Sir affidavit kaun sa dalna hai. Hum logon ne pahle Jo bheja tha usi ko upload karna hai ya fresh affidavit upload karna ha. Agar pahle wala upload karna hai to us column me likha hai affidavit duly attested by first class judicial magistrate. Kya purana wala attested karana hoga. please clear kare sir.
Sir mein UP se hu already sabhi documents scanned kar chuka hu aur hard copies bhi registered kar di gayi.. phir yeh sb drama kyu ? Yeh pareshan karne wali baat hui hai hai.
Thank you for valuable information. Mai Maharashtra se hu. Abhi tak mail nahi aayaa hai. Phir bhi maine registered kiya hai. Abhi document submission par state mai Maharashtra nahi dikha raha hai. Kya kare.
Sir notry site mai document verification district name galti se Uttarkashi ho gaya uddam singh nagar ki jagah . Plz ap bata sakte hai kaise change hoga
I uploaded all documents but again and again there is message server busy try later. How my application will be proceeded I do not understand. I have got registered myself. I am from Rajasthan and received e mail on 6.9.2024 but unable to upload documents that is why I can not proceed further.
सर मैं मध्य प्रदेश से हूं मैंने हायर सेकंडरी स्कूल का सर्टिफिकेट अपलोड नहीं किया है मेरे पास सिर्फ अंकसूची थी जो मैंने अपलोड कर दी कया मुझे पुनः सर्टिफिकेट अपलोड करने केलिए टाइम दिया जायेगा।।या मेरा आवेदन पत्र निरस्त कर दिया जायेगा।।आप नोटरी सेल से पता कर मुझे बतलाने की कृपा करें ।
Sir me gujarat se hu muje abhitak notary call se koi mail nahi mila he aur me mera notary rajistar number aur date of barth dal raha hu to "recod not found " dikha raha he muje information dijiye sir
Sir maine apna registration number dal k login kar liya uske baad fir login kar rha hu please wait bta rha hai koi email nhi ayi hai mere pas mai up se hu
Sir m registration nhi kar pa rahu ...muje unique email id and mobile number ka error aa raha h...mene mail bi dala h notary cell ko koi reply nhi aaya waha se 15 din ho gye...m Rajasthan se hu
Maharashtra se hu mujhe mail aaya hai ..but documents submit nahi ho raha hai plz entre registration number and application name ..aisa error aa raha hai
Sir maine apne document upload ko Delhi notary cell ko emial se bhej diye hain aur vahan se bhi aapke document acchi tarah se successfully Ho chuke hain Aisa message a Gaya hai to kya ab muje dobara se document upload karne ki ki jarurat hai aur ek bar aur ki kya hamen Navratri se pahle notary ka certificate mil sakta hai main Gujarat se hu
Sir me Gujarat se hu email ane ke bad mene documents submit kar diya successfully applied for Document verification your request number "NOAP" Email nahi aya he. Problem nhi he na sir. ???
Sir me gujrat se hu aur mene amne document submit kar duye hai muje notary cell se mail aaya tha aur mene vi submit kardiya hai aur notary cell se bhi successful ka mail aagya hai to aba kuch krna hai ya nahi aur hame practice certificate kab tak milgaye ga kya hame vo diwali se pehle mil jaye ga
Sir maine jo bharatkosh me challan jama Kiya tha wo legal affair department me kiya tha par notary ka section select nahi kiya tha. Kya wo accept karenge ya fir se challan jama kar sakta hu
Sir mai UP se hu abhi tak mail nhi aaya h lekin portal par registration no aur dob dalne par data show kr rha h kya kre portal par aawedan kr de ya mail ka wait kre
Sr mil. Aagya hi or rgistesan me NR 202002438. Ka huhi us me agi login hotahi usme NR numbar nhi dekhi deta or documents Smit nhi hota uski mahiti diiy
Mera Gmail account and mobile number dono lost hai me email nahi dekh sakti I m from gujrat Mera portal me registration successfully ho gaya lekin document upload nahi hota mail id ka password lost hai ab kya kare
भाई साहब क्लास वन मजिस्ट्रेट वाले एफिडेविट में क्या लिखना होगा? ओर noc नैनीताल उत्तराखंड बार से लेने के लिए क्या करना होगा? नैनीताल ही जाना होगा क्या? कृपया दोनों प्रश्नों का समाधान कीजिए।
Thank you for taking your valuable time and providing information.
My pleasure!
Sir me from Himachal and mene apne documents 21-10-2024 ko submit kr diye but status under scrutiny aa rha aaj tk kitne din me approved ata hai
While uploading the document ,document size must be in kB.
