breig rifter plat nahi mili 3510 ka brige rifacter mila hai laga lu amp m koi dikat to nahi hogi kuki many 48v e ricshawA ki batri charge karni hai batao
Ye 3510 kharab jaldi ho jata he aap lagakr dekh skte he isko almunium ki hitsing pr lagana jisse 3510 garm na ho Ye charger gravity uthane ke liye use hota he
Very nice but apko ye bhi batana chaiye tha sir ki ye output me dc voltage ya ac voltage kitne nakale ga or isme condenser ka reverse current bhi to flow hota hai usse kaise bacna hai hai or kitne volt ke diodes lagte hai 6amp ke ya 10 amp ke tabhi to kisi ko sahi se pata chalega or sir isme 9-0-9 lagane ki koi jarurat to thi nahi vaise aapne led. Ke liye lagaya hai or sir do condenser se bhi ban sakta hai or ek se bhi ye sab aapne batana chahiye tha tabhi video superb khalata hai fir bhi good
Sir output dc volt nikalata he or output battery ke according hi dc volt nikalata he aap 12v ki battery lagate ho tab 12v se 15v tak nikalega aap jitne volt ki battery lagaoge uske according hi volt nikalta he or reverse current tab nikalega jab aap main plug 🔌 na nikalkr pahle battery ke taar ko hatate ho or Diode isme 6a10 ke he ek diode hi 10amp ka hota he jayada diode lagane se charger ki power bad jati he isliye 4se 8battery ke charger me 16diode lagate he 9-0-9 ka use fan ko chalane ke liye kiya gya he Next vidio me jo aap bol rhe ho sati jankari dene ki kosis krunga 👍
Bhai ashi pe or ake 😢video banao please 🙏🥺 ek battery 🔋 charge karke dekhao please bhai 🙏😭 or kitna Watt kaa hey ea charger full details me banaao bhai please 🙏🥺😢 full support you bhai ❤️🩹🥺🙏
@@brajendraelectricals3869 aapko 1 battery charge krni he tab aap transformer wala charger hi lagaye wo accha hota he ye charger gravity uthane me jyadatar use hota he
bhai agr e rikshaw hmaari down ho jaae or hm 30 mint yaa 1 ghantaa tk lgaa le charge krne ke liye to koi dikkat aaegi kya yaa sahi charge ho jaaegi bhai reply zroor krna
Bhai ye battery ke hisab se hi output dc voltage banata he ek battery lagaoge tab ek battery ke hisab se or yadi jyada battery lagate tab jyada battery ke hisab se jyada voltage nikalega
Or isme aapne practical karke bataya ye bhi shi tha vaise aapko do condenser wala or ek condenser wala bhi bata chahiye tha or isme kitne dioad lagte hai ye sab sir mujhe aapki vido se koi pareshani nahi hai sir lekin me to aapke hi site se bol raha hu
Bhai ye dc ampire he 15 Watt nikalne ke liye AC ampire lete he na ki dc ampire agar 12v ka inverter battery ko charge krne ke liye 18ampire leta he to Bhai wo ki watt lega 🙄
Bike se I Riksha ki battery charge kar sakte hain uski gravity Utha sakte hain kya 48 volt per kya alag alag 12 volt ki battery lagakar Utha sakte hain yah I Riksha Mein Jaise charging Lagate Hain vaise Usi Jagah per isko lagakar 48 volt per battery gravity Utha sakte hain please number share
Dikkat koi nhi bina miter ke lekin ek bar check to krna padta he ki kitne ampire nikal rha he Yadi aapne do condenser lagaye he tab ye 10 ampire nikal rha hoga
Sar 48 volt ki Char battery jo ki 48 volt hai use 72 volt per charge Karega Koi dikkat To Nahin Hogi na Kyunki 15 Empire per to iska khud ka charger charge Karta Hai battery ko
