28 Rajab Noha 2025 | Husain Jata Hai Nana | Sharif Abbas 2025 | Safar E Imam Hussain Noha 2025

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 5 ก.พ. 2025
  • ___﷽____
    28 Rajab Safar e Imam e Hussain a.s. Nauha 2025/1446 Hijri
    ►Title • Hussain Jata Hai Nana Alvida Nana
    ►Reciter • Sharif Abbas
    ►Poet & Compose • Janab Arshi Faizabadi
    ►Chorus • Abbas Brothers
    ►Special Thanks • Anjuman e Ghuncha e Mazloomiya Ayodhya Faizabad
    ►Label • SA Records
    ►Year • 2025/1446 Hijri
    ►Audio • Recording @ABS Studio
    ►Audio Mix & Master @Abs Studio
    ►Video • Shoot & Editing @ABS Studio
    ► Abs Studio Contacts • 7618085902
    Lyrics:-
    Watan Ko Chod Ke Karbobala, Hussain Jata Hai
    Nana, Alwida Nana (2)
    Hai Karna Waada E Tifli Ada, Hussain Jata Hai
    Nana, Alwida Nana
    Watan Ko Chod Ke Karbobala, Hussain Jata Hai
    Nana, Alwida Nana (2)
    (1)
    Hmare Deen Ki Janib Badhen Hain Kufr Ke Toofan
    Ghuroor E Kufr Todega Hmara Asghar E Nadan
    Rahega La Ila Baqi, Rahega Hashr Tak Quran (2)
    Hai Tumse Bas Yahi Vada Mera, Hussain Jata Hai
    Nana, Alwida Nana
    Watan Ko Chod Ke Karbobala, Hussain Jata Hai
    Nana, Alwida Nana (2)
    (2)
    Khizan Ki Zad Pe Aayega Ye Pyara Sa Chaman Mera
    Adawat Par Hai Aamada Aye Nana Ab Watan Mera
    Yahi Bas Soch Ke Nana, Larazta Hai Badan Mera
    Ye Ummat Aapki Hai Bewafa, Hussain Jata Hai
    Nana, Alwida Nana
    Watan Ko Chod Ke Karbobala, Hussain Jata Hai
    Nana, Alwida Nana (2)
    (3)
    Bhare Ghar Ki Judai Ko Nahi Seh Payegi Sughra
    Mujhe Lagta Hai Aye Nana Abhi Mar Jayegi Sughra
    Hawale Hai Tumhare Ab, Hmari Ladli Sughra (2)
    Use Khwabon Mein Dena Hausla, Hussain Jata Hai
    Nana, Alwida Nana
    Watan Ko Chod Ke Karbobala, Hussain Jata Hai
    Nana, Alwida Nana (2)
    (4)
    Mujhe Maloom Hai Nana Bala Ke Dasht Ka Manzar
    Behen Sar Peet'ti Hogi Katega Jab Hmara Sar
    Hmare Sar Ke Kat'te Hi Layin Cheenege Jab Chadar
    Sakeena Degi Ro Ro Kar Sada, Hussain Jata Hai
    Nana, Alwida Nana
    Watan Ko Chod Ke Karbobala, Hussain Jata Hai
    Nana, Alwida Nana (2)
    (5)
    Tumhari Hubahu Tasveer Hai Mera Ali Akbar
    Bada Arman Hai Nana Saje Sehre Se Uska Sar
    Dua Karna Mera Bachcha, Phale Phoole Basaye Ghar (2)
    Na Uski Maa Kabhi Ho Ghamzada, Hussain Jata Hai
    Nana, Alwida Nana
    Watan Ko Chod Ke Karbobala, Hussain Jata Hai
    Nana, Alwida Nana (2)
    (6)
    Salame Aakhri Le Lo Main Wapas Ab Na Aaunga
    Bala Ke Dasht Ko Jaa Kar Main Sajdon Se Sajaunga
    Hazaron Zakhm Honge Khoon, Me Apne Nahaunga (2)
    Karenge Sar Mera Zaalim Juda, Hussain Jata Hai
    Nana, Alwida Nana
    Watan Ko Chod Ke Karbobala, Hussain Jata Hai
