Are toh fir bhai splendor lelona sports bike chaiye toh sports bike hi rhegi isko splendor nhi bna skte me khud iska owner hu pichle 10 days se mera pass he and best bike hai 👍
1) most of bike ka handle lock aisa hi hota he thoda tilt karna padta he 2) Brightness halka sa kam he raider ke mukable, aur mutth kam mara karo 3) to bhai cycle le leta agar ledies bethana he to🤡 4) wo acceletor wire nikal kar use karna hota he na ki atka kar aur ye showroom walo ki galti he
Bhai mere pas bhi Xtreme 125r hai..... Aur mai 2 mahine se chla rha hun...... But mai apne bike se khush hun...... 1.2 Lakhs ki sabse super bike hai aajke date me...
Main xtreme lu ya na lu? Kyuki maine bohot sare videos dekhe hai ki engine se sound ata hai, oil leakage hota hai, shock absorber oil leak hota hai ..abhi kya karu lu ya nahi? Bc agar meri gadi mein bhi aisa hua toh?
1.Lock wala problem koi bada chiz nahi h 2. Instrumental cluster din me utna v khrab nahi h. 3. Buttons perfect hai. 4. Leg guard lagwa kiya 400 rs me. Aur ladies k liye nahi h bike ye. 5. fake Bdw, yes i have xtreme 235 r. And this is awesome bike.
@@theslayervlogsYwb vlogs ka cut ho gya hai showroom walon ki galti se nhi toh Aisa nhi hota aur problem baki ke kuch kuch problem hai thoda btw bike mast hai
@@MultiverseLove ur right bro..same is bike mein bi aisa hi placed tha wire ..mein kuch jaanbuch kr place ni kiya hai.. And bike chalane mein mst hai..ye mein manta hu..
1. Problem ka solution sare bikes mai aisa hi lock hota hai isme koi badi baat nhi 2. Screen visibility ok theek hai chalo maaan lete hai 3. Button quality bhai tum itna price Mai kya gold ka button chahiye tumko ha 125cc ki bike hai thoda cost cutting hoga par itna bhi kharab nhi hai ki ghatiya boldo 4. Foot rest bhai agar kisiko ladies ko bhitane ke liye bike Lena hai to isko Lena hi kyo hai koi aur Lelo bike ko aisa hi banaya gaya hai to sporty look hi ayega tumko sab kuch chahiye 1lakh mai 5. Aur Rahi baat wire ki bahar nikal Diya to hogya solution isko itna bada banake dikha diya views ke liye kya hi bole problem bike mai nhi tum mai hai bhai 1lakh mai tumko kya ninja chahiye
Yr bahut se log xtreme 160r meter ke bare mein bhi batate hain h ki iski visibility bhut Kam h, bhai mere paas bhi 160r h magar usme to mujhe koi problem nhi aati visibility mein, 160r mein aur 125r mein same hi meter h, mat gumrah Kiya kro logo ko bhai
Gadi ya bhi hero wale ne reviews ke liye di hai unmein ladies foot rest aur leg guard included tha but in real life hero wale bolte hai abhi aaya nahi leg guard aur ladies foot rest aur engine cowl bhi nahi hai yeh 3 no accessories includes karke sail karni chahiye inko baki koi problem nhi hai bike mein alag se lagwane se acha hai sath mein de dete price thori high rakh lete par yeh dikkat aarhi hai
Bhai hero me problem hai mere pass bs6 super spelender bs6 with desk break wali hai, usme ibs nahi Kam Raha hai, ingene oil bahut khati hai, 70k chala Chuka hai,
Hero ne jo chain cover k upar footrest Diya he wo mujhe to master stroke laga hero k taraf he . Good work Hero . & This price range me 1 naked sports bike literally too good . College 🎒 Jane Wale ladko k liye he best option me ho sakta he in this price range. Millage ki baat to me karunga hi nhi wo to sab ko pata he 🤗
bhai jisko ladies piche bithani hai vo splendor lega or Meter me brightness kam bhi kar sakte ho or badha bhi sakte ho , or lock ki baat ki tune to vesi problem to rahti hai normally honda ki activa aati hai usme bhi hai , yamaha ki bike me bhi hai.