Choti battery ko 5ampire pr charge Krna or 90ampire se lekar 200ampire ki battery ko 15 ampire pr charge Krna Or ye battery ke hisab se hi watt leta he ek battery ko charge krne ke liye kam se kam 150 watt tak leta he
72 mfd ka capacitor 1 lagane se kitne empier ka charger Banega 20 amper charger mein kitne capacitor lagenge aur kitne mfd ka lagega apna number bhej do
Bhai ashi pe or ake 😢video banao please 🙏🥺 ek battery 🔋 charge karke dekhao please bhai 🙏😭 or kitna Watt kaa hey ea charger full details me banaao bhai please 🙏🥺😢 full support you bhai ❤️🩹🥺🙏
Bhai ashi pe or ake 😢video banao please 🙏🥺 ek battery 🔋 charge karke dekhao please bhai 🙏😭 or kitna Watt kaa hey ea charger full details me banaao bhai please 🙏🥺😢 full support you bhai ❤️🩹🥺🙏
Bhai ashi pe or ake 😢video banao please 🙏🥺 ek battery 🔋 charge karke dekhao please bhai 🙏😭 or kitna Watt kaa hey ea charger full details me banaao bhai please 🙏🥺😢 full support you bhai ❤️🩹🥺🙏
Bhai ashi pe or ake 😢video banao please 🙏🥺 ek battery 🔋 charge karke dekhao please bhai 🙏😭 or kitna Watt kaa hey ea charger full details me banaao bhai please 🙏🥺😢 full support you bhai ❤️🩹🥺🙏
Bhai ashi pe or ake 😢video banao please 🙏🥺 ek battery 🔋 charge karke dekhao please bhai 🙏😭 or kitna Watt kaa hey ea charger full details me banaao bhai please 🙏🥺😢 full support you bhai ❤️🩹🥺🙏
Ohh😯 thankyou 🙏 Bhai 😘 Bhai ea charge re current bhilagtaa hne naa ? Bhai ea Jo MCB lagaya hai ea 1 MCB kitne AMP kaa hai or 2 kitne AMP kaa Kai video me pata nahni calpara hai bhai please reply me 🙏 or second time video banaate time tax me likhdena product kaa name or kitni voltage kaa hai or ... Details me , taki sabhiko pataa calsake ❤️🩹
बहुत सुन्दर
Thanks
भाई ये बहुत खतरनाक है गलती से छू लिया तो आप डिस्चार्ज हो जाओगे ओम शांति
Galti ki koi jagah nhi he is kaam me
😅😅
😂😂😂
😂😂😂यमलोक जाने का इतजाम हो गया 😂😂😅
Good charger
Accha AAEDIAYA❤
Bhai jiner direct nahi lagega resistense series karke anytha turant shot hoga resistense lagegi no. Hain ye
Thank you sir ji
Welcome
Good👍
Nice
Thanks
Good👍👍👍
Thanks
Inverter transformer is best power supply
Bhai charger badiya Hain bhai jitne volt chaiye utnne volt ka jiner lagaye volt regulate ho jayenge 12volt ke 25volt 3300uf capkk
Achcha
breig rifter plat nahi mili 3510 ka brige rifacter mila hai laga lu amp m koi dikat to nahi hogi kuki many 48v e ricshawA ki batri charge karni hai batao
Ye 3510 kharab jaldi ho jata he aap lagakr dekh skte he isko almunium ki hitsing pr lagana jisse 3510 garm na ho
Ye charger gravity uthane ke liye use hota he
Ismy capicetr 72 MFD say yada ya kam lagany say kaya hoga
Ampire bhi Kam jyada ho jayenge
❤❤❤😂😂🎉mohan
Very nice but apko ye bhi batana chaiye tha sir ki ye output me dc voltage ya ac voltage kitne nakale ga or isme condenser ka reverse current bhi to flow hota hai usse kaise bacna hai hai or kitne volt ke diodes lagte hai 6amp ke ya 10 amp ke tabhi to kisi ko sahi se pata chalega or sir isme 9-0-9 lagane ki koi jarurat to thi nahi vaise aapne led. Ke liye lagaya hai or sir do condenser se bhi ban sakta hai or ek se bhi ye sab aapne batana chahiye tha tabhi video superb khalata hai fir bhi good
