*Sir please help kijiye.. Kya hum floor ke niche se pani ka supply le ke uspe tiles laga sakte hai kya.. Please please please ans. Dijiye bahut jaruri hai.. Please*
Mera to sab ek line me hai. Uske baad bhi bahut preshan hai. Plumber ne kaam bigad diya hai. Har jagah leakage. Pure pipe line ki sidh me har room kitchen me leakage. Har floor me yahi hal hai.
भैया अगर घरके नीचे के मजले मे संडास बाथरुम हैं और उपर एक मजला बानकर उसमे संडास बाथरुम बनाना हैं मगर ऊपर के संडास का पाइप पहले नही डाला है या नंही छोडा हैं और अभी ऊपर संडास बानकर पाईप छोडना हैं तो संडास. का आऊटर पाइप निचे के संडास के गॅस पाईप मे लगा सकते है क्या
Yar cleaning kit aur chabhi ki photo side me deni chahiye na jisko ap chabhi bol rahe yaha up me sultanpur me koi jan hi nhi rha har jagah hr chij ki terminology alg alg use hoti hai chabhi or cleaning kya hai sir mera kam laga hai
Bhai meri main Water supply ki pipe hai woh plastic ki hai usme hawa ban jati hai aur pani ni aata mena ek doo hole kar diya hai pipe me alag alag jagah me kya hole karna se hawa nikal jaygi plzzzzz reply
Old GI pipes rusted , causing dampness in the house, shud be removed completely by cutting walls & digging out of lenters or we can dead them from overhead tank ,leaving those inside & fix new CPVC lines in open? ...will the old dead ,emptied GI line ,still rust more & still cause damage to walls & their plaster?
ghar ke farsh par tiles lagi hai wo tut jati hai bar bar kyunki uske niche pani ka pipe hai usse jo gas nikal rahi h , kya usme farsh plaster ka karaye ??
Sir mere ghar ka kitchen and bathroom pipe diwal ke andar se diya hai koyoki jamin hi nahi hai .To kya future me bahut problem hoga agar ha to please batye
Sir mere land ka size 15×72 ha thode din me ghar banana start karna ha aab problem yea ha ke land ke dono sides me buliding bana huva ha mera land middle me ha space dono sides me space nhi ha sirf front and back side space chod sakte ha... So aab yea new home ke liye poora plumbing and drainage ka connection kaise kare kyuki side words se koi be pipe nikal nhi sakte....sirf front and back side se jaga ha tho plumbing And drainage ka work hoo jayega?
Sir ji aapka bahut gajab ka knowledge hai......aapka mai bahut sara video dekha hun ...Aapne bahut kuch sikha diya............aapko dil se salam... 🙏🙏🙏
Very good
Pura you tub per sabse best video apka
thanks
Good information
Grawn phlowar ka matalab Kiya hota hai sar ji es pr bidio bnaye
Appreciate ❤️
Nice video
Thanks
Sir mera ko putty kam milega ki nahi sir
Kya sewerage chamber se pehle p trap hona chahiye ya nahi?
Sir samne agar kisi ka Ghar ho tho bathroom pipe se uske Ghar maine koi gas jah sakta hai kya ??
*Sir please help kijiye.. Kya hum floor ke niche se pani ka supply le ke uspe tiles laga sakte hai kya.. Please please please ans. Dijiye bahut jaruri hai.. Please*
Sir, ghar ka plumbing kab karwana hai? Putty se pehle ya baad?
Please reply my doubt
👏👏👏👏👏
Bahut acchi jankari
Pipes jitna ho sake shaft ke through rakhne se ghar ki khubsurti aur pipe ki life bani rahti hai
Bhar k liye pipe konsa sahi ho gaya
Bahut. Pasand .aaya sir ...you are real civil engineer...........badi gajab samjhate ho .aap....
really good palmubik trike
मुझे अपने घर की सीथिया बनानी हैं बाताओ कैसे बनाओ
Sir latrin ka solid material 70 fit dur septic tank me horizontally le ja sakte hai future me koi problem hoga kya? Please reply..
good question , please answer
It's most helpful video sir Thanks sir ❤
Sir me odisha se hun mujhe biii karana hai plumbing kitna kharcha ho ga
Sir , swr pipe me joint le liye socket use Kare ya , usko Aag se garm kr ke
Cleaning kit kya hota hain....???
What do you mean by chabi, please explain?
Best video
Bahut aachha
dipu the great
Mera to sab ek line me hai. Uske baad bhi bahut preshan hai. Plumber ne kaam bigad diya hai. Har jagah leakage. Pure pipe line ki sidh me har room kitchen me leakage. Har floor me yahi hal hai.
Please tell me toilet , bathroom sabhi ka pani ko ek hi pipe me sewer connection kar sakta hai
भैया अगर घरके नीचे के मजले मे संडास बाथरुम हैं और उपर एक मजला बानकर उसमे संडास बाथरुम बनाना हैं मगर ऊपर के संडास का पाइप पहले नही डाला है या नंही छोडा हैं और अभी ऊपर संडास बानकर पाईप छोडना हैं तो संडास. का आऊटर पाइप निचे के संडास के गॅस पाईप मे लगा सकते है क्या
Sir kya ye vastu ke hisab se bta rhe ho.
huu
Engineer s Good job sir 👍👍💯🙏🇮🇳
sir safting tank ki doori 150fit hai to kya kare ghar se
PVC swr pipe Lena he 4"ka
Yar cleaning kit aur chabhi ki photo side me deni chahiye na jisko ap chabhi bol rahe yaha up me sultanpur me koi jan hi nhi rha har jagah hr chij ki terminology alg alg use hoti hai chabhi or cleaning kya hai sir mera kam laga hai
Bhai meri main Water supply ki pipe hai woh plastic ki hai usme hawa ban jati hai aur pani ni aata mena ek doo hole kar diya hai pipe me alag alag jagah me kya hole karna se hawa nikal jaygi plzzzzz reply
नमस्ते सर
कृपया reply
घर का वेस्ट गंदा पानी बाहर निकलने वाले पाइप का लेवल नीचे हो गया
रोड और मैन नाली ऊपर हो गई
इसका समाधान उपाय बताइए please
no option
Sir main line se 1/2 inch ya 1 inch ka connection lena chaiye pls guide me sir🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Old GI pipes rusted , causing dampness in the house, shud be removed completely by cutting walls & digging out of lenters or we can dead them from overhead tank ,leaving those inside & fix new CPVC lines in open?
...will the old dead ,emptied GI line ,still rust more & still cause damage to walls & their plaster?
Sir jo hamara inlet pipe he usko hm wall ka inside me fix karna he ya outside me
Gher ke 3 side ghr bna hoya hai aur main b side main jagah nai chod sakta ho to btaye main plumbing ka kaam kaise kro
good question please answer
Sir ak Problem ho rakhi h
Toilet qa water tap tap girti h to bahut smell aati h 😢
Mistirie ne direct laga diya Bina fold kiye huye😢
1500 square ft kam me 18 column h har column me 8 sariya h 12 mm ke to slab ke liye kitna mm sariya istemal kare plz reply
Mujhe 34 ento 45 ka house plan chaiy flaot modal
Ghar ka bahar ka flooring kaise kare....aapka video bahut achhacha hots hai...Best of luck
Vastu k anusar sb ek side nhi ho payega
Esme ek sapit hona chahiye
बहुत अच्छी जानकारी दी धन्यवाद सर आभारी आहोत
Bhahut achha sir knlodge
Great knowledge sir
Thanks and welcome
Thanks so much
Pulstar ka aage pipe line karna Rong nahi hai kya
Very good knowledge sir
Sir ji dry vent or wet vent ki bari main bhi kuch batao
B
Sir app video me Jo samja rahe hai tabhi video main ve hi pipe dikhaiye ...taki koi confusion na ho.🙏
Beshment Wale Ghar main sefty tank kahan par banayege
ghar ke farsh par tiles lagi hai wo tut jati hai bar bar kyunki uske niche pani ka pipe hai usse jo gas nikal rahi h , kya usme farsh plaster ka karaye ??
Sir mere ghar ka kitchen and bathroom pipe diwal ke andar se diya hai koyoki jamin hi nahi hai .To kya future me bahut problem hoga agar ha to please batye
Super sir
Sir mere land ka size 15×72 ha thode din me ghar banana start karna ha aab problem yea ha ke land ke dono sides me buliding bana huva ha mera land middle me ha space dono sides me space nhi ha sirf front and back side space chod sakte ha... So aab yea new home ke liye poora plumbing and drainage ka connection kaise kare kyuki side words se koi be pipe nikal nhi sakte....sirf front and back side se jaga ha tho plumbing And drainage ka work hoo jayega?
yes good question plz answer ?
😂
Duct chodo beech me planning acchi karo
Bhaiya plot likh dete kuch or hi samjh liya tha ek baar ko😂😂😂😂😂
Nice👍 idea sir ji
Thanks and welcome
Sir ji aapka bahut gajab ka knowledge hai......aapka mai bahut sara video dekha hun ...Aapne bahut kuch sikha diya............aapko dil se salam... 🙏🙏🙏
Can you make a video how to make use of Rain water harvesting and Municipal water ? Plumbing planning details please share
ok
Mera Ghar 10"*20" ka hai abhi bana raha hu septik tank & colam dono sath me hai koi pareshnu to nahi higu
Pls Aap ka help chahiye. Mera 12/25 sqft plot hai.mera Asiana banane me aap ka supervision ki jarurat hsi.pls me.
Sir tiles ke bare me kajariya tiles per fully details me video banaye
Sir aap kahi site par job bhi karte hai kya
Sir jagah nahi pipe baher se lene to kay kar sakte hai
🙏🙏
Very good👍 sir
Thanks and welcome
Sir pvc fitting pr video bnaiye pls
Dhanyabaad Sir
Sir main future Mei apna Ghar apki guidelines par banana chahunga
Sir
I am watching your videos everyday.
Bahut jankari mili aapke video dekhne se.
Many many thanks for nice presentation.
Jai Hind
Sir rain water pipe septic tank me na connect kre na back side chat se mera plumber connect kar rha tha front wala baher or back wala septic tank
Sir yadi hotel he to 15 room ka to usme 4 inch ka pipe solid waste ke lia Shi rahega
good question please answer
Bahot badiya bhaiya ji
Sir yadi hum apna ghar banvayenge to aap se advice le sakt h kya.
Sir bahar Pipe dikh raha hai usko plaster kar sakte hain kya please reply
Sir aapne to hamako bhi enjeniyar bna diya thanks
Aap bahut achha jankari dete hai Sir Ji
Very good idea.Thanks.
Sir house construction me barish ka pani bachane ke bare me kuch idea dijiye
Ok
Thanks for video
Pane ke nikase na hone par Kya Kiya jay
MEP design software bareme bataye
Sir, jis ghar ke side me jamin nhi chhodne ka jagah ho wha kaise fiting hoga?????
good question please answer
Please give me idea for making swiming pool 15ftx20ft on roof at 2nd roof.
North East me water source other side me kitchen and bathroom agar vastu se ghar banana hi to one side pipe possible nhi ho sakti
Or jiske paas sirf 25 gaj jagha ho wo kya kare.. 11x20 feet only..
Sir, Your video are amazing 👍👍👍👍👍
Good teacher
Many many thanks
Very good presentation in simple words.👌👍Dr Gupta wardha lndia.
Sir how much u r charging for 300 Sq feet house for maps
Bahir kaise posible hai, dusro ka makan bana hua ya banega to fir kese de skte
Great Sir... 👍
In this video piping already done w/o wall plaster which is wrong...
Thank you so much Sir
Please standard size bath room 8x5 feet k all pipes layouts per b koi vedio ban do
36 x 14 feet ghar ka naksha bataiyega
Good knowledge...best presentation...👌