Thanks for comment, Age 21 years or above honi chahiye baki yogyata mai thodi research karke batlata hu. Please 🙏 hamare video ko apne dosto ke sath share jrur kijiye.......
Thanks for comment, Yes, Nagar Panchayat chairman aur jila Panchayat adhyaksh alag alag hote hai. Nagar Panchayat chairman town area me hote hai, ye nagar palika ke under aate hai. But jila Panchayat adhyaksh village area me hote hai, ye Panchayati raaj vyavstha ke under aate hai.
Nagar panchayat ke chairman ko kaun vote karta hi. Pahle to ward log karte the vote chaiman ko . Kya is bar se niyam change hoga sun ne me aa raha hi ki chairman ko ko vote sare nagar panchayat ke public karegi. Plz tell me correct information.
Hamara area pehle nagar nigam dehradun me tha phir use nagar panchayat bana diya to kya hamara area dehradun me hi mana jayga ya isse bahar please reply
Thanks for comment, Sabhasad ke liye maximum age limit nahi hai, Isliye 72 years ke person bhi chunav lad sakte hain. Please 🙏 subscribe our channel and share our videos with your friends and family.
Thanks for the comment, नगर पंचायत शहरी क्षेत्र में होता है, नगर पंचायत के प्रमुख को नगर पंचायत अध्यक्ष कहा जाता है। जबकि ग्राम पंचायत ग्रामीण (देहाती) क्षेत्र में होता है, ग्राम पंचायत के प्रमुख को मुखिया अथवा प्रधान कहा जाता है। Please subscribe to our channel and share our videos with your friends.
Thanks for comment, Nahi, Nagar Panchayat gramin nahi ho sakta, nagar Panchayat nagar (town) me hota hai. Please 🙏 subscribe our channel and share our videos with your friends...
Sir nagar panchayat deo se mai upchairman (upadhyach) pad se chunav ldna chahta hu..meri age 22 years hai..kya mai lad skta hu..plzz reply sir.. Minimum age kya hai...plz reply sir...
Sar aapane apni video mein bataya ki 21 varsh Umra honi chahie Nagar Panchayat Chunav Ladne ke liye per Google per 30 varsh Bata rahe hain Kaun si Baat sahi hai aapki yah Google ki kripya Karke aap Hamen bataiye
Mujhe nahin pata aapane Google mein kaise search kiya hai, lekin Nagar Panchayat chunav ladne ke liye minimum age 21 years hota hai, Maine Kai publications ki book padi hai aur sab mein minimum age 21 years hi bataya gaya hai aur main abhi Google per search kiya to vedantu, drishti etc. Ki website per bhi 21-year hi bataya gaya hai. Thanks for comment ♥️, please subscribe our channel and share our videos...
नगर पंचायत व ग्राम पंचायत में कया अन्तर है?
Good job sir
nagar पंचायत के chairman का सुविधा kya kya मिलती हैं बताए। ।।
Sksksksk
Lad raha hai kiya bhai
@@suhagwati7226 p
Aachi jankari
Thanks ♥️,
Please share our videos...
Kya hum nagar panchayat se kisi ward ko alg kr sakte hai
Agr koi area abhi currently nagar panchayat bna hain tho usme kya kya badlaw hoga , please reply sir
Thanks for comment ♥️,
I will make video on this topic very soon,
Please 🙏 subscribe our channel and share our videos with your friends.
@@mauryatechnicalsupport sure ❤️
नगर पंचायत में कितने जनसंख्या पर एक वार्ड का गठन होता है
Good information provided by you.
Thanks ♥️,
please 🙏 subscribe our channel and share our videos with your friends....
Awesome sir नगर पंचायत में पदेन सदस्य कौन होते हैं? Cg tet में आये थे. Awesome sir.
Thank you sir,
Please 🙏 subscribe our channel and share our videos with your friends.
Well explained..👍
Thank you for comment ♥️, please 🙏 share our videos with your friends.....
Your voice is so beautiful
नगर पंचायत में अगर हम मकान बनाना चाहते हैं तो क्या नगर पंचायत से परमिशन लेना जरूरी है
Nhi
Jay ho mauryavansi
नगर पंचायत अध्यक्ष बनने के लिए कितनी उम्र तथा कितनी योग्यताएं होनी
Thanks for comment,
Age 21 years or above honi chahiye baki yogyata mai thodi research karke batlata hu.
Please 🙏 hamare video ko apne dosto ke sath share jrur kijiye.......
@@mauryatechnicalsupport सभासद बनने के लिए कितनी उम्र होनी चाहिए
21 years or more.
