Vida electric scooty not success is electric scooty main bahut problem hota hai 2 din hue ham gadi cylinder kar Diya Bajaj finance 2 Mahina gadi hai 10 bar breakdown ho chuka chobi le Bhai soch samajh kar Liya upar se chabi ka remote ka dam hai rs4000 Jo aapse 1 yaars mein do char bar hara jayega to aur service centre mein service karane mein rs900 ab aap soch lijiye scooty mein Tel bachane ke liye electric scooty lijiyega aur itna maintenance kijiega to kaisa chalega aur plus harassment
Range nahi bataye, Aisa laga ki Bina dulhe ki barati😅😂
96km
😂
Real world 50 km ka range milegi
Switches quality? Limp home mode??? Are these issues resolved?? No.??? Then forget all these
limp home mode issue laughing in corner 😂😂
The split seat used to leake water and they should have provided a full seat and split seat as option.
Do we have indicator signal sound..?
In previous models we dont have
Kilometre performance. How much tellme
Max 45 km speed me cruise control ka kya karenge.. aur range to batao model wise...
Bhai tino model ka range to batana chahiye tha
mere pas v1 pro hai vida agar dekha jaito pehle wali zada behtar hai
Kaha se dekhana h
👑 king chetak
Vida z kab Tak ke aaega
Rajsthan Jodhpur me kab aayegi 😢
Real rang kitne km chalegi
Realme range me lag bhag..60 Tak chalegi bhai
On road price kitna hai odisha mein
Cylinder nahi ayega bro
Battery nmc he ya lfp
Superb
Balasore❤
14 inch ka tyre chahie 150 km ka range chahie ek hi variant bnao aur har chij use per dalo
Good disain.
4 month ho gya abhi tak mara fast chrging chalu nhi hua koi replay nhi data 8din sarvice sentar may bhi raki par kuch nhi hua 😢😢😢😢😢😢😢bakbas hay
Enhi baike ka dur ayega
Bhot acha rahega
Range bata yrrr😊
Ladies foot rest chahiye
🗝️ key honi chahiye thi
Vida electric scooty not success is electric scooty main bahut problem hota hai 2 din hue ham gadi cylinder kar Diya Bajaj finance 2 Mahina gadi hai 10 bar breakdown ho chuka chobi le Bhai soch samajh kar Liya upar se chabi ka remote ka dam hai rs4000 Jo aapse 1 yaars mein do char bar hara jayega to aur service centre mein service karane mein rs900 ab aap soch lijiye scooty mein Tel bachane ke liye electric scooty lijiyega aur itna maintenance kijiega to kaisa chalega aur plus harassment
Look is not good
Mere pass vida V1 pro hao agr dono ko compare kru to jada major changes nahi hai au gas cylinder to bhul jao ki aaga usme
Bhai aajkl kon gas cylinder dhota hai bike se ab to ghar ghar aa jati hai gas cylinder 😊