Buttons k quality ka prblm man lete hai... Baki jo prblm bataya woh batane wali prblm hai hi nhi... Price aur features ko dekhte hue its acceptable.. aur wire bahar nikalna hota waha se shwroom se nikalte hi
Gari lenepe mujhe sochna nahi hai lekin teri video video dekhne se pehle mujhe thoda sochna chahiye tha . Pls next vlog mat lana nahi milna hai tumse or . Tumhaari video ka point itna faltu hai ki gali dena bhi time waste hoga .
Inko duniya bhar ke features aur quality chahiye lekin Paisa jhaat barabar bhi nhi denge. 1.1lakh mein tereko kya superbike chahiye? Video banane ka topic nhi mil raha toh humse puch le community post mein, hum denge ideas.
Tu Thodi tuition lele Ki Bike ka Review kaise kiya jata Hai Kisi Problem Koo kaise Bataya jata Hai Kya Bolna Hota Hai Yee sab Sikh Kee aja……. Kuch bhi Bole Jaara Problem Kuch our Bate kuch our 😂😂😂😂😂
Bhai escalator wire udhar se showroom walone nikalthe hai customer ko delivery kathe wakth , shayad unko patha nahi hoga , thum escalator wire ko udhar se nikal kar normal place me rakho yehi video TH-cam mei hai aap search karke dekho ,wo escalator wire udhar phasakar nahi rakhthe hai
Hey engine tho super and accha hena ho bas chaiyiye exlator wire mater nahi hotha he thum kannada vloggers se dekho bike kaise review karna he aur seeko patga typical kannadiga uska chanel dekho aur siko
Bhai Bhai apne bilkul shi kaha in kamiyo se toh koi mar bhi skta h thanks for your information kuki me kharidne wala tha 🙏🥲 aur apki ye video dekh kar lgta h ki jarur kharidna chahiye😈😈😈
bhai ko Hero se 1 lakh mei Hayabusa ki umeed thi shayad
😂😂😂
🤣🤣🤣🤣
Khatare ko sporty banake 1lakh be derhehe sahi hey hero waloka
koi major issue nhih bhai
😅😅😅
Bhai yah sasta Nasha Karke aaya hai splendor Le liye hote😂
Mujhe to tu he problem lag raha h 😂
😂😂😂😂😂
😂😂😂
😂😂😂😂😂😂😂😂😅
😂😂😂😂
😅😅😅😅😅😅😅😅😅
Are toh fir bhai splendor lelona sports bike chaiye toh sports bike hi rhegi isko splendor nhi bna skte me khud iska owner hu pichle 10 days se mera pass he and best bike hai 👍
माइलेज क्या है भाई
प्लीज बता दो
@@s.pkushawaha3303 mene nikala ni he but 45 to 50 deri hogi abi
@amet bhai ,,,,,, Display ka brightness kaam kar ke dikya kya aysa e ?
@@pritampal9431 display ka brightness bhot kam he
Nt good compared to TVs raider 125...build quality of extreme 125 not good..back seat not comfortable for lady
1) most of bike ka handle lock aisa hi hota he thoda tilt karna padta he
2) Brightness halka sa kam he raider ke mukable, aur mutth kam mara karo
3) to bhai cycle le leta agar ledies bethana he to🤡
4) wo acceletor wire nikal kar use karna hota he na ki atka kar aur ye showroom walo ki galti he
Bhai ne second point personally le liya 😂😂
Bro... Isme fuel indicator ka kuch issue h kya... Mtlab exact petrol nhi bta rha... Petrol zada reh rha bike me... Indicator me kam bta rha
bhai mera 5 min dedo wapas😢
😂😂
Arey Bhai same lock system for all bikes in 2024 Sp125 also same lock system
Agree
Display ki Brightness 100 % karke dekho bro ek baar
He will not do that because purposely he wants to defame Hero MotoCorp
Kia isme brightness bada sakhte ha?
@@kashurbaroozgaar3688 yes brightness badaa sakthe hai
@@kashurbaroozgaar3688 yes, you can
Bilkul or tmhe koi problem nhi hoga es chz ko lekr mai khud use kr rha bruhh @@kashurbaroozgaar3688
Display sach main full brightness par bhi dhoop main nhi dikhta hai .. very true...switch button quality bahut cheap hai
Vag sale......😂😂😂
Poin no.1=yeh bike single londo ke liye hai 🔥💯
Point no.2=it's not a family bike😢😢
Bhai mere pas bhi Xtreme 125r hai..... Aur mai 2 mahine se chla rha hun...... But mai apne bike se khush hun...... 1.2 Lakhs ki sabse super bike hai aajke date me...
