Sir hum log 12 jan hai, 4 ladies 8 gents. Sir plz batayie hum log pehlese rehna aur gadi booking kare ya phir haridwar se gadi aur rehne ke lie jise barkot, uttarkashi, sonprayag and rudraprayag me usidin dharmsala ya hotel milegi?
Sar main gaurikund Kedarnath sonprayag mein step book kar liya hai 3 October ka family ke sath per 3 October ka Yatra pass nahin ban raha hai online please bataen kaise banaye
चार घाम कितना खच अाता हे हेलीकॉप्टर से ओटौबर १८ से५ नवम्बर तक कितना खर्च लगता हे। अगर हम ।युके से अमदावाद वहासे। हरी दीवार वहासे। हेलीकॉप्टर में जाना चाहते हे कितना किराया।लगता हे हम युके। से हे आप।हमको बताये
Bahut badiya bhai anand aa gaya itna detail me bata diya apne thanks for sharing this usefull information. Hope jald hi bholenath darshan ke liya bula le❤❤❤
Hum rishikesh se 12 siter tampo lekar aane ka plan kar rahe h rishikesh se niklne k bd hume raste me kha stay krna chahiye jha ache views b dekhne ko mile hmare sath family h to plz btae.. Shi kya rhega..or ye e pass kya h kaise bnate h.. Hm Rajasthan se h
Sir aapne bohot achi jankari batai hai bohot detail mein 😊😊 par sir chaudabadi lake 2013 ki aapda mein khatam ho gayi thi aur vasuki taal Jana bohot jyada difficult hai one side 8 km hain par 80° ki khadi chadhayi hai aur wahan par koi bhi rasta bhatak sakta hai isliye jo kayi baar ja chuka ho usi ke saath Jana chahiye aur subah 4baze hi nikal Jana chahiye jisse sham ke 5-6 baze tak wapas aa jayen aur wahan par 11-12vbaze se Badal aa jate hain to raste ka bhi pata nahin chalta par nazare itne khubsurat hote hain ki bata nahin sakte Har Har Mahadev 🚩🚩
@@shubham8685 haan ja sakte ho lekin bilkul subah subah kyonki 11-12 baze tak wahan Badal aa jate hai lekin bohot carefully wahan par rasta bhatak sakte hain
Jo log helicopter me jaa rahe hein.. Unka agar same day up & down rahega, Aur token agar next day kaa mila.. wo log kya karenge..?? Any suggestion bhaya ??
Ek dout hai jis din apan kedarnath trak suru katke 5 baje tak pauch jayege us din ki pass hai par next din vapas nikalte samay sabre darshan karne ke liye firse pass lagegi kai us din ke date ki...?
May me jao ya June u will get same rush upto closing...after kapat gets close rush get down ...u will not get rooms easily if ur going with old parents please make sure u get booking otherwise it will difficult for them
Sir please guide, please guide, please guide, please guide. Sir my parents wants to go Kedarnath Dham yatra 2023 track by horse in the month of May -2023 and both is above 60 ages so please guide about oxygen level is sufficient-difficult - average and needed to carry cylinder or there will be available as similar Amaranth yatra or not needed. If it is possible then make video about oxygen level. For all people guide.
Har har shambhu nath....love respect baiya
Jai ho baba ki....Bholenath ki kripa Rahi to is bar ham bhi darshan karna chahte hain..
Hmm bhi aayenge es baar shree केदारनाथ
Har har Mahadev 🕉️🕉️🕉️🕉️🕉️🕉️🕉️🕉️🕉️🕉️🕉️🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Dada amar 2 babay ache akta11year/9year tader ki kedarnath jatra korte niye jete parbo pahare
हर हर महादेव
Closing ceremony waiting 🥰
Sham ko sonprayag se gourikund jane ke liye gadi milti hai kya kyonki hamare room book hai gourikund mee
Bohot sundar ❤️😍
Jai Mahadev 🙏🙏
Bhaiya plzz btaiye kya jroori samaan lekr jaana chahiye.. Hmare saath 8 saal ka bachcha bhi hai
ThankyOu bahut Achhe jankari batayi
Mera trek 6 ko ha toh meh Kedarnath Yatra mah konsa date dun 6 yah 7 sir please help.
Very good Vdo . Keep it up . God bless u
Har Har mahadev
बहुत नसीब वाले होते हैं जो केदारनाथ यात्रा करते हैं भगवान सबकी मनोकामना पूरी करें जय जय केदारनाथ
Bhai may suru m sonprayaga m dormatry mil sakte h offline please bto
Bhai is clip me 13:35 se Jo clip h snow ki vo mosam konse month me milega ?? Pls and me
Jai mahakal
Love u Mahadev ❤️❤️
1:00pm ko paunchenge haridwar toh wohi stay kare ya sonprayag ke liye nikle
Wahi stay kijiye best rahega
Very use full video har har mahadev 🙏🙏🙏
Sir hum log 12 jan hai, 4 ladies 8 gents. Sir plz batayie hum log pehlese rehna aur gadi booking kare ya phir haridwar se gadi aur rehne ke lie jise barkot, uttarkashi, sonprayag and rudraprayag me usidin dharmsala ya hotel milegi?