@@mauryatechnicalsupport सर नगर पंचायत अध्यक्ष तथा सभासद दोनों के लिए 21 साल उम्र रखी गई है
Ham panchayat se nagar panchayat chunaw lad sakte h ki nahi sir
Sir nagar Panchayat ka budget kitna hai aur kitne paise ka kaam hua h kaise dekhe
Kya bihar mai nagar panchayat ka ward parsad ka yogta hoga kya isme koi niyam aaya hai bataiye.
Nagar panchayat Chairman ko kitna salary milta hai kya aap bta payenge sir mujhe ye information chahiye
Hello sir kya nagar panchayat chairman aur jila panchayat adyaksh alag alag hote hi kya Ripley me sir😊😊
Thanks for comment,
Yes, Nagar Panchayat chairman aur jila Panchayat adhyaksh alag alag hote hai.
Nagar Panchayat chairman town area me hote hai, ye nagar palika ke under aate hai.
But jila Panchayat adhyaksh village area me hote hai, ye Panchayati raaj vyavstha ke under aate hai.
Nagarpanchayat me aam sabha hoti he kya? or kab hoti he
हमे नगरपंचायत बरखास्त करके पुन्हा ग्रामपंचायत करणी हे आप कुछ बता शकते हे???
आप ने जो कार्य बताया अगर हमारे
पंचायत में ये सब नहीं हो रहा है तो कहा अबेदन देना चाइए प्लीज बताए 🙏🙏🙏🙏
Hargoan (sitapur, up) ki jansankhya 20,920 tab bhi yah nagar panchayat hai kaise
Nagar panchayat ke chairman ko kaun vote karta hi. Pahle to ward log karte the vote chaiman ko .
Kya is bar se niyam change hoga sun ne me aa raha hi ki chairman ko ko vote sare nagar panchayat ke public karegi.
Plz tell me correct information.
Same to you
Jay ho
Very nice
Thanks ♥️,
Please 🙏 subscribe our channel and share our videos with your friends and family.
Niyam kanon kya kya lagu hote hai jaise Ghar banane ke liye ya or kuchh kary karne ke liye rasta bnane ke liye
Sir nagarpanchayt ke sadaya ka karykal samapta hone ke bad agar chunav nahi huwa to vidhan parishad ko voting kar sakta hai kya?
Hamara area pehle nagar nigam dehradun me tha phir use nagar panchayat bana diya to kya hamara area dehradun me hi mana jayga ya isse bahar please reply
Bhaii dehradun m hi mana jayega tumhara area
Sir ji apne nagr panchayat ki ward ki seat kaise check kre jaise bolte h s c obc ganral wo kaise chek kre
नगर पंचायत में जो नालो का कार्य होता हैं उन नालो को कवर्ड का पैसा सरकार से आता हैं या नहीं।
Seat general hai ya obc kese pta chalta hai aur date kese pta chalti hai
Iska koi Sadi। Hota। Hai kaise chake kare। Ke kaam kya hota। Hai
Sir sabhasad ka 72 saal ki age ka admin lad sakta hai chunav
Thanks for comment,
Sabhasad ke liye maximum age limit nahi hai,
Isliye 72 years ke person bhi chunav lad sakte hain.
Please 🙏 subscribe our channel and share our videos with your friends and family.
Hamare yaha kareeb 50 hazar se zyada abadi h
21 hazar voters hai fir bhi nagar panchayat nhi bani Mahewaganj,👈 Lakhimpur Kheri
नई जनगणना के बाद निश्चितरूप से आपका गांव नगर पंचायत हो जाएगा।
Achhi baat hai tax pay karne ki problem se free ho
Nagar panchayat sadsya ko kya kahte h
Nagar panchayat sadsya ko kya kahte h
0:32
Hlo Sir Ji Mujhe Aap Se Ek Sawal Haiii Pleases BataSakteHo Sir aji
Fantastic sir
Thanks ♥️,
Please 🙏 subscribe our channel and share our videos with your friends and family.
May nagar panchayat me Lipik hu abhi nayi join kiye hai kuchh jaankari chahte hai apse
Supervisor ka bahali kaise hota hai please reply me sir
नगर पंचायत के चुनाव में नेशनल पार्टियों का चुनाव चिन्ह आवंटित होता है की नही
होता है
Thanks sir
👍👍👍👍👍
सर नगर पंचायत में पैक्स के चुनाव होता है।कि नहीं
धन्यवाद
agar ek pamchayat ke ek gaun ko naye gathan kiye gaye nagar panchayat mein shamil kr liya jata hai toh fir uske mukhiya ka ward member ka kya hoga ?
Nagar panchayat aur Gram panchayat me kya antar hai.
Thanks for the comment,
नगर पंचायत शहरी क्षेत्र में होता है, नगर पंचायत के प्रमुख को नगर पंचायत अध्यक्ष कहा जाता है।
जबकि ग्राम पंचायत ग्रामीण (देहाती) क्षेत्र में होता है, ग्राम पंचायत के प्रमुख को मुखिया अथवा प्रधान कहा जाता है।
Please subscribe to our channel and share our videos with your friends.
