Bhai you're given wrong information kurulus Osman all season superb n Salauddin Ayyubi season 1 is great both are perfect n Turkish series all 10 darama series superb everything is best series... Your are given wrong information bhai please don't spread false information All Turkish Drama series is best .
You are Partially Wrong Brother... Kurulus Osman ka Sirf Season 2 "Taarikhi" ke Hisaab se Bilkul Perfect thaa ... Butt Usmein boht saari Historical Mistakes hai, Eg. Vikings ka Aana whereas Vikings ne Ottomans ke Saath Trade kiya tha not War ... Uske Alawa jo log Osman Bey ke saath the in History..Eg.Turgut Bey, Konur Alp, Abdurrehman Ghazi, Samsa Alp.. Ye Saare Mujahid Suleman Shah se lekar Orhan Ghazi ke saath bhi thee Aur Orhan Ghazi ke Daur mei hi Ye log Wafat paa gaye... Butt in Series, Osman Bey ke saath Saare Warriors Fictional Name ke saath hai.. And ek Konur Alp, Uska sahi se Istemaal nhii kiya 🙄 Isliye Usne Leave kar diya aur Selahaddin Eyyubi join karliya.. Uske Alawa Kurulus Osman mei Womens ko kuch Zyada hi Dikhaya gaya hai, Aisa lagta hai ke Bala Hatun ne Ottoman Empire ki Bunyaad rakhii thii.. Aur sabse Badi Historical Mistake "Bursa ki Fatah ab tak nhi Dikhaayi gayi" Conclusion: Kurulus Osman mei Saare Scenes Repititive hai, Aur Orhan Ghazi & Osman Ghazi jaisi Azeem Logo ko Normally Portray kiya jaa raha hai..
❤❤❤
sultan mehmed fatih
😁😁😁😁😁😁
Bhai you're given wrong information kurulus Osman all season superb n Salauddin Ayyubi season 1 is great both are perfect n Turkish series all 10 darama series superb everything is best series... Your are given wrong information bhai please don't spread false information
All Turkish Drama series is best .
You are Partially Wrong Brother...
Kurulus Osman ka Sirf Season 2 "Taarikhi" ke Hisaab se Bilkul Perfect thaa ... Butt Usmein boht saari Historical Mistakes hai,
Eg. Vikings ka Aana whereas Vikings ne Ottomans ke Saath Trade kiya tha not War ...
Uske Alawa jo log Osman Bey ke saath the in History..Eg.Turgut Bey, Konur Alp, Abdurrehman Ghazi, Samsa Alp..
Ye Saare Mujahid Suleman Shah se lekar Orhan Ghazi ke saath bhi thee Aur Orhan Ghazi ke Daur mei hi Ye log Wafat paa gaye...
Butt in Series, Osman Bey ke saath Saare Warriors Fictional Name ke saath hai.. And ek Konur Alp, Uska sahi se Istemaal nhii kiya 🙄 Isliye Usne Leave kar diya aur Selahaddin Eyyubi join karliya..
Uske Alawa Kurulus Osman mei Womens ko kuch Zyada hi Dikhaya gaya hai, Aisa lagta hai ke Bala Hatun ne Ottoman Empire ki Bunyaad rakhii thii..
Aur sabse Badi Historical Mistake "Bursa ki Fatah ab tak nhi Dikhaayi gayi"
Conclusion: Kurulus Osman mei Saare Scenes Repititive hai, Aur Orhan Ghazi & Osman Ghazi jaisi Azeem Logo ko Normally Portray kiya jaa raha hai..
Meri Salah aapko ye hai ke Series dekhne ke Saath-Saath Historical Information bhi Padhte rahiye..