Thanks sir me math or resoinging or general science or sirf current affairs Jayda diyan de Raha hu or basic science engineering darwaing bhi toda bhaut Kar Raha hu or trade ITI electrician ka bhi dekh rahe h thanks sir
Bhaiya hamare pass iti electician thiory ki book hai par vo bhautt moti hai koi aisi book bataye Jo saral language mai ho aur jayada moti bhi na ho platform book ke alava
Sir ek bat puchni h please reply 🙏 🙏, alp notification me electrical alp or mechanical alp two types ka alp post rhta h to kya jo bnda electrical se iti kr rkha h wo both post ke liye eligible rhta h kya? Please reply 🙏🙏🙏🙏
Sir mera wireman trade hai uske liye kya electrical group wali rukmani ki book se cover ho skta hai ya koi aur bhi book leni hogi please guide kare, kahi iski jankari nahi mill rahi hai.
q no. 1 sir ml anvani ka iti ka electrician (old book 2015 updated hai) chalega kya depth knowledge ke liye. kyon ki use kai bar padh chuka hun. so other book uncomfortable lagega. question ke liye rukmini wala buy karlunga q no 2 drdo ceptum me chalega kya
Sir plz cbt2 part A me electrician walo k liye basic science & engineering me konse chapter rhte h plz sir iske bare me bhi shi se smjha dijiye jisse shi disha me study ho ske🙏🙏
Thanks sir me math or resoinging or general science or sirf current affairs Jayda diyan de Raha hu or basic science engineering darwaing bhi toda bhaut Kar Raha hu or trade ITI electrician ka bhi dekh rahe h thanks sir
Sir general science ka bhi ek esa video laiye
Aap kaha se ho matlab aapka ghar kon sa state mein se hein
Trade ke liye ITI ki first year or second year dono year ki padni he please bataye 🙏🙏
Sir tread ki taiyari kautilya classes utube Chanelle se taiyari kar sakte hai
Bhaiya hamare pass iti electician thiory ki book hai par vo bhautt moti hai koi aisi book bataye Jo saral language mai ho aur jayada moti bhi na ho platform book ke alava
Bhaiya general science ko kaise padhe esek lea v video bana do plsssss 🙏🙏🙏🙏🙏
Sir mechanic diesal trade ki syllabus bata dijiye
Sir platform ka electrical group ka 2 volume hai
Kya dono volume padhna hai ?
Sir diplima student ,electronic trade koi suggest kijike
Diploma electrical vale v cbt2 ke liye yhi topics pdhenge kya plz reply sir
Three phase motor, single phase motor, synchronous motor esab chapter padna chahiye??
Ha
Sir nimi parkasan ka theory nsqf ka book ke chuke hai tread ke liye aur koe book chahiya kya sir plese reply me
Sir best platform of alp
Thanks sir for electrician trade mera v h
Sir ek bat puchni h please reply 🙏 🙏, alp notification me electrical alp or mechanical alp two types ka alp post rhta h to kya jo bnda electrical se iti kr rkha h wo both post ke liye eligible rhta h kya?
Please reply 🙏🙏🙏🙏
Sir fitter ke liye v study plan bataye
Bhaiya Uss book me NSQF level wise hai to usme se kon sa level ka purchase Krna hai please reply??
Mere pass ITI 1th yeae pdf h bharat skill ka usme se bhi study krr skte h kya plz reply bhaiya
Sir welder trade ke liyealp/technician ka tution ya tyari kaise kre welder trade me kon sa post achha rahta hai
Sir mera wireman trade hai uske liye kya electrical group wali rukmani ki book se cover ho skta hai ya koi aur bhi book leni hogi please guide kare, kahi iski jankari nahi mill rahi hai.
Sir electronic trade ka bhi bna dijiye
RRB board kaise choose kare aacha se for alp
Sir Mera diploma electronic s and communication see to mujhe konsa book chaiye kya electrician wale pdhni h
Basic science nd engineering k liye? Jisme drawing bhi hota h uske liye bhi book bataye
Sir, Iti diploma b tech sb ka Electrician trade ka qns same hota hai kiya,
Jiska trade electrical engineering ho to syllabus kya rahega part cbt 2
q no. 1 sir ml anvani ka iti ka electrician (old book 2015 updated hai) chalega kya depth knowledge ke liye. kyon ki use kai bar padh chuka hun. so other book uncomfortable lagega. question ke liye rukmini wala buy karlunga
q no 2 drdo ceptum me chalega kya
Sir ab ki baal alp me b tec waale apply kar sakenge ya nahi please reply 👌👍🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir tried Mr. Ac ke liye btaye koyi nhi bta rha hai
Sir mera diploma men brach Mechanical engineering automobile hai. To sir mai trade kaun se le sakta hun
Sir mera Fitter Trade hain ...ka main technician ki post pe physics and math paper le shakta hu CBT2 ka part B main ?
