machine pr Sirf Aapko hi ilam he k kya likh he To please in Cheezon ki Perfect Measurement Aap hi bta den q k Video me To blank Screen hi Nazar Aa rhi he. JazakALLAH
Ok 1saal tak Rakh sakte Hain phir bhi main ek research kr Rahi hun k aur Saal tak save ho jaye new formula le kr aaongi inshallah is se bhi acha formula Hoga
2 liter Mai AP caustic ko dal ker Rakh dain aur 4 liter main shampoo base ko dissolve hone k liye rakh dain aur banane k bad phir aur Pani dale ga woh phir AP andaze se dalain
Main to Saman zada leker ATI Hoon aur jitni zarorat Hoti h itna hi istimal kerti Hoon Ager 250 gram ka bhi banate Hain to DONO chemical bhi 200 ya 250 main ajaye hai. Aur jab video start hui to megerment machine main ne gram bataya h AP anadaza Laga lain
Dear Sister... Boht Mukhlisana Mashwrah he k Aap Apni English pr Khas Tawjjah den Or jb tk Perfect na ho Jaae English k Alfaaz k istmaal Se gurez kren, q k English Bolna koi Zruri nhi he Lekin agr Bolni hi he To phir Lazim he k pehle Aboor Hasil kiya Jaae, ALLAH KAREEM Aasaaniyan Ataa Frmae Or Aasaaniyan Taqseem krne Ka Sharf bhi, Aameen
Food colour acha use karain main ne 3 mahino tak use Kiya same wahi colour raha aur bhot hi transparent ho jata h rakhe rakhe AP APna no do main apko pic send ker doongi APne liquid ka
@@JANNATTIPSANDTRIKS ji mn ab aap k tareeqy sy bnaou gi. Pehly aap sb sb ek sath mix krti thee, or food colour mny mall sy leeya hn, achy waly hn. Pr shayd shampoo bas na dalny sy aysa huwa ho ga.qk mujhy wo mili nahi, JazakAllah.
@@NailaIsmail-sv9jw shampoo base apko chemical market se mil jati hai aur AP online bhi mangwa sakti Hain ager AP Pakistan sr hain to AP daraz app se mangwa lain wahan per apko chemical ka Sara Saman mil jaye gao
Aap ne jo measure kiya wo kuch nazar ni aaya, bs green color ki roshni naxr aa rhi hy. Istrh to respi bekaar ho gi. Koi kun dekhy jb usy yy hi ni pta k kya kitna dalna hy.
Sister boht bari baat hoti hay koi aap ko itni mehnat se kuch sikha dain video banana us pr edditting I think it's really hard work choti moti mistake ko Dr guzar kia karain please
Hath kharab na hon is k lie product ko neutral karna pasta he or dosra ye k inho ne vedeo k title me farmaya k 15 rupe kilo lekin Jo chizain use ki hain is hisab se ye taqreeban 100 rupay kilo padta he
@@afsarkhan8515 jab chemical Lene jayen ge to 10 rupe ka thodi lain Kam se Kam bhi apko adha adha kilo Lena Hoga ab Apke uper hai k us ko Kam quinty main banyen kyoun k Ghar her chiz to nhi milti misal k tor per jab Ghar main hum dawat kerte Hain to Saman bhar se hi Lana hota h Ghar main kuch nhi hota
Mind na karain to guide kejeaga plz k hampoo base, sulfonic acid, tatri ki quantity mentione b nhi ki verbaly b nhi bataya 200 me 15 kg yani 14 rupy par kg ye baat samajh me nhi aai plz detail se bataingi to aasani rahegi
Ok AP ne ek video Dekhi h Meri aur bhi dish wash ki videos Hain Meri woh dekh lain aur phir bhi yaqeen nhi aye to aur bhot se TH-camr Hain unko videos dekh lain
@@JANNATTIPSANDTRIKS Yar hr city ka apna apna rate haa apko hrr cheez ki miqar btani chaey jb AP video B'nati ha tb sari chezan pass rakh k unki miqar btain phir Kam Shuru krain
Han woh main ne check nhi kyuonk mujhe Mila nhi agli dafa use karoongi Lekin result best hai mere Ghar k bhot share Kam ho jate Hain best rewieu h is ka
mein bhi shampoos soaps oils wgera bnati hu aapki bhi boht achi recipe hy.
