Ghar Me Barkat Kaise Ho? | Barkat Is Not In Your House? | Ghar Me Barkat Nahi? घर मे बरकत के उपाय |

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 4 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น •

  • @hadirazvi1577
    @hadirazvi1577 3 วันที่ผ่านมา

    Jazakallah ❤

  • @mohdmustafa9472
    @mohdmustafa9472 4 วันที่ผ่านมา

    Jazakallah

  • @mohdyousufmalla7323
    @mohdyousufmalla7323 4 วันที่ผ่านมา

    mashallah❤❤

  • @داستانمذهبی-خ4ف
    @داستانمذهبی-خ4ف 4 วันที่ผ่านมา

    Masha Allah

  • @sabarizvi7408
    @sabarizvi7408 4 วันที่ผ่านมา

    MashaAllah

  • @Zainabzaidi09
    @Zainabzaidi09 4 วันที่ผ่านมา

    Plz jawab zarir dena

  • @arshihyder50
    @arshihyder50 23 ชั่วโมงที่ผ่านมา

    If
    the dua of ghusul jumah, is texted so we keep the text 😊saved

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  19 ชั่วโมงที่ผ่านมา

      "أَشْهَدُ أَنْ لا إِلٰهَ إلّا اللّهُ وَحْدَهُ لا شَریٖکَ لَهُ، وَأَنَّ مُحَمَّداً عَبْدُهُ وَرَسُولُه، اللّهُمَّ صَلِّ عَلیٰ مُحَمَّدٍ وَآلِ مُحَمَّدٍ، وَاجْعَلْنیٖ مِنَ التَّوّابیٖنَ وَاجْعَلْنیٖ مِنَ المُتَطَهِّریٖنَ"

  • @s.farhazeba4750
    @s.farhazeba4750 4 วันที่ผ่านมา

    Salaamun Alaikum
    Miskhaal kise kehte hai ye b waazeh kerdey to boht meherbani....🙏🏻
    Jazakallah Khair

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  2 วันที่ผ่านมา

      Taqreeban 4.68 grm .ise net par serch kar sakte hain

  • @NadealiNaqvi-k3o
    @NadealiNaqvi-k3o 2 วันที่ผ่านมา

    Aoa agha jan ek shaks ghar ma namaz parhta ha kiya wo sawab ki khatir abba pehn kr namaz parh skta ha sirf namaz ke liye bhr pehn kr jana ya kaheen wo nai faqat namaz ma abba pehn skte hn sawab ke liye
    Plzzzzz is par lazmi video bna dijiye ga

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  18 ชั่วโมงที่ผ่านมา

      Jee koi harj nahi hai padh sakta hai

  • @Zehra-9809
    @Zehra-9809 4 วันที่ผ่านมา

    Friday gusl m kya parna h ?

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  2 วันที่ผ่านมา +1

      "أَشْهَدُ أَنْ لا إِلٰهَ إلّا اللّهُ وَحْدَهُ لا شَریٖکَ لَهُ، وَأَنَّ مُحَمَّداً عَبْدُهُ وَرَسُولُه، اللّهُمَّ صَلِّ عَلیٰ مُحَمَّدٍ وَآلِ مُحَمَّدٍ، وَاجْعَلْنیٖ مِنَ التَّوّابیٖنَ وَاجْعَلْنیٖ مِنَ المُتَطَهِّریٖنَ" is Dua ko padhen

  • @chamanabbas5202
    @chamanabbas5202 3 วันที่ผ่านมา

    Salamun aleykum
    Mera sawaa hai agar mere kisi rishtedaar ki kamaayi haraam ho to usse gift lena ya uske yha khana peene ka kya hukm hai
    Agar uski dil dukhne ka darr ho to kya kare
    Or kayi baar esa hota hai ke khane peene se bach pana kabhi kabhi namumkin sa ho jata hai

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  2 วันที่ผ่านมา

      w.salma
      kiya aap ko yaqeen hai ki jo bhi 100% haram hai? Kahan se yaqeen hai ki koi halal hai hi nahi ?
      to jab tak yaqeen nahi hai ki 100 % Haram hai aur wo aap ko jo mila hai ya khana aaya hai wo Haram ka hi hai to use kha skate , gift use kar sakte hain koi harj nahi hai .
      har surat me unhe nahi anil munkar karen

