@@borichaashish4645 yes bank ko phone pee or paytm me add kar ke withdraw kar lo... agar apko video dekhna hai to apprecate app ke account opening ke video mai ne deatils me baat kiya .. kaise app paise withdraw kar sakte ho yes bank se... video ka link description me hai
Bhai me Bank sathi se refer kr raha hun a/c open hone ke baad min. 1k ka trade mrna hai to 1k add krne ke baad kissme invest krna hai aur kaise withdrawal lagana hai jo 1k lagaya
Brother ma ne already trading ka video banya hai usko link apko iss video ke description me mil gayege ap ja Kar checkout kar lena.. Apko a to z process mil gayege Account Opening , trading aur fund add and withdrawal tk ka To ap ja kar checkout kar lena
Yes but agar ap us stock me kaisi vi platform par investment karte ho.. fir apko koi Indian bank ka account open kana parta hai... Cahee vo ind money ho ya appricte ho
Iss ke liya ap Google pe search kar lo apka answers mil gayega.. Muje jo sabse accha lagta hai vo hai appreciate.. Benefits ke baat kare.. 1. Agar ap monthly 5 trade karte ho.. To koi vi apko charge nahi dena hai.. 2. Agar ap koi vi paise deposit karte ho Indian se us wallet me to uss par vi koi vi Koi charge nahi dena hai.. 3. Agar ap us se Indian wallet me paise withdrawal karte ho to uss par vi koi extra charge nahi lagta hai.. Aur apka paise safely apka bank me aa jata hai... ..... Agar ap jitne vi Benefits hai usko ap kisi dusre platform ya fr app me use karoge.. To vo apko aache se loot lega... Muje personal ye platform bhut accha lagta hai... Ab ap ye depends hai ki ap kaha vi invest karna chahate ho..
Agar apko appreciate ko closed karna hai .. ye option ne closed karne ka option de diya hai... 1. Click on Profit 2. Setting & preferences 3. Deactivated account .... Agar ap appreciate Account ko closed karoge to yes bank ka account closed nahi hoga...
Buying power jab ap profile par click karoge fir mil jayege Apko ya pe 2 wallet milta hai 1. us wallet 2. Bank account Agar apko trading karna hai Fir apko bank account se us wallet me fund add karna hoga.. Jab apko paise withdrawal karna hai Fir ap us wallet me withdrawal karoge Fir apke paise bank account me aa jayega 5 days ke under
Bro. Currently, pdf download options is not available.. ap uska screenshot le sakte ho.. click on profile .. fir apka portfolio me ja kar screenshot le sakte.. Second ap documents wale section me jana hai.. fir apko monthly statement par click karna hai.. aur views statement par click kar ke monthly by statement check kar sakte ho... aur zoom kar ke statement vi le sakte ho... 3rd ap support me ja Kar pdf statement ka requested dal sakte ho.. aur vo statement apke email par vi aa jayege...
Bhai what are the charges when transferring from yes bank account into buying power,it is flat 20% or something else? Means if I'm transferring 1000 then have to give 200 as charges? Please charify.
@@EarningTPoint bro I'm not saying about that, I mean to say jab aap yes bank account se buying power me transfer krte ho tb kya charges lagte hai,suppose maine yes bank me 1000 add kara aur ab mujhe 1000 transfer karne hai stock buy krne ke liye,then how much will be deducted?
Jab us wallet me paise aa jayega.. Fir apko click karna hai withdraw.. Iske baad 7 working days me apke paise yes bank me aa jayega.. Fir ap upi ke throw kisi vi bank me transfer kar sakte ho..
@@Nikhil-fc3zj agar ap mere link ke throw join hota ho to apricate app khud 200 ruppes ka sign up bonus deta hai... bus apko account open kar ke 1 trading karna hai..
Informative vdo 🎉❤
Thanks for watching video 📹 😀
Bohot ache se bataya very good 👍
thanks for feedback
Yes bank open karna hai is demat ke sath lekin yes bank ka toh 10k maintenance hai
Appreciate app se open karte ho to ... 0 balance maintains karna hoga...
Mera yesbank me 1250 add ho gaya ab usko withdraw kaise karu ? Ab trade bhi nhi karna mereko kyuki 20% charge le rahe hai
@@borichaashish4645 yes bank ko phone pee or paytm me add kar ke withdraw kar lo... agar apko video dekhna hai to apprecate app ke account opening ke video mai ne deatils me baat kiya .. kaise app paise withdraw kar sakte ho yes bank se... video ka link description me hai
@@borichaashish46451250 kese mila
Bhai me Bank sathi se refer kr raha hun a/c open hone ke baad min. 1k ka trade mrna hai to 1k add krne ke baad kissme invest krna hai aur kaise withdrawal lagana hai jo 1k lagaya
Brother ma ne already trading ka video banya hai usko link apko iss video ke description me mil gayege ap ja Kar checkout kar lena..
Apko a to z process mil gayege
Account Opening , trading aur fund add and withdrawal tk ka
To ap ja kar checkout kar lena
@@EarningTPoint ha wo to dekhe ga phele aap Inka sawal to bata do...
apka bank saathi ka income aya na
Mera axis me ac hai to chalega ?😮
Nahi apko yes bank ka account open karna hoga
Buy and sell one day possible?
Why not..
@@EarningTPoint intraday posible?
@@abhijitmaity153 us stock me only delivery order vi Hota ha, India jisa nahi hai..