Shukriya
*InfOrmative VideOW Thankx fOr Sharing!!!!!* 👌👌👌
So nice of you
Good job Ingredient Quantity???
bht achi video he ab me b dish wash banane ki koshish karonga
Thankyou
What should be PH level which is important
Hi is ka pH level 7 aur 8 k der miyan hoga
Good zabardast zindabad good madam good
Hamare to jahg khtm nahe hoty
Bibi aap steel ki plate may caustic soda measure Kur k keh rhi Hain k measurements aap khud daikh lain
ZabRdest behn
Zberdst go job . Mein bhi dekhi thi bairoon country ki video jism wo liquid srf dish wash bar, bathroom.with sink and marble tiles cleaner bna ke dekhata hai .I hope ap ne bhi Wohi dekhi ho gi . Good job but ingredient quantity zrur btaya krein . Kun ke phir manege krny mein asaani rehti hai
Description box main mention hai formula
Thankyou so much hosla afzai ka
Sama Kahan sy kharyden
But ye cleaner to floor, cabinet and washroom dhony k lye use krty hn... Ye dishes k lye safe h .? Isk koi side effects to nhi.?
Sab chizon main. Bhot Kam ata h yeh dish wash liquid
Api shapmo base kis shop se milti ha main pansar store pe gai wo khty hmre pas nai ha or jo sarf wgyra bnaty unho ne bi jwb de k nai ha
Ji chemical wali shop se milega yeh saman
good video
Thanks for the visit
Aker ma ap na kiya mix kiya han ye kaha sa milta han.
Akhir main khusboo use ki thi
Zabardast👍
Thanks dear 😊😊😊😊
Lemon ki fragrance kahan se milti he??
Apko sab Saman chemical ki shop per mil jata hai
Melt Ni dilute hota hai...
Apky hath bohat piyary hai❤
Ma shaa Allah nice video🎉❤
13:18 ap sman kah sy purchase krti ha??
Hole sale market se
Sulphonic acid , caustic soda shampoo base yeh kaha say milta hai
Chemical ki shop se Jahan per sabun surf tezab milta h
Very helpfull❤❤
I'm so glad!
Assalam Walekum video acchi Thi Magar quantity bahut jyada Banai hai kam quantity Mein banana Bata De please reply me❤
Kam quntity main bhi sikhaya hai visit my Chenel
Ye btain plz k home made dishwash Sy hath bht dry hoty Hain plz is ka koi solution btain
Is main AP glecrin shamil ker dain phir apk hath dry nhi honge
Nice sis
Thank you
Is ka PH kitna hai?? Apne recipe asi banae hai jese koi khana banaya ho
Is ka pH 7 aya tha woh video main ne banai thi per woh delete ho gai Thi ab dubara esi video ane wali pH level k SATH inshallah
Dish bananey k kuch arsa baad ye nichey faith jaga hai kiun
Mere sath to ESA nhi hota a mixing achi karain
Good information 👍 ❤
Thankyou so much
shampoo base karachi may kahan say milay gi
Jodiya bazar main chemical market h AP google per location lagaye aur chale jayen main to Hyderabad se hun
Shampoo base ko sles kehty hein ap ko clear kar k aik bar dekhana chahiye tha citric acid se 4 ghanty tak clear ho jata hai
Mera ek clip ki video shoot hi nhi ho pai werna main apko zaroor dikhati AP mere playlist main jaker dekh sakte aur dish wash ka formula
Please bta da ya salfonic acid kalay tel ko kehtay ha?
Ji haan kale tail ko hi kehete Hain
Maam konsa fragrance liya aur kahan say
Lemon fragrance liya h aur woh bhi apko chemical ki shop per hi milega Jahan per Sara Saman milta h
Thank you!!!
Mashallah super
Ji bhot shukriya 💕
Sis water kitna hai use kya total
Total 7 kilo Pani use Kiya tha main aur phir apko jitna patla rakhna Hain ya gadha Apne uper hota h
Madam kitna water keliye itna item dalneka
Description box main mention Kiya hai
Samaan aap ne kahan se khreeda hy?
Khi me kahan se mily ga?
Jodiya bazar hole sale market se milega
بھت ادب کے ساتھ عرض ھے کہ اپ نے سامان کی کوئی مقداد نہیں بتائی 😮
AP video k start main dekhen magerment Kiya h main ne
😂😂😂😂
Sis ap ki qualification kia he
@@afsarkhan8515 2ndyear h bas per shoq bhot h sab kuch seekhne ka but only house wife
Dear Sister,
Weight Machine pr Sirf Aapko hi ilam he k kya likh he To please in Cheezon ki
Perfect Measurement Aap hi bta den q k Video me To blank Screen hi Nazar Aa rhi he.