  • @alijama4496
    @alijama4496 2 วันที่ผ่านมา

    Salamunalekum
    Mera sawal h ye ki agr anjane mein future and option mein tranding kr ke paisa kama liya gaya ho lekin ab pta lag gya ki ye haram h to ab paiso ka kiya jaye plz bataye or ye bhi bataye to paisa humne aap lagaya tha kya wo bhi ab haram ho gya h plz bataye

  • @nazeerabbas1125
    @nazeerabbas1125 4 วันที่ผ่านมา

    Salam alaikum
    Mera. Name nazeer abbas hy
    Mera sawal ye hai
    Ki mayne 21 km se dorr sfar kr liya hy ab waha mujhe namaz pdhni hy jo ki qasr hy mere liye . Is maqam pr namaz jamat se ada krne ke kya hukm hy

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  2 วันที่ผ่านมา

      w.s pahle se irada nahi tha wahan tak jane ka to puri padhni hai .
      aur irada tha to wo ek hi city ya gawo hai ya alag alag hai?
      SabeelAhkam@gmail.com par Email karen

  • @--Zaki--
    @--Zaki-- 4 วันที่ผ่านมา

    Salam....
    Is se pehle be mene ye sawaal pucha tha, pr jawaab nahi mila....
    Mehrbani kf kr Bashar al Asad pr ek video banaw plz...
    Mainstream media us k baare me bohut bura bolti he jis k waje jawaan log confusion me he ku ki Iran ayse insaan ko kyse support kr sakta he

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  2 วันที่ผ่านมา

      Sabeel media You tube channel par video is bare me maujood hai plz watch

  • @Fidahussain-i1i
    @Fidahussain-i1i 4 วันที่ผ่านมา

    salam un aliekum
    mai farman ali Srinagar kashmir se...
    mera sawal ye hai
    "kya rabbit wool mai namaz padna sahi hai"? (chahiye socks ho ya koi other cloth)...
    iss barey mai syed ali khamnaie aur syed ali sistani ka kya futwa hai?

    • @cutynature
      @cutynature 4 วันที่ผ่านมา

      Kayamat tak imam jafar sadiq a s ne farmaya wo nhe chayei .. fatwa chayei.. Kya Na insafi Hai 12 aima sy Kashmir srinagar

    • @jabinfatima20
      @jabinfatima20 3 วันที่ผ่านมา +1

      Mera bhi yahi sawal hain

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  2 วันที่ผ่านมา

      w.salam Namaz sahi nahi hai

  • @samanyaseen
    @samanyaseen 4 วันที่ผ่านมา

    Salam, Agar gold jewellary kharid ke pehle saal istemal kar li gai ho lekin phir agle poore saal istemal na hui ho to kya doosre saal ke end mei uspar khums hoga

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  2 วันที่ผ่านมา

      W.slam
      nahi , jab use ho gaei to phir baa dme rakhi rahe masla nahi hai

  • @bilaaalAlyeee
    @bilaaalAlyeee 4 วันที่ผ่านมา

    Meine to eik sawal kiya tha lakin mere sawal ka koi jawab nhi diya gaya

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  2 วันที่ผ่านมา

      phir se msg kar den kabhi jawab na mile to plz
      SabeelAhkam@gmail.com
      ya
      Sabeel Ahkam@Yahoo.com
      par email kar liya karen

  • @Zainabzaidi09
    @Zainabzaidi09 4 วันที่ผ่านมา

    Molana salamun alaikum mera sawal sirf sahi bat ko samajhna h kisi ki be izzati nhi karna plz mazerat ke sath ak sawal h molana shabbir ali warsi ki imame zamana ke zahur ke mutaliq ak majlise h jisme unhone hadise byan ki h plz aap ak bar us majlise ko sune or hame ye batai jo molana keh rahe wo sab sahi h ya kuch sahi h hame yaqeen h imam ka zahur bht qareeb h plz rehnumai farmaiye

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  2 วันที่ผ่านมา +1

      Bahot achi baat hai ki aap ne confirm kiya , aur ye sawal kiya ,jazkallah . Hame Deen ko Haqiqi aur sahi ulama se lena hai jo Maktab e shiat se mukammal aashna hai sahi jante hai ... to Ap Islam ko sahi Zarye se Smajhen.

  • @afshafirdous3986
    @afshafirdous3986 4 วันที่ผ่านมา

    Mashallah

  • @ShaheenBano-k8n
    @ShaheenBano-k8n 4 วันที่ผ่านมา

    Mashallah