सदस्य के विरुद्ध अविश्वास का कैसे करें?
Nagar panchayat me nirvachit hue sadsyo ko kya khte h
Good
Nagar Panchayat mein naksha pass karana hai makan ka uski Rashi kitne ki padati hai yah batana Jara kya process hai
Ek nagr panchayat may kitna grmanpnachyat milta hai
नागर पंचयत..बिहार मे सरकारी नोकरी teacher वाला आदमी चुनाव मे खरा हो सकता है replay please?.....
नहीं
Wad me kitna pda hona chahiye
नगर पंचायत के सेवा निय मा वली बताए
दो से अधिक बच्चे वाले नगर में चुनाव लड़ सकते हैं?
Skutani में सुधार का मौका मिलता हैं sir ke nhi
Wah
Thanks,
Please 🙏 subscribe our channel and share our videos with your friends.
Nagar panchayat chunaw me parcha dakhila ke liye kitna paisa dena padega
Nagar panchayat garamin ho sakta hai ki nahi
Thanks for comment,
Nahi, Nagar Panchayat gramin nahi ho sakta, nagar Panchayat nagar (town) me hota hai.
Please 🙏 subscribe our channel and share our videos with your friends...
Kya kaya sar gitana yorkar ha o loge saraki ho sakat hi
Sir nagar panchayat deo se mai upchairman (upadhyach) pad se chunav ldna chahta hu..meri age 22 years hai..kya mai lad skta hu..plzz reply sir..
Minimum age kya hai...plz reply sir...
Thanks for comment ♥️,
Ji bilkul aap upadhyaksh ka chunav lad sakti hain.
Minimum age 21 years hota hai.
@@mauryatechnicalsupport thnkss sir...for reply
Nagar Panchayat mein sadasyon ki sankhya kitni
Ab Sarkar ke aadesh se bihar me Nagar Panchayat ke chairman ka chunav voting se hona hai .to kya 24 yrs ke log chunav lad sakte hai na nahi
Ji bilkul, 21 years se old person chunav lad sakta hai.
Ward parsad sa sthayi samiti sadas ka power or kya kare hote hai
मतदाता #व्यस्क हीं होते है...
Sar aapane apni video mein bataya ki 21 varsh Umra honi chahie Nagar Panchayat Chunav Ladne ke liye per Google per 30 varsh Bata rahe hain Kaun si Baat sahi hai aapki yah Google ki kripya Karke aap Hamen bataiye
Mujhe nahin pata aapane Google mein kaise search kiya hai,
lekin Nagar Panchayat chunav ladne ke liye minimum age 21 years hota hai, Maine Kai publications ki book padi hai aur sab mein minimum age 21 years hi bataya gaya hai aur main abhi Google per search kiya to vedantu, drishti etc. Ki website per bhi 21-year hi bataya gaya hai.
Thanks for comment ♥️, please subscribe our channel and share our videos...
12000 ki jansankiya wale bhi nagar panchayat ban jate hai bhai
Mryar kese bnta h
Sir pdean sdsyo k baare me btea....phr se
Ghaghasara बाजार became Nagar Panchayat gkp
Sir apna num.digiye gaa khuch puchna hai
Number dijiye sir kuch puchna hai
Nager parishad ka bataiye
Chairman ka age kitna hota h
Nagar Panchayat me bhugtan jo hua h usko kaise dekhe
😢😢😢😢😢😢😢
Ye kaisa channel hai comments ka reply dekar unke samasya ko clear nahi karta
Nagar panchayat rural hai ya urban
Nagar panchayat urban hota hai.
Thanks for comment ♥️,
Please subscribe our channel and share our videos.....
Hi
Nagar Nigam ki dukanen bare mein bataen
Sir Nagar Panchayat mai kon kon se adhikari hote hai pls full details ❤️❤️❤️
Thanks for comment,
Jald hi is topic par bhi videos ayengi.
Please 🙏 subscribe our channel and share our videos with your friends.
Sir Hindi mai bhi batana adhikari ki post or English mai bhi kon kon se Adhikari hai kon se post hai ❤️❤️
Ok,
Please 🙏 hamare videos ko share jrur Kiya kijiye.
Ok sir hmm share jarur krge aap mera video bna do bus Aaj kal mai hi sir Pls ❤️❤️❤️
Sir ji apne nagr panchayat ki ward ki seat kaise check kre jaise bolte h s c obc ganral wo kaise chek kre
थोड़ा जल्दी बोला करे बोरियत
New update de
प्लीज सर बताइए
Niyam kanon kya kya lagu hote hai jaise Ghar banane ke liye ya or kuchh kary karne ke liye rasta bnane ke liye