    Nana, Alwida Nana (2)
    (7)
    Likhun Arshi Bhala Kaise Tasawwur Me Jo Manzar Hai
    Nawasa Hichkiyan Leta Hai Bekal Rooh E Anwar Hai
    Zameen Se Arsh Tak Matam, Bapa Hai Shor E Mehshar Hai (2)
    Nawase Ne Jo Nana Se Kaha, Hussain Jata Hai
    Nana, Alwida Nana
    Watan Ko Chod Ke Karbobala, Hussain Jata Hai
    Nana, Alwida Nana (2)
    (8)
    Kiya Mehsoos Jisne Gham Hmara Aye Mere Nana
    Hai Gham Kitna Bada Apne Watan Ko Chodh Ke Jana
    Baroz E Hashr Arshi Ko, Aye Nana Bhool Na Jana (2)
    Muhib Wo Hai Hmara Apka, Hussain Jata Hai
    Nana, Alwida Nana
    Watan Ko Chod Ke Karbobala, Hussain Jata Hai
    Nana, Alwida Nana (2)
    -----------------------------------------------------------------------------
    اللَّهُمَّ ارْزُقْنِي شَفَاعَةَ الْحُسَيْنِ ( عَلَيْهِ السَّلَامُ )
    العجل یا مولا مہدیؑ (اَللّهُمَّ عَجِّل لِوَلیِّکَ الفَرَج)
    #HusainJataHaiNana #SharifAbbas #28rajabnoha #nohay #noha
    #28rajabnauha #safareimamehussain #newnoha
    Like/Comment ‪& Share !!
    "28 Rajab Safar e Imam e Hussain a.s. nauha by Sharif Abbas Zaidi"
    Connect with me :-
    Insta | ...
    Fb | / sharif-abbas-official-...
    For any queries ,collabrations and suggestions email me on sharifabbas774@gmail.com
    Popular Keywords:-
    28 rajab noha,28 rajab noha 28 rajab 28 rajab noha new new noha 28 rajab 28 rajab noha status 28 rajab noha 2025 noha 28 rajab 2025 28 rajab noha 2025 28 rajab noha 2025 28 rajab ka noha new noha 28 rajab 2025 noha 28 rajab noha 2025 28 rajab rawangi imam hussain 28 rajab noha safar imam hussain 28 rajab nohay new noha noha 28 rajab 2025 28 rajab new nohay 28 rajab noha 1446/2025 28 rajab noha noha 2025 noha bibi sughra 28 rajab noha 28 rajab 28 rajab 2025 noha 28 rajab 28 rajab buknala sadat 2025 buknala sadat 28 rajab 2025 28 rajab buknala sadat buknala sadat azadari 28 rajab new noha 28 rajab 28 rajab nohay 28 rajab noha new 28 rajab noha 2025 28 rajab noha 2025 nohay 2025 new noha 28 rajab 2025 28 rajab new nohay 28 rajab rawangi imam hussain 28 rajab noha 2025 28 rajab ka noha new nohay 2025 28 rajab noha status noha 28 rajab 2025 azadari chitora nohay imam hussain safar e imam hussain safar e imam hussain noha safar e karbala imam hussain ka safar e karbala safar e imam hussain to karbala safar e imam hussain safar e ishq e hussain safar e karbala imam hussain safar e ishq safar imam hussain imam hussain ka safar imam hussain karbala safar e imam hussain as noha safar e imam hussain safar e imam hussain in urdu safar e imam hussain hyderabad hyderabad safar e imam hussain safare imam husain
    rawangi imam hussain imam hussain rawangi e imam hussain as 28 rajab rawangi e imam hussain

ความคิดเห็น • 58