I am from Mumbai while registration some messages show that your number is already exist field must contain a value ann not registered
Thank you Sir ,
Iam from Aurangabad Maharashtra State.
Sir uttarkhand se Hu 10th certificate maga Gayathri use Aplod kar Diya Hai kabe thak certificate isu Hoga
Sir affidavit kaun sa dalna hai. Hum logon ne pahle Jo bheja tha usi ko upload karna hai ya fresh affidavit upload karna ha. Agar pahle wala upload karna hai to us column me likha hai affidavit duly attested by first class judicial magistrate. Kya purana wala attested karana hoga. please clear kare sir.
jo pehle bheja tha woh hi dalna hai
Sir, there is no Maharashtra option in State column while filling document submission block in Notary registation site
I have already upload the documents last month. now How to check status
Sir mail aaya he pr Maharashtra state nahi dikha raha documents submission me
Muze bhi wahi issue ho Raha hai
Same Muze bhi vahi issue hai. Maharashtra state nhi dikh raha
Sir agar koi document notary cell ko bhaja te summy raha gaya ho to koi problem atti hai
Sir mein UP se hu already sabhi documents scanned kar chuka hu aur hard copies bhi registered kar di gayi.. phir yeh sb drama kyu ? Yeh pareshan karne wali baat hui hai hai.
posswod bhul gaye hai to kya kare
Maharashtra ka certificate kab aayega
Sir
I am from MP Singrauli District. COP kab tak milega.
Jo ap bata rahe ho vo upload to Gujarat me most of advocates ka ho gaya he.
Sir Uttar Pradesh me ab new notary ke liye registration kr sakte h kya
Registration korne ke baad jab log in korne k try korti hu process under verification ata he.open ni hota
Laptop or pc me bhi try kiya tha but ni hota
Sir please confirm Notary renewal process for Maharashtra State
Thank you for valuable information. Mai Maharashtra se hu. Abhi tak mail nahi aayaa hai. Phir bhi maine registered kiya hai. Abhi document submission par state mai Maharashtra nahi dikha raha hai. Kya kare.
Sir abhi wait karna hoga
Ok thanks
Sir notry site mai document verification district name galti se Uttarkashi ho gaya uddam singh nagar ki jagah . Plz ap bata sakte hai kaise change hoga
Sir madhya pradesh ka kab tak dikhayeg abhi gujrat maharashtra or uttarakhand hi dikha raha h register karne k baad
I uploaded all documents but again and again there is message server busy try later. How my application will be proceeded I do not understand. I have got registered myself. I am from Rajasthan and received e mail on 6.9.2024 but unable to upload documents that is why I can not proceed further.
Thank sir
I am from assam
Gujarat ka certificate abhi bhi nahi aaya, Sir
SIR EMAIL aagaya hai but fill karne ke baad bhi form khali ho jata hai and server busy bata raha hai.....BHILWARA RAJASTHAN
Sir dobara try karo
सर मैं मध्य प्रदेश से हूं मैंने हायर सेकंडरी स्कूल का सर्टिफिकेट अपलोड नहीं किया है मेरे पास सिर्फ अंकसूची थी जो मैंने अपलोड कर दी कया मुझे पुनः सर्टिफिकेट अपलोड करने केलिए टाइम दिया जायेगा।।या मेरा आवेदन पत्र निरस्त कर दिया जायेगा।।आप नोटरी सेल से पता कर मुझे बतलाने की कृपा करें ।
Yes objection ayega. Tab time milega aapko toe kar dena
Thanks sir ❤
Most welcome
Hello sir , me gujarat se hu mera issu e mail id ka hai to Dehli jana padega k phir aur koi ways hai document jama karne ke liye
Sir aap email kar doe
notary portal per login karne ke liye jo capcha filup karne k liye koi option nahi aa raha hai
Use laptop or pc
MP bhopal me kab Tak aayega
Sir gujrat me mail agya hai.
Aur sir hum dono kal Birthday tha. So happy Birthday 🎂🎈
Thanks for confirming. And wish you a very very happy birthday 🎂🎂🎂🎂
SIR MUJE NOTRY APPLY KARNA HE AB ME KESE KARU.. KYA AB ME KR SAKTA HU CENTRAL OR STATE KOI BHI?
Sir me gujarat se hu muje abhitak notary call se koi mail nahi mila he aur me mera notary rajistar number aur date of barth dal raha hu to "recod not found " dikha raha he muje information dijiye sir
sir gujarat ke candidates ko toe email bhej diya hai. aap notary cell ko email dalo ya phir phone karo
Sir mene mail kiya lekin koi answar nahi aya he aur call bhi nahi utha rahe he
Hello sir, UP balo ka kab tak nomber aa jayega,,,
Sir maine apna registration number dal k login kar liya uske baad fir login kar rha hu please wait bta rha hai koi email nhi ayi hai mere pas mai up se hu
Sir I am from Kerala. what is the update for Kerala?