Bahut badhiya jankari di hai aapne 🙏
Jai baba Kedarnath ki 🙏🙏
Jai shree kedarnath baba 🕉️🕉️🙏🕉️🙏🙏🙏🙏
kya Hum personal tent Laga sakte ha Kedarnath per
Jay Jay Pyare Baba
Rajasthan se ye yatra kitni time me puri ho sakti hai kitna pese lagenge
Har har mahadev 🙏🙏❤️🧿
Sar main gaurikund Kedarnath sonprayag mein step book kar liya hai 3 October ka family ke sath per 3 October ka Yatra pass nahin ban raha hai online please bataen kaise banaye
Bhai ji Kay wha par online bhi chal ta hai kay Jaise kuchh chas kuchh online
Jay Kedarnath Badrinath 🙏
bhai maine 28th may ka ticket liya hai... hotels and bheed kaise hogi uss time?
Om namah shivay
Sir Kadernath par drone flying kar sakta pls batau
चार घाम कितना खच अाता हे हेलीकॉप्टर से
ओटौबर १८ से५ नवम्बर तक
कितना खर्च लगता हे।
अगर हम ।युके से अमदावाद वहासे। हरी दीवार वहासे। हेलीकॉप्टर में जाना चाहते हे
कितना किराया।लगता हे
हम युके। से हे
आप।हमको बताये
Har har Mahadev ❤️🙏🙏🙏🙏
Apki video bhut informative lgi
Radhe radhe radhe radhe radhe radhe
Bhai Hume October me karna hai Trip to yatra pass abhi bana le...ya bad me banana padega
Bahut badiya bhai anand aa gaya itna detail me bata diya apne thanks for sharing this usefull information. Hope jald hi bholenath darshan ke liya bula le❤❤❤
th-cam.com/video/O7Bue9rCRIE/w-d-xo.html
kya bagair lahsun pyaj ka khana kedarnath me milta hai ?
हम सप्टेंबर के फस्ट विक मै आने का सोच रहे है
तै वहा बारीश जादा होती है क्या
हम grup मै आ रहे है
चार धाम के लिये तो बुकिंग कब करे
December me khya ja sakta hai... Aur entry pass ka kya seen hai
Sir Amarnath dham koi Jane wala hai kya
Mumbai se
Her her mahadev...Hello bro kya koi registration bhi kerna hoga kya ...mujhe tungnath... badrinath..or kedarnath jana h please reply thanks
Kedarnath or Badrinath ka ragistration hoga
Sirji waha sim card konsa chalta hai plz
Sonprayag to gaurikund sharing taxi night m kab tak milti hai
Off line room ya tent asani se mil jata hai ya nahi
Sir October me crowd kaisa rahega aur last October me yatra karne par kam se kam kitna budget aayega
Sab se achi video
Bhai Khud ka Tent Laga sakte hai??
Or Vasuki taal ghum sakte hai ya waha par hi tent laga sakte hai
Thank u for such meaningful vedio ⭐
Glad you liked it
Kya hum ekdin morning me kedarnath se trek start karke niche ake fir car leke haridwar ake rat 12 baje train pakad sakte ha...?
Hum rishikesh se 12 siter tampo lekar aane ka plan kar rahe h rishikesh se niklne k bd hume raste me kha stay krna chahiye jha ache views b dekhne ko mile hmare sath family h to plz btae.. Shi kya rhega..or ye e pass kya h kaise bnate h.. Hm Rajasthan se h
Haridwar se government bus mil jayegi
What a information bro🤜
Dil khush ho gya
Explain mast kiya hai. Totally 🕉🔱🙏
Kya kisi tarah se govt bus ki online booking kar sakte hain : Rishikesh to Guptkashi ??
How many time i can go to temple for kedarnath ji darshan
As much you want
Jay Shri Kedar Baba
Bhai july mai jana theek hoga coz mujhe time hi july mai mila hai. Jai shree kedar
Gourikund se tungnath jane ka kya byabastha hai tohra ager bata de
Vasukitaal ja skta hai kya 26 april ko.