Sir output dc volt nikalata he or output battery ke according hi dc volt nikalata he aap 12v ki battery lagate ho tab 12v se 15v tak nikalega aap jitne volt ki battery lagaoge uske according hi volt nikalta he or reverse current tab nikalega jab aap main plug 🔌 na nikalkr pahle battery ke taar ko hatate ho or Diode isme 6a10 ke he ek diode hi 10amp ka hota he jayada diode lagane se charger ki power bad jati he isliye 4se 8battery ke charger me 16diode lagate he
9-0-9 ka use fan ko chalane ke liye kiya gya he
Next vidio me jo aap bol rhe ho sati jankari dene ki kosis krunga 👍
@@totalpowerwork very good sir aap meri baat se sahmat ho
Bhai ashi pe or ake 😢video banao please 🙏🥺 ek battery 🔋 charge karke dekhao please bhai 🙏😭 or kitna Watt kaa hey ea charger full details me banaao bhai please 🙏🥺😢 full support you bhai ❤️🩹🥺🙏
Puse switch ka wire ke bare me bataiye
Push switch ka koi wire nhi he
Puse switch ka wire kaha use kiye hai
Push ka koi Kam nhi he
Theek hai Thank you
Charger banaker sida 48 v e rickshaw battery par laga sakty hai ya tasting karni padegi pahly
Testing bhi rickshaw pr lagakr hi hota he
50 mfd ke 3 capacitor lagegane se kitne empier ka banega charger 80 ah battery ko 15amper se kitne time tak lagani chahiye
10 ampire se 15 ampire ban jayenge or battery charge hone me 4 se 5 ghante lag skte he
Battery ko koi nuksan to nahi hoga
@@brajendraelectricals3869 aapko 1 battery charge krni he tab aap transformer wala charger hi lagaye wo accha hota he ye charger gravity uthane me jyadatar use hota he
Shop kaha par hai
Moradabad
Dried ka no kaya hai 6amp ka
Diode 6A10 ke Lage he
Sir charger tayar kar liya ab sir charger ko battery say cont karu ya direct e rickshaw charger point par cont kar u
Battery se connect kr ke check kr lo
Market Waly 36 say 48 Ganty m grawty uthygi bolty hai
Ye ek singal mcb mai bhi to banta hai us mai kya kya lgta hai black colour ke body hote hai or us mai koi amp meter nhi hota
Pata nhi
bhai agr e rikshaw hmaari down ho jaae or hm 30 mint yaa 1 ghantaa tk lgaa le charge krne ke liye to koi dikkat aaegi kya yaa sahi charge ho jaaegi bhai reply zroor krna
Koi dikkat nhi aayegi
Bhai condenser kaha par mil sakta hai
Bijli ke saman ki shop pr
Bhai iske output voltages kitne hai
Bhai ye battery ke hisab se hi output dc voltage banata he ek battery lagaoge tab ek battery ke hisab se or yadi jyada battery lagate tab jyada battery ke hisab se jyada voltage nikalega
80 ah battery deep discharge battery ko 1 capacitor 72 mfd charge kar sakte hain kitne time tak lagana padega bhai
72 mfd ka condenser kam se kam 5amp tak charging krega
2se 3 ghante me battery charge ho Jani chaiye
Sir इस से हम बिना बैटरी के dc24 या48 वोल्ट मोटर लाइट डायरेक्ट चला सकते है क्या2 2 या 3 amp की
Nhi
Or isme aapne practical karke bataya ye bhi shi tha vaise aapko do condenser wala or ek condenser wala bhi bata chahiye tha or isme kitne dioad lagte hai ye sab sir mujhe aapki vido se koi pareshani nahi hai sir lekin me to aapke hi site se bol raha hu
Bhai ek condenser se ban jata he lekin jayada ampire ke liye jayada condenser lagate padte he 👍
@@totalpowerwork 72uf ka kitne ampre nikale ga
Sir ji isme kapacitor kitna MFD ka hai sabhi
72 mfd ke he
Bijli bahut jyada kharch karega input me 15 amp 220×15=3300watt ka load lega bahut khatarnak hai ye koi mat banana bhai 😮😮
Bhai ye dc ampire he 15
Watt nikalne ke liye AC ampire lete he na ki dc ampire agar 12v ka inverter battery ko charge krne ke liye 18ampire leta he to Bhai wo ki watt lega 🙄
