Nice video.. Mere paas creative company ki woofer hae lkn uspe ek woofer and doo choote speaker v hae, & volume button choote speaker pe lga hae & base button woofer k piche hae.. Bluetooth connection ka ek video banaye sir ji plz
Best tareeka hai ek bluetooth receiver le lo 100- 150 Rs ka jiske ek side me home theater ka 3.5 mm jack laga do aur uski usb wali side ko mobile charger ke adepter ke through plug me laga do. Ban gaya aapka simple wala home theater Bluetooth wala👍
Aapka video bahut Achcha Laga ab aap real video banate Ho Dil Se Shukriya Aisa Har Baat bareki se batana chahie Jo dusre log nahin batate hain👌👌👍🏻👍🏻❤❤😊
Bhai aapke purane home theater ka sound quality jaisa hoga waisa hi aayega kyuki ye bluetooth module kewal aapke mobile ke audio ko receive karke home theater ko deta hai isako sound quality se koi matlab nahi hota hai
Sir mera ek universel home theater he,maine ye wala ek Bluetooth module leke lagaya hu,but sound pahle se 50% bhi nahi aaraha hai,, Yisa kya kare ke cable lagake jaisa sound de raha hai waisa sound Bluetooth se bhi mile😢?😢😢😢😢?
Yea home thetre ko kolne ki kya jarurat hain Bluetooth usb dongle 100/150rs mein market main mil jayega uske out put home thetre ki input mein de diye to chal jayega...mera bhi old home thetre hain yea sob jamela ki koi jarurat nhi...
Bilkul aap dahi bol rahe hai, lekin yadi main 7805 ic se ise 5v ka power deta to aawaj ko pura tej karne par huming aane lagta isi liye maine mobile ke charger ka prayog kiya hai
Sir maine bhi yahi bluetooth Apne home theater me market me lagwaya tha lekin awaz pura kholte hi apne aap cut ho jata hai please solution jarur btayen sir. Reply jarur karna sir
Sir mene home theater me bluetooth laga e ke liye fon charge use kia tha per BT chip kharb ho gia jab voltage check kia to 6.5 out put de raha tha ab uski out put 5v keise kare please reply sir ths.
Clarity and justify word you are saying. ..👌👌
Bhai video Pura clear sikhane ke liye bahot Dhanyawad
मस्त बनाया है भाई साहब वीडियो यही वाला वीडियो तो हमें देखना था की यूएसबी होम थिएटर में ब्लूटूथ किट कैसे लगाते हैं
Ek Normal Hometheatre Bluetooth Ho Gaya,Yeh Toh Magic Hai
Samjhane ka techniques gazab ka hai bhai...thnx bro
Very good explanation, kindle explain the connection of USB + fm with added the blue tooth .module ,thanks a lot.
Bahut Achha Bataya hai bhai. Fm kaise banaye
Super super super
Sir aap to expert h, ham to nahi kar paayenge ye conection
Bhai gajab very informative video
Bahut badhiya sir
Nice video..
Mere paas creative company ki woofer hae lkn uspe ek woofer and doo choote speaker v hae, & volume button choote speaker pe lga hae & base button woofer k piche hae..
Bluetooth connection ka ek video banaye sir ji plz
Aap bahut achi tarike se samjhate hai
Sar ji aapka video dekhne layak Hota Hai
Thanks bhai
thx sir. apke samjhane ka tareeka bahut achha h
Very Good and intresting information in free ...💐
Best tareeka hai ek bluetooth receiver le lo 100- 150 Rs ka jiske ek side me home theater ka 3.5 mm jack laga do aur uski usb wali side ko mobile charger ke adepter ke through plug me laga do.