JazakALLAH
Total pani kitna use kerna hy
Total 10 litter
Nice sharing new friend here
Thankyou so much honest friend
AP ny Kon sa color use kia s?
Yellow food color
pochna hai......total ketna kg yaa lt..bana hai.....agher 2 saal tak rekhna ho to kon se chez dali jaye...umeed hai jawab mely ga
Ok 1saal tak Rakh sakte Hain phir bhi main ek research kr Rahi hun k aur Saal tak save ho jaye new formula le kr aaongi inshallah is se bhi acha formula Hoga
sister new subscriber good vedeo lakin pani kitna dala ye ni btaya aap ne
2 liter Mai AP caustic ko dal ker Rakh dain aur 4 liter main shampoo base ko dissolve hone k liye rakh dain aur banane k bad phir aur Pani dale ga woh phir AP andaze se dalain
Dekhen Thoda apna idea bhi lagana padhta h peheli dafa main to mujhe se bhi Thoda 19 20 Hogya tha Baki best of luck inshallah acha hi bane ga
Kahan sy milay gy cheezain
Chemical market se Jo hole sale market se Mila ga
Zabrdast
Thankyou
Nice ap bartn dho k demo bhi deti na
Thanks AP Meri pichli videos main dekhen us main main ne demo bhi diya inshallah next tym jab dubara banaoongi to zaroor doongi
achi malomaat ap ne de thankss
Ok thanks 👍
Without castic soda ban jay ga ye liquid
Han ban jaye ga uski video bhi share karoongi
اس سے ہاتھ خراب تو نہیں ہوتے ؟ کالے پڑ جاتے ہیں یا بہت زیادہ کمخشک ہوکے پھٹ جاتے ہیں۔
Ap is main glecrin shamil kerlain 500 gram phir apk hath nhi phaten ge
boht mehnat se bnaya hy apne mgr kitny gram liya or kitny price ki li hy
Main to Saman zada leker ATI Hoon aur jitni zarorat Hoti h itna hi istimal kerti Hoon
Ager 250 gram ka bhi banate Hain to DONO chemical bhi 200 ya 250 main ajaye hai. Aur jab video start hui to megerment machine main ne gram bataya h AP anadaza Laga lain
😊
❤@@JANNATTIPSANDTRIKS
All ingredients are costly, mention weight and price
Dekhen main hole sale shope se leti hun sab kuch sulfonic acid 140 rupe sles 170 rupe Pao leti hun main castic bhot sasta hota h 50 rupe ka lay lain
I will try
Good luck 🤞
مقدار بھی ساتھ ساتھ بتانی چاھٸے کہ کتنا نمک کتنی ٹاٹری
Description box main dekh sakte hain
AOA sis kia ap mujy ye bna k bheji skti hain itni hi quantity maine jitni costs aye gi main apko send kr dungi plz mind mat krna
AP Kahan reheti hain
السلام علیکم اپ سے پوچھنا تھا کہ اپ نے اپ نے اپ نے مقدار نہیں بتائی برائے مہربانی کرکے اپ مقدار بتا دیجئے گا بہت شکریہ
Dekhen main ne description box main sab kuch likh diya h
Waoow very nice sharing❤❤ sister conected❤❤
Thankyou so much hosla afzai ka bhot bhot shukriya 💕
10 rupy ka caustic soda or 180 ka kala tail ly kr hm poory maheny k leay dish wash bnaty hain
Achi bat h
Dear Sister...
Boht Mukhlisana Mashwrah he k
Aap Apni English pr Khas Tawjjah den Or jb tk Perfect na ho Jaae
English k Alfaaz k istmaal Se gurez kren,
q k English Bolna koi Zruri nhi he Lekin
agr Bolni hi he To phir Lazim he k pehle Aboor Hasil kiya Jaae,
ALLAH KAREEM Aasaaniyan Ataa Frmae Or Aasaaniyan Taqseem krne Ka Sharf bhi, Aameen
Apko koi professor Hain Kya itna bada lecture de diya Apne but lecture dene ka bhi bhot bhot shukriya
@@JANNATTIPSANDTRIKS
Me ne To Aapki Bhalaai hi Sochi Thii q k Aap Ghalat Alfaaz bol rhi Thein Lekin
Aapki baat Se Ehsaas huva k Me ne Ghalti ki he,
@@affablepersonality1868 mere kehene ka woh Matlab nhi bro AP to bura hi man gaye ok thanks bro Apne acha Socha
Nice👍👏😊
Bhot shukriya dear 😊
Thanks 🤗
Good
Thanks 😊
زبردست
Thankyou
selfonic acid ko kala tail b kehty hn
Acid selary bhi kehete Hain aur kala tail bhi
Asalam walikum is pH Kya hy.