Es se aucha to ind money aap hai bro us me yes bank me account open ni krna pade ga
Yes but agar ap us stock me kaisi vi platform par investment karte ho.. fir apko koi Indian bank ka account open kana parta hai...
Cahee vo ind money ho ya appricte ho
@@EarningTPoint bro us stocks k liye sab se bdya broker kon sa hai
Iss ke liya ap Google pe search kar lo apka answers mil gayega..
Muje jo sabse accha lagta hai vo hai appreciate..
Benefits ke baat kare..
1. Agar ap monthly 5 trade karte ho..
To koi vi apko charge nahi dena hai..
2. Agar ap koi vi paise deposit karte ho Indian se us wallet me to uss par vi koi vi
Koi charge nahi dena hai..
3. Agar ap us se Indian wallet me paise withdrawal karte ho to uss par vi koi extra charge nahi lagta hai..
Aur apka paise safely apka bank me aa jata hai...
.....
Agar ap jitne vi Benefits hai usko ap kisi dusre platform ya fr app me use karoge..
To vo apko aache se loot lega...
Muje personal ye platform bhut accha lagta hai...
Ab ap ye depends hai ki ap kaha vi invest karna chahate ho..
@@EarningTPoint ok thanku bro 😊
Agr sir hame us stock invest Krna hi nahi hai to koi aur bank add krsakte hai kya
Aisaa nahi ho sakta.. apko yes bank ko add karna hoga.. nahi to account opening process complete nahi manaa jayega
Appreciate account ko band karte Hain to Yes bank account bhi band Ho jaega kya?
Agar apko appreciate ko closed karna hai .. ye option ne closed karne ka option de diya hai...
1. Click on Profit
2. Setting & preferences
3. Deactivated account
....
Agar ap appreciate Account ko closed karoge to yes bank ka account closed nahi hoga...
Bhai ye buying power Jo mili h wo khy h .. khy ye app se free mila huaa amount h khy. Thade krne ke liye ??
Buying power jab ap profile par click karoge fir mil jayege
Apko ya pe 2 wallet milta hai
1. us wallet
2. Bank account
Agar apko trading karna hai Fir apko bank account se us wallet me fund add karna hoga..
Jab apko paise withdrawal karna hai Fir ap us wallet me withdrawal karoge Fir apke paise bank account me aa jayega 5 days ke under
@@EarningTPoint Nhi mtlab ye toh smhj gya me lakin ye free capita hota h khy.. I mean company deti h khy hume trade krne ke liye
Yes
Yes bank account khul toh gaya hai bhai iska pass book aur debit card kab aayega
Email pr check kro.... 1 se 2 days lagta hai..
Refer kar ka earn kar sakta ha kiya
Yes.. kar sakte ho
Bhaiya gromo se sell Kiya the ye trade bhi ho gya h reward mil jayega n trade wla
Agar ap mere link aur promo code use karte ho tab apko 200 rupees ka rewards mil gayege
Kaise kiye bro
@@Arceus5775 bro ache stock me investment karo you can earn good profit
Fees??
0 fee
Bro first trade ka pdf kaise download kare
Please reply
Bro. Currently, pdf download options is not available.. ap uska screenshot le sakte ho.. click on profile .. fir apka portfolio me ja kar screenshot le sakte..
Second ap documents wale section me jana hai.. fir apko monthly statement par click karna hai.. aur views statement par click kar ke monthly by statement check kar sakte ho... aur zoom kar ke statement vi le sakte ho...
3rd ap support me ja Kar pdf statement ka requested dal sakte ho.. aur vo statement apke email par vi aa jayege...
Bhai what are the charges when transferring from yes bank account into buying power,it is flat 20% or something else? Means if I'm transferring 1000 then have to give 200 as charges? Please charify.
Koi vi withdrawal aur add fund charges nahi hai.. abi tk
@@EarningTPoint bro I'm not saying about that, I mean to say jab aap yes bank account se buying power me transfer krte ho tb kya charges lagte hai,suppose maine yes bank me 1000 add kara aur ab mujhe 1000 transfer karne hai stock buy krne ke liye,then how much will be deducted?
@@aniketshah6835 jab mane transfer kiya tha tab muje koi vi charge nahi laga tha muje 100% yaad hai
Jammu and Kashmir bank chlegea
Nahi chalega surf yes bank chalega
Thankyou bhai
Welcome bro...
About Good Knowledge of Appreiciate Ac
Thanks for your comments 🙂 👍
Bhai trade ho gya sell bhi ho gya ab withdraw kaise hoga
Jab us wallet me paise aa jayega..
Fir apko click karna hai withdraw..
Iske baad 7 working days me apke paise yes bank me aa jayega..
Fir ap upi ke throw kisi vi bank me transfer kar sakte ho..
@@EarningTPoint itna din lgta h ye to bada dikkat h
7 days me kabi vi aa sakta ho sakta hai 5 days me aa jaye..
Jisko bhi
Brother me kuch samaj nahi paa raha hu
Ap kya bol raha hai.. ap muje deatils me btaa sakte ho...
Jo bhai appreciate account open karna chahta hai mujhe contact kare
Why..??
Kitne rupye doge
@@Nikhil-fc3zj agar ap mere link ke throw join hota ho to apricate app khud 200 ruppes ka sign up bonus deta hai... bus apko account open kar ke 1 trading karna hai..