ise charger ko banane ke liye kitna estimate ayega
Bhai amp meter nahi mill raha bina amp meter k charger bana lay to koi dikat to nahi amp to utny hi milygy
Nhi
150ah battry 8 ganty m full cgarge nahi hogi grawty uthani hai e ricsgwa ki battry ki bhai
Ye charger gravity uthane ke liye hi jyada use Kiya jata he
bhai agr ise mangvana ho to keise order kre
WhatsApp Massage 9105256096
Bhai inn logo par watt nikalne hi nahin
Hum e-rickshaw charge kar sakthe
Battery Gravity uthane ke liye he ye charger
Bhai kahan se engineering kiya tha 😊
Bike se I Riksha ki battery charge kar sakte hain uski gravity Utha sakte hain kya 48 volt per kya alag alag 12 volt ki battery lagakar Utha sakte hain yah I Riksha Mein Jaise charging Lagate Hain vaise Usi Jagah per isko lagakar 48 volt per battery gravity Utha sakte hain please number share
Bike I Riksha ki battery ki gravity uthane ke liye ise parallel Mein Band connect karni padegi ya series mein reply please
Aur bhai iski total cost Kitni pad Jaati Hai charger Banane mein
Bhai ye charger gravity uthane ke liye banaya gya he isse aap series me 5 battery Tak laga skte he
Iska price 2200rupay he
चार्जिंग वायर छूने के बाद क्या होगा भाई
Bhai isy 48v par lagatar kitna time use kar sakty hai
6 se 8 ghante
Ismy capicetr 72 MFD say yada ya kam lagany say kaya hoga
Isy dubara kitny time bad use Kar sakty hai
6se 8ghante me battery full charge ho jati he
Kuch der bad hi laga skte he
सरिय कितने का बनेगा मुझे चाहिए यह
2200rupay
Sar Maine charger to banaa liya tha do capacitor 72 mfd kaise use Maine 48 volt per charge Lagaya to vah 51 volt se charge kar raha tha
48 volt ki 4 battery hai jo I Riksha ki vah high power kitne voltage Tak charge Le sakti hai
Charger kitne ampire charge kr rha he wo dekho
Project thik h but Galti se koi touch karde battery terminal wale wier ko din m tare najar aajyega😂😂
😁😁
यह चार्जर कहांमिलेगा
Aap saman lekar bana lo
Bana hua lena he tab 2200₹ ka hoga
Electricity bill jyada aata hai
High dangerous
Battery banane wale is charger ka jyada use krte he
Kya e rickshaw charge Kiya ja sakta
Kyunki aajkal e riksha ke SMPS charger aate Hain vah bahut jaldi kharab hote hain aur Sahi karane mein cost bhi bahut jyada lagta
Ha ji ye e rickshaw battery bhi charge kr skta he lekin isme battery charging cut nhi hota he
@@totalpowerworkmatlab
@@Topfun_virel-video ye battery ko charge krta rhta he isme charging cut nhi hota
OK thanks ji
Bhai is se e rickshaw charge ho payega kya??
Kr skte he pr risha charger dusra hota he
Ye component milege ge kahaa par
Electronic components ki shop pr
भाई हमें तीन कंडेनसर वाला चार्जर चाहिये
Mil jayega kaha se ho
By yes she currently wore a car
Bhai isme 5408 ka use huaa hai
Nhi
सर जी कितनी देर तक बैटरी चार्ज करें इससे रिप्लाई जरूर करें सर जी
4 se 5 ghate me battery charge ho jaayegi
Sir es charger ki life kitna hoga clear kare
Thik chalta he baki maintenance pr depend krta he
@@totalpowerwork kaisa maintaince
@@santoshkannojiya1532 Bhai battery ki wire galat na Lage or 7se 8 ghante ke bad kuch time ise use na kre
Bhai Hamare Yaha To Dioed Bridge Nahi Mil raha Online Bhi Check kar Liya Lekin online Me Bhi Nahi Mila To Apko Ye Diode Bridge Kaha Se Mila
Ham khub hi banate he
भाई बैट्री टर्मिनल पर करंट नहीं लगेगा?