Bhai pesa vasul hai ya nhi mai v lene ka soch ra yl soch ra sp shine ya pulsar 125lu canfuse hora hu
Bhai iske silencer m s dhua aata h kya dekhna new m y problem aa rhi h
100% right.seting dig problem .need normaL set Like yamaha v3 set 🤩👍
Good reviews
Long term Kay lia kesa hai ya bike??
Main xtreme lu ya na lu? Kyuki maine bohot sare videos dekhe hai ki engine se sound ata hai, oil leakage hota hai, shock absorber oil leak hota hai ..abhi kya karu lu ya nahi? Bc agar meri gadi mein bhi aisa hua toh?
Bro prob toh hai bike mein..
Mera suggestion 60% ni lena chaiye 40% lena chaiye waala hai baki apki marzi..
Bro engine leakage ka problem aya hebkya
Ha bhai blockhead change hua tha sahi ho gaya hai ab..👍
@@theslayervlogs second servicing me thik ho jata he kya matlab unke tarphase thik karke dete he kya
Ye ham single larko ke liya banaya hain ya gari
1.Lock wala problem koi bada chiz nahi h
2. Instrumental cluster din me utna v khrab nahi h.
3. Buttons perfect hai.
4. Leg guard lagwa kiya 400 rs me. Aur ladies k liye nahi h bike ye.
5. fake
Bdw, yes i have xtreme 235 r. And this is awesome bike.
Bhai mene apni life ki sabse badi galati ki hai aaj ye pura video dekh ke ,😢😢
Ek lakh me superbike chahiye kya tmhe itna major problem toh nahi hai jitna tm bta rhe 😂😂
Big Problem…😂Are Bhai Wohh Vire Nikalna Hota hai Delivery Time Pe…Jaan ko khatra…Dekh Rahe Ho Binod Kitni Mehnat Ho Rahi Hai.
Bhai 5 point dekho toh..
Ye baad m pata chala hai bike use karte karte..ek youtuber ka wire cut ho gaya tha..accelerator waala..
@@theslayervlogsYwb vlogs ka cut ho gya hai showroom walon ki galti se nhi toh Aisa nhi hota aur problem baki ke kuch kuch problem hai thoda btw bike mast hai
platina lelo...bhai 110 abs
@@MultiverseLove ur right bro..same is bike mein bi aisa hi placed tha wire ..mein kuch jaanbuch kr place ni kiya hai..
And bike chalane mein mst hai..ye mein manta hu..
😂😮@@theslayervlogs
Ladies ko baithne me koi problem nahi h mere pass bhi h ye ❤❤
Hiii
1. Problem ka solution sare bikes mai aisa hi lock hota hai isme koi badi baat nhi
2. Screen visibility ok theek hai chalo maaan lete hai
3. Button quality bhai tum itna price Mai kya gold ka button chahiye tumko ha 125cc ki bike hai thoda cost cutting hoga par itna bhi kharab nhi hai ki ghatiya boldo
4. Foot rest bhai agar kisiko ladies ko bhitane ke liye bike Lena hai to isko Lena hi kyo hai koi aur Lelo bike ko aisa hi banaya gaya hai to sporty look hi ayega tumko sab kuch chahiye 1lakh mai
5. Aur Rahi baat wire ki bahar nikal Diya to hogya solution isko itna bada banake dikha diya views ke liye kya hi bole problem bike mai nhi tum mai hai bhai 1lakh mai tumko kya ninja chahiye
Isko 1lack ma sab chahiye 😂
@@irgaming9405 haa wahi 😂
Yr bahut se log xtreme 160r meter ke bare mein bhi batate hain h ki iski visibility bhut Kam h, bhai mere paas bhi 160r h magar usme to mujhe koi problem nhi aati visibility mein, 160r mein aur 125r mein same hi meter h, mat gumrah Kiya kro logo ko bhai
Bhai ka akhey sayd kharaab ho gya hy
Me bi bol raha tha mast bike hai but kal parking me gir geya tha bike uska body parts damaged ho geya 😢 fiber build quality worst😢
Apne liye Steel ki design karva do
@@KrishnaMonika-r6c kuch bhi
Badnam krne me lgl rhte hai
Gadi ya bhi hero wale ne reviews ke liye di hai unmein ladies foot rest aur leg guard included tha but in real life hero wale bolte hai abhi aaya nahi leg guard aur ladies foot rest aur engine cowl bhi nahi hai yeh 3 no accessories includes karke sail karni chahiye inko baki koi problem nhi hai bike mein alag se lagwane se acha hai sath mein de dete price thori high rakh lete par yeh dikkat aarhi hai
Are Bhai itne kam price me kya chahiye
Hero company ka cutter dusman....😅😅😅
लेडीज footrest aa gaya he, or crash guard bhi aa gaya hai,,, hum aaj hi leke aaye hai।।। Dhar mp 1 lakh 19 hajar me complete Hui hai
We want dislike count button back 🤣🤣
Arai bhi no 1 motorcycle hai
Hero nai di hai iss Mai koi problem nahi hai ❤
Bhai Ap na kon Kaunsi, bright sa li ha iim wala ya Dali Ganj wala sa li ha
IIM waale..
