Sir me mp neemuch se hu mene bed kiya tha mene varg 2 bhi di lekin clear nhi ho pai mujhe lgta h me nhi kr paungi me varg 3 qualified hu kya me d .ed krke varg 3 ki taiyari kr skti hu mera d.ed krne ka dession shi h kya plz guide kijiye
Baiya me gwalior se hu muje D।el ed ke liye koi government college bta dijiye or me obc se hu kitni स्कूर्लार्शिप kitni milegi me bhaut pareshan hu baiya please meri help kijiye 😢😢😢
Muje private clg mila h usme fees 110000 ru bta rhe h or schoolarship 70000 ki bola h baki dusre clg me bhi pucha mene sb lagbhag yhi fees bta rhe h kya schoollarship itni milegi ki nhi me sc catagory se hu
Sir main low vision se 60 % viklang hu agr main registration ke samya viklang se dalunga to mere liye alag list nikle gi ky or agar viklang ki list me nhi aya to genral me aunga ya nhi please help me
Me Rajasthan State se hu. Agar Bina agent ke sidha private college me admission le lu. Aur college nahi jau. Baad me exam se bahar to nahi kar denge. Fir scout camp, internship baki me college Wale dikkat to nahi karenge.
शैक्षणिक भ्रमण की फीस कितनी लेते है प्राइवेट कॉलेज वाले ?
Sir me mp neemuch se hu mene bed kiya tha mene varg 2 bhi di lekin clear nhi ho pai mujhe lgta h me nhi kr paungi me varg 3 qualified hu kya me d .ed krke varg 3 ki taiyari kr skti hu mera d.ed krne ka dession shi h kya plz guide kijiye
Sir me bihar se hu mujhe DeLEd karna hai 2year ka kitna fees lagega MP me ++😢😢😢
Please reply me sir BC hai kam fees wala college batayenge !!
80k+
Hello mera de. Ld me college mila h college bale bol rahe h 32500 ki dd karao bole benk se fast time suna h kya yesa kych hota h
Yes
सर मेरे लिए 90000 रुपये मांग रहे हैं कॉलेज वाले राजस्थान से हूं स्कॉलरशिप की मन कर रहे हैं क्या स्कॉलरशिप मिल सकती है एससी कैटेगरी से हूं
Nhi
Baiya me gwalior se hu muje D।el ed ke liye koi government college bta dijiye or me obc se hu kitni स्कूर्लार्शिप kitni milegi me bhaut pareshan hu baiya please meri help kijiye 😢😢😢
Govt aapko sirf Gwalior ki hi mil sakti h
Sir hm mp me private college se admission krna chahte h mera kitna fee lgega
80k +
Sir ews balo ko scholarship nahi milti
Nhi
Muje private clg mila h usme fees 110000 ru bta rhe h or schoolarship 70000 ki bola h baki dusre clg me bhi pucha mene sb lagbhag yhi fees bta rhe h kya schoollarship itni milegi ki nhi me sc catagory se hu
Itni scholarship nhi milti muskil se 40se 50 hajar
@@skjayswal2005 acha
Kon sa college hai
Bhaiya me general category se hu mujhe bhi scholarship milegi kya plz reply 🙏🙏
@@Shivendrafitvlog nhi
Sir mai bihar se hun aur mujhe mp se DELED karna hai kya mujhe scholarship milegi
Nhi
@@skjayswal2005q nhi mil sakti bihar walo nhi milta kya scholarship ladkiyo ko
Sir me general me hu or mere 12th me 80% to government college MIL skta hain
Nhi
Bhai mera 80% me bhi nhi huaa
Sir abi kitne pese lg rh h sir
M rajsthan s hu
Sir main abhi deled m admission lena chahta hu ho payega kya bataiyega please 🙏
Ha
Bhai aapse baat karna h contact number milega please 🥺🙏
@@kaifali4956 ji 9302733039
St category me kitni scholarship milati hai private college se d.el.ed karne par
15000
Sir main low vision se 60 % viklang hu agr main registration ke samya viklang se dalunga to mere liye alag list nikle gi ky or agar viklang ki list me nhi aya to genral me aunga ya nhi please help me
Viklang se hi dalo
Agar b.ed ke baad d.ed kr rhe hai , aur already government teacher hai , st category. To scholarship milegi kya st ki?
Govt teacher h to nhi milegi
Sc category me kitni scholarship milti hai d.ed krne pr
Sir private college mai deled mai admission lena last date kya hai
Ab 3rd round me lijiyega 24 ke bad
Sir
Sir d.el.ed ka 4rth round kb aayega
15 tak me
@@skjayswal2005 sir 4rth round kb tk aayega is par vedio banaye please
Sir MP deled me other state wale ka kis round me counseling hoga? aur kab hoga?
2nd round
admission hua aapka
@@RohitKumar-x7b2y ha ho gaya hai
Kitna fee laga lagbhag
Plz sir btaiye 🙏
Sir deld ki total fees kitni hai govt college ki
2 sal ki 26000
Collage choice abhi nahi hua hai keval ragistration hua hai kab choice ke liye ayega sir
1,2 din me start Ho jaega
Sir ... govt college me regular jana hoga kya college....kyuki me to Rajasthan me rhti hu
Baht jyada nhi phir bhi 1month me 10 days
Baki college par bhi nirbhar karta h
@@skjayswal2005 mene to school join kr rkha h teaching ke liye private to regular to ja nhi skti me 😞
Sir my age 01-01-2008 hai bhar skta hu
Nhi 1july se 17 sal hona chahiye
Sir government collage me regular jana hota he kya
Kitne % me government college mil skta hain
85+
Isme exam hota h kya
Sir mp se Ba b.ed kitna fee hai and college
Deled me kitne qualification hona chahiye
12th pass
Govt college fees katni he
Sir deled me subject kon kon se hote he
@@sheludangi7542 2 sal me 18 subjects
@@sheludangi7542 2 sal ki total 26000
Sir hostal fees bhi rhti h kya mp diet me alag se
Sir mai pg finle me hu to kya d ed kr sakta hu
Exam ho gaya ya nhi
Namste sir,
Private college me regular jana padta hai kya college ?
Nhi paper dene bas
Me Rajasthan State se hu.
Agar Bina agent ke sidha private college me admission le lu. Aur college nahi jau. Baad me exam se bahar to nahi kar denge. Fir scout camp, internship baki me college Wale dikkat to nahi karenge.
@@NehaJain-x8e nhi koi dikkat nhi hogi
Internship ka document bas kisi school se banwa lijiyega
@@NehaJain-x8eapne admission le liya
Na. Other state walo ki counseling start nahi hui hai
Sir ji second round kb start hoga or usme registration hoga kya
26 ke Bad hi start hoga
Ha usme bhi registration hoga
68% govt college mil jayga kyaa
No
Sir mera 88.4 % hai kya mera government me ho jayega
Vo bhi art se hu
Ha ho jaega
Ho jayega don't worry
Ho gya
Hai Frist list me
Rajistression fee kitni h
Sir Rajasthan se huu, kya mp deled me scholership milti h kya
Other state balo ko syd nhi milti
93 percentage se govt college mil jayega kyaa
Ha 100%
Sir apka college kaha h.. Sent your mobile number
Sir ews balo ko scholarship nahi milti