Likhon Tu Kia Likhon Bhala Nuqta e Ba Kay Bab May | Syed Ali Mohammad Rizvi (Sachay Bhai)

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 26 ส.ค. 2016

ความคิดเห็น • 4

  • @kashifmirza1253
    @kashifmirza1253 6 ปีที่แล้ว +20

    Likhon to kya likhon bhala Nuqta e Ba e Kay bab me
    Ilm ka behre bekaran band hai qoozae aab me
    Kisme majal rok le gardishe kaynaat ko
    ilm ne badh badh ke gaadh di ungliyan aaftab me
    taron ke jaal me abhi uljha hua tha aadmi
    Ilm ne kheench di lakeer chehrae mahtaab me
    noore khuda ko dekhiye wajhe khuda ko dekhiye
    aine khuda ko dekhiye chehrae boo turab me
    Surate lam yazal hai quwate la zawal hai
    haath me arsh ki lagaam farshe zamee raqab me
    lahjae la kalam hai ye to hade tamam hai
    noore khuda hai nutq me husne khuda khitaab me
    Binte asad ka laal hai zaighame zul jalal hai
    Pathar me gad de alam khaibar hai kis hisaab me
    Batla rahe hai cheer kar ajdar ko mahed me Ali
    daste khuda hu dekhna aalam mera shabaab me
    bazme jaha ki raunake deti rahi sada mujhe
    aqle saleem le chali mehfile boo turab me
    ata nahi mujhe yaqi unke kadam meri jabeen
    itna baland honga mai socha nahi tha khwab me
    Karte rahe sawal wo kya kya lahed me aur me
    Nade Ali ka wird bas karta raha jawab me
    paas bitha liya mujhe arz jo ki Rasool se
    laya hu midhate Ali aapki mai jawaz me

  • @yataghan1231
    @yataghan1231 6 ปีที่แล้ว +3

    mashallah .... kia kalam hai!

  • @bkmast
    @bkmast 8 ปีที่แล้ว +3

    wot a voice divine ....

  • @mhryzvi4491
    @mhryzvi4491 7 ปีที่แล้ว +1

    mashallah pora kalam Ali nice job beta