Sir gujarat me 2022 VAlo ko mail nai aaya to document upload nai kar payenge???
Sir kar doe upload
Sir m registration nhi kar pa rahu ...muje unique email id and mobile number ka error aa raha h...mene mail bi dala h notary cell ko koi reply nhi aaya waha se 15 din ho gye...m Rajasthan se hu
rajasthan state notary vacancy kab hai in 2024 sir plz replay
भीलवाड़ा शहर राजस्थान के नोटरी सर्टिफिकेट लाइसेंस कब आएगा।आठ अगस्त को सम्मिट हो गया है
कल आप पता करेंगे क्या
Next month Tak ah jayega
@@Lawaware690 अगले महीने की किस दिन तक
अक्टूबर में या दिसंबर में। आएगा भी नहीं आज दिनांक क्या रिजल्ट है
Sir Kya purane documents uploade krne jo email Id se bejhe the
Yes
Rajasthan me kai logo ke form reject kiye ja rhe hai...
Sir abhi state hi document upload kar sakte he... Gujarat, rajasthan aur utrakhand....baki state abhi add nahi kiye he
Sir mp se hu mp ke cop kab tk ayenge
Aap MP mein kaha se hai.
Thank u sir
Maharashtra se hu mujhe mail aaya hai ..but documents submit nahi ho raha hai plz entre registration number and application name ..aisa error aa raha hai
Hii mam
Mala pn asa error yetoy
Hello Sir
Plz confirm mob no or email koi b enter kar skte hain
Ja jo form mein hai
Sirf wahi fill krne hain
Jo form mein hai
@@Lawaware690 Ok Sir Thanks a lot
Sir maine apne document upload ko Delhi notary cell ko emial se bhej diye hain aur vahan se bhi aapke document acchi tarah se successfully Ho chuke hain Aisa message a Gaya hai to kya ab muje dobara se document upload karne ki ki jarurat hai aur ek bar aur ki kya hamen Navratri se pahle notary ka certificate mil sakta hai main Gujarat se hu
Aapko login karke unki website pe upload karne hai
@@Lawaware690 sir mene website par upload kar diye hai
@@Lawaware690 to kya ab muje navaratri se pehle notary practice certificate mil jayega
Sir please reply
@@parasgondaliya4074 sir wait karo
Plz sir mai uutrakhand se hu mera fir certifaicate mai bi galat district ayega
Sir me Gujarat se hu email ane ke bad mene documents submit kar diya successfully applied for Document verification your request number "NOAP" Email nahi aya he. Problem nhi he na sir. ???
Issme dobara upload karne ka option ah raha hai?
Nahi Aa Raha He.
??
मेल आने से पहले डॉक्यूमेंट अपलोड कर दिया और वेरिफिकेशन भी हो गया। तो क्या फिर से अपलोड करना है ?
State?
@@Lawaware690
Gujarat
Sir me gujrat se hu aur mene amne document submit kar duye hai muje notary cell se mail aaya tha aur mene vi submit kardiya hai aur notary cell se bhi successful ka mail aagya hai to aba kuch krna hai ya nahi aur hame practice certificate kab tak milgaye ga kya hame vo diwali se pehle mil jaye ga
Thanks for comment. Yes Dewali se pehle mil jayega
Sir mail me kya likha aaya
maine form fill kar diya tha fir check kiya to aprove bol raha tha ab not in order bol raha h
Aapko successful ki email ah gayi?
upload kiya tha tab aaya tha 26 ko check kiya tha to aprove bol raha tha 27 v 28 ko not in order bol raha h
Me gujarat se hu mera mail aa gaya he aur mene document upload kar diye he....ab certificate kab aayega...
Sir mail me kya likha aaya
Aaj status blank show kar raha hai... Kal tak Active show kar raha tha... Gujarat se hu...
sir server error hoga. abhi wait kar lo
Sir maine jo bharatkosh me challan jama Kiya tha wo legal affair department me kiya tha par notary ka section select nahi kiya tha. Kya wo accept karenge ya fir se challan jama kar sakta hu
Agar appne Rule 9 of notary select Kar liya tha toe ho jayega
Server error dikha raha hai sir
Me Rajasthan se hoo me centar notary vakeel banana chahta hoo plz jankari de me oBC se hoo exp. Das sal ho Gaye hai poora proces bataye
Sir Abhi new application nahi le rahe hai
@@Lawaware690 Thanks Sir Age koi notification aye to batana sir
Sir new registration kab open honge
abhi nahi ho rahe
Sir after registration
What will be the username??