Ban gaya aapka simple wala home theater Bluetooth wala👍
Volume reduce ho jati h koi fayda nhi h
Good and useful information
मस्त जुगाड
nice video lekin Blutooth k audio wire lagane k liye home theater k audio L R wire ku nikal diye , lutoth kharab ho jaye to input cable kam asakte he
Exactly
Ek number
Aapka video bahut Achcha Laga ab aap real video banate Ho Dil Se Shukriya Aisa Har Baat bareki se batana chahie Jo dusre log nahin batate hain👌👌👍🏻👍🏻❤❤😊
Good job bro 😍
Nice video sir thanks
Zaberdast
But humming problem😮.........dear sir........ Solve the humming problem
Abhi tak 70 home theater me ushi se 5 volt bana ke ye kit laga chuka hu.. Alag se volt dene ki jarurat nai.. Nd ha clear audio
Bhai plz apna no dijiye
Bhai mujhe bhi apne purane home theater ko blue tooth speaker m badalwana h
Good job
Very good
Great update
Realy very good
Nice information sir
Very nice describe
nice video, good job
Hello bro. Ye Bluetooth module kaha se milega please bataye. Thanks
Discription me link diya hai ya fir kisi electronic dukan par milega
Sirji , original input hataye Bina bt module ke input sath me lagaye to chalega kya ? Taki kabhi audio jeck se bi chalasake🤔
Ha bilkul chalega koi dikkat nahi hoga
यदि ब्लूटूथ को इनपुट केबल में ही जोड़ दिया जाए तो यह काम करेगा क्या ? और यदि ऐसा हो सकता है तो हम इनपुट aux केबल से भी चला सकते है।
@@143AgrawalCreations ha
Audio ka konsa wire kaha lagega bhai. Ya jaha dil kre laga dein. Matlab black pe konsa red pe konsa or brown pe konsa lagega ye nahi bataya
Lekin bhai is circuit me se
speaker ke wire kyo hata kr bt curcuit m kyo lgaya btao jra
Sirji onida ky tunder 1200 watt ka woofer hai. Osko re use kaise kare
Sir charger ka output 4.75v hai .chal jaye ga.???
ise sound to kam nhi hoga??
3v se 5v tak output dene se chalta hai
@@shivamelectricjugad sir ye lgane se sound pe koi effect to nhi hoga??
Koi dikkat nahi hoga
@@shivamelectricjugad thankyou sir
Sir ek purana philips ka music system hai usme lag jaega bluetooth
Ha bilkul laga sakte hai
@@shivamelectricjugad sir sound quality achi aegi na, ap koi product bta do ya delhi me koi shop jaha lag jaye
Bhai aapke purane home theater ka sound quality jaisa hoga waisa hi aayega kyuki ye bluetooth module kewal aapke mobile ke audio ko receive karke home theater ko deta hai isako sound quality se koi matlab nahi hota hai
@@shivamelectricjugad sir mere system me aux connect karke music chal raha hai toh simple aux wala bluetooth conector chal jaega
@@dineshjoshi9871 ha
Aapka jugad to acha lga but smj nhe aaya wayer kha lgaya aapne mere no pr bta skte h kya
Sam bhai mujhe bhi samjh me nahi aya
Sir ap ny Bluetooth ko hometheter k inside rakha hai aur ye mobile k signal kese connect kare ga
Koi dikkat nahi hoga bluetooth module ko hometheater ke andar rakhane par bhi aaram se connect ho jata hai
Good bro
सुपर
Mujhe to bahut Achcha
Very nice video
Jab aux ma homther used kara ta ustime kya achar dalaga kya
Bluetooth module k jagah purana Bluetooth headphones wireless ka bhi use kar sakte hai kya?
Bluetooth se to chal raha he .. but pi6e se agar audio bhi conect karenge to baje ga yaa fir ap ne audio k connection nikal diye he ..
Nahi bajega ab piche se
Mobile charger 5v ka but kitne ampere wala use karna hai
Excellent
Sir Music speakers ka Audio in vol scan mode wala kharab ho gaya hai jaha sai hum fm Chanel ko agai pichai kartai hai kha sai milega yai sir
Sar receiver charger aap bata rahe 5 volt ka aur mobile charger 3 volt ka hi hota hai kaise chalega
❤
Is the sound qulity good?
And how much is the range?
Thanku
bhai kya esmien bluetooth or aux dono chlane ka jugaad kr sakte hai.reply me bro..
Ha
Iska bluetooth version kya hai
Jo 3 nob tha uska kuchh kam hai or nehi bluetooth lagane k baad?
Nice 👍👍
Sir mera ek universel home theater he,maine ye wala ek Bluetooth module leke lagaya hu,but sound pahle se 50% bhi nahi aaraha hai,,
Yisa kya kare ke cable lagake jaisa sound de raha hai waisa sound Bluetooth se bhi mile😢?😢😢😢😢?