Battery tarminal pr current aata he is charger ka use jyadatar battery ka kaam krne wale krte he
Bhai ye charger bahut danger ⚡ hai isko har koi use naa kare
Mr si ke
Sar Bina pair matter ke ampere metre Mila hi Nahin aapane bola tha Koi dikkat Nahin Bina ampere metre ke banaa lo
Dikkat koi nhi bina miter ke lekin ek bar check to krna padta he ki kitne ampire nikal rha he
Yadi aapne do condenser lagaye he tab ye 10 ampire nikal rha hoga
Sar 48 volt ki Char battery jo ki 48 volt hai use 72 volt per charge Karega Koi dikkat To Nahin Hogi na Kyunki 15 Empire per to iska khud ka charger charge Karta Hai battery ko
@@Topfun_virel-video dikkat to nhi honi chahiye
@@Topfun_virel-video lekin ek purane charger ke bhi volt check kr lo
price sir
2200 rupay
@@totalpowerwork aap ka watsapp number send Karo sir
Bhai kitne ampere ki battery charge karega yeh aur yeh charger kitne watt ka hai
Choti battery ko 5ampire pr charge Krna or 90ampire se lekar 200ampire ki battery ko 15 ampire pr charge Krna
Or ye battery ke hisab se hi watt leta he ek battery ko charge krne ke liye kam se kam 150 watt tak leta he
This not safe not try this at home
No no no
Bina amp meter k charger nahi banyga
Mene bola Bina meter ke koi dikkat nhi hongi
Pran ghatak charger rip
Baya ye upaye Katraha haye dosto ye kaam matukarloo charjingu ki trans parmar laktha haye karant marega Maru jayega
Chori ke bijli par ye kaam karega😂 bole to full energy loss😅😅😅
Marne ka bandobast kar diya hai fresher ko😂😂😂😂😂 bhai logo full ac current hai.battery to charge ho jayegi but happy Birthday to you ho jayega 😂😂😂😂
This is dangerous please don't try this
Sort nahi marega ye
Dc current iska jyada hota isliye battery ke wire bhi na chuye
सरे आम चार्ज आपसे करना चाहते हैं आप कांटेक्ट नंबर
Bhai 120 mfd ka 1 capisatar laga sakte ha or kitne amper banega charger phone number de do bhai
8 se 10 ampire ban skte he
Deep discharge battery koKitne time tak battery ko charge karna padega 8 se 10 empier Tak utha dega discharge battery ko phone number de do bhai apna
72 mfd ka capacitor 1 lagane se kitne empier ka charger Banega 20 amper charger mein kitne capacitor lagenge aur kitne mfd ka lagega apna number bhej do
Bhai ashi pe or ake 😢video banao please 🙏🥺 ek battery 🔋 charge karke dekhao please bhai 🙏😭 or kitna Watt kaa hey ea charger full details me banaao bhai please 🙏🥺😢 full support you bhai ❤️🩹🥺🙏
Ye deep discharge battery ko charge karane ke liye hota hai, regular use karoge battery kharab ho jayega
Bhai ashi pe or ake 😢video banao please 🙏🥺 ek battery 🔋 charge karke dekhao please bhai 🙏😭 or kitna Watt kaa hey ea charger full details me banaao bhai please 🙏🥺😢 full support you bhai ❤️🩹🥺🙏
Bhai ashi pe or ake 😢video banao please 🙏🥺 ek battery 🔋 charge karke dekhao please bhai 🙏😭 or kitna Watt kaa hey ea charger full details me banaao bhai please 🙏🥺😢 full support you bhai ❤️🩹🥺🙏
Bhai ab charger nhi he
9:42
Batry. Khahaapa hay
Bhai ashi pe or ake 😢video banao please 🙏🥺 ek battery 🔋 charge karke dekhao please bhai 🙏😭 or kitna Watt kaa hey ea charger full details me banaao bhai please 🙏🥺😢 full support you bhai ❤️🩹🥺🙏
Bhai ashi pe or ake 😢video banao please 🙏🥺 ek battery 🔋 charge karke dekhao please bhai 🙏😭 or kitna Watt kaa hey ea charger full details me banaao bhai please 🙏🥺😢 full support you bhai ❤️🩹🥺🙏
Bhai ek battery pr ye chargers150 se 200 watt tak ka load leta he or yadi 2 battery lagaoge tab ye dabal load lega
Ohh😯 thankyou 🙏 Bhai 😘 Bhai ea charge re current bhilagtaa hne naa ? Bhai ea Jo MCB lagaya hai ea 1 MCB kitne AMP kaa hai or 2 kitne AMP kaa Kai video me pata nahni calpara hai bhai please reply me 🙏 or second time video banaate time tax me likhdena product kaa name or kitni voltage kaa hai or ... Details me , taki sabhiko pataa calsake ❤️🩹
Bhai vidio me bataya to he ki MCB 32ampire ki he