Kuch coorection idea hai to plz provide me
Please see my latest video about corrections
sir up me kab tak aayegi
अभी कौन कौन स्टेट का aa gaya hai
From M.P.
Thanks sir from m p
Most welcome
क्या सभी स्टेट के दुबारा अपलोड करने होंगे ऐसा क्यों
पुराने अपलोड करे हुए क्या सब डिलीट हो गए उनके पास
Pata nahi sir
Renew Wale kya kare sir document by post bheju ya wait Karu hamare liye kya process hai bhai kindly help
State?
From Gujarat maill aa gaya hai or documents submitted ho gaya hai but certificate kab milega ? And maill mai ayega ya by Post ya wo Portal mai ?
Thanks for comment. Next month Gujarat ke mil jayenge
Sir register karte waqt purana password dalna hai ya naya password creat karna hai. Please jarur bataye🙏
New password
Thanx sir @@Lawaware690
West Bengal ka kuch information dijiye plz sir
Sir Abhi wait karo
Rajesthan se hu Kal check Kiya to status reject dik raha hai 9 ko kiya tha
Tomorrow I will visit there and confirm
Sir mai UP se hu abhi tak mail nhi aaya h lekin portal par registration no aur dob dalne par data show kr rha h kya kre portal par aawedan kr de ya mail ka wait kre
abhi gujarat, rajasthan aur utrakhand ka chal raha he
hello sir maine mail kar diya hai but koi reply nahi aya
Sir document pdf se send hoga ya copy scanned kar k
Scanned
@@RaviSahu-l8p jpeg me document scan honge
Pdf under 200 kb
@@himeshfan6187 ji nahi jpeg ya png me 50 kb mang raha hai document
@@lkkushwahalkkushwaha8046 sirf photo aur singatue 50 kb max aur baki sab PDF 200 kb max
Sir objection letter aaya hai kya kare
Naam me jaati nhi thi isliye aya hai
Sir please bataye kya kre next
Koun si state hai aapki
Sr mil. Aagya hi or rgistesan me NR 202002438. Ka huhi us me agi login hotahi usme NR numbar nhi dekhi deta or documents Smit nhi hota uski mahiti diiy
Up mey new notary apply ksy hoga
abhi nahi kar sakte
मध्यप्रदेश के कब तक सर जानकारी के लिए धन्यवाद
November
Notary certificate for Delhi when likely please
By December
Sir , Maharashtra ke kab aayenge
Next month
ODISHA
document upload successful aai thi
Mera Gmail account and mobile number dono lost hai me email nahi dekh sakti I m from gujrat
Mera portal me registration successfully ho gaya lekin document upload nahi hota mail id ka password lost hai ab kya kare
Data correction ke liye request bhej doe
Kaise bheje sir plz help me
Sir I am from Himachal Renew Wale kya kare mera 19th nov ko expire ho raha hai
Check karke aapko confirm kar dunga
Uttarakhand se hu 5 sep ko email aa gyi ha
Thanks for confirming
Vivek ji mail me kya likha hai
भाई साहब क्लास वन मजिस्ट्रेट वाले एफिडेविट में क्या लिखना होगा? ओर noc नैनीताल उत्तराखंड बार से लेने के लिए क्या करना होगा? नैनीताल ही जाना होगा क्या? कृपया दोनों प्रश्नों का समाधान कीजिए।
Sir i am Maharashtra Beed Dist
Have u uploaded documents?
बिहार
SIR CERTIFICATE KAB MILEGA ?ME GUJARAT SE HU
Next month
Rajesthan se hu reject dik raha hai kya kery
Document me problem he
Gujrat valo ko mail aa gaya hai
Haryana ka kab aayega
Sir Abhi koi bhi update nahi hai but yeh Bol rahe hai ki December Tak sabko issue kar denge
MP का कब तक आयेगा
Sir wait karo. Thoda time lagega but ah jayega
abhi gujarat, rajasthan aur utrakhand ka chal raha he
In Gujarat email start
Uttar pradesh ka kab ayega
Next month
बिहार का कब तक होगा
Next month
2025 se pahle nhi Milne wala certificate
Nahi sir 2024 mein hi mil jayega
Assam me kab hoga
Abhi wait karo sir
Sir me rajsthan se hu
Mera cop aagya hi
Mail per aaya hai
Congratulations 🎉
@@SonalJain-j1dKya aap ka document dobara upload karna pada ya pahle me hi aa gaya cop
Please bataye
Plz guide us