Ye Bluetooth kit market me MIL sakta hai kya
Ha milta hai electronic dukan par
v nice
भाई हमिंग आ रही है इसमें ,क्या में सही बता रहा हूं ?
Yea home thetre ko kolne ki kya jarurat hain Bluetooth usb dongle 100/150rs mein market main mil jayega uske out put home thetre ki input mein de diye to chal jayega...mera bhi old home thetre hain yea sob jamela ki koi jarurat nhi...
Bhaiya aapne bataya nhi ki piche me Bluetooth ke vayr kahepe jode 🤔
Bahut humming hai. Kaise remove karein.
Isi module me ek chip lambi wali aati h wo module kesa reta hai?
Waise to Dono hi thik hai lekin lambi ic wala bluetooth module jyada achcha hota hai
Sir iske andar 5 vol keliye 7805 R ic lagathiyato mobile charger ki jarurat nahi padegi
Bilkul aap dahi bol rahe hai, lekin yadi main 7805 ic se ise 5v ka power deta to aawaj ko pura tej karne par huming aane lagta isi liye maine mobile ke charger ka prayog kiya hai
Sir maine bhi yahi bluetooth Apne home theater me market me lagwaya tha lekin awaz pura kholte hi apne aap cut ho jata hai please solution jarur btayen sir. Reply jarur karna sir
@@anujkumar-Rbl thora abaj phone se kam rkhe
Yeh kaun se site main milega krupaya bataiye
Discription me Buy link diya hai
Bluetooth speaker me speaker me se kharab avaz aye to tya kare?
gun gun ek sound ata hai usko pehele thik karo filter check karakay
Sir kya ye without Bluetooth DVD player me kam karega?
Yes
Front part is understanding but back part where he added the adopter is confusing since he did it in advance...
Kindly do the last part
Use Good range Bluetooth like 15-20feet
Noise h
Wo kaise jaega?
Humming to ho ra
Audio ke wire hatane se aux cable se mobile ke gaane ya radio bajenga kya
Same question sir
Answer please
Aur simple terika dikhao
Bluetooth module ka jo link diya hey description box me....woh link open nehi hota...error hey...sahi link kya hey?
Bluetooth module ka naya link de diya hai
Unavailable
मेरे होमथेऐटर हरमीग की अ वाज आरहि है
Circuit banaker samjhayain
Mode change hoga ya nhi isse sir
Isme kewal ek hi mode hota hai bluetooth mode
30 ya 35 ka milega
Bhai Bluetooth ke jaga pe headfone ka jack laga skte hai kya
Ha bilkul laga sakte hai
Sir mene home theater me bluetooth laga e ke liye fon charge use kia tha per BT chip kharb ho gia jab voltage check kia to 6.5 out put de raha tha ab uski out put 5v keise kare please reply sir ths.
Esme 7805 change kr do
@@subhashgupta1690 sir 7805 ka mention kijiye ki wo kya hota h aur uske connection kse khonge aur kitne Rs ka ata h
@@atularora2383 bhai 7805 ic hota hai ye Kisi bhi electric shop per 5 se ₹10 Mein mil jaega
Bhai vo distabance sound aree na vo nai nikal sakta
Nice
Kya hum blutooth earphone main a karsakte hein?
ye bluetooth reciver kaha se milta hai sir
Discription me link diya hai
sir ye bluthoth vis. kaha milega our kis dukan me milega
Electronic dukan par milega ya fir online milta hai jiska link isi video ke description me diya hai
Unavailable hai
Hissing sound ko kaise thik Kare! Or ek baat mobile charger is negative ko home theatre ko nagitive ko chassis Korna chahe
1 7805 resistance lagao fir nhi hoga
Bhai aapme v ye humming sound aa rha... isko kise thik kre?
Sir bluetooth Rs.35 m kaha milega
Uske liye aapko kaafi paisa khach karna padega
🤣🤣🤣
50₹ ka miltaa h..
Kisi purane old headphone se uthalo
@@akshaysaxena1153 nahi bro 50 me hi kam ban jyga
Sound delay hota hai kya?
Humming bahut hai... speaker me. I dont like this type sound
👍👍
🇮🇳💗💘💜❤💕💖💗🇮🇳👌
Mind blowing
F&d a110 me ye machine laga sakte hain kya please reply sir🙏🙏