Bhai ELECTRONIC MECHANIC ka bhe syllabus bta dejiye
Sir please 🙏 batao new vacancy kab aya gi technician or loco pilot ki
Fitter trade ka bhi btaye
Sir ITI Turner Trade ka v bata dijiye please 🙏🙏🙏
Bhai basic science and engineering drawings ke lie kya kare please help me bhai
Bhai
Aagar diploma electrical engg. Wale electrician iti ka book study kar.late hai to kya trade nikal jayega
please tell me bro
Sir fitter trade ka bhi ek esa video laiye
motor mechanic vehicle ke liye kha se pade🙏🙏
Sir mere paas youthcompetition time ki book hai iti electronics mechanic trade ki
Mujhe dede
@@Kushwaha.ji0000 leke achaar Dale ga kya
@@yasershaikh4463daluga khayega n tu
Sir mock test kon se le cbt part b k lea
सर मेरा fitter trade है प्लीज इसके बारे में भी कुछ बताइए 🙏🙏
Sir Diesel mechanic trade ke liye konsi book use le or iska kya syllabus hoga ???
📍Notes kese aur kis type main banaye 1-2 page please appp uska video banaiye please📍
Or ye bhi btaye ki part A me sbhi trade walo ke alg alg chapter's hote h kya??
Sir kya trade ko bhi abhi se padhe please sir bata dijiye
Sir general science ki tayare kaise kare sir eska v video banaye sir
Sir ji mera bhi electrician hay apka hand note milaga kaya sir ji pls
Sir Diploma Electrical ka vi same syllabus ha kiya.??
Bs aise hi hm logo ka time to time margdarshn krte rhe thnks
Bhai machinist ka bhe bnya🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir mene iti. 2nd.. continue hai vacancy kelea mye apply karsakta hun plz...
Hello sir.....sir cbt2 k liye ko basic science and engineering jo subject h uske liye best book bataiye..
Sir electrician trade k liye ak book bataye plzzz.
English version...
Plz sir English version book bataye Electrician trade k liye 🙏🙏🙏
Hmmm bataye electrical trade kiliea English book plz sirrrrr
Sir इसका क्लास करवाएं ना
Arihant Book Trade nimmi pattern part 1 and part 2 dono hona chahiye ka sir
Sir sbt 2ki tyari कबसे सुरु करे abhi to CBT 1 पढ़ रहे हैं
Ya CBT 1 exam ho जाने के बाद पढ़े plz bataye
Bhaiya diploma electronics engineering se hai to koun sa trade padhna chahiye
What about diploma automobile engineering trade
Video bnakar btaye plz plz...
Sir ek full strategy video banaya for qualify RRB ALP/ Technician
Sir ELECRONICS MECHANIC KE BARE ME BATAIYE NA .. KI KYA KYA PUCHHENGE ..
Semiconductor physics chapter nhi h kya isme
Sir ye physics ka syllabus hai ya electrician trade ka
Eclectrician trade ke लिए कौन सा किताब read करना है
Bhaiya ham diploma electronic branch se hai कैसे तैयारी करे plise bataye
Sir mechanical engineering ke liye v vedio bnaiye
Sir please electronic machenic ka bhi syllabus de dijiye
Sir electrician trade English language me konsa book acha rahega
ALP CBT 2 Part B Electronic Mechanic ki tyari kaise kare sir??
Fitter Trade ke bare me kuch boliye Bhai
Abhi to filhal sabhi ko CBT 1 k liye lagna chahiye agar papar acha gya to turant hi CBT aur trade start kre to better rhega ???
Bhaiya mechanical engineering (polytechnic) walo k liye kuch bta dijiye
Alp k liye
Plz bhaiya
Joh diploma ka hai una bhi iti ka syllabus padha na ha kya
Sir ji ap notes ka pdf sand kar do na aap ka plz sir ji
Sir
ALP cbt-1 ka math reasoning and cbt-2 ka math reasoning ka level same hota hai yaa different different hota hai
Basic science and engineering ka bhi dijiya
Bhaiya kya part-B me Phy & Math choose kr skte h kya? Electrician vale
Sir mai diploma se hu or mera branch electrical engineering hai mai electrician choose kar sakta hu?
Yes bro
Mechanical diesel ka bhi syllabus batein
Wireman trade walo ka syllabus electrician ke saath include h kya
Sir WIREMAN trade ke liye kya padhe kya Electrician se reliable hai plz Help me
Kha kha se padhe sir kha se notes banaye ye bata dijiye sir😢😢😢❤❤
Sir instrument mechanic ke liye bata dijiye
Sir, Mechanical Diesel Trade wale keliye bhi syllabus ka video baye
Aur Trade keliye kaun sa book se padhe
Sir aap iti sea hai yeh pcm sea
Sir 10+2 PCM wale kaha se padhai kare please bata dijiye
Part b ka liye kon sa book lena h sir
Sir diploma mechanical engineering( jin jin iti trade ko hum choose kar sakte hai) wala ka syllabus ager aise bolte to a6a hota.
sir ji I T I machinist trade ka v esa hi video banaye
Iti balo ko apni trade padhni pdegi Cbt 2 k liye... Plz rply
Electrician or Electronic ka syllabus sime hota hai sir
Thankful vedeo
Sr RAC trade ke liye plan banaye
Sir plz cbt2 part A me electrician walo k liye basic science & engineering me konse chapter rhte h plz sir iske bare me bhi shi se smjha dijiye jisse shi disha me study ho ske🙏🙏
Fitter trade ka be batow
Sir I have doubt about alp exam
Sir cbt 2 me physics ke alawa chemistry and bio bhi aati hai kya
Sir koi english me iska book suggest kro na.... Jisme mcq ho
Sir mechanical ke baare me bhi bata do