A/C to brother:Accelerator ❌ Acceletor☑️
1 lakh main bhai ko Ns 200 wala vibe chaiye 😂😂
1 lakh main toh scooty bhi nahi aati
Thoda toh adjust karana padega na brother
Bhai hero me problem hai mere pass bs6 super spelender bs6 with desk break wali hai, usme ibs nahi Kam Raha hai, ingene oil bahut khati hai, 70k chala Chuka hai,
Bhai bike lu ya nhi Lu v to 125 m kon lu
Xtreme
@@AdityaXtremeVlogs tnku
Sorry yah bike female ke liye nahin hai😂😂
Hero ne jo chain cover k upar footrest Diya he wo mujhe to master stroke laga hero k taraf he . Good work Hero .
& This price range me 1 naked sports bike literally too good . College 🎒 Jane Wale ladko k liye he best option me ho sakta he in this price range. Millage ki baat to me karunga hi nhi wo to sab ko pata he 🤗
Xtreme fan/customers : I am blind. I don't accept.
Ap log gadi me khamiya nikalo but lene wala to lega hi bhai ...😂
Pulsar n160 ❤ Wale like karo
Bhai up ko bike me handle lock karna Nehi aata.....sovi bike ki ahi proses hai
Hero owner be like: bhiya ko 1 lakh me ninja r2h dedo😂
Bhai 125 cc me kaun si bike lu ....
Accelerator wala part bethane k liye thanks bro
Jo kuchh bhi baataya koi bhi problem ho nahi hai!!! Big problems 🤣🤣🤣 Jaan ki khatra 🤣🤣🤣
Pehli baar bike dekh rahe ho kya?
Thanks you bhai plus points to har koi batata hai but negative koi nhi batata I spot you
Abe chu---ye ye kya bol Raha hai ledies footrest chahiye to splendor lele Bhai ye sports look ki bike hai
First time bike lene ka dukh
The brightness is adjustable 💀
Toh 1 lack me kya Kawasaki jesa features dega kya !!yesa bike hota ei nahi jisme kamiya nahi hoti
Last wali problem sahi main hai mere throttle speed apne ap badh gayi
bhai jisko ladies piche bithani hai vo splendor lega or Meter me brightness kam bhi kar sakte ho or badha bhi sakte ho , or lock ki baat ki tune to vesi problem to rahti hai normally honda ki activa aati hai usme bhi hai , yamaha ki bike me bhi hai.
1 lakh m ninja zx10r dena tha hero ko😅
Tere hisab se to har sport bike kharab he kiu ki ladis nehi bath sekti😂😂😂
arey bhaiii jab hero ne saaf saaf sporty look diya h to tujhe ledies footrest kyu chahiye 🤣🤣 lol
Problems❎ views ✅
😂
10 rupees mein half ltr pani hi milte hai, cold drink thodi, prince hisaab se bohot achha
TH-cam please bring back dislike button🤣
main bhi yahi lena chahta tha. but abhi TVS Raider li. mast bike hai
Bhai brightness badha do thodi si sahi ho jata hai mere pass bhi bike hai bahut acche se visible hota hai
1Eska do problem sahi hai acssiletter cable fasta hai 2 ladies ko baitane me problem. Kiyu ki ye wala bike mai liya hu.