Is ka ph 7 hoga
اگر کم مقدار میں بنانا ہو تو پھر چیزیں کتنی لینی ہوں گی
Main Kam quintity main video baanogi dobra bhot jald Lekin mere Chennal per aur bhi bhot si videos Hain bhot sari dish wash ki
Zabrdast video
Thanks
Masha ALLAH
Boht accha bnaya he
Good 👍
Mahotarma colour clear nahi aaya hai milky hai
Woh color main ne Kam dala tha is liye ESA nazer araha aur kuch camera ki wajha se
Perfume Jo apny dala uski waja say ha perfume main malawat ha
Saman kaha milega sab
Chemical ki shop se
Mn jb bnati hu to kuch dino baad colour light ho jata hy q? Bnta behtren hy.
Food colour acha use karain main ne 3 mahino tak use Kiya same wahi colour raha aur bhot hi transparent ho jata h rakhe rakhe AP APna no do main apko pic send ker doongi APne liquid ka
@@JANNATTIPSANDTRIKS ji mn ab aap k tareeqy sy bnaou gi. Pehly aap sb sb ek sath mix krti thee, or food colour mny mall sy leeya hn, achy waly hn. Pr shayd shampoo bas na dalny sy aysa huwa ho ga.qk mujhy wo mili nahi, JazakAllah.
@@NailaIsmail-sv9jw shampoo base apko chemical market se mil jati hai aur AP online bhi mangwa sakti Hain ager AP Pakistan sr hain to AP daraz app se mangwa lain wahan per apko chemical ka Sara Saman mil jaye gao
@@JANNATTIPSANDTRIKS ji. Mujhy Hyderabad sy mili nahi. Daraz py dekhi hy wahin sy ya Karachi sy mngwaou gi. Or thanx sister 🤩
@@NailaIsmail-sv9jw Hyderabad main tilaq chadi sireghat market per chemical market h wahan se lati Hoon main
200 ma ya SB NAHI milta madam
200 mn shampoo base bhi nhe milegi, in ho Shayad pura truck khareda hoga to itni Kam price mn para hai
نمک ملانے سے گدلہ کیوں ھو جاتا ھے
AP ne video main Dekha Mera to nhi hua
Aap ne jo measure kiya wo kuch nazar ni aaya, bs green color ki roshni naxr aa rhi hy.
Istrh to respi bekaar ho gi. Koi kun dekhy jb usy yy hi ni pta k kya kitna dalna hy.
Ok main description box main likhdeti hun AP wahan se dekh lain aur likh lain
یہ سلفیورک ایسڈ ھے یا سلفونک ایسڈ؟کلیئر کریں پلیز
Sulfonic acid h main ne description box main mention ker diya h AP wahan se bhi dekh sakte hain
Ye hemara gahra nahe bmta
AP namak ki quintity Sahi rakhen
یہ چیزیں کہاں سے ملے گی اور وذن تو دکھائ نہیں دیا بہنا
AP Meri next video dekhen samjh ajaye ga apko
@@JANNATTIPSANDTRIKS ok sister thanks
Mujhe se ly lo ye sab
یہ کام کرنا چاہتا ہوں
To AP ker sakte Hain
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ aap tamam saman ki list bhi likh deya karen جزاك اللهُ ❤❤
Walekum as salam ji main likh deti hun ❤️
معذرت کے ساتھ شمپو بیس کو sls نہیں کہتے بلکہ sles کہتے ہیں
Sorry Lekin Urdu main ne bataya h apko Kay shampoo base hai formule k nam ek Jese hi hote Hain sls mujhe pata h detergent powder main dalta h
Sister boht bari baat hoti hay koi aap ko itni mehnat se kuch sikha dain video banana us pr edditting I think it's really hard work choti moti mistake ko Dr guzar kia karain please
Sis mira desh wash ka hy kam hy.... 2013 se .... Ek kg salfanic ki sat 140 se 150 gram tak ph laval normal hota hy.....
Ok
کاسٹک کی مقدار کچھ زیادہ نہیں ھے۔?
Bilkul Sahi bana tha Ghar k liye bhot acha bana tha
Is sa hath tu hrb nhi hon gy
Nahi honge main daily use ker Rahi Hoon aur AJ ek dish wash past ki zaberdaat video ane wali h
Ap k khat to kharab nhi hoty m jb b use krti hu to mery khato ki skin utharna start ho jati h
To Meri dusri video Bina kale tail k hai woh AP dekhen aur banayen inshallah Sahi rahenge hath apke
Hath kharab na hon is k lie product ko neutral karna pasta he or dosra ye k inho ne vedeo k title me farmaya k 15 rupe kilo lekin Jo chizain use ki hain is hisab se ye taqreeban 100 rupay kilo padta he
@@afsarkhan8515 15 rupe kilo nahi 15 kilo h
@@afsarkhan8515 jab chemical Lene jayen ge to 10 rupe ka thodi lain Kam se Kam bhi apko adha adha kilo Lena Hoga ab Apke uper hai k us ko Kam quinty main banyen kyoun k Ghar her chiz to nhi milti misal k tor per jab Ghar main hum dawat kerte Hain to Saman bhar se hi Lana hota h Ghar main kuch nhi hota
@@afsarkhan8515 phir bhi ek bolun k bazar k liquid se bhot sasta h aur aram se 3 mahine tak use karain it ni quintity main
Itna bolnay sey bahetar tha aap weight hi bata detein
Description box main dekh sakte hain
Castic soda kis ny bola dishe wash main daly 😂 ya washroom saf karny main ata hat kharab ho gy is say
Apko is ka jawab Meri next video main mil jaye ga inshallah
جی مقدار تو بتایا نہیں
Description box main sab kuch add h
Mind na karain to guide kejeaga plz k hampoo base, sulfonic acid, tatri ki quantity mentione b nhi ki verbaly b nhi bataya 200 me 15 kg yani 14 rupy par kg ye baat samajh me nhi aai plz detail se bataingi to aasani rahegi
AP description to padhen
@@JANNATTIPSANDTRIKS thankyou so much description me abhi dekha he
Well done
Thank you so much 🙏
😂 muja bi banana ata ha lakin market main kohi kharid ta ni many bohat pasy ziya kiya ha
To zaroori nhi k AP sell karo Ghar main khud use karo
All ingredients are costly
Nhi bilkul nahi Hain mehege
AP jhot q bholty ho ke namk se ghara hota hai Mai ne banaya namk se to balkul ghara nahi hota
Ok AP ne ek video Dekhi h Meri aur bhi dish wash ki videos Hain Meri woh dekh lain aur phir bhi yaqeen nhi aye to aur bhot se TH-camr Hain unko videos dekh lain
Aur AP ko dekh ker bhi yaqeen nhi araha us ka ab main Kya ker sakti Hoon
Main Apne products per bhi ek din video banaoongi inshallah jab apko yaqeen ajaye ga
Qastic soda ki miqar nhe btae
Qastic main ne 50rupe ka liya tha
@@JANNATTIPSANDTRIKS Yar hr city ka apna apna rate haa apko hrr cheez ki miqar btani chaey jb AP video B'nati ha tb sari chezan pass rakh k unki miqar btain phir Kam Shuru krain
Acha juice hai 😂. Masha Allah itne saray pani mn 1pao SB r Sulfonic dali hai, bartan kia khak saaf hongy.
Ji bhot ache se saaf ho Rahe Hain bartan hi bhot kuch saf ho jata h
Apne dekhaya magar machine pe light pad rahi thy islea dekha nai.islea koi faida nai
Ok main next video bhi is chemical ki hi upload kerne wali hun AP zaroor dekhna
جس طرح آ پ نے بنایا کسی چیز کی کوئ مقدار وزن نہیں یہ گھر کے لیے ٹھیک ھے بس
Han to Ghar bhete AP bana sakte Hain aur saste main faida uthayen
آپ نے پانی کا وزن اور باقی چیزوں کا وزن نہیں بتایا
2 kilo main caustic soda ad Kiya h
4 kilo Pani main shampoo base ad Kiya tha
Qtty kese note kren khud, usme plate ki wazn bhi arahi , disliked.
Koi plate ka wazan nhi h
ٹوٹی پھوٹی نا مکمل معلومات والی ویڈیو۔۔۔۔۔۔۔۔
Shukriya apka bhot bhot
Please give phone no. Or vedio for raw material shop
Mera no chahiye apko
پتلا ہے
Video main lag raha h apko
Ph aap nay check nahi kiya
Han woh main ne check nhi kyuonk mujhe Mila nhi agli dafa use karoongi Lekin result best hai mere Ghar k bhot share Kam ho jate Hain best rewieu h is ka