जय भोले बाबा की
Nice video bhai
Kya 17 November Tak kapda khule rahenge kya Kedarnath ke
Nahi 13-14 nov ke arround kapat band ho jayenge
Bro yatra pass nhi banane se ja nhi sakta kya pls reply bro
Sir ame Delhi sa pheyala kha Jana ha Kedarnath jane ka liya
Yar Haridwar re 6bjh k bad nhi milega sonprayag k liye
Bhaiya ..pura charodham ka video daliye 🙏 aur kitna din lagega pura charodham dharshan ke
Ji jarur video ban haraya hain 1-2 din main aayega
Sir thank u so much best video have ever seen
Har har mahadev bhai
Ham ayege ish baar
Sir aapne bohot achi jankari batai hai bohot detail mein 😊😊 par sir chaudabadi lake 2013 ki aapda mein khatam ho gayi thi aur vasuki taal Jana bohot jyada difficult hai one side 8 km hain par 80° ki khadi chadhayi hai aur wahan par koi bhi rasta bhatak sakta hai isliye jo kayi baar ja chuka ho usi ke saath Jana chahiye aur subah 4baze hi nikal Jana chahiye jisse sham ke 5-6 baze tak wapas aa jayen aur wahan par 11-12vbaze se Badal aa jate hain to raste ka bhi pata nahin chalta par nazare itne khubsurat hote hain ki bata nahin sakte
Har Har Mahadev 🚩🚩
Bro Google map kaam aayega kya wha pe..??
@@shubham8685 nahin bhai usme direction sahi nahin dikhti
@@gauravkhanujaa7633 kya ham3 log Bina kisi k help ke wha tak ja skte hai
@@shubham8685 haan ja sakte ho lekin bilkul subah subah kyonki 11-12 baze tak wahan Badal aa jate hai lekin bohot carefully wahan par rasta bhatak sakte hain
bhai yeh documents jruri hote hai kya?? Koi btao mujhe.. mei pehli bar jane ka plan kr rha hu april end mein
भैया sonprayag से बद्रीनाथ जाणे के लिये किराया कितना है
1000
Bro please tell me about tourist registration is that mandatory or not....I hope you will reply
Yes it’s mandatory you can do online or offline as well at Sonprayag
bro buses subha 4 se 9.30 am tak hai.. ya night 9.30 tak.. apne 9.30PM likha hai
Only subah bhai Sam ko nahi hain
Mai plan kar rha hu may me kaisa rhega bataye ????
Yatra pass hum kaun se date ka banaye jis din darshan karna hai us din ka ya jis din yatra start karenge us din ka ?
Q
Trek karoge us din ka
Patna to kedarnath ka total fair kitna aa jayega ,
Thank you sir ,may me trip hai hamara ,har har Mahadev ❣️
मैं बिहार से हूं छोटा ब्योपारी हूं क्या वहा छोटा मोटा ब्योपार कर सकते हैं खाने पीने की सामग्री की जैसे गरमा गरम लिट्टी चोखा
Trekking way par washroom arrangement kaisa hai kya kuch bta skte hai?
Bihar Patna se Kitna karcha parega sir batao person 1 ke Liye ❤❤❤
Kedarnath yatra ke liye Kitney din lagege
Thank you bhai mahakaal ke dharsan karane k liye
Agle month per pakka jaunga
Apna camp lija sakte hai
Jo log helicopter me jaa rahe hein.. Unka agar same day up & down rahega, Aur token agar next day kaa mila.. wo log kya karenge..?? Any suggestion bhaya ??
Same day wale waise bhi 9-12 Pm ke bich pahuch jayenge unka same day hi milega
@@RavindraSolanki thanks for the info bhayaa.. ❤️❤️
Main Dubai se ❤
Aum namah shivaya!
Thanks for the information Very informative video...🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Ek dout hai jis din apan kedarnath trak suru katke 5 baje tak pauch jayege us din ki pass hai par next din vapas nikalte samay sabre darshan karne ke liye firse pass lagegi kai us din ke date ki...?
Alag se pass nahi lagega ek pass hi kafi hain
,
Chardham yatra ke liya online registration Krna compulsory hai?
Bhai kya ham apne tanting camp lga skate hai wha pe agar hotel me room ya domentry nhi mile to……..?
Han jaha jagah mile waha laga sakte ho
Mahadev Bhai aesi jaankari dene ke liye bahut bahut dhanyawad ❤️
May me jao ya June u will get same rush upto closing...after kapat gets close rush get down ...u will not get rooms easily if ur going with old parents please make sure u get booking otherwise it will difficult for them
Sir please guide, please guide, please guide, please guide.
Sir my parents wants to go Kedarnath Dham yatra 2023 track by horse in the month of May -2023 and both is above 60 ages so please guide about oxygen level is sufficient-difficult - average and needed to carry cylinder or there will be available as similar Amaranth yatra or not needed.
If it is possible then make video about oxygen level. For all people guide.
Plz carry oxygen cylinder yes video will live soon
2023 Kedarnath Yatra me koi changing aayi Hai date ko lekar ke
Date q change hogi wo fixe hoti hain bai
Bahot achhe se btane ke liye dhanyavaad bhaiya
Hum 4 jane(family) 12 may ko delhi se niklnge... aap hume join kr skte ho