Cost cutting kya meaning sikh lo pehle. Tu hi cost cut karke pedha huwa lagta hai
Nt good compared to TVs raider 125...build quality of extreme 125 not good..back seat not comfortable for lady
Lock ka koi main problem nai h bhai splander nai chali kya tumne
Mai tera video dekhunga,iski bhi umeed nhi ki thi maine
Bhai RS200 mai fairing gap bohot hai aur vibration bi hai
Hero sirf naam ka hero hai bike ki quality zero hi rehti hai iski har bike mein😂😂
Buttons k quality ka prblm man lete hai... Baki jo prblm bataya woh batane wali prblm hai hi nhi... Price aur features ko dekhte hue its acceptable.. aur wire bahar nikalna hota waha se shwroom se nikalte hi
Gari lenepe mujhe sochna nahi hai lekin teri video video dekhne se pehle mujhe thoda sochna chahiye tha . Pls next vlog mat lana nahi milna hai tumse or . Tumhaari video ka point itna faltu hai ki gali dena bhi time waste hoga .
Brightness badha lo screen me button diya hai 😅
Inko duniya bhar ke features aur quality chahiye lekin Paisa jhaat barabar bhi nhi denge. 1.1lakh mein tereko kya superbike chahiye?
Video banane ka topic nhi mil raha toh humse puch le community post mein, hum denge ideas.
Thank you bhai information
Welcome bro..❤️
Bhai kitne Saal ho gye bick chalte huye😊😊
Meeter ki brightness badha le bhai complaint kya kr ra h
View lene ke liye mast idea ajmaya hai😂😂😂
1st Time esi Bike Karidi hai kya.
1 lakh me Ninja chahiye.😂😂😂😂😂
Bhai tera bike 50000mein dega yeh 5 badi. Problem mujhe chalega😂😂😂
Bhai ye bike tere liye nhi hai yaar tu kyu kharid liya yaar 😂
It's Not Big Problem Bro
It's should be Updated
Inme se koi bhi problem nahi h, dont worry tum nahi maroge, agar aise hi bina helmat k ghumoge to kisi bhi bike m mar sakte ho😂
Bhai ne mera 7 min time kharab kr diya😂😂😂 tu splendor lele
Bhai 😂😂 jadatar bike me aisa hi log hota hai !! Scooty ya bike , even in bullet 😂😂😂
Thank you brother for sharing things you consider a problem.
kuch cheeze aapki batayi sahi bhi hai kuch pr i feel different.
good efforts anyways🤝
Bhai tu hi ek problem hai is dharti par😂😂
Thank you bhaiya bht sahi bat bataya apne main lene wala tha ye but ab nhi lunga
Tu Thodi tuition lele Ki Bike ka Review kaise kiya jata Hai Kisi Problem Koo kaise Bataya jata Hai Kya Bolna Hota Hai Yee sab Sikh Kee aja……. Kuch bhi Bole Jaara Problem Kuch our Bate kuch our 😂😂😂😂😂
Bhai escalator wire udhar se showroom walone nikalthe hai customer ko delivery kathe wakth , shayad unko patha nahi hoga , thum escalator wire ko udhar se nikal kar normal place me rakho yehi video TH-cam mei hai aap search karke dekho ,wo escalator wire udhar phasakar nahi rakhthe hai
Vai kasam se tere video ko dislike deke ja raha hu.....
Bhai tuzhse ye video paid chaiye kya herovse😅😂
Bhai ledis ke baithne ke liye ni bnaya hai
Hey engine tho super and accha hena ho bas chaiyiye exlator wire mater nahi hotha he thum kannada vloggers se dekho bike kaise review karna he aur seeko patga typical kannadiga uska chanel dekho aur siko
Bhai Bhai apne bilkul shi kaha in kamiyo se toh koi mar bhi skta h thanks for your information kuki me kharidne wala tha 🙏🥲 aur apki ye video dekh kar lgta h ki jarur kharidna chahiye😈😈😈
95000 me BMW ka bike chahiye kya
Kuchh cheeze waqayi sahi btaayi hain isne but ladies wali baat se I disagree qki sports look nhi sports bike he h
Bhai usmein brightness Tej aur kam hone ka option hai😂😂
Bhai aap ne achha jaankari diya bohot thanks hero company fell
Sure a pahele hero showroom me kam kartatha batat me isko hero showroom se nikal ke feka.
... Scooter walo ko keyahi pata chlega...
Acha ji..
Ap vaha pr jhaadu lagate the issi liye pata hai mere bare mein..
Yaad a gaya tabhi mein kahu jaana jaana sa ku lg raha hai face..😂
Thik hai vai itni badi badi information dene ke liye😅lekin fir vi main kharidungi