Bro jo expensive phones hote h jase ki maan lo do brands jase oppo Or moto ka price 80 k -100k bich me ho, to ase comparison krna thika rahega,??ku ki, ye expensive phones,jo skta mahange price k wajah se log video hi na dekh audience asa soch skti ki ye to expensive h,hum le nhi skte,to ase mahange phones ka compare wali video banana thik rahega kya?? , baki apka kya opinion h? Plz reply 🙏
Sir, uss price m akdam choti choti chez bhi matter karta hain jo ki uss phone ko bina use karein batana muskil hota hai. So isiliye main un videos ko banana pasand nahi karta, above 50K, because maine un phones ko use nhi kiya. But budget m, ya phir under 50K phones kaise hain batana bada easy hota hai generally. Mujhe aisa lagta hai ki views v aa jayenge un videos pe, but sirf views k liye flagship phones par videos banana itna sahi nahi lagta. But ha, specs based comparison karna mere khayal se koi buri baat nhi hai. But ACTUAL experience batana ki kaisa rahega phone use karne m, thora muskil hota hai.
@@A-TronTech bro wo baat to sahi, lekin mere kahan ka mtlb h ki agr koi asa phone ka review krra h jiska price above 50k h, to audience ye bhi soch skti ki ye to bhut expensive h, video dekhne se kya fayda, ho video skip kr de, mane iss sense me bola h, agr han under 30-40k base pe banaye, to ho skta h views aa jaye, kuki ye thoda budget me aa jata h
Haa aap ki baat sahi hai. But ye bhi hai ki bohot log ek flagship phone nahi le sakte but janna chahte hai ki kaisa h, kya hai phone m aisa khaas. Apple or Samsung k flagships m aa jaana chahiye mere khayal se views
Long term use ke liya konsa better hai for 4 to 5 years
Phone